Dr. Saab! As SAlam Alekum WRB! MashaAllah TabarakAllah aap aur Usman bhai bahut hi achcha kaam kar rahe hai! Allah aap dono ko hamesha khush rakhein, Salamat Rakhein! Mai hairaan hoon ki aap itna achcha kaam karne ki bawajood aapkee videos aur channel ko zyada logo ne subscribe nahi kiya. Itni achchi information aaplog awaam tak pohnchaa rahe hai lekin aaj kal awaam jahan koi insaan agar muqlis hokar kuch share karte hai tou unhein baatein hazam nahi hoti. Lifelong medicines khaa lenge, Dr. ki fees dedenge, Tests karwalenge, lekin agar koi khush-haali ki taraf dawat de raha hai tou usey bolenge ki aap free mei kyun nai sikhatey. Allah hum sabkoo hidayat dein aur Aaqa Kareem (SAW) ke bataye huye tareeqey par zindagi guzaarne ki aur khaas taur par khana (diet) khaney ki toufeeq ata farmaye. Ameen! Aap (SAW) ne apni zindagi mei kabhi bhar peit (full stomach) khana nahi khaya aur aapne kahan ke ek insaan ka khana do ke liye kaafi hai iska matlab apne khaney mei kisi ko saath jodo, jab do alam k Aaqa/baadshah ne ek platform set kiya hai tou kyun nahi awaam usey follow karti hai aur apne peit ko bhartey hai aur jo log achcha kaam kar rahe hai public mei awareness laa rahe hai unko tanqeed karte rahte hai. Allah bhala kare aise logo ka. Allah aapke channel ko zyada se zyada kamyaab kare taaki aapkee mehnat se lakhon log faida uthayein aur apni zindagi'yon ko khushhaal banaye. Ameen
Walikum Mus salam Dear Doctor Sahab Blessings of Allah on you and your family thanks for great explanation Keep shinning Keep smiling Keep Growing Remember us in your precious prayers
@@DrWaseem Assalam o alaikum sir kaise hain aap umeed hai khariyat se hain mujhe weight loss kerna hai or muscles develop kerna hai yaani fitness bodybuilding kerni hai to main aap se kaise contact kero or aap ki fees Kiya hai
Diabetic patient pehlai diabetes ko control karain aur phir carb cycling Kai zariye aur surplus calories kai zariye with strength training weight gain kar saktai
Doctor shb dunia bhr mai log fruits bhi khatay hain. Grains bhi khatay hain unka weight b loss hota. Kiu k wo moderation mai lety hain aur calorie deficit mai rehty hain aur ap kehty hain k keto krna chye jis mai almost sub fruits aur healthy aur complex carbohydrates ban ho jatay hain.. hala k nabi pak SAW fruits ka istamal krty thy aur grains ka bhi.. moderation is the key
Bhai metabolic flexibility Kai barai mai parhain aur mai sirf keto nahe karata low carb bhi karata patients ko with intermittent fasting aik dafa insulin resistance theek hojaye tu phir sab khayen moderation mai with exercise 😊
Assalam o alaikum sir thanks for sharing such an informative videos
.ڈاکٹر وسیم صاحب اللہ پاک آپکی عمر میں برکت ڈالے اللہ پاک ہمیشہ آپکو خوش رکھے بہت اچھے معلومات❤❤❤
جزاک اللہ
اسلام علیکم سر
سر اس بھڑتی ہوئ مہنگائی کے ساتھ ساتھ آپ کی پراڈکٹس کی قیمتوں میں بھی بہت زیادہ اضافہ ہو گیا ہے 1:46
Walikumasslam zbrdst vedio
Thanks and jazakAllah khair
Dr. Saab! As SAlam Alekum WRB! MashaAllah TabarakAllah aap aur Usman bhai bahut hi achcha kaam kar rahe hai! Allah aap dono ko hamesha khush rakhein, Salamat Rakhein! Mai hairaan hoon ki aap itna achcha kaam karne ki bawajood aapkee videos aur channel ko zyada logo ne subscribe nahi kiya. Itni achchi information aaplog awaam tak pohnchaa rahe hai lekin aaj kal awaam jahan koi insaan agar muqlis hokar kuch share karte hai tou unhein baatein hazam nahi hoti. Lifelong medicines khaa lenge, Dr. ki fees dedenge, Tests karwalenge, lekin agar koi khush-haali ki taraf dawat de raha hai tou usey bolenge ki aap free mei kyun nai sikhatey. Allah hum sabkoo hidayat dein aur Aaqa Kareem (SAW) ke bataye huye tareeqey par zindagi guzaarne ki aur khaas taur par khana (diet) khaney ki toufeeq ata farmaye. Ameen! Aap (SAW) ne apni zindagi mei kabhi bhar peit (full stomach) khana nahi khaya aur aapne kahan ke ek insaan ka khana do ke liye kaafi hai iska matlab apne khaney mei kisi ko saath jodo, jab do alam k Aaqa/baadshah ne ek platform set kiya hai tou kyun nahi awaam usey follow karti hai aur apne peit ko bhartey hai aur jo log achcha kaam kar rahe hai public mei awareness laa rahe hai unko tanqeed karte rahte hai. Allah bhala kare aise logo ka. Allah aapke channel ko zyada se zyada kamyaab kare taaki aapkee mehnat se lakhon log faida uthayein aur apni zindagi'yon ko khushhaal banaye. Ameen
بہت شکریہ ڈاکٹر صاحب
Welcome JazakAllah khair
Zaberdast Masha Allah.
