Ghalib | Couplets from "dil hi to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aae kyun” | Ruby Haider

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 9 тра 2024
  • Part 1: Ghalib’s “dil hi to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aae kyun”. Patron of the Joy of Urdu Karachi Chapter, Ruby Haider reads couplets from her famous diary.
    We divided the video into 4 clips, and a continuous narration for those who want to hear her recital in its entirety.
    Clip 1: Ghalib’s “dil hi to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aae kyun”
    ★ • Ghalib | Couplets from...
    Clip 2:
    • Munir Niazi | "hamesha...
    Clip 3: Josh Malihabadi , followed by verses about Karachi by Rais Amrohvi
    ★ • Couplets by Josh Malih...
    Clip 4: Faiz Ahmad Faiz' "shām-e-firāq ab na pūchh aa.ī aur aa ke Tal ga.ī"
    ★ • Faiz Ahmad Faiz | "shā...
    Full video:

    dil hi to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aae kyun
    MIRZA GHALIB
    dil hī to hai na sang-o-ḳhisht dard se bhar na aa.e kyuuñ
    ro.eñge ham hazār baar koī hameñ satā.e kyuuñ
    dair nahīñ haram nahīñ dar nahīñ āstāñ nahīñ
    baiThe haiñ rahguzar pe ham ġhair hameñ uThā.e kyuuñ
    jab vo jamāl-e-dil-faroz sūrat-e-mehr-e-nīm-roz
    aap hī ho nazāra-soz parde meñ muñh chhupā.e kyuuñ
    dashna-e-ġhamza jāñ-sitāñ nāvak-e-nāz be-panāh
    terā hī aks-e-ruḳh sahī sāmne tere aa.e kyuuñ
    qaid-e-hayāt o band-e-ġham asl meñ donoñ ek haiñ
    maut se pahle aadmī ġham se najāt paa.e kyuuñ
    husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ī bul-havas kī sharm
    apne pe e’timād hai ġhair ko āzmā.e kyuuñ
    vaañ vo ġhurūr-e-izz-o-nāz yaañ ye hijāb-e-pās-e-vaza’
    raah meñ ham mileñ kahāñ bazm meñ vo bulā.e kyuuñ
    haañ vo nahīñ ḳhudā-parast jaao vo bevafā sahī
    jis ko ho diin o dil aziiz us kī galī meñ jaa.e kyuuñ
    ‘ġhālib’-e-ḳhasta ke baġhair kaun se kaam band haiñ
    roiye zaar zaar kyā kījiye haa.e haa.e kyuuñ
    ________________ ‎
    Joy of Urdu is a volunteer-run, BILINGUAL organization promoting Urdu language and literature, making it accessible via bilingual content, with Reading Group Chapters around the world.
    ________________ ‎
    ★ EMAIL: joyofurdu@gmail.com
    Please follow us:
    ★ UA-cam: / @joyofurdu
    ★ FACEBOOK: / joyofurdu
    ★ TWITTER: joyofurdu?lang=en
    ★ INSTAGRAM: / joyofurdu
    ★ CLUBHOUSE: www.clubhouse.com/club/joy-of...
    .
    ________________ ‎
    Research Assistance: Joy of Urdu Volunteer Mahwish Anwar Hussein, Sargodha
    ________________ ‎
    #rubyhaider #ghalib #mirzaghalib #urdupoetry #urdupoetryworld #urdupoetrypoint #urdupoetrylovers #urduquotes #urdushairi #urduliterature #urduadab #urdu #joyofurdu #joyofurdukhi

КОМЕНТАРІ • 1