कहां आकर राजनीति में फंस गए पवन वर्मा सर?! Such a multi-faceted personality:former IFS, author with awesome body of work on varied topics including Ghalib, articulate, critic...n now, here in the role of an erudite anchor..very good voice, powerful rendition of Urdu poetry, brilliant interpretations.. Janab Shamsur Rahman Faruqi is a revelation...so vibrant at this age with amazing literary prowess..his interpretations of Ghalib are so enlightening.. Respects🙏🙏🙏 for both the stalwarts!!!Kudos to Jashn-e-Rekhta for transporting us to our college days with our professors explaining the finer points...the subtleties of great works of literature!! Intellectually stimulating session !!! चलते चलते: * चलता हूं थोड़ी दूर हर इक तेज़-रौ के साथ पहचानता नहीं हूं अभी राहबर को मैं * बाज़ीचा ए अतफाल है दुनिया मेरे आगे होता है शब आे रोज़ तमाशा मेरे आगे * ग़ालिब ए खस्ता के बग़ैर कौन से काम बंद हैं रोइए ज़ार ज़ार क्या कीजिए हाय हाय क्यूं * हैं और भी दुनिया में सुखनवर बहोत अच्छे कहते है कि ग़ालिब का है अंदाज ए बयां और
Mr. Pavan Verma has given a new dimension to poetry of Ghalib and literature, expected only from a great human being and a seasoned diplomat. Long live Mr. Pavan Verma
ghalib's poetry is for ever , very deep & timeless , he was truely way ahead of his time ... i fell very sad that my children will not be able to read or understand his kalam
Shams ur rehaman farooqui has been a great intellectual and philosopher of modern India proved yet again that Urdu language is second to non rather surpassing others somewhere and sometimes!!
Teri tarap ne mujhe ghalib tera bismil bana diya raqh ho gayi zindagi aur duniya faani hain yeh jahan humein tera hijr bata gaya. A tribute to the legend .. Mirza ghalib sb....
hai aadmī bajā.e ḳhud ik mahshar-e-ḳhayāl ham anjuman samajhte haiñ ḳhalvat hī kyuuñ na ho chaltā huuñ thoḌī duur har ik tez-rau ke saath pahchāntā nahīñ huuñ abhī rāhbar ko maiñ haiñ zavāl-āmāda ajzā āfrīnash ke tamām mahr-e-gardūñ hai charāġh-e-rahguzār-e-bāad yaañ Raat ko khatm to kar sakta nahin lekin ye charagh Kam se kam raat ka nuqsaan bohot karta hai- irfan siddiqui sarāpā aarzū hone ne banda kar diyā ham ko vagarna ham ḳhudā the gar dil-e-be-mudda.ā hote- meer Aage kisi ke kya karein dast e tama daraz Ye hath so gaya hai sirhane dhare dhare
Typical behavior of a bureaucrat exhibited by Verma sahab. An intellectual giant and moreover a specialist, a subject expert is sitting in front of him and yet he keeps interrupting him with irrelevant facts which doesn't add anything in the conversation.
I wish I had found Pawan Kumar Verma, as great, same, same on side of Urdu Tehzeeb O Taareekh of India, as I had imagined him while reading his great book on Ghalib. Pawan Kumar Verma sb., not only that Ghalib was above Sunni and Shia, he was above Muslim and Hindu, he was a universal human being. Kawish Abbasi.
جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو لہو پھر کیا ہے صحیح مصرعہ یوں ہے جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو پھر لہو کیا ہے پون صاحب جیسے لوگوں کو اس لیول کی تقریب میں بیٹھ کر شعر صحیح پڑھنا چاہیے خاص کر غالب جیسے شاعر کا
yeh urdu zubaan ka alamiya hai in mere do shairon me jo maine kuch din pahle likha tha jab ke koyi nazime mehfil ne badi dukh se kaha tha aaj kal urdu mushairon me bhi rukhhe hindi aur english mein likh ke bat rahe hain to mujhe dil ko lagi baat to maine fauran in do qata'at ko likha tha aap log zara tawajjoh se padhiyega aur kuch kariyega: Urdu zubaan woh dushmane zubaan ne na koyi kasar chodi woh jinki maadri zubaan hai unhon ne kamar todi khusoor kiska hai ahle zubaan ya phir sarkaaron ka badhaawa kisi ne na diya nehru hoke ya ho modi. ise mitaane ki badi saazishein sar-e- aam hui magar woh tamaam koshishein na kaam hui jis ka zaayekha lub se hokar zehn-o-dil tak jaaye wahi khawaas ki na hokar zubaan-e-awaam hui
मैं आप का दर्द समझ सकता हूं, इस देश में तो इस भाषा की कमर टूट चुकी है परन्तु पाकिस्तान ने इसे अपनी कौमी ज़बान बना के हिन्द के अहले ज़ुबान पर करम किया, अपने आंगन में ना सही किसी के आंगन में तो फल फूल रही है
Bhaisahb Urdu ke chahne wale hindustan me bepanah hai... Urdu se jo nainsaafi ho rahi hai iska zimmedar Mai hindostan ki sarkar ko kam aur pakistan ki zyada manta hun....azadi ke baad jab Pakistan ne Urdu ko apna qoumi zaban bana dia tab usne jaan bujh ke iski barbadi ki tarikh likhdi hindustan mein..hindustan karta to kya karta aap hi batiye......Warna Pandit Nehru, bhagat Singh,Moulana Azad,Gandhiji, Subhas Bose sab Urdu o hindustani ke chahne wale the.
Khayaalaat ya jazbaat ko alfaaz mein bayaan nasr mein ya nazm mein kiya jaa sakta hai. ye kehnewaale kee bayyaan karne kee zaroorat yaani haajat kee shiddat par munhasir hai. Agar aisee baat hai jo alfaaz mein aasaani se bayaan ho jaati hai to use tukbandi karke sher mein kehna shayari naheen hai. shayari alfaaz ko pole vault ke dande kee tarah istemaal kar ke unse us baat ko bayaan karne kee koshish hai jo un alfaaz ke lafazee ma'aani ke pare hai. Ghalib kee shayaree ki qadra karni ho to uski shayari mein is qaifiyat ko dekhen. " partave khurshid se hai shabnam ko fanaa kee taaleem/ main bhee hoon ek inayat kee nazar hone tak//" ISS SILSILE MEIN KHAAKSAAR Ke do SHER ARZ HAIN : jaane kyaa karte jo karna chahte uska bayaan/ gar na mane aur hote lafz ke maane ke baad// AANKH MAANGEE HAI KI ASALEE HUSN KAA DEEDAAR HO/ KUCHH NA DEEKHE KAASH UNSE AANKH MIL JAANE KE BAAD// virendra nath bali 'gobind'
Could not enjoy the conversation, Varma sahib kept on interrupting farooqi sahib, and further talking too slowly with not much information instead general truism.
कहां आकर राजनीति में फंस गए पवन वर्मा सर?! Such a multi-faceted personality:former IFS, author with awesome body of work on varied topics including Ghalib, articulate, critic...n now, here in the role of an erudite anchor..very good voice, powerful rendition of Urdu poetry, brilliant interpretations..
Janab Shamsur Rahman Faruqi is a revelation...so vibrant at this age with amazing literary prowess..his interpretations of Ghalib are so enlightening..
Respects🙏🙏🙏 for both the stalwarts!!!Kudos to Jashn-e-Rekhta for transporting us to our college days with our professors explaining the finer points...the subtleties of great works of literature!! Intellectually stimulating session !!!
