𝐌𝐲𝐭𝐡𝐬 & 𝐑𝐞𝐚𝐥𝐢𝐭𝐢𝐞𝐬 𝐀𝐛𝐨𝐮𝐭 𝐂𝐡𝐢𝐥𝐝 𝐂𝐮𝐬𝐭𝐨𝐝𝐲 𝐂𝐚𝐬𝐞𝐬 𝐰𝐢𝐭𝐡 𝐅𝐚𝐡𝐚𝐝 𝐀𝐡𝐦𝐚𝐝 𝐒𝐢𝐝𝐝𝐢𝐪𝐮𝐢 𝐚𝐧𝐝 𝐙𝐚𝐢𝐫𝐚 𝐀𝐧𝐰𝐚𝐫 I Qanoondan

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 9 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 33

  • @shahzadsiddiqui2832
    @shahzadsiddiqui2832 3 роки тому +1

    اللہ فہد احمد صدیقی صاحب کی مدد اور اس محنت پر اجر عظیم عطا فرمائے

  • @zeeshanshah5563
    @zeeshanshah5563 3 роки тому +3

    Fahad Siddique a sincere and honest advocate and very nice human being

  • @anumrauf4323
    @anumrauf4323 3 роки тому +2

    Masha Allah
    Great Information...
    Fahad Sir Allah aap koo kaymyabi say nawazy...

  • @jazinjasimofficial
    @jazinjasimofficial 3 роки тому +1

    Jazkallah khair.

  • @umairshafiquemughal8209
    @umairshafiquemughal8209 3 роки тому +1

    Great Information

  • @tariqazizrajpoot2694
    @tariqazizrajpoot2694 3 роки тому +3

    ظلم کے یہ ضابطے ھم نہیں مانتے

  • @asadalikhan3869
    @asadalikhan3869 3 роки тому +1

    Excellent dear Sir, you are doing great job. Very logical analysis. Stay blessed!

  • @masoodahmed86
    @masoodahmed86 3 роки тому +1

    Majority of family judges in Pakistan is required official training on following topics
    1) WHAT IS WELFARE OF MINOR
    2) SHARED PARENTING & ITS IMPLEMENTATION
    3) IMPACT OF SHARED PARENTING ON MINORs
    3) HOME VISITATION RIGHTS FOR NCP PARENT (FATHER OR MOTHER )
    4) SMOOTH & PRACTICALLY IMPLEMENTATION OF THEIR ORDERS AGAINST HOME VISITATION SCHEDULE
    IIIIIIIIIII SHARED PARENTING IS A KEY SOLUTION OF DIVORCE/ KHULA AFFECTED CHILDRENS & TO SECURE FUTURE OF CHILDRENS IIIIIIIIIIIIII

  • @rashid4109
    @rashid4109 3 роки тому +1

    Very nice effort u r doing....for home visitation rights.....keep it up

  • @fahadalikhan3475
    @fahadalikhan3475 3 роки тому +2

    Dear sir...may Allah bless you with success in this noble cause.

  • @salmanchaudhry9833
    @salmanchaudhry9833 3 роки тому +3

    Good job. Keep it up

  • @masoodahmed86
    @masoodahmed86 3 роки тому +1

    Fahad Ahmed Siddiqui Sb the only Lawyer in Pakistan who is educating about shared parenting & trying to implement shared parenting in Pakistan that is the key solution of divorced & Khula effected children's but unfortunately most of the family judges in our courts are not aware of this concept they are passing only copy paste orders for against each family case and two hours monthly meeting in court room is granted to all non custodial fathers. Most of the family judges are protecting the rights of women and not considering the actual case situation which creates more problems for childrens

  • @sairach5621
    @sairach5621 2 роки тому +1

    Who is the best child custody case lawyer in islamabad???

