Sir agar qty me chahiye to enke special supplier bithe hote hia market me Baki email your number I will forward it to my supplier jeetbhankhed@gmail.com
Sir bilkul jaise us video me cut Kiya h vaise hi hoga,aap ek bar try kare,is video ko dhyan se dekhe isme bhi btaya gya h Agar nhi ho pata h to btay fir mai video dal Dunga
Sir Aapne jaha se machine liya hai vahi se milega ,is se alg aap sublimation market se bhi le skte ho, Vaha se bhi arrange na ho to last option khudse paint krne ka hai, Mai kisi ka promotion nahi krta sir
Sir agr aapko laser machine pr kam krna hai to basic Gyan ki jarurat padegi hi padegi,is item ka shortcut bta bhi du to koi aur item kise banayenge?,sir thoda time nikal kr sekh lo kyoki hr model corel base hi hota h
nice one
I love your comments 💗💗💗
Mashallah
bhai aap bhut ache ho❤❤
Thanks for your love ❤️ please keep supporting
Thanks you sir ❤
Please keep supporting
Mdf to cutting krlenge or photo bhi bit usko paste kesw kre or kos material ka use kre
Sticking sheet use karo
Thankyou so much Bhai 😊
Very useful information 😊👍🏻
Please hit the like button
@@SafidonCraft already done 👍🏻
Thanks please keep supporting
Sticker ko shape ke hisab se katenge?
Edge to edge par video dal rakha h sir
Bhai sirf best service ka software use kar k aise frames banasaktay hai ?
Hop my videos help you
Sir ye machine me white acrylic me engraving hota hai kiya
Sb pr hota h,metal me bhi agar paint kiya ho to ho jayega
Aap k machine kitna wat ka hai
Sir 50 watt hai
Sir aapki machine kis company ki hai please sir bataiye
Sir ek video hai meri machine ke upar please watch
Outline to merge kaise karte hai ???
Merze nahi split hota h
Split kaise hota hai ??
Aapke ye wale video mai 9 minutes 6 seconds pe merge karte ho aap..
Vo kaise Kar ke hai uska idea nahi aa raha Hai....
Jaisa ki pahle Kiya h,merze nahi split Kiya h,Corel me line break kr a hota h
Split kaise Kar ke hai koi command batavonge aap ??
Jitendra Ji Achha bateaa Kisi bhi tarah ka Laser se Gift bna sakte hain but Gift ko kisi box m dene k liye box kahan se jugad karenge
Sayad aap gatta wala box ki baat kr rahe ho
@@SafidonCraft kisi bhi tarah ka Box jisme fit aa jaye
Sir agar qty me chahiye to enke special supplier bithe hote hia market me
Baki email your number I will forward it to my supplier
jeetbhankhed@gmail.com
Raw materials kaha se khareede
Sir kuch local market se kuch ,machine supplies se
Sir aap plz ek bar photo cut out frame me photo cut karna sikhaye jese mobile lamination wala video me hai vese koe photo frame ka cut out kese kare
Sir bilkul jaise us video me cut Kiya h vaise hi hoga,aap ek bar try kare,is video ko dhyan se dekhe isme bhi btaya gya h
Agar nhi ho pata h to btay fir mai video dal Dunga
Ok sir try kar ke dekhunga
Abhi to rakhiya bana raha hu name wali
Kl video bhi aa rahi hai,edge to edge cutting ki
MDF pr direct sublimation ho skta h
G Sublimation mdf alg se aata h
Sticker ko shape ke hisab se kaise katenge?
Sir mujhe bhi CO2 machin khareedna hai kaha se lu samaj me ara nai
Sir mere video dekhe,apko deside krne me aasani hogi
Cutting software consa hai
Cut machine,bahut hi bakwas software hai
@@SafidonCraft to konsa acha hai
Rd work
how to paint mdf sheet
Sir sublimation printable sheet aati hai, sublimation print hota hai,ya fir aap uv machine se kr skte ho
Please subscribe my channel and hit the like button
Sir ye pura Setup kaha milega aur kitne ka milega please Batayiye
Choti machine se door rahna
@@SafidonCraft kaha milega wo batao
Achha Mujhe Bataye Ki Plotter se jo bhi work hota h wo sara work Laser Machine se ho jayega
ya Plotter ka kaam Laser Machine nhi karta h
Jaydatar ho jata hai,but kam kimat me bade size ka plotter aa jata hai jbki CO2 ki kimat jayda hoti hai ,size kam
Ji Agar Plotter ka Kam Laser Machine kar sakta h phir to better h Laser Machine
Ji lagbag sabhi kam ho jate hai plotter ke,and CO2 multipurpose hai
स्टिकर पेपर कहा मिलेगा सर...और कौनसा पेपर लेना है...
Paper wale ke pass ,glossy sticky paper
Bhai I need Coreldraw software
Internet se aasani se mil jata h
photo cutting ki video kausni hai link send karo
Mai samjh nhi pa raha hu,ki aap kis topic pr baat kr rahe ho,mere videos section me kafi kuch h,sayad aapke kam aa jaye
Sir Machine kitne watt ki he.....Or raw material konsa....Photo engraving kese kare wood per
50watt ki machine hai ,photo engraving next vedio me clear ho jayega,
Please subscribe my channel
@@SafidonCraft already subscribed sir...Plz provide some communication details such as email address or whatsapp or telegram
sir kya aap work sikha sakte ho kya
Please email me jeetbhankhed@gmail.com contact number will be provided
Sir black painted mdf sheet ka link send me
Sir
Aapne jaha se machine liya hai vahi se milega ,is se alg aap sublimation market se bhi le skte ho,
Vaha se bhi arrange na ho to last option khudse paint krne ka hai,
Mai kisi ka promotion nahi krta sir
Sir coral draw ka gyan nahi hai kripaya shortcut key bataya kare
Sir agr aapko laser machine pr kam krna hai to basic Gyan ki jarurat padegi hi padegi,is item ka shortcut bta bhi du to koi aur item kise banayenge?,sir thoda time nikal kr sekh lo kyoki hr model corel base hi hota h
❤𝓣𝓱𝓪𝓷𝓴𝓼 .......
Please keep supporting
SURE 👍
Bhai apni contact details dedo
Please send email jeetbhankhed@gmail.com
Sir Aap mo no do sir baat karni hai
last video se mil jayenga
Aap ka nambar do pls
Last video me mil jayega