चलते चलते:
* चलता हूं थोड़ी दूर हर इक तेज़-रौ के साथ
पहचानता नहीं हूं अभी राहबर को मैं
* बाज़ीचा ए अतफाल है दुनिया मेरे आगे
होता है शब आे रोज़ तमाशा मेरे आगे
* ग़ालिब ए खस्ता के बग़ैर कौन से काम बंद हैं
रोइए ज़ार ज़ार क्या कीजिए हाय हाय क्यूं
* हैं और भी दुनिया में सुखनवर बहोत अच्छे
कहते है कि ग़ालिब का है अंदाज ए बयां और
प्रशाद साहब आप का ज़ौक काबिलेतारिफ है
@@saq3329 शुक्रिया!
पवन साहब बहुत ही अच्छा तब्सेरा फरमाया।खुसूसी तौर पर हालाते-हाजरा के तनाजुर मेें।
Mr. Pavan Verma has given a new dimension to poetry of Ghalib and literature, expected only from a great human being and a seasoned diplomat. Long live Mr. Pavan Verma
Roiye zaar zaar kia, kijiye haye haye kyun.
A day to reflect on Mirza Ghalib's legacy.
Thank you Rekhta.
khadija A.K. hii
@sohail ahmed your hopes are an inspiration to humanity sir. Keep the good work going.
ghalib's poetry is for ever , very deep & timeless , he was truely way ahead of his time ... i fell very sad that my children will not be able to read or understand his kalam
I am willing to introduce ghalib to your children. They will love him hopefully 💞
😅😅good
Shams ur rehaman farooqui has been a great intellectual and philosopher of modern India proved yet again that Urdu language is second to non rather surpassing others somewhere and sometimes!!
بنا کر فقیروں کا ہم بھیس غالب
تماشاۓ اہل کرم دیکھتے ہیں
بہت عمدہ شعر ہے
غالبِ خستہ ہاۓ کیا نام رکھا ہے۔۔۔۔واہ
दिल ही तो है न संगो खिश्त
दर्द से भर न आए क्यूं
रोएंगे हम हज़ार बार
कोई हमें रुलाये क्यूँ
Teri tarap ne mujhe ghalib tera bismil bana diya raqh ho gayi zindagi aur duniya faani hain yeh jahan humein tera hijr bata gaya.
A tribute to the legend ..
Mirza ghalib sb....
Farooqi sahab pehle insan hain jin ke ilm se main impress hua
बना कर फकीरों का हम भेष ग़ालिब
तमाशाए अहले करम देखते है..
वाह... 👍👍👍
🙏
Indeed it's an honour to listen to Faroqi sab
An absolute treat.
Jaan Tum Par Nisaar Karta Hu
Main Nhi Janta Dua Kya Hai..
_ "Ghalib"_
hai aadmī bajā.e ḳhud ik mahshar-e-ḳhayāl
ham anjuman samajhte haiñ ḳhalvat hī kyuuñ na ho
chaltā huuñ thoḌī duur har ik tez-rau ke saath
pahchāntā nahīñ huuñ abhī rāhbar ko maiñ
haiñ zavāl-āmāda ajzā āfrīnash ke tamām
mahr-e-gardūñ hai charāġh-e-rahguzār-e-bāad yaañ
Raat ko khatm to kar sakta nahin lekin ye charagh
Kam se kam raat ka nuqsaan bohot karta hai- irfan siddiqui
sarāpā aarzū hone ne banda kar diyā ham ko
vagarna ham ḳhudā the gar dil-e-be-mudda.ā hote- meer
Aage kisi ke kya karein dast e tama daraz
Ye hath so gaya hai sirhane dhare dhare
A mind blowing discourse
Wah sir 10.sal se galib ki shayari sun raha ho dil pe lagti hai
Dukh dekar Sawaal karte ho tum bhi Ghalib Kamal Karte Ho
Bahut umda takrir
Na Gul e nagma hoon Na parda ae saaz
Mein toh hoon meri shikast ki awaaz
~Ghalib
Bohot khoob.
What an intellectual deliberation
واہ صاحب! میرٓ کا شعر سُنا کر مزا دوگنا کردیا
Faruqi sahab ki Jayy ho. ;)
ghalib kabhi khatm na hogaa
I am very big fan of MIRZA GARIB
Garib na tha une
ہوئی مدت کی غالب مر گیا پر یاد آتا ہے
وہ ہر ایک بات پر کہتا ہوں ہوتا تو کیا ہوتا
Behtareen
Thanks a lot!
47000 view aur likes sirf 977 please aachi cheejo ko pasand kijiye
Excellent explaination of Ghalib by pavan ji. Regards from Lahore
रातें गुज़र गई आपकी याद मैं
आप आये नहीं ग़ालिब की इंतेज़ार मैं
Wah wah
Awesome
wonderful guftgu
Or kuch na bhi ho Tou Mir or Ghalib hi Urdu zaban ki azmat ko kafi hain...
بازیچۂ اطفال ہے دنیا میرے آگے
ہوتا ہے شب و روز تماشا میرے آگے
Zabardast
زمانہ سخت کم آزار ہے بہ جان اسد
ورنہ ہم تو توقع زیادہ رکھتے ہیں
Mirza Ghalib. ❤️🥭👍
Mr. Pavan k Verma as moderator is a spoiler.... Rekhta should have taken note of this thing in it's future programmes..
Typical behavior of a bureaucrat exhibited by Verma sahab. An intellectual giant and moreover a specialist, a subject expert is sitting in front of him and yet he keeps interrupting him with irrelevant facts which doesn't add anything in the conversation.
الفاظ بہت زیادہ اور مطلب بہت کم ۔۔۔
Janab Varma Sahib, i wrote to you about a month back. However, either you didn't see or not bothered to reply.
👍🏻👍🏻
However povan Kumar verma is too to be lauded for his fondness of ghalib and Urdu language!!
I wish I had found Pawan Kumar Verma, as great, same, same on side of Urdu Tehzeeb O Taareekh of India, as I had imagined him while reading his great book on Ghalib.
Pawan Kumar Verma sb., not only that Ghalib was above Sunni and Shia, he was above Muslim and Hindu, he was a universal human being.
Kawish Abbasi.
Partawey khur se hai Shabnam ko fana ki taleem 39 :38
Khur lafz khursheed ka short form h
👍👍👍
30:46
40:00
kis kis ke kitaab me Galib ki. Shayary hai?
Daim para hua hu tere dar pr Muhammad anjum on youtube listen and like it
❣️
یا پون ورما
افسوس یہ ہے کہ آپ بھی تصوّف کی طرف گئے اور بغاوت کی طرف نہیں گئے
I can write this statement in English or Roman Urdu, if requested so.
جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو لہو پھر کیا ہے
صحیح مصرعہ یوں ہے
جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو پھر لہو کیا ہے
پون صاحب جیسے لوگوں کو اس لیول کی تقریب میں بیٹھ کر شعر صحیح پڑھنا چاہیے خاص کر غالب جیسے شاعر کا
Missing Tom Altar Saab🥺
yeh urdu zubaan ka alamiya hai in mere do shairon me jo maine kuch din pahle likha tha jab ke koyi nazime mehfil ne badi dukh se kaha tha aaj kal urdu mushairon me bhi rukhhe hindi aur english mein likh ke bat rahe hain to mujhe dil ko lagi baat to maine fauran in do qata'at ko likha tha aap log zara tawajjoh se padhiyega aur kuch kariyega:
Urdu zubaan
woh dushmane zubaan ne na koyi kasar chodi
woh jinki maadri zubaan hai unhon ne kamar todi
khusoor kiska hai ahle zubaan ya phir sarkaaron ka
badhaawa kisi ne na diya nehru hoke ya ho modi.
ise mitaane ki badi saazishein sar-e- aam hui
magar woh tamaam koshishein na kaam hui
jis ka zaayekha lub se hokar zehn-o-dil tak jaaye
wahi khawaas ki na hokar zubaan-e-awaam hui
मैं आप का दर्द समझ सकता हूं, इस देश में तो इस भाषा की कमर टूट चुकी है परन्तु पाकिस्तान ने इसे अपनी कौमी ज़बान बना के हिन्द के अहले ज़ुबान पर करम किया, अपने आंगन में ना सही किसी के आंगन में तो फल फूल रही है
Bhaisahb Urdu ke chahne wale hindustan me bepanah hai...
