sir, Maine apki ye grafting trick try ki thi aur o successful Ho gai. ... thnks vijay sir.... 🙏 ² sir ek banyan ki aerial root ko bhich me air layering kar ke achhi roots mili aur usko nikal ke pot me lagaya. sir, uska curve, structure aur size ekdam perfect bonsai hai. to usko without grafting pot me lagaya (today) to o successful hogi ya usko graft karu....
+Anita Sabharwal thank you Ji , ap sab dekhte n comment karte rahte to mujhe share karna bahut acha lagta . esa lagta k ap sab mere sath hote ho JB m gardening kar raha hota hu . thanks again
Sir Jis par grafting ki ha vo roots zameen mai se nekle honi chaia ya jo tree pr phela sa roots hoti hai us ko use mai lena chaia grafting k lea and month. Kon sa theek hai grafting k lea
Mammal Bonsai thanks so much sir mai app ki sari videos roj deakh at hu log film star k fans hote hai mai to app ka fan gya jo app etna hard work kr k hum sab k lea new new bonsai video bnate ho god bless u sir video to but hai net par but mai surf do logo ki video Jada like kr at hu ik to app and 2nd hai Pakistan se izharr izharr in ka name hai sab se best app 2no ki videos hoti hai god bless u sir
oh achcha. Aaj to maine bonsai soil me hi daal diya hai 4 ficus cuttings 5mm-7mm thick aur 4 Ashoka tree cuttings bhi. Aapka farm ka mithi grey lagta hai. Mera yahan normal soil kaafi chikni mitti ki tara hai. Red soil. Soil quantity zyada daala haI with chota 4mm stones, coco peat, cow dung aur sand. Bottom me normal bada size stones for drainage. Thoda sa homemade compost bhi hai. Rehne doon ya phir change kardoon kal? :(
apka vdo aur bataneka tarika pasand ata he ek sujewa he ap Manjula Haldda you tube dekehe har vdo ka number aur date detihe aap bhi vdo number deMohan Lsl Nagar Liluah Howrah
Why do you use an English title for a video made in another language ? Please corelate them, we don't understand what you are saying. Big disappointment. Dislike.
Will banyan tree aerial roots grow as a clipping without grafting?
very nice experiment with nice result.....u r very good
one more nice thing about u is that u always come with update
+Rooftop Gardening thank you , yes I like to add with update
Bhai, aapne usko polythene se cover kiya tha ?
Very nice.
Glad to see this shoot
sir, Maine apki ye grafting trick try ki thi aur o successful Ho gai. ... thnks vijay sir.... 🙏
² sir ek banyan ki aerial root ko bhich me air layering kar ke achhi roots mili aur usko nikal ke pot me lagaya. sir, uska curve, structure aur size ekdam perfect bonsai hai. to usko without grafting pot me lagaya (today) to o successful hogi ya usko graft karu....
graft karna hoga areal-roots pe leaves nahi aate
thnks sir... abhi turant usko graft karta hu....
vijay ji kitne din lage hai isme new budding hone me grafting ke baad ??
Konse month karna chahie?
soooo happy to d aerial grafting.Hope to see more!!!
+Sushma Verma thank you ji
sir jo bargad ke ped ki upar se roots jo neeche jameen ki taraf jati hai kya use bhi use kr sakte hain
Haan uspar grafting karni hogi
bahot badiya sir
Thanks
Sir esko asa banaya kalia kyon sa time sahi ha.
i liked your vdo thankyou for sharing
Wonderful experiment. I wish you all the best. Thanks for sharing.
+Anita Sabharwal thank you Ji , ap sab dekhte n comment karte rahte to mujhe share karna bahut acha lagta . esa lagta k ap sab mere sath hote ho JB m gardening kar raha hota hu . thanks again
plz citrus,amrood aur aam ki grafting ki videos bhi upload karein.
ji vo bhi karenge abhi maine unpe grafting ki nahi . karke fir update k sath daal dunga
thank you sir ji ! intzaar rahey ga.
Tamarind aur amaltas ko cutting se lada sakte hai kya...Pls bataye
Cutting se lagana muskil h
@@Mammalbonsai ,Then how to grow by seed or air layering
That was brilliant bro. God bless u
Bhai iske trunk prr growth start kyu nahi hoti???
Amazing 👌
Will try
great bro....plz share its update
very great n smart video
Thanks Simaran Ji :)
Kya isme grafting karke stem lagana jaroori hai?
good work n good result vijay ji..
