Voltas 1.5 ton ka window AC hain , company ka AMC bhi hain, 1 mahine se tripping problem hain, dopahar main nahi chalta, But baki brand ke ac sahi chalte hain, company wale faltu hain, bolte hain barish ho jaye to sahi ho jayega. Aisa kyun hota hain, Voltas ke product main dam nahi hain kya ab? Koi batao kya solution hain iska itni sadi garmi main😢
My Blue Star 1.5 ton AC not used for a long period, (about 1 to 2 years). However, now when tried to operate, it has not started at all. Also it's outdoor compressor unit fan not rotating. So I kept the AC off. Voltage & connection checked & found ok. I have a basic knowledge of electricity & working of AC. Please brief me step by step, what should I check my self and do needful for making it to restart and running smoothly.
Voltage Without compressor Input - 223 Output- 238 With compressor Input- 215 Output- 225 Iske bad b compressor bar bar cut marta h Koi solution ho toh btana please
If Output voltage from Stabilizer is high, it may also be a reason for Compressor tripping. I faced this problem, which no mechanic could point out. Hence first point should be checking of Input voltage. It should neither be low OR high.
Sir pls bataye voltage down hone per compressor band ho jata h or 15 se 20 min. Tak nhi chalta or agar phir voltage down hua to phir yahi prob ati h. Stablizer bhi laga h 130v 300 microtek ka
mera supply line 10 mm ka hai usse jo wire nikla hai 1st ac ka wo 4 mm wire hai aur us wire se dusra wire nikla hai 2.5 mm k dusre ghar ka ac k liye. Ek sath dono ac chalane pad mcb trip ho jata hai. Mera 3.5 kw (single phase) ka connection hai. Isko kaise thik kare ?
Sir abhi tak mera videocon ka ac thik thik chal rahata lekin hamara yahan local transfer kharap hogaya tha woh tayara hone ke baad ac trip hota hai 2minute me jab trip hota hai bahut sound hota hai.aur jab ac band karata nhu ghar mein sab light fan high voltage jaisa hota hai lagane se light fan slow hota hai maine stabilizer power 170 se270 volt lagaya hai kya reason ho sakta hai aur abhi stabilizer se bi tak tak ka awaz ata hai
2 din pehle raat sahi chla split ac.. next day on kiya to ek dum se jese voltage kam jyada ho rhi thi.. stabiliser me dikha rha hai ki ek dum se 220 ya 250 baar baar ho rhi hai.. direct chlaya(bina stablizer ke) tb b same prob aa rhi hai ek dum se tez ek dum se slow.. and air b thandi nhi aa rhi.. baki voltage ki prob nhi hai bcz disra ac thik chal rha hai... kya prob ho skti hai? Plz suggest
Sir window ac chalu krte hai tbh accha cooling or air deta hai but kuch time chlne ke baad 2-3 ghnte baad fan or cooling dono hi bilkul bnb ho jata hai bilkul hlka hlka air deta hai kya kru koi solution Btao
Sir Mera AC ekdam Naya hai lekin jab AC ko 27° se upar temparature set karti hu to ac ka outdoor fan nahi chalta aur Pani vi nahi nikalta drain paip se , aur jab fir 27° aur usse Kam temparature set karti hu to firse fan on ho jata hai , ye kyu hota hai sir please bataiye
Sir 5 min mai trip ho raha h , ek baar gas R22 ki jagah R32 daal di thi uske baad ne technician ne nikal ke R22 daal di thi phir bhi trip mar raha h , Please assist sir
First apne technician ko bolo k unit ko indoor aur outdoor dono ko liquid nitrogen se flush kare then pressure de kr again dry flush kre then gas R22 dalay aur jo bhai ne video mein baki batein btai hain unko gollow kro hopes it will resolve your issue in best manner
outdoor 1-1.25 ghanta chalu rha continious without cutoff and then mcb trip ho gaya, kya reason ho sakta h ? AC complete tha me mere shop pe use kar rha tha, abhi just ghar pe shift kiya.
