सर आपकी इस विडियो को देखकर ऐसा लगता है कि अब हमारा ज्ञान और नोलेज बढ गया है और आप का धन्यवाद ओर आभार व्यक्त करता हूँ ऐसी महत्वपूर्ण जानकारी देने के लिए.........👍👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mene meri tvs phoenix 125 ka engine repair kraya tvs k service center se uske total all engine parts change hue jo ki 7000 k parts hue or 3000 unne labour charge liye kam hone k baad mene bike unke kehne pr 30 40 km ki speed chlaayi phir first service krayi or service k baad mene gaadi nrml chalayi 70 80 km tk lekin first service k baad bike k engine head pr rubber ki seal h uske aas pss se oil leak kr rha h toh m apse yehi puch rha hu ki mujhe service center m jkr ky krna chhhiye
Sir mare pas cd100 (old model) bike hai Sunday engin repair kiya tha 100num ka piston lagvaya tha (phle 75num ka tha) or other parts new fit kiye the, Night ko jb mai ghr ja rha tha to mane speed 40 pr rkhi thi or arround 5km door jane ke badd bike bnd ho gye tab kafi try kiya but bike start nhi hui, tb to ghr chla gya, or next morning jb bike start ki to first kick pr start ho gyi, ( Mujhe ye pushna hai k bike bnd kyu hui, speed bhi limit thi or distance bhi jyada nhi tha, mechanic ne bhi sb work shi se kiya tha) plz tell 🙏
Mene half engine ka kaam karaya hai, scooty accelerate karne par vibrate kar rahi hai. Ghar ghar ka sound aa raha hai. Please suggest. Or double sawari ride kar sakte h ya nahi?
for all those wondering this question you can after 500 km you should maintain your speed below 50 so that your pump is tightened without excess stress, strain in engine and a servicing is needed to be made after 500km as they have to tighten some engine components after rebuild do change engine oil too. After its made nice your bike sounds like new and runs comfortably without any problem. Also its advised to change your chain socket around 15000 km interval and change your clutch plate around same time after half engine has been made i.e. depending on its wear out around km as 15000, 30000, 45000, 60000 and so on. I hade made my half engine around 40000 km and its good condition now running smoothly Bajaj Pulsar 150cc ...
bhai half engine ya full engine ke baad break-in karne ke baad kya phir se long rides pe jaya jaa sakta hai??? long rides matlab ladakh hogaya ya kahi aur...
@@dishantpanda haan bhai par 1-2 servicing k baad will be better option kynki tab tak aapko basic understanding hojayega apke bike condition ki but do test the pickup of it in uphill ladakh k liye aur difficult route k liye..
Engine repair k bad idle screw ki setting kaise karni hai ye batao please. Kyu k mere machanic ne idle screw ko touch bhi nahi kiya. Wo usi position mein hai jaise engine repair k pahle tha..
Sir❤️Engine rebuild Kaye 500km Kaye bad Monaye 20w 50 fully synthetic motual engine oil dala hai but galti saye grade mistake hua hai to koi problem Hoga Kaya?
Mera glamour (2012) kaa block kit change huwa 70000 km pe, mechanic ne change kar ke uspe valvoline 20W40 900 ml mileage Plus Mobil dala, uske baad unhone 20 din ke baad engine oil change karne ke liye bola, meyne 1 month ke baad change Kiya, 200 km chalane ke baad, aur Mobil dala Apollo 20w40
😮ab mere ko bhi problem hone wala hai maine bike ka full engine kraya hai to finally ab log mere ko max😂😂 20 to 50 speed😂😅par dekhenge...o bhai first time...i got thiss 🎉achievement😂 Like karo guy's
Sir mere pass honda unicorn hai mera mechanic muzze bht time bajaj company ka oil dalne ko suggest karta hai...kya honda ki bike me bajaj ka oil dalna thik honga?