  • @habibaman3373
    @habibaman3373 3 роки тому +1

    Qanoondan going so good.. plz enhance vedio volume as in.this vedio host voice is low

  • @demongaming3870
    @demongaming3870 2 роки тому +1

    Mera case me b ye he soch rakhiye ga

  • @mrchand78
    @mrchand78 3 роки тому +2

    Pardon my saying so in most of the cases second groom of women us already prepared. Right after khulla women get marry and father is unable to prove second marriage of mother. Why not in this case court gives custody of minors to father

  • @ashuuceaxer6551
    @ashuuceaxer6551 3 роки тому +1

    Character assisination to almost har recovery of dowry articles me hti mard pe nihait gire hue ilzamat lagaye jate.lekin aurat un ilzamat k0 proof bhe nhe kr skte.but dukh aur afsos is bat ka ha k courts un jhoota ilzamat ki saza ku nhe de jate .jabke jahan tak mene suna h court me jhoot bolna b aik crime h

  • @abidrao4214
    @abidrao4214 2 роки тому +1

    Sir Bache ki age Limite kia hoti hai court to Bap k khilaf hoti hai

  • @BilawalAliKhanAdvocateKahuta

    🌹👍🏻

  • @MKBaig-qn1go
    @MKBaig-qn1go 3 роки тому +3

    It means father is nothing , custody always given to mother side Even mother made second marriage and not sincere to child, lot of cases already reported mother got custody of child from court of law, and made second marriage and leave the child in the hands of her other maternal relatives and those relatives brutally tortured the child even killed, courts kiya kartay hain iss soorat mai daikhtat hain aaa Kar bachay ke sath kiya howa??? Aisay cases bhee hain bachay ne teenage mai phonch kar apni sagi maa aur soutailay baap ko qatal kardeya, sagay baap ko tu pehlay hee uss ke life se nikal deya gaya tha kyonkeh custody court ne maa ko daidee thee
    Sir jee majority cases mai yehee horaha hay women crime ratio compare karain courts mai zeyada nahi 2 decays ka hee karlain aj ke maa mai aur 20 saal pehlay ke maa ya aurat mai iss hawalay se bohat farq agaya hey, tu aaj kal maa ko custody dainay ko iss angle se bhee consider kiya jaay
    Aur court khula ke naam per kiya khail kehla jata hey yeh aik muft amdani ka rasta bana deya gaya hey, iss un-Islamic law ko jo ke already challenge kar deya gaya hey court mai aaj kal shareef women utilize nahi karteen wohee use karraheen hain Jo iss law se unjustified benefits hasil karnay Court ateen hain warna mazloom aurat tu aaj bhee jootay kha rahee hey marr rahee hey court tu woh phonch hee nahi saktee janab
    And sura-e-nisah ka hawala ap ne deya, ap PTV ka old drama *خدا کی بستی* daikhain for ready reference please, shayad ap ka concept clear ho ya yeh maloomat lain keh kin sooratoon mai step daughter ka nikah apnay step father se hosakta hey
    Aur 7 saal kee age mai bachay , son ke custody and 9 saal ya 11 daughter baap ko shift karna sub fuqah ka nazdeek mutafiqqah taur per hey (agar baap eligibility rakhta hey) and shia mai tu 2 years hey, iss mai koee dusri raay nahi (for reference globally several references already exist from globally recognized islamic institutions and scholars) aur yeh Quran se sabit hey aur Pakistan bannay se pehlay angraiz ke practice bhee yehhee thee yeh tu maazi qareeb ke channd decays se hamaray courts yeh un-Islamic & beyond the law practice karrahay hain jo ke Pakistan ke constitution ke bhee khilaaf hain
    Pakistan ke constitution and even G&W 1896 mai bhee yeh kahin nahi likha ke always custody maa ko daidee jaay
    Hamain tu yeh jan kar hairat hotee hey jub IMF walay Pakistan ko loan dainay ke leay Family Laws Mai apni man chahee amendment karnay ke shraait rakhtay hain aur hamaray hukumran aisa kartay hain yani ap ka joint family system barbaad kardeya jaay bachay bin baab ke parwaan charain
    Khair Maazrat ke sath sir gee share parenting ke support kartay kartay ap Mother side custody ke unjustified favor ke haddon ko chhoo gaay hain Child ke welfare tu kahi kho gaee
    child se mulaqaat ke hawalay se ap ka opinion durust, agreed, but maa ke custody ko unnecessary favor daina beyond the welfare of child, entirely disagreed
    sirf tasveer ka aik rukh na daikain aj kal Pakistani khawateen mardon ke shana bashana hain, yeh aik fact hey aj aurat dacoait bhee hey apni hee aulad ka abuse karwanay walee bhee hey, khula ke naam per benefits lainay wali bhe hey, apni nafsani desires ke leay khula lainay wali bhee hey etc. etc. tu mother side always masoom & mazloom consider nahi karna chaheeay custody maa ko dainay ke hawalay se, bohat bachay abuse horay hain, complete emaandaree & insaaf se courts ko welfare of child and uss ka religion consider karna chaheeay in custody matters chahay custody maa ko dain ya baap ko
    Aur Agar G&W Act ko same aisay hee implement kiya jaay jaisay iss law ke makers yani British rulers nai kiya howa tha tu bhee bachaon ke welfare bohat achee hosaktee hey, sirf share parenting ya maa ko custody daina hal nahi hey, in my humble opinion please.