Mai new hu abhi to aaj mai ek spleed ac ka 410 gas dala aur start huaa h 3 minutes baad compression chalu huaa h aur fir trip ho gya h to of kr ke on kiye h to compressr baar baar trip ho ja rha h aisa kyo
Mere ghar ka voltage bahut low ho jata hai, din me bhi raat me bhi jiske karan ac chalte chalte band ho jata hai, iska koi solution btaiye kya krna chaiye? Stabilizer bhi laga hua fir bhi band hota hai
Mera window ac hai jisme microtek ka 130 working range stabilizer lga hua fir bhi sham ko 8 bje k bad cooling krta hai or subah 11 bhe tk perfect cooling krta uske bad trip ho jata fir cooling nhi krti iska koi solutions btaye
Ac colling bahht kam kar raha h outdoor hamesha chalta rahta h room temracher hamesha 30 pe rhta h jiske ki wajah se outdoor chalta rhta h gas bhi dlwa li service bhi karwa li kuchh solve nahj hua Pls bataye kya dikkat ho sakti h. Pls reply
Bhai mera Window AC h , AC ko jb on krte h toh 15-20 min chalta h fir compressor off ho jaata h sirf fan chalta h fir 20 min baad fir compressor start hota h Chahe AC 18°C pr chalaye ya 25°C pr Ye cheez hote h Koi bta sakta h kya problem ho sakte h
Very nice n informative video. Thanks for these best tech ideas n solutions
Video bahut acha lga❤
Nice information sir ji
Top
Thanks a lot
Tussi great ho sir ji
V informative
Voltas 1.5 ton ka window AC hain , company ka AMC bhi hain, 1 mahine se tripping problem hain, dopahar main nahi chalta, But baki brand ke ac sahi chalte hain, company wale faltu hain, bolte hain barish ho jaye to sahi ho jayega. Aisa kyun hota hain, Voltas ke product main dam nahi hain kya ab? Koi batao kya solution hain iska itni sadi garmi main😢
Good news
Bahut ache s samja dia
Bahut achhi jankari di h
Thank you sir
Welcome
Thank u so much brother
Informative tech video.. Thnx!!
Thank you.
Aap ki advise se sab logo ka fayeda hua.
Thank you again and again.
Ji
Nice information thank you so much
Sir ac 24 digree par chalte chalte outer band ho jata hai
Very good
My Blue Star 1.5 ton AC not used for a long period, (about 1 to 2 years). However, now when tried to operate, it has not started at all. Also it's outdoor compressor unit fan not rotating. So I kept the AC off. Voltage & connection checked & found ok. I have a basic knowledge of electricity & working of AC. Please brief me step by step, what should I check my self and do needful for making it to restart and running smoothly.
Got solution?
You Philly the the good Technition
Good information
Thanks
Voltage
Without compressor
Input - 223
Output- 238
With compressor
Input- 215
Output- 225
Iske bad b compressor bar bar cut marta h
Koi solution ho toh btana please
Bahut achha laga
Mai new helpar hu....Compressor trip ka matlab kya hota ... Please is pe ak video bna do bro...taki new helpro ko samjh aa sake
If Output voltage from Stabilizer is high, it may also be a reason for Compressor tripping. I faced this problem, which no mechanic could point out. Hence first point should be checking of Input voltage. It should neither be low OR high.
Sir pls bataye voltage down hone per compressor band ho jata h or 15 se 20 min. Tak nhi chalta or agar phir voltage down hua to phir yahi prob ati h. Stablizer bhi laga h 130v 300 microtek ka
Brother also I facing the same issue
It is due to the voltage drop
Kuch solve hua problem?
@@sumanlaha2928 ji ,Hume jyada volt ka stabilizer le liya h
@@Evergreen_pal kitne volt se start hota hai?
Aur problem solved hua ?
Same problem
Nice
Inverter AC mai capacitor/ condenser hote hai ya nahi is par confusion hai...Agar hote hain toh kitne hote hai
Sir cp ke conaction kaise kaam karta hai aur kiske saath juda rahta hai iske upar ek video bayen please 🥺
Bhai fan slow chalta hai kabhi kabhi to fir dobara band kar ke chalta hun to sahi chalta hai aap batao ac mechanic ko dikhun kya
Jab outdoor on hota hi uske 2 min ke badh volatge km ho jata hai or line cut ho ke fir automatic on ho jata hai aisa kyu ??
