Thanks. Will Try on one plant and hope it works. Last summer All my roses 🌹 died after trying some ‘ bakwas’ on Utube. I will not use and did not use any chemical fertilizer but, I feel organic is less harmful if used in small amounts. I hope others also did not go through my experience. By the way, I use cow dung or vermicompost as fertilizer monthly.
Jo plants ane wale mahino me phool de usko laga sakte hain...aster, petunia,clandula, hollyhock,pency, dianthus...or bhi bahut sare is samay nursery me available hote hen... Rose bhi winter me lagane ka achha samay he...
Maine mere naye gulab me Saeveed+ dap+ humic acid + ande ke chilaken ka pawdar ye sab mitti dalkar mitti banai mgr growth nahi ho rhi hai patte pile hokar gir gaye to mai fitkari ka pani dalu to kya far dusre din ...pahele dale wale furtilizers dalna hai kya?
Itni sari cheeze ek sath ap dalenge to patte to peele honge hi...ab ek mahine kuch mat dalo ap... Pani kam do, thoda mitti ko sukhne do.. Jyada pani doge to plant kharab ho jayega...
Ma'am maine naya gulab ka paudha lagaya hai 20 din ho gaye hai lakin koi growth nahi ho rahi hai, aapne bataya tha jab tak nayi growth na aae tab tak koi fertilizer nahi daal sakte hai, to kya kuch din aur wait karon growth aane tak ya DAP daal doo paudhe me
Mam 2 months pahle rose ki cutting sand mai lagai thi. Cutting to grow ho gai pr cutting healthy nhi lagti. Jab mai cutting ke pot ko duph mai rakhti hu to leaf murjha jate hai please mujhe koi salution batao
Ma'am cutting ap kisi transparent class me lagaye jisse roots dikhayi de,jab root ki growth achhe ho jaye to,bade pot me bina root ball tode repot karen,kuch din bad rukkar hi dhoop me transfer karen, Is topic par jo video hen,issme maine in sari cheezon ke bare me detail me bataya hai,
Ma'am dhoop ki kami ki wajah se winter me aisa hota hai,koi or season he to insects ya fungus lagne se aisa hota hai. Abhi ap plant ko achhe dhoop wali jagah par rakhen...
Mam you are masters of gardening.rose plant
Apko kaise pata
Nice
Useful information 😊
Big like 👍 very nice sharing
Informative video🎉🎉
Good information 👍 friend 😊
Bahut achha bataya
Useful tips for rose plant
Kya phitkiri ki jagah vinegar use kar sakta hai
♥️♥️♥️
Thanks. Will Try on one plant and hope it works. Last summer All my roses 🌹 died after trying some ‘ bakwas’ on Utube. I will not use and did not use any chemical fertilizer but, I feel organic is less harmful if used in small amounts. I hope others also did not go through my experience.
By the way, I use cow dung or vermicompost as fertilizer monthly.
Useful video
❤ Thanks
बहुत ही अच्छी जानकारी
Thankyou so much mam batane ke liye
Mam delhi m toh barish aur sardi pd rahi h toh rose plant ke care kaise kre
Bahut achhi jankari di hai aapne ❤
Nice information. Sardiyon me kon se ful ke plants lagaye?
Jo plants ane wale mahino me phool de usko laga sakte hain...aster, petunia,clandula, hollyhock,pency, dianthus...or bhi bahut sare is samay nursery me available hote hen...
Rose bhi winter me lagane ka achha samay he...
सर मेरी हर कटिंग रुक जाती है ग्रे नहीं होती हैं कई बार लगाए पर काले होकर सुख जाते हैं
Maine mere naye gulab me Saeveed+ dap+ humic acid + ande ke chilaken ka pawdar ye sab mitti dalkar mitti banai mgr growth nahi ho rhi hai patte pile hokar gir gaye to mai fitkari ka pani dalu to kya far dusre din ...pahele dale wale furtilizers dalna hai kya?
Itni sari cheeze ek sath ap dalenge to patte to peele honge hi...ab ek mahine kuch mat dalo ap...
Pani kam do, thoda mitti ko sukhne do..
Jyada pani doge to plant kharab ho jayega...
@greenhouse1 Thanks.... plant ke raund se mitti nikalkar sadi mitti dal den to theek rahega kya?