Bhaiya mere paas cb shine 125/ 2014 model hai aur ab ingine se jhanjhanaht si awaaz aa rahi hai to kya mai ingine ka kam karau ya fir 27000 me bech du kya karu please reply
Sir mai jeetendra mere pass super splen2005 self start model hai sir ingne ki maine teen baar ring pistn ka kaam karaya per is baar mai e block he badlbay hai per sir sound new ki tarah nai hai block se tik ki awaaz aati hai macnic kahta hai ki orignal block me yah awaz rahegi mai sound ko smooth kaise karau
Sir access 125 mein zyda self problem hoti hai kya aur honda ke parts ya suzuki ke konse zyda costly hai aur access mein parts kya original hi dalna padta hai kya kuch confusion hai mere active aur access ke bech
Bhai ji Full engine karne ke baad bike pe rider ke alawa 2 lok betha sakta hai kya? Or daily ek baar start pe kitna k/m Chalaye? Please🙏 reply From__West Bengal❤
Sir maine 2 mahine phle Xtreme 125 r new bike purchase ki h usme bahut sari problems aa rahi hai jaise ki 6,7 km chalte hi engine hit ho rha h or Jale huye ki smale aa rhi h , gear shifting problem ,gadi smoothly nhi chal rhi , engine sound,rpm high sir kuch solution dijiye
सर आपकी इस विडियो को देखकर ऐसा लगता है कि अब हमारा ज्ञान और नोलेज बढ गया है और आप का धन्यवाद ओर आभार व्यक्त करता हूँ ऐसी महत्वपूर्ण जानकारी देने के लिए.........👍👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏
❤❤❤❤
Bhut achi jankari di apne bro.thank you.
Helpfully video sir ji
Thanks so much sir ji
Jai Hind Jai Bharat
Vande matram
Sabse badi baat video me time waste nahi hua to the point baat ki 👍
Thanks for the valuable information. Maine engine bore karvaya. I will follow the instructions.
Thank You ! Respect Brother! God bless you!
Bhai app tyre k upar koi video kar do.mera aveger 160 street bs6 main eurogrip ka tyre mila hain, mujhe lagta hain ki mrf ka milna chaiye tha.
Recently I subscribed your chenal Vary informative & nice presentation your each video's Thanks keep it up.
Sukanta , Silchar Assam
😊👍👍👍
Dhubri here
Intni sahi jankar dhanywad
Starts from 5:40
Thanx
Thnx
Bhai ❤
Thanx
❤
Bahut dino se wait kr raha tha
Very informative video sir❤️❤️❤️
Sir mene meri tvs phoenix 125 ka engine repair kraya tvs k service center se uske total all engine parts change hue jo ki 7000 k parts hue or 3000 unne labour charge liye kam hone k baad mene bike unke kehne pr 30 40 km ki speed chlaayi phir first service krayi or service k baad mene gaadi nrml chalayi 70 80 km tk lekin first service k baad bike k engine head pr rubber ki seal h uske aas pss se oil leak kr rha h toh m apse yehi puch rha hu ki mujhe service center m jkr ky krna chhhiye
1 min silence for those who run bike 70 + one second day 😂😂
🤣🤣
Yeah... I crossed 80+
Bhai. Mene to 90+ kar diya gadi me se awaj aa rahi he tej 😭😭
@@sarc769 activa 90 jata bhi hai 😂
😆😆😆
Most informative video boss 👌👌👌
Very very thankful & helpful info about engine work, and then precaution its helpful info about rider
Namaskar, brother Aapke explain Ka tarika bahut achchha hai. Isi Tarah se aap hame guide karate rahe.
Nice knowledge bro thanks👍👍
बहुत सही और बढ़िया
Sir mare pas cd100 (old model) bike hai
Sunday engin repair kiya tha
100num ka piston lagvaya tha (phle 75num ka tha) or other parts new fit kiye the, Night ko jb mai ghr ja rha tha to mane speed 40 pr rkhi thi or arround 5km door jane ke badd bike bnd ho gye tab kafi try kiya but bike start nhi hui, tb to ghr chla gya, or next morning jb bike start ki to first kick pr start ho gyi,
( Mujhe ye pushna hai k bike bnd kyu hui, speed bhi limit thi or distance bhi jyada nhi tha, mechanic ne bhi sb work shi se kiya tha)
plz tell 🙏
Thanks for giving these information
Bhai mera half engine bana h pulsar 135 ls ka abbi 500 km me kitni ki speed me chalaau bike apni
Thanks for the information mera v engine naya ban k aaya hai
Sahi video banate ho Bhai
Sir can you please tell me my 160cc apache 160 4v bike, can I use semi synthetic oil?
Sir
Mere machanic bol raha h
500km tak one singal person hi bike chlaye two person bhi nhi bike per
Pls sugest me
Cbz xtrem main piston dalwaya h
Yes he is right. Kamse kam load par bike chalaiyega still 500-700km atleast.
Maine engine ko boring karbayata abhi engine bahut garam ho raha hain kya ye problem hain ya pir bore kar ne ke baat naye main hota hain?
Aap bataa saktey h ki old model passion plus ka top speed kitnaa tak hoga 90 ya 100 km/h.
Mene half engine ka kaam karaya hai, scooty accelerate karne par vibrate kar rahi hai. Ghar ghar ka sound aa raha hai.
Please suggest.
Or double sawari ride kar sakte h ya nahi?
