Mem mere pass 2 rose plant h dono plants pr ahbi ek bhi leavs nhi hai. Or na new growth dikh rhi h please btaiye kya krna chiye jis se mere dono rose plant mrne se bach jaye please reply me
Mam Maine rose ki cutting 23 October ko lagai thi. Us ke saath or bhi cutting lagai thi kuch ke new leaf aa gaye hai pr ek cutting hai to green or nod bhi aye hue hai pr leaf nhi ban rhe or ek do jagha se cutting black ho gai hai. please mujhe koi salution bataye ..
Please help 🙏 🙏 🙏 Mam 3 din pehle barish hua tha mere yaha gamla pura pani se bhar gaya tha pura mitti bhi naram ho gaya tha pani nikalte samay root bhi hil gaya tha aaj 3 din baad gulab ke patte sukhna suru ho gaya hai aisa lag raha hai gulab ka ped mar gaya me kya karu mam please help bahut achha groth tha usme😢
Ma'am, season change hone se bhi aisa ho sakta hai, plant ko dhoop me rakha he to shade me rakhna Suru kar den,plant stress me jata he jaise hi mousam badalta hai,dusri wajah fungus ya insects bhi hota hai... Baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen.. Age plant growth kam karta he to jyada kuch dene ki koshish na karen.. Pyaz ya kele ke chhilke ka liquid fertilizer..15 din me ek bar dalen. Plant ka jo hissa black ho gaya he katkar nikal den,tip par haldi jarur lagaye.
Mam, mera ek naya kharida huaa plant repott ke baad new growth aagaya ,par fir se sare leaves sukhe ja rahehe aur koi new growth bhi nahi horaha. Kya karna chahiye please batayen. 🙏
Maine 5 gulab plant laye the, pot me sift Karne k baad pattiya sab for gayi aur 3 plant khatam ho Gaye. 2 ki bhi pattiya giri lekin Bina growth k rule hue hai, kya karu??
Jab bhi ap naya plant lagaye to root bal ki mitti puri na hatayen, ek bar achhe se pani dene ke bad, mitti halki sukhne par hi pani de.Aisa na karne se naye plant ki root gal jati hai or plant kharab ho jata hai, Abhi jo plant bache Hain,unki mitti halk sukhne par hi pani de,koi khad bhi na de,jab tak naye patte na ajayen.
Wah mem bahut hi shundar super pahli bar dekha easha video thanks mem
Great and very informative video.. Thanks a lot for sharing 😊
Bhut easy good, trike sikahi thanks bhanji.
Bahut badiya jankari batai
Bahut hi important information hai
Nice sharing friend
Stay connected with 🤗
Nice sharing 👌👌❤
It's a superb video let us see how much it help to solve die back thanks alot.
Very nice sharing
1St LK and first view
Mam aapke pass jo oreng or pink rose plant he unka nam kya he or aapne kahase parches kiye he pliz bataye its ossm😊
Amazing ❤
😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Congratulations 👏
good info
Lovely
Baeote fol 🎉
Mem mere plant me pataa jada Nehi Hain Apke jesa toh kya karu pless bataye
Congratulations mam🎉 100k complete
🙏🙏
Mem mere pass 2 rose plant h dono plants pr ahbi ek bhi leavs nhi hai. Or na new growth dikh rhi h please btaiye kya krna chiye jis se mere dono rose plant mrne se bach jaye please reply me
Kaun se liquid hai jo aap Laga rahe ho
Mam Maine rose ki cutting 23 October ko lagai thi. Us ke saath or bhi cutting lagai thi kuch ke new leaf aa gaye hai pr ek cutting hai to green or nod bhi aye hue hai pr leaf nhi ban rhe or ek do jagha se cutting black ho gai hai. please mujhe koi salution bataye ..
Hamari jhumka fool ki bel bhad toh gyi lekin usme fool nhi aa rahe. Please suggest something.
Please help 🙏 🙏 🙏 Mam 3 din pehle barish hua tha mere yaha gamla pura pani se bhar gaya tha pura mitti bhi naram ho gaya tha pani nikalte samay root bhi hil gaya tha aaj 3 din baad gulab ke patte sukhna suru ho gaya hai aisa lag raha hai gulab ka ped mar gaya me kya karu mam please help bahut achha groth tha usme😢
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
नया कटीग लगायी तो नये पत्ते आते हे पर बातमे काले होते हे?
Mam nail polish lagane se bhi chale ga
Maine kabhi lagaya nahi hai, waise idea achha hai,aisa karke dekh sakte hai.
Mam mere rose ke plant black hokar mar rhe h plz help me
Ma'am, season change hone se bhi aisa ho sakta hai, plant ko dhoop me rakha he to shade me rakhna Suru kar den,plant stress me jata he jaise hi mousam badalta hai,dusri wajah fungus ya insects bhi hota hai...
Baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen..
Age plant growth kam karta he to jyada kuch dene ki koshish na karen..
Pyaz ya kele ke chhilke ka liquid fertilizer..15 din me ek bar dalen.
Plant ka jo hissa black ho gaya he katkar nikal den,tip par haldi jarur lagaye.
Thnks ☺️ @@greenhouse1
Mam, mera ek naya kharida huaa plant repott ke baad new growth aagaya ,par fir se sare leaves sukhe ja rahehe aur koi new growth bhi nahi horaha. Kya karna chahiye please batayen. 🙏
Same here
Is it cinnamon powder or cardamom powder?
Cinnamon powder.
Growth Nahi start hi rahi hai, kuchh nahi pattiya bhi bahot hi slow aa rahi hai
Mne baar baar cut kr diya blackness ki vjha se or mera button rose ek dm chota ho gya 😒
🥺
Same problem with me so worried any solution?
मैंने कटिंग लगाई थी बेटा उसकी ग्रोथ नही हो रही है गुलाब की
मैम, उसके जड़ की ग्रोथ नहीं हो रही है, जड़ की ग्रोथ होगी तो पौधे की ग्रोथ होने लगेगी.
Maine 5 gulab plant laye the, pot me sift Karne k baad pattiya sab for gayi aur 3 plant khatam ho Gaye. 2 ki bhi pattiya giri lekin Bina growth k rule hue hai, kya karu??
Jab bhi ap naya plant lagaye to root bal ki mitti puri na hatayen, ek bar achhe se pani dene ke bad, mitti halki sukhne par hi pani de.Aisa na karne se naye plant ki root gal jati hai or plant kharab ho jata hai,
Abhi jo plant bache Hain,unki mitti halk sukhne par hi pani de,koi khad bhi na de,jab tak naye patte na ajayen.
@@greenhouse1 thank u
Madam maine 2gulab ke plants lagaye 1per mai pattiya jo jada nahi hai or 1kali aai hai per uski pattiya mud gai hai kya karu