Beautiful! Thank you for these practical tips ma! And the harvest looks amazing! ❤💚🧿 Thank you for growing these organic vegetables and for the healthy food!
2 reason k wajah se ye ho sakta hai - 1. Winters mein saplings ko grow ya bade hone mein time lagta hai 2. Agar apne sahi amount mein gobar ki khaad ya vermicompost milaya hai, toh woh zaroor grow karega. Agar ye natural khaad aapne nahi dala hai toh aap abhi bhi daal sakte hai. Agar dhaniya k paudhe mein 6 patte aa gaye hai, toh usmein aap cow dung liquid daal sakte hai uske growth k liye. Iss liquid mein 1:10 ka ratio rakhna padega. 1 part - cow dung aur 10 parts water. Aur jo cow dung aap use karein woh kam se kam 1 saal purana hona chahiye.
Beautiful! Thank you for these practical tips ma! And the harvest looks amazing! ❤💚🧿 Thank you for growing these organic vegetables and for the healthy food!
bohat achy say dhenya grow kerna bataya
Thank you 😊
बहुत अच्छी जानकारी आपने दिया बहुत अच्छा हार्वेस्टर भी किया आपने मैं आपसे जॉइंट हो गई आप भी हो जाइए🎉🎉🎉🎉
Great mom 💚🌿💚
Thank you,❤️❤️
Great work 🎉
Thank you,❤️
Great mam 👌
Thank you ❤️
Very nice information, ma'am aap kahan se h
Thank you,❤️❤️
Me Ranchi ,Jharkhand se hun
dhaniya 15 din ke bad bhi 4 inch ke hi hai...kyu esa?
2 reason k wajah se ye ho sakta hai -
1. Winters mein saplings ko grow ya bade hone mein time lagta hai
2. Agar apne sahi amount mein gobar ki khaad ya vermicompost milaya hai, toh woh zaroor grow karega.
Agar ye natural khaad aapne nahi dala hai toh aap abhi bhi daal sakte hai. Agar dhaniya k paudhe mein 6 patte aa gaye hai, toh usmein aap cow dung liquid daal sakte hai uske growth k liