Knock Knee Treatment (तिरछे घुटने का इलाज) | Before After Knock Knee Surgery | Dr. Vikram Mhaskar

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 вер 2024

КОМЕНТАРІ • 41

  • @Localvoice11
    @Localvoice11 4 місяці тому

    Thanks sir apke baaton se mujhe bahut hi accha laga .
    Sir..mera jo problm hai aj 2 3mnths se hai..
    Sir main chal sakta hoon
    But acche se dor nhi sakta..
    Main chalne lagta hoon sir
    But
    leg piche ke taraf modhta hoon to
    Ek sound jaise hota hai
    Aise lagta hai ki..
    Mera jo ghutne k joined hai usme se do hatdiya ek dusre se acche se ATTAS nhi ho raha hai..
    Aur sir main
    Aj 6 se 7mnts ghar main 4 se leke 5ghata tak bed pe aise hi bait bait k mobile use karta tha ..
    Aachanak ek din bed se uth kar chalne lagta hoon
    To mera yeh problm ho gaya..
    Aur tab se leke ajtak yeh thik nhi hua hai sir
    Doctor ke pas gaya to
    X-ray k liye bola
    X-ray kia to bola ki X-ray mei nhi hoga MRI karna hoga
    MRI kia to
    Bola tar tuth gaya hai.
    Main bola doctor ko
    sir main samjha nhi apne kia bola hai
    To phir
    Mujhe bola hai ki operation
    Karna hoga..
    Phir maine doctor ko bola
    Sir..
    Mere ghutno main to
    koi dard nhi hota hai
    Aur main chal bhi sakta hoon
    Kia bina operation ke thik nhi hoga
    Doctor
    Bola ki 1mahine k medicine de raha hoon continue karo
    Ek main baadh
    Phir se aana
    Kia karna hoga
    Batayenge..
    ...
    1week ho gaya hai medicine khatam ho gaya hai
    Magar mera problm solve nhi hua hai sir...
    To maine soocha ki doctor ke pas phir se jayounga to
    operation karne k liye hi bolega..
    To isi liye nhi gaya..
    Aur mere aas padosi bahut se frnds bol raha hai
    Ki
    Dusre doctor ko dekhayon dusre doctor se baat karo ..
    Phir kia bolata hai dusre doctor suno..
    Sir aj aur avhi
    maine lagbhag apke 4 se 5 videos dekha hai apke baaten mujhe bahut hi accha laga
    aur apne jis tarha se video main
    har ek chize k badheke main samjha raha hoon mujhe bahut bahut hi accha laga
    Aur maine sir turant hi apke channel ko subscribe kar diya..
    Thanks sir🙏
    Sir mujhe apse baat Karna hai
    Kia sir main apse Thoda baat kar Sakta Hoon..
    Plz batayega🙏
    Main Meghalaya se Bol Raha Hoon sir
    Yeh se Delhi Jane main 3000Km se upar Jana padhta hai sir.
    Agar ap pas hote 500km ke andr to sir main AJ hi Chala Jata Apke pas..
    Sir mujhe apse baat Karna hai..
    Plz reply sir 🙏

  • @mjktoplist
    @mjktoplist Місяць тому

    male 35 year ege knock knee hai kitna din lagega surgery me kya ye age me surgery karwa sakte hai

  • @profitpandits.
    @profitpandits. День тому

    sir lekin still uska left leg normal type todhi h

  • @Pooja_Sharma_989
    @Pooja_Sharma_989 4 місяці тому

    Consult the doctor vikram Mhaskar .if somebody face this problem he will tell you everything in a detailed .your all doubts will be clear after consult with doctor. I am happy that my knock knee surgery is done by him 2 days ago .there is no pain
    Thankyou
    Doctor Vikram Mhaskar 😊

  • @gouravxtgamerzYT
    @gouravxtgamerzYT 4 місяці тому

    Sir mera age.. 17 years hay.. Mera knock knees hay.. Lekin bohot kam.. To sir. Ye exercise se thik ho jay ga..?? Matlab.. May jab dono pyr aksath karta hu.. Ghutna lagke.. Pyrr ke niche.. 3 fingers ka ya 2 fingers ka gap hay...pehele yee 4,5 fingers ka gap tha.. Lekin avhi exercise ke ke bad.. Kam ho gaya.. To ya... Exercise se thik hoga.. Sir please reply me.. Please...

  • @FarazKhan-bt4gl
    @FarazKhan-bt4gl 4 місяці тому

    Sir surgery ke baad kitne months ka bedrest rehta he is me

  • @manojkashyap1250
    @manojkashyap1250 2 місяці тому

    Sir mujhe bhi knock knee bhout jada problem hai or mujhe ab jada ho gayi hai or a

  • @RahulKumar307Ra
    @RahulKumar307Ra 4 місяці тому

    Sir how much cost for 1 kkock knee correction

  • @VJsai9
    @VJsai9 4 місяці тому

    My age 23 may i fix knock kneas

  • @user-mn5fd7xg1v
    @user-mn5fd7xg1v 3 місяці тому

    Sir ji is surgery se medical unfit ho jayenge

  • @madhavkohlikohli1194
    @madhavkohlikohli1194 3 місяці тому

    Knock knee plates permanent rehte hai kya

  • @ashishgaikwad134
    @ashishgaikwad134 3 місяці тому

    Sir what is the coast of xray

  • @VJsai9
    @VJsai9 4 місяці тому +1

    Translate into Telugu sir

  • @gurumurthyguru2938
    @gurumurthyguru2938 4 місяці тому

    Translate to kannada launguage sir

  • @Tttttttiikkkk
    @Tttttttiikkkk 4 місяці тому

    Bow leg surgery me plate parmanent laga rahtie hai