Jo hamare infrastructure ka haal hai kayi jagaho par tutta hua dikh raha hai aajkal or tourist places par kachra hi kachra pada hua hota hai ese kya 2047 tak developed country hona possible hai ya 2047 tak developed hone ki baat bas ek jumla hai?
Dekho hone ko to poori country ka infrastructure 10 sal me advance ho sakta hai par problem yahi hai ki motive chahiye aur motive ki continuity ke liye stable aur willing government chahiye. Aur sath me janta ki civic training aur enforcement bhi bahut zaruri hai. Abhi halat thode nazuk hi hai. Raga and company ne pura zor laga rakha hai ki halat aur kharab ho. Let's hope for the best.
Jo hamare infrastructure ka haal hai kayi jagaho par tutta hua dikh raha hai aajkal or tourist places par kachra hi kachra pada hua hota hai ese kya 2047 tak developed country hona possible hai ya 2047 tak developed hone ki baat bas ek jumla hai?
Dekho hone ko to poori country ka infrastructure 10 sal me advance ho sakta hai par problem yahi hai ki motive chahiye aur motive ki continuity ke liye stable aur willing government chahiye. Aur sath me janta ki civic training aur enforcement bhi bahut zaruri hai.
Abhi halat thode nazuk hi hai. Raga and company ne pura zor laga rakha hai ki halat aur kharab ho. Let's hope for the best.