    • @MKBaig-qn1go
      @MKBaig-qn1go 3 роки тому +3

      @@beefa7860 yehee ap ke ghalat approach ke mai islah karraha hoon yeh mut kaha karain har aik ka apna fiqah hey sub fuqahaat mai yeh common hey raai barabar ka ikhtilaaf nahi ke custody of child after certain age baap ka right hey woh alag baat hey ke yehan court religion ko consider nahi kartay magar ap kyoon yeh khumakhuwa ka issue banatay hain ke sub ke fiqah alag alag hain custody of child mai unanimously aik hee opinion hey ap loog kyoon religiously issue banatay hain
      Isse tarha surae nisah ke apni taraf se tashreeh aur tafseer aur hawalay
      Ap shared parenting ko support karna chahtay hain karain its your opinion ikhtelaf-e-raay har aik ka haq hey, zaroori nahi ap sahi hon aur ikhtelaf karnay wala ghalat ho, but after hizanat period , supporting of child custody for mother side in the wrapper of shared parenting kisi soorat qabil-e-qabool nahi hosaktee bcuz hamara religion islam yeh kehta hey , quran yeh kehta hey aulad jis ke hey uss ko hee milni chaheeay as per Quran Aulad Baap hee ke hotee hey
      Yeh alag baat hey hamaray qawaneen hamara adaltee nizaam Quran, Sunnat aur mazhab se hat kar British colonial system ko support karta hey magar iss ka mutlub yeh nahi hum apnay religious beliefs aur rights ke leay awaz hee na uthaain aur shared parenting ko support kartay kartay after hizanat period bhee child custody with mother ko maan kar apnay har rights se dastbardaar ho jain.
      Aur waqaee ehmeyat bachay kee hey but yeh khud sakhta na samjha jaay ke maa ke pas custody hey tu saree behbood bachay ko mil gaee ya baap ke sath ya parental side ke sath bacha barbaad ho jaay ga yeh approach nahi honi chaheeay aur mazkoora interview mai yehee cheez mehsoos hoee
      Intehaee maazrat ke sath

    • @MKBaig-qn1go
      @MKBaig-qn1go 3 роки тому +3

      @@beefa7860 Sir now allow me Too to disagree your individual opinion yeah ap ke individual thinking hosaktee hey, haqiqat iss ke baraks hey,
      Aur yoon tu Islam ko hamaray LAST PROPHET MUHAMMAD PEACE UPON HIM KO aay howay approx. 1450 years ke qareeb hogaay hain unn ke last hadees ko bayan keay howay bhee more than 1000 centuries beet gaee hain , tu ubb baqaool ap ke unn per jum kar kharay rehnay ke apni marzi se halaat ko daikhtay howay AMEND kardeya jaay??
      Ubb ap hee bataain yeh koee logical hey, Khair ap kay beliefs ap ke opinions ap ke leay sahi hongay mairee raay mai haqiqat se inn ka koee talluq nahi, aur ikhtelaf-e-raay sub ka haq hey

    • @taym2720
      @taym2720 2 роки тому

      kiun kay pakistani laws liberal hain, hum sirf ek muslim majority country hain Islamic republic nahi.