Mere gulab ke plant m Kali ati hai khilti nahi hai Kali hi jhad jati hai kuch remedy batai mam
Wow very beautiful rose flowers and nice sharing dear friend❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
क्या बाजार से सीधे खरीद कर चाय पत्ती दी जा सकती है बिन wash किया
Aapke samjhane ka Tarika bahut achcha hai
Mame sabhi plants ke liye bhi kuch bataye jisse plants ki growth or hare bhare rahe
Ubli chaye ki patti ko sukhakar ap sabhi plant me use kar sakte hain,
Mam mene aaj hi ek rose plant liya hai to January me repot kar sakte hai
Ha kar shakte ho usko bha rak do jha par apke sare gubal ke plant rakhe ho... ❤
Repot kar sakte hain
Ma'am maine naya gulab ka paudha lagaya hai 20 din ho gaye hai lakin koi growth nahi ho rahi hai, aapne bataya tha jab tak nayi growth na aae tab tak koi fertilizer nahi daal sakte hai, to kya kuch din aur wait karon growth aane tak ya DAP daal doo paudhe me
Dal do ma'am,lekin plant ko dhoop me rkhna,jyada dap mat dena,15 granules se jyada mat dena,
Npk 19/19/19/ de sakte hai kyan Mem......
De sakte hain,ek sath bahut sari cheeze na dalen..
Mem desi gulab saal m kitne dino tk phool dete hain
Sal bhar phool dete hain, September October or March April me sabse achhi flowering hoti hai
Dap kaha milega didi
Kisi bhi nursery se mil jayega.
Online flipkart ya Amazon se bhi le sakte hain
Mam dhoya hu chawal ka pani kitne din stock kar sakte hai. Pl suggest
Do din se jyada na rakhen
Mam kya phitcari or chaipatti moongfali chilka sab trah ke podhe me daal sakte hai kya
Nahi,sirf chaye patti ap sabhi plant me de sakte hain
Mere गुलाब में कलियां नहीं आती बाकी सब गुलाब में आती है पर ये लगाए 4 साल हो गई है😢
हो सकता है आपने में ब्रांच काट दी हो, अगर इंग्लिश गुलाब है तो चैक करें, ग्राफ्टिंग नोड है कि नहीं ...
Mam 2 months pahle rose ki cutting sand mai lagai thi. Cutting to grow ho gai pr cutting healthy nhi lagti. Jab mai cutting ke pot ko duph mai rakhti hu to leaf murjha jate hai please mujhe koi salution batao
Cutting set ni Hui
Ma'am cutting ap kisi transparent class me lagaye jisse roots dikhayi de,jab root ki growth achhe ho jaye to,bade pot me bina root ball tode repot karen,kuch din bad rukkar hi dhoop me transfer karen,
Is topic par jo video hen,issme maine in sari cheezon ke bare me detail me bataya hai,
Kalam lagaai hai chal nahi rahi
चाय की पत्ती उबनले के बाद सुखाकर ही डालनी है या बिना उबली चाय की पत्ती डाल सकते है
बिना उबली चाय की पत्ती आप compost की तरह इस्तेमाल नहीं कर सकते, एक चम्मच महीने में एक बार डाल सकते हैं, ज्यादा मात्रा पौधे को नुक्सान कर सकती है।
यूज़ की हुई चाय पत्ती को धोकर सुखाकर प्रयोग करें।फ्रेश चायपत्ती को सुखाने की जरूरत नहीं होती।
Mere rose plant ki kaliya khil nahi rahi plz help
Dhoop kam milne se aisa hota hai
Aur jitne rose plants hai kisi me problem nahi hai bs ek plant me hai
mere gulab plant me Kali to banti hai par woh khilne me bahut time leta hai aisa kyun hota hai?plz suggest man
Ma'am dhoop ki kami ki wajah se winter me aisa hota hai,koi or season he to insects ya fungus lagne se aisa hota hai.
Abhi ap plant ko achhe dhoop wali jagah par rakhen...
Isse pahle jo gulab par video maine share Kiya tha usme,
Usme is sabhi samasyaon ki detail jankari maine di he,
Please बताइए ना का करे
में नए नए पौधे लाया था 10 दिन पहले और सभी पोधो की पत्तियां गिर गई अब क्या करना चाहिए
पत्तियाँ गिरी तो कोइ बात नहीं। एक बार एप्सम साल्ट का पानी डालना 2 ग्राम 1 लीटर पानी मे घोल के।
@pushpvatikabagiyabagichagarden हा जी
हमारे गुलाव में नई गिरोद आई थी और फिर वो जल गईं इस मे किया करें
Nai griod me imidachloropid dwa dalni thi.
हमे हिंदी आती है इग लिस नहि
DAP dalne ke baad watering karna hai ya nahi ?
Informative video