Sme problem
Same problem
Same problem aur ye earthing k karan hota hai
This is also a part of low voltage commonly in rural areas.Use a suitable Stabilizer 😊
Bhai kahi loss content he wiring kahi loss ho rahi
Remal mein barish hua...aur abhi AC on kiya toh bar bar trip kar raha hai kyun? Lekin full garmi mein trip nahi kiya. Window AC hai.....reasons?
Same problem
15*15 ka room hai jisme 1.5ton ka split ac lgwaya hai kya 1.5 ton ka ac compatible hai?
thoda chota ac h, usually companies recommend 180 sq feet tk ka area for 1.5 ton, baki if apka area thoda thanda h aur sahi cool kr rha h to sahi h
good
Dophar k time outdoor k condenser pe pani dal do shi ho jayega....
Outdoor kr uper teen shed lagwa do hamesha k liye problem solve ho jayega....
Agar service na karwae ho to bhi yai problem aa jaty??
mera supply line 10 mm ka hai usse jo wire nikla hai 1st ac ka wo 4 mm wire hai aur us wire se dusra wire nikla hai 2.5 mm k dusre ghar ka ac k liye. Ek sath dono ac chalane pad mcb trip ho jata hai. Mera 3.5 kw (single phase) ka connection hai. Isko kaise thik kare ?
Mera samsang ka ac hai o campresar treep karne ke bad out fir chalta hai ec erur aane lag raha hai kya problam ho sakta hai
Mera ac invertor trip nhi horaha 26 per chalayen ya 28 per ....cooling temp 25 bhi hojata h but trip nhi kerta
Sir compressor chali hota hai but 15 se 20 second baad trip ho jata hai or amp bhe Jada nahi dikha rha hai
Bhai voltage bhut flactuate kr raha hai staplizer laga hai voltage flactuate bhut kr raha hai uska kya upay hai
Sir din Mai thik chalta hai par raat mai baar baar trip hota hai aur cooling nahi hota hai kya kare reply fast🙏
Mere outdoor unit k saamne parde lage huye hai
Kya ye bhi ek reason hai trip hone kaa
Sir abhi tak mera videocon ka ac thik thik chal rahata lekin hamara yahan local transfer kharap hogaya tha woh tayara hone ke baad ac trip hota hai 2minute me jab trip hota hai bahut sound hota hai.aur jab ac band karata nhu ghar mein sab light fan high voltage jaisa hota hai lagane se light fan slow hota hai maine stabilizer power 170 se270 volt lagaya hai kya reason ho sakta hai aur abhi stabilizer se bi tak tak ka awaz ata hai
Au kuch time ke baad e6 error ata hai
2 din pehle raat sahi chla split ac.. next day on kiya to ek dum se jese voltage kam jyada ho rhi thi.. stabiliser me dikha rha hai ki ek dum se 220 ya 250 baar baar ho rhi hai.. direct chlaya(bina stablizer ke) tb b same prob aa rhi hai ek dum se tez ek dum se slow.. and air b thandi nhi aa rhi.. baki voltage ki prob nhi hai bcz disra ac thik chal rha hai...
kya prob ho skti hai? Plz suggest
👍
10min chalta hai or compressor kamph kr band ho jata hai
starter change kar dijiye
Matlab capacitor ?
@@toxicyt162 hm hm
Sir maine apne ac ki washing ki aur uske baad se vo trip kar raha hai aur chal nahi raha hai, plz help and reply....
ua-cam.com/video/7tWJowkvxho/v-deo.htmlsi=X4DcZLQ2ChXeW9-u
Sir window ac chalu krte hai tbh accha cooling or air deta hai but kuch time chlne ke baad 2-3 ghnte baad fan or cooling dono hi bilkul bnb ho jata hai bilkul hlka hlka air deta hai kya kru koi solution Btao
raning capacitor khrab hai..
Hlo sir Mera paas window ac hai usme pcb pr numbers dera dera khatam hojata hai for ac band ho jata hai mei kya kru
Lg 1.5 ton split AC trip nahin ho raha hai. Kya karen...??
