Sir ji mein aapki microwave wali video dekhi hai, bahut hi achhi hai, Sir ji ek aur video microwave per banao, jis se diagram ke sath samjao ke jab microwave on hota kon kon se part kaam karte hain, jab convention on hota hai os time kon kon se part kaam karte hai, sir step by step samjao, sir ji aapka Dil ❤ se dhanyawad 🙏🙏
Sir aapne bhetarin jaankari di DHANYAWAAD.SIR ISKE INPUT MAIN MAXIMUM VOLTAGE AUR CURRENT KITANA DE SAKTE HAI.AUR MAXIMUM OUTPUT KITANA MILEGA.AUR KYA ISASE 3.7 VOLT KA LI ION BATTERY KO BHI CHARGE KIYA JAA SAKTA HAI.aur kya ismain keval voltage set hoga ya current bhi set hoga..PLEASE BATAYE.
Sir kuch is tarh ke module par video banao jo ki battery ka low voltage hone par load wali circut ko cutoff karde. Mai 200w inverter board me use karunga
Relay par load lagaye aur battery ki charging ka solar par kar de to kya ? Relay par low voltage work karega battery low hone par, please reply or make the video please
Itna bhi advance nahi hai bas jab battery fix volt se down hota hai to relay transformer ko on kar deta hai aur fix volt pe aane par relay transformer ko off
1. XH-M601 Lithium Battery Charging Control Module Overcharge Protection | Battery Charge Control Switch Protection Board Buy Link Below...
amzn.to/3yGNrE6
2. XH-M602 Lithium Battery Charging Control Module Overcharge Protection | Battery Charge Control Switch Protection Board Buy Link Below...
amzn.to/3Amprqi
Sir ji mein aapki microwave wali video dekhi hai, bahut hi achhi hai,
Sir ji ek aur video microwave per banao, jis se diagram ke sath samjao ke jab microwave on hota kon kon se part kaam karte hain, jab convention on hota hai os time kon kon se part kaam karte hai, sir step by step samjao, sir ji aapka Dil ❤ se dhanyawad 🙏🙏
Very nice sir👌👍
Keep watching...
Kya ye module computer SMPS ke sath kaam karega?
Nice information 👌👍❤️❤️
Stay connected...
simple and useful 😊
Ok use fully video
Ya module low cutoff 13volt or hi cutoff 14volt hougakya ?
Yes...
Very nice sir
Keep watching...
24 volt DG Set battery ke liye konsa module ya charger thik rhega sir.
Sir ek aisa video electric racket ke circuit ka b video banao please 🙏
XH-M603, XH-M604, XH-M606 Model ka bhi video banaye please
Sir aapne bhetarin jaankari di DHANYAWAAD.SIR ISKE INPUT MAIN MAXIMUM VOLTAGE AUR CURRENT KITANA DE SAKTE HAI.AUR MAXIMUM OUTPUT KITANA MILEGA.AUR KYA ISASE 3.7 VOLT KA LI ION BATTERY KO BHI CHARGE KIYA JAA SAKTA HAI.aur kya ismain keval voltage set hoga ya current bhi set hoga..PLEASE BATAYE.
شکریہ جناب❤🇵🇰
Sir normal inverter ke Trafomer aur 10kva inverter Trafomer me kya antar hota he jo havy amper detahe...
Sir multimeter se set kar sakte hai ?
Yes...
@@TechToolsElectronics sir multimeter se set set karna sikhko video ke madeam se
Please sir cordless drill aur cordless impact wrench repair par video banaiye please
Sir kuch is tarh ke module par video banao jo ki battery ka low voltage hone par load wali circut ko cutoff karde. Mai 200w inverter board me use karunga
Okay...stay tuned
Lead acid battery me use kar sakte hai kya?
Yes... Low Cutoff 10.8 Volt - High Cutoff 14.1 Volt
Is for Pani wali battery ke liye hai, yes or no and dry battery ke liye kiya hai.@@TechToolsElectronics
Best details
Relay par load lagaye aur battery ki charging ka solar par kar de to kya ? Relay par low voltage work karega battery low hone par, please reply or make the video please
I don't understand what you said...
@@TechToolsElectronics Sir 12v battery low voltage cutoff circuit
Battery charging control board market me khareedne send kedar melega
Thanks sir
Brother, does this module can handle 12 volt DC, and 20 ampere?
Sar battery charging circuit low high cut off mujhe purchase karna hai kitne ka hai
Ups battery charge krne me use ho sakta hai ?
Yes... Low Cutoff 10.8 Volt - High Cutoff 14.1 Volt
Low voltage and high voltage set karne ke baad,12v 5amp transformar se supply di to relay on off on off hone lagti hai, please help.
8v set kar sakty hain charging start karny ke liye kun ke normal cut off par. Work ni karta
सर ईस तरह के चार्जर वनाने
की वीडियो बनाकर डाले
जो 1 बोल्ट से लेकर
12,बोल्ट की बैटरी फास्ट चार्ज
करदे
Watch video link below...
ua-cam.com/video/su8vWFPxgH0/v-deo.html
Battery ko BMS lagane ki jarurat nahi hai kya isaae
Yes... Bms is very necessary for charging Li-Ion or LiFePO4 Batteries
sir how we can increase rpm of a cooler motor to 15000 to 25000 rpm and convert it to dc motor
Sir 65w dell laptop charger to 12v kaise kare.. easy way boley ?
Okay...wait for the related video...
Itna bhi advance nahi hai bas jab battery fix volt se down hota hai to relay transformer ko on kar deta hai aur fix volt pe aane par relay transformer ko off
It's not best
very good morning. sir ic number please ?
NE555P....
@@TechToolsElectronics 🙏👍 ok thanks 🙏👍