  • @ashuuceaxer6551
    @ashuuceaxer6551 3 роки тому +1

    Sir i insist that you plz clear my thoughts about this topic.i am confused sir that how can i lady judge know about the feelings of childs father ,if she has to play a role of both parents as a judge for the welfare of child.lady judges give advantages to mothers who ever wifes demands khula and also get advantage of keeping child custody on the basis of Quran that,a mother has a responsibility to breastfeed her child till the age of 2 years but what if mother refuses to breast feed her child .At that point i think that at first she going against the order of Allah,second she is putting childs life in danger and third putting an extra burden on husband in form of purchasing expensive formula milk.
    Then how can a court say that mother is innocent and on other side they see the child father as a non eligble parent and jallad.
    And in case of interim and meeting with child is allowed.mother is allowed roam freely where ever she wants but when father merts his child,he was just given 1 or 2 hours in an enviroment where he is not allowed to leave the premises allowed,like seriously sir,is being a father is his crime and he is prisoned in court.
    Is there anyway that mother gets accountable for that interim amount of minor, wheter the payment given to mother for the welfare of minor is righfully being spended on child.Do any judge have time to ensure it, i think they cant bcoz they dont care what happens with minor out of court.
    I myself get ashamed sir while thinking about these loop holes of court.
    And specially mother take full advantage of this to set example of father that he was wrong to order to ex wife to do hijab and and to be his half islam.to not to have chat with na mehrams and to not to roam in bazars.At that point father and a husband thinks that he is nothing but just a joke.

  • @ashuuceaxer6551
    @ashuuceaxer6551 3 роки тому +1

    Sir with an advance apology ,ma ye khna chahta k ap ne bilkul thek kha k mother k character assisination hna ghalt h.lekin agar character wise asliat sach ho,aur wife ya child mother immoral life continue kr rhe ho.At that point sar ma khna chahu ga k character btana biwi ka matter krta h ku k wo jis bxhe ki Maa h usne b jawan hna h aur cycle of life me apna kirdhar nbhana h.Aur ye bat bht ghor krne ki h k aik mard kharab ho to aik fard mutasir hta aur aik aurat agar kharab ho to wo nasle tabah hte.kimdly plz reply

  • @jawedch1921
    @jawedch1921 Рік тому

    Iss wakeel k comments 1 % hae 99 % advocates k comments deferent hae . Yeh advocate ladees ko favour dey raha . Law ko ignore kr raha hae

  • @chamak7051
    @chamak7051 2 роки тому +1

    بھائی آپ لوگوں کو اردو میں بات کرنی چاہیے تاکہ جو بھی لوگ پاکستان میں ہیں پڑھے لکھے ہیں یا نہیں پڑھے لکھے ایجوکیٹڈ ہیں یا نہیں تا کہ سب کو سمجھ آئے آپ ساری باتیں انگلش میں کرتے ہیں بلکہ آپ کو آسان اردو میں بات کرنی چاہیے آپ پاکستان میں بیٹھے ہیں امریکہ میں نہیں

  • @AtifCheema-g2r
    @AtifCheema-g2r 11 місяців тому

    Maintenance write çhild not write mother under the law Pakistan Muslim family act under section 7 (2) 1964 mother not write file suit child maintenance with out next friend under the law guardian and ward act before decide custody between the parties under the law so father is nethral guardian only under the law guardian and ward act this is seatel law baqi this is a Pakistan kuch b ho sakta he