Thanks Anju Ji
kitna vakt laga bud nikal ne mein
Sirf areal root kaise grow kar sakte hai bhai?
Graft karna padega roots pe
Sir, kitna time laga buds ko aane k liye.20 din 50 din?
yes shyd 40-50 din
can i graft banyan aerial root with peepal branch.
try kar sakte
great idea sir
Does it really works???
Please reply sir 🙏🏻
Yes
sir agar is Arial root ko hi lagaiya or grafting na Kara to bhi grow karaga
+Harsh Verma nahi karta Maine try kita tha
Is it necessary to graft branch on areal root.
No ye apki.. Choice h
Matlab areal root laga ne se plant grow ho sakta he?
Sir iska agla updet daliye please
How many days will it spruce up ?
Have patience
Great!Good luck!
Thank You
Ease grow ho jayegi
Haan ho sakti h
Without grafting
No without grafting nahi
Ye aapne plastic paper use kiya hai ya grafting type
yes
Nice
Upar wali cutting bhi banyan ki he
yes
Sir Jis par grafting ki ha vo roots zameen mai se nekle honi chaia ya jo tree pr phela sa roots hoti hai us ko use mai lena chaia grafting k lea and month. Kon sa theek hai grafting k lea
+Rupinder Sandhu ye Ariel roots h Jo banyayn PE hoti. Ap ab kar sakte h yaani Feb me
Mammal Bonsai thanks so much sir mai app ki sari videos roj deakh at hu log film star k fans hote hai mai to app ka fan gya jo app etna hard work kr k hum sab k lea new new bonsai video bnate ho god bless u sir video to but hai net par but mai surf do logo ki video Jada like kr at hu ik to app and 2nd hai Pakistan se izharr izharr in ka name hai sab se best app 2no ki videos hoti hai god bless u sir
Nice video
banyan aerial roots से bonsai बनाने का best सीज़न कौन सा है ?
feb ya rainy season
Mammal Bonsai Thanks sir
grafted banyan tree ko plastic cover kar na hai ki nahi q ki mera area me garmi Jada padti hai.
is season me ese hi kar sakte
Kauns season mai polythene se cover karna hai? Aur kaunse season mai khula rakhna hai
VSji, kya main mota 1 inch Ficus benjamina ya Banyan stem cutting aur prop root cuttings seedha bonsai soil me root kar sakta hoon ?
nahi ap normal potting soil me lagaye
oh achcha. Aaj to maine bonsai soil me hi daal diya hai 4 ficus cuttings 5mm-7mm thick aur 4 Ashoka tree cuttings bhi. Aapka farm ka mithi grey lagta hai. Mera yahan normal soil kaafi chikni mitti ki tara hai. Red soil. Soil quantity zyada daala haI with chota 4mm stones, coco peat, cow dung aur sand. Bottom me normal bada size stones for drainage. Thoda sa homemade compost bhi hai. Rehne doon ya phir change kardoon kal? :(
chikni mitti pure use na kare to acha hai .thik h ab usi me rahne do ye dhyaan rakhna water ache se drain hota ho
Mammal Bonsai u have not stated that after how maney days lt took to come leaves shoots on areil grafting Mohan lal Nagar
next time i will add
Mohan Lal Nagar.. within 1 month
Update?
nice sir ji
Sir new update dikhao please
आप root को plant कर देते उसी में sprouting हो जाती।
Nahi aati
Grafting karke direct sunlight me rakha he
no bright light me
Che mahine ke bad ka update dikha
column roots.
mere banyan tree me ko side branch nahi nikal rahi hai. sedha bad raha hai. kya kare?
upar se chop karna hoga ya use wiring krke bend karna hoga ..baki m video ban k samjha dunga
+Mammal Bonsai thnx
welcome
Update bro
apka vdo aur bataneka tarika pasand ata he ek sujewa he ap Manjula Haldda you tube dekehe har vdo ka number aur date detihe aap bhi vdo number deMohan Lsl Nagar Liluah Howrah
Mohan ji shukriya , apne pahle bhi batya tha main kosish karunga k jald hi ispe kaa, karu
,🎉😊😊😊🎉✌️🤞👍🎉🎉🤞
India me plastic band hogaya na re baba
Why do you use an English title for a video made in another language ? Please corelate them, we don't understand what you are saying. Big disappointment. Dislike.