Bhut achhi jankari dete h aap 👍👍👍
Hello sir meri passion pro he aur vo oil khati he to me engine banana padega bolck piston naya lau ya boring karau bataiye
7500 खर्च aayega
Enjoin recording or servicing ke kya aunter hota hai ? Kya galti kare se enjoin reapair ki nobat aati hai ?
Sir cd delux me 25 no piston laga hai bore kar ke milage pe kya effect hoga
Sir ingine ka kam krwaya h mene pr wo bht petrol piri h phle 50 ki milage deti thi pr avi 25 ki deri h please ntao aisa kiyu hora h 🙏
I had the same issue with black smog they said its Carborator problem and it has been okay after I changed hope it helps...
Bhai... Very useful information... Thanks so much bhai.. Keep it up
Motul Maine dalwaya sir shine main 10w30w kuch nushan hain kiya phir Hum kun sha oil dalwaye shine bike main
Sir mera ntorq peh blockpiston ka kaam hua hai 2din pehele kya mein ushpe pillion ride kr sakta hu 500km k pehele??
Kya kia tumne? Yeh youtuber reply nahi karta
Bhot bhot धन्यवद् 🙏
Cbz k liye kon sa lubricant acha hoga... half engine ka kaam hua hai avi usme
Thanks for important information
If I want to put a new priston and ring which should i must put for mat mojar four strock two wheeler
Sir ji scootor ka half engine bananeki baad double load chalasakty hy ya nahi?
Nhi
Can you take double load in pillion seat after half engine rebuild
for all those wondering this question you can after 500 km you should maintain your speed below 50 so that your pump is tightened without excess stress, strain in engine and a servicing is needed to be made after 500km as they have to tighten some engine components after rebuild do change engine oil too. After its made nice your bike sounds like new and runs comfortably without any problem. Also its advised to change your chain socket around 15000 km interval and change your clutch plate around same time after half engine has been made i.e. depending on its wear out around km as 15000, 30000, 45000, 60000 and so on. I hade made my half engine around 40000 km and its good condition now running smoothly Bajaj Pulsar 150cc ...
bhai half engine ya full engine ke baad break-in karne ke baad kya phir se long rides pe jaya jaa sakta hai??? long rides matlab ladakh hogaya ya kahi aur...
@@dishantpanda haan bhai par 1-2 servicing k baad will be better option kynki tab tak aapko basic understanding hojayega apke bike condition ki but do test the pickup of it in uphill ladakh k liye aur difficult route k liye..
@@BruceWayne-lm2or bhai nayi bike ka pickup kam reheta hai kya???
@@dishantpanda yes until first servicing afterwards its ok else if you experience problem please check clutch plate..
Sir can we carry two person after half engine work is done???
Thanks you bhai
Welcome
if i rebuild sport bike engine , can i use synthetic oil or mineral oil during testing
mineral oil after rebuild
sir agar full engine ka kam krwa le aur sab chiz ache se fir se dhyan de time se service karaye to engine ki life pehle jaise ho skti hai ?
yes
Engine repair k bad idle screw ki setting kaise karni hai ye batao please. Kyu k mere machanic ne idle screw ko touch bhi nahi kiya. Wo usi position mein hai jaise engine repair k pahle tha..
Dost jai mata di bahot badhia vdo
Nice information bhai 👍
Thanks bro from nepal
Welcome
Nisha gurgain ko jante ho kya
Tik tok wali
Sir❤️Engine rebuild Kaye 500km Kaye bad Monaye 20w 50 fully synthetic motual engine oil dala hai but galti saye grade mistake hua hai to koi problem Hoga Kaya?
Mera glamour (2012) kaa block kit change huwa 70000 km pe, mechanic ne change kar ke uspe valvoline 20W40 900 ml mileage Plus Mobil dala, uske baad unhone 20 din ke baad engine oil change karne ke liye bola, meyne 1 month ke baad change Kiya, 200 km chalane ke baad, aur Mobil dala Apollo 20w40
Kitana kharcha aaya block kit change karne par
@@dalendrasahu9345 total 5000
Bhai gadi ka piston pr timing chain change karane k bad gadi ka milege kam ho jata hai kya
Nhi
Apki machenic ne sahi se fit nahi kya he Syed engine ko...