JazakAllah khair
ماشاء اللہ زبردست جزاک اللہ خیرا
JazakAllah khair
Thanks for sharing such an informative video.
Welcome JazakAllah khair
Pehli baar kisi ne is topic par briefly baat ki. Q k aik doctor Dr. Ki baat samajh leta ha aaam admi nhi. Shukria
😊👍 JazakAllah khair bus kash log samjhain
بہت زبردست معلومات شکریہ ڈاکٹر صاحب خوش رہے آباد رھیں ۔۔❤💪💯 صحت تندو ستی کے ساتھ امین
Ameen summa ameen jazakAllah khair
Much needed topic, thank you .
Welcome JazakAllah khair
How to take vitamin
U r blessing for us
Good information 👍
Thanks jazakAllah khair
Great information Brother
Thanks JazakAllah khair
Walikum Mus salam Dear Doctor Sahab Blessings of Allah on you and your family thanks for great explanation Keep shinning Keep smiling Keep Growing Remember us in your precious prayers
JazakAllah khair stay blessed ameen summa ameen 🌸
@@DrWaseem Assalam o alaikum sir kaise hain aap umeed hai khariyat se hain mujhe weight loss kerna hai or muscles develop kerna hai yaani fitness bodybuilding kerni hai to main aap se kaise contact kero or aap ki fees Kiya hai
Sir jazak ALLAH
😊👍
JAZAKALLAH
😊🌸
Mashallah .
Jazakallah
😊👍
Love u waseem.bhai ap great ho
JazakAllah khair stay blessed 🌸
Dr saab diabetes reversal ke baad kya diet honi chahiye please is pe bhi video banae
Sure will make a video on that
Truth im Agree with you
Ur new subscriber
Fruit sy konsy gurdy kharab hoty hy
Kindly ap WhatsApp pe contact karein apko complete guide kiya jaye ga..!! WhatsApp Number +923135486947
Carnivor diet plan py b video bnain
Iskai oper bhi video bana daita jald in sha Allah
ڈاکٹر صاحب میں نے کچھ دن پہلے یورین ٹیسٹ کروایا جس میں protein + آیا
کیا یہ نارمل ہے یا کوئی خطرے والی بات ہے ؟
مجھے انگزائٹی بھی ہے
Sir apki feesboht ziada he apni mother ke lye diet plan chye tha but mn aford ny kr sakti
Dr sahb jis k gurdon men pathri hai kya wo high protein use kr skta.. isp video m bnaye ki agli vid m zikr kren.. thnxx
Will make a video on this topic in sha Allah
محترم جناب انسولین ریزسٹنس کم کر کے شوگر ریورس کرنے کے لیے کیا پرسنٹیج ہونی چاہیے پروٹین فیٹ اور کارب.... شوگر کے مریض کےلیے... شکریہ
30 % sai kam ha keto 5% bhi kar saktay 🌸
Plz make video on suppliments is it harmful or beneficial
Already uploaded
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ سر
ws
How much Diet Percentage you will recommended for General Peoples ? I mean , Carb % Fat % Protein % ?
30/30/40
@@DrWaseem in this % includes any Activity ?
Sallam sir!
IBS cure krny Ka koi tarika pleas 🙏
2012 sy Cary kr raha hon
Walekumasalam IBS kai baray mai jald video share karonga
اسلام و علیکم۔
ڈاکٹر صاحب۔ کیٹو سے شوگر اور بلڈ پریشر کیوں زیادہ ہورہی۔۔
Kindly ap WhatsApp pe contact karein apko complete guide kiya jaye ga.. !! WhatsApp Number +923135486947
👍👍👍👍👍👍👍🌟🌟🌟🌟🌟🌟🌟
mashallah i followed your instructions and i loss 12 kg
Alhamdulillah summa Alhamdulillah 😊🌸
How can I contact you sir
WhatsApp 03325597180
Sir mara sawaal ha k type 2 patient keto diet K zariay muscle building kr skta ha by weight training . Please answer. Please please
Diabetic patient pehlai diabetes ko control karain aur phir carb cycling Kai zariye aur surplus calories kai zariye with strength training weight gain kar saktai
Doctor shb dunia bhr mai log fruits bhi khatay hain. Grains bhi khatay hain unka weight b loss hota. Kiu k wo moderation mai lety hain aur calorie deficit mai rehty hain aur ap kehty hain k keto krna chye jis mai almost sub fruits aur healthy aur complex carbohydrates ban ho jatay hain.. hala k nabi pak SAW fruits ka istamal krty thy aur grains ka bhi.. moderation is the key
Bhai metabolic flexibility Kai barai mai parhain aur mai sirf keto nahe karata low carb bhi karata patients ko with intermittent fasting aik dafa insulin resistance theek hojaye tu phir sab khayen moderation mai with exercise 😊
@@DrWaseem apki fee itni zyda hai k ik middle class banda afford nhi kr skta mere jesa
In our society people think this whey protein powder is steroid
Ya people are misinformed sadly