Urdu se jo nainsaafi ho rahi hai iska zimmedar Mai hindostan ki sarkar ko kam aur pakistan ki zyada manta hun....azadi ke baad jab Pakistan ne Urdu ko apna qoumi zaban bana dia tab usne jaan bujh ke iski barbadi ki tarikh likhdi hindustan mein..hindustan karta to kya karta aap hi batiye......Warna Pandit Nehru, bhagat Singh,Moulana Azad,Gandhiji, Subhas Bose sab Urdu o hindustani ke chahne wale the.
قید ِِ حیاتِ بند وغم اصل میں دونوں ایک ہیں
موت سے پہلے ادمی غم سے نجات پائے کیوں
ہر ایک بات پہ کہتے ہو تم کہ تو کیا ہے
تم ہی بتاو کہ یہ انداز گفتگو کیا ہے
Jnb.faroqisab apbhol Gaye yeh Adabimehfil
ثانی غالب شاید قیامت تک پھر پیدا نہ ہو
👍❤️🥭
Ye zubair sahab kiya krne aaye hai yahan I m not understand
Farooqi sahab
Khud se baatein karta hai ab ,
Sasta maal naa phoonk Mahfuz!
बिना सियासत किये आप लोग शायरी नहीं कर सकते?
27:00 on plagiarism
Sorry to see the dislikes on this video.
Ye vidoe to bohot aram se dekhunga
.
.
.
Very disappointed from this video
Verma ji thand rakhiye
Doosra banda kitne ghalat ashaar pdh raha hai.. ghalib k
Ye farooqui sahab kitni bd maza baatein kr rhe hai wo bhi ghalib ke naam pr hd ho gyi sirf ager verma sahab hote to mza aajaata
Khayaalaat ya jazbaat ko alfaaz mein bayaan nasr mein ya nazm mein kiya jaa sakta hai. ye kehnewaale kee bayyaan karne kee zaroorat yaani haajat kee shiddat par munhasir hai. Agar aisee baat hai jo alfaaz mein aasaani se bayaan ho jaati hai to use tukbandi karke sher mein kehna shayari naheen hai. shayari alfaaz ko pole vault ke dande kee tarah istemaal kar ke unse us baat ko bayaan karne kee koshish hai jo un alfaaz ke lafazee ma'aani ke pare hai. Ghalib kee shayaree ki qadra karni ho to uski shayari mein is qaifiyat ko dekhen. " partave khurshid se hai shabnam ko fanaa kee taaleem/ main bhee hoon ek inayat kee nazar hone tak//" ISS SILSILE MEIN KHAAKSAAR Ke do SHER ARZ HAIN :
jaane kyaa karte jo karna chahte uska bayaan/ gar na mane aur hote lafz ke maane ke baad// AANKH MAANGEE HAI KI ASALEE HUSN KAA DEEDAAR HO/ KUCHH NA DEEKHE KAASH UNSE AANKH MIL JAANE KE BAAD// virendra nath bali 'gobind'
Farooqi is ghalib hater
Who is this depressed soul pawan, one can not give shape as per him/her to a perticular poetic discourse by wrong interpretations.
I do have books by Mr.Verma and Mr. Shamus - ur- Rehman
I did send an email to Mr. Verma. I would like if he sees this comment do get in touch
Could not enjoy the conversation, Varma sahib kept on interrupting farooqi sahib, and further talking too slowly with not much information instead general truism.