A bat to shai he sir 👍 super nice sir
Tq so much bhaiya ji
nice information ❤️
Mujhe ek question hai.। Ki pulser 150cc ka engine ka kaam karane ke bad uske mielge ghat jata hai kya. Mera bohot kam de raha hai. 37km/lit
Muje bhi
Mera 45 de rhi h after ring piston
hello sir mena aaj pulsar 220 k engine k kaam krwaya piston kit or cam shaft change krwai use baad awaz kr raha hai to kaise iski noise sahi hogi
Bhai total kitna laga
Bhai bike ka engine banne ke baad single sitting chalye yaa double chla sakte hai
Bhai mere Scoty ki sound pore change' hogaye h engin fixing ke baad .. please guide
thanks brother abhi kuch din bad engine ka kam hoga activa ka to achchi jankari di aapne thanks
Which Mobil is best for 125 cc bikes
motul and castrol is best
Sir double loading chala sakte hai
Passion x pro 2019 wali esame kitna
Oil bethata hai
900ML OIL CAPACITY COMPANY RECOMMENDED HAI AAP 1 LITRE BHI DAAL SAKTE HO KOI PROBLEM NAHI
Engine banbanke bad long tour me ja shakte hain ki nehi
Sir engine flex karna sahi hai ya galt ke
😮ab mere ko bhi problem hone wala hai maine bike ka full engine kraya hai to finally ab log mere ko max😂😂 20 to 50 speed😂😅par dekhenge...o bhai first time...i got thiss 🎉achievement😂 Like karo guy's
Good explanation
Kya 100cc ki bik me 110cc ki kit fiting ho sakti hi bhai
Sir mere pass honda unicorn hai mera mechanic muzze bht time bajaj company ka oil dalne ko suggest karta hai...kya honda ki bike me bajaj ka oil dalna thik honga?
Koi bhi daal do
Activa 4 g ka engine ka kaam hua 2nd mobil kab change kare aur milage kyun nahi mil raha hai
Baik me pistal dalne ke baad kit ne km tk singal trevel Krna chahiye ya nhi
Bhaiya mere paas cb shine 125/ 2014 model hai aur ab ingine se jhanjhanaht si awaaz aa rahi hai to kya mai ingine ka kam karau ya fir 27000 me bech du kya karu please reply
bhai meri bike ka engine bore hua hai kya main double sit ride kr sakta hu..
Ha
Sir kitna mileage degi full engine karane ke baad mera trip meter kharab h
Sir double pillion kab beth sakte ha.? Plz bataye
Conventional Mobil koi company suggest karein sir
Bike ka kaam hone ke baad kitne ke Speed se chalaye
40
40
Sahi baat batate ho
Thanks 👍
Bhai head block ke net mein se oil aata hai to koi dikkat hai ki nahin aap jarur bataiyega
3 swari 100 km tak 40 ki speed su koi dikkat aayi hoygi ka
Engine banane ke bad garam karne ke bad kitne der thanda karna hoga
Sir mai jeetendra mere pass super splen2005 self start model hai sir ingne ki maine teen baar ring pistn ka kaam karaya per is baar mai e block he badlbay hai per sir sound new ki tarah nai hai block se tik ki awaaz aati hai macnic kahta hai ki orignal block me yah awaz rahegi mai sound ko smooth kaise karau
Can i have double load whine doing half engine work till 500 km
Sir access 125 mein zyda self problem hoti hai kya aur honda ke parts ya suzuki ke konse zyda costly hai aur access mein parts kya original hi dalna padta hai kya kuch confusion hai mere active aur access ke bech
Bhai ji
Full engine karne ke baad bike pe rider ke alawa 2 lok betha sakta hai kya? Or daily ek baar start pe kitna k/m
Chalaye?
Please🙏 reply
From__West Bengal❤
Sir training dete hain ky aap automobile ka so plz mention this.
SIR,Thanks for information.GHAZIABAD
engine ka kaam karane ke baad milage kam ho jata hai kya mera gadi bahut kam milage de raha hai engine ka kaam karane ke baad
Sir meri activa 4g me runing me gar gar aawaz aa rahi hai kya problem hoga
Sir maine 2 mahine phle Xtreme 125 r new bike purchase ki h usme bahut sari problems aa rahi hai jaise ki 6,7 km chalte hi engine hit ho rha h or Jale huye ki smale aa rhi h , gear shifting problem ,gadi smoothly nhi chal rhi , engine sound,rpm high sir kuch solution dijiye
Bhaiya Hero ka bike success nhi hai
Ek bar scuty bor hone ke kitane din bad ya km bad bor ki jaroorat hogi?
scooty me engine ka bore karane ke bad mileage par kya fark padta h.
Ha
Splendor plus bike ka half engen kitne chalne pr ho jata hai
Half engine work reboring 0.25 ke bad cb shine bs4 kya top speed achive kr skta hai???
Can we ride bike on double load after engine rebuild in first 500 km?
Nhi
@@riddingstar4799madarchodd tu k kaun hota hey no bolne wale...
mere machanic ne bola bore karne ke baad ek do din thora dhoowa ayega
kya ye sahi baat hai??
Sir kya 500 km tak double swari kar sakte h engen ka kam kawa kr