Hmare bi voltage thik Hein but ac on krne k time ampre 23 ho jata fr 00.4 mtlb 0 ho jata fr problem kya hogi
Sir Mera AC ekdam Naya hai lekin jab AC ko 27° se upar temparature set karti hu to ac ka outdoor fan nahi chalta aur Pani vi nahi nikalta drain paip se , aur jab fir 27° aur usse Kam temparature set karti hu to firse fan on ho jata hai , ye kyu hota hai sir please bataiye
AAP din bhar 27 pr krke compressor or Pani hi dekhti rhti ho😂
بھای میں کراچی سے ھوں میرا AC چلنے کے 2 گنھٹے کے باد کولنگ کم کر دیتا ھے پونے ٹن کا Wan dio A C ھے
بتاو کیا کروں شکریہ
Bhai aj hi ac ki service krvi out door fan off ho raha bar bar plz btana
Mere saath bhi hota hai mera ac din mein cooling nahi karta ir raat ko thik chalta hai mera ac agge vale room mein laga hua hai
Sir Ac ka outdoor unit jese hi strat hota hai toh humara main power trip ho jara hai , toh kya problem ho sakta hai
Voltage kam hone ke wajah se Compressor ON hote hi trip ho jata hoga....
@@techcloning
Sir koi solution bata dijiye phir
🙏🙏🙏🙏
@@indiancitizen3013 Bhai stabilizer laga aur kya solution chahiye
@@techcloningmujhe apko chumna hai
Sir 5 min mai trip ho raha h , ek baar gas R22 ki jagah R32 daal di thi uske baad ne technician ne nikal ke R22 daal di thi phir bhi trip mar raha h ,
Please assist sir
First apne technician ko bolo k unit ko indoor aur outdoor dono ko liquid nitrogen se flush kare then pressure de kr again dry flush kre then gas R22 dalay aur jo bhai ne video mein baki batein btai hain unko gollow kro hopes it will resolve your issue in best manner
Sir bar bar vire jal rhi h 2,3 bar repair kra liye har bar tar jal jati h
Bhai window AC voltas r32vala compressor kamp kar band ho jata hai usme stabilizer bi nhi lga hai
Capasayter kaha laga hota hai clear kary😮
mera saat iska oppoesite case h mera outdoor chlta hi rehta h
outdoor 1-1.25 ghanta chalu rha continious without cutoff and then mcb trip ho gaya, kya reason ho sakta h ? AC complete tha me mere shop pe use kar rha tha, abhi just ghar pe shift kiya.
Voltage issue he bro
Or amp kitne le rha he
Mere windowhitachi me 22 se upar chalta hu thode der bad apne ap compressor bnd ho jata hai kyakre main stablizervni. Lgaya hai supply thik hai
Ac 5 min cooling karta h phir garm hawa fenkta hai phir 2 min cooling aur phir garm hawa deta h kya problem ho skti h
Mai new hu abhi to aaj mai ek spleed ac ka 410 gas dala aur start huaa h 3 minutes baad compression chalu huaa h aur fir trip ho gya h to of kr ke on kiye h to compressr baar baar trip ho ja rha h aisa kyo
Ampire kitn le rha h
Outdoor fan capacitor weak
Shawevj zaidi AC technician
Steplizer ke sath bhi trip hora hai ni chal raha
Bhai meri window AC baar-baar bling kar rahi hai or jhatke bhi le rahi hai😢
Kya problem hai bhai jarur btaye🙏
Sir g mere yaha AC me lik ho raha hai
Bhai dopahar me trip ho jata hai rat me thik chalta hai
Acc kay outdor par shaya kr ka rha
Same problem
@@jagmeetwalia8087 same problem mere AC me bhi Hai.... Or mera window AC shao me hi laga hai
@@jagmeetwalia8087raat ko sahi chalta hai... Din me on off hota rehta hai
ua-cam.com/video/7tWJowkvxho/v-deo.htmlsi=X4DcZLQ2ChXeW9-u
Sir machine me gas nhi rehne se bhi compressor trip hota hai
Sir mera outdoor top floor pe rka hua hai or bhar ka temperature 44.c hai or mera compressor over het ki wja se trip hoja ta ha kiya kro
Koi shade bana dijiye uske upar..... Agar possible ho to
@@techcloning G Shed ka kga ha phr shi hoga
@@techcloning Thanks for replying
Mere ghar ka voltage bahut low ho jata hai, din me bhi raat me bhi jiske karan ac chalte chalte band ho jata hai, iska koi solution btaiye kya krna chaiye? Stabilizer bhi laga hua fir bhi band hota hai
Same problem😢
Daikin 2 ton ka ac h outdoor 15 k bad band ho raha
Videocan windo ac 1.5 ac hai compersar trip huraha hai 10 minat chalta hai fer trip huraha hai
Bhai rat ko trip ho ja ta hai duphar ko chalta hai reason
Same problem
Din me garmi bahut hoti hai bhai……isiliye aisa hota hai…..mere me bhi yahi problem thi ……outdoor me paani maar ke saaf kar diya sahi ho gaya….
Voltage problem
Thanx brother u r solve my problem ❤❤❤❤❤
Jankari wale ki qualification kya hai
Mera window ac hai jisme microtek ka 130 working range stabilizer lga hua fir bhi sham ko 8 bje k bad cooling krta hai or subah 11 bhe tk perfect cooling krta uske bad trip ho jata fir cooling nhi krti iska koi solutions btaye
Aapka AC thik hua kya?
Voltage ki problem hai..... 90 working range wala stabilizer laga lijiye.... Sahi ho jana chahiye
5 second me khad khad Karke compressor ruk jaata hai
Satplizer b lga howa ha but bnd ho jta haa. Ac khud b khud sirf 2 ghanty chalta ha phir bnd rat ko b din ko b
Sir Din Ko Theek Chalta Hai But Raat Ke Time Tripping Karta Hai KYa Wajah Hai
Mainly low Voltage problem...
Meri v yhi problem hai
Steblizer v lga diya
Ya to voltage km hai ya gas km hai
😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊vv @@techcloning
My split AC working fine in daytime but trip again and again during night. What was reason?
Maybe voltage issue... Same problem bhai..
AC on karane par MCB trip kar hara hai
Ac colling bahht kam kar raha h outdoor hamesha chalta rahta h room temracher hamesha 30 pe rhta h jiske ki wajah se outdoor chalta rhta h gas bhi dlwa li service bhi karwa li kuchh solve nahj hua
Pls bataye kya dikkat ho sakti h.
Pls reply
Capaster change kr de bhai fan or comprqser ka
Thek ho sakta h? @@ManjeetMawlia
Hitachi window AC works fine with fan Speed medium and low but trips at fan speed High. Any solutions?
Capacitor week
Thank you for your help
Condensor ka problem lag rha hai
Ac to cooling kar raha hy par 3 minutes ky baad ak saat trip maar kar dubara on ho jaata hy voltage bhe lagaa rakhaa hy
Agar 30 second main off ho jate toh LG ka no inverter split ac main
Capacitor jaldi jaldi kharab ho raha h kaya problem h
Voltage fluctuation main reason hai
@@techcloning to kaya stabilizer sahi kaam nahi kar raha h
@@techcloning to kaya stabilizer sahi kaam nahi kar raha h
Sir ac ka bahar wala fan continue ni chal rha to ac cooling ni kr rhi h, fan continue kese chlega, fan 8-10 second chlne k baad band ho jata h
Same problem
Mera raat me v trip kar rha hai
Hi
Bhai, pehle to ye batao TRIP hota kya hai…fir agar VOLTAGE ki baat kar rahe hain to ek ideal voltage kitna hona chahiye ye bhi bataye
Trip Matlab compressor bandh ho jaata hai aur kuch time baad wapas on hota hai aur wapas bandh ho jaata hai Matlab on off hota hai
Sir mere paas window ac hai mene 24 C pr set kr rakha hai lkn 24C hi tak temp aata hi nhi hai to cut bhi nhi hota 28 se neeche aata hi nhi hai
Room size kitna h or AC kitna h or dhoop kitna pdhta room pr
Bhai mera Window AC h , AC ko jb on krte h toh 15-20 min chalta h fir compressor off ho jaata h sirf fan chalta h fir 20 min baad fir compressor start hota h
Chahe AC 18°C pr chalaye ya 25°C pr Ye cheez hote h
Koi bta sakta h kya problem ho sakte h
Same problem 😢
5min chal ke out put off horaa
Jaise Tum samjha rahe ho na bhai Koi Nahin samajh payega tum apna chehra mat dikhao machine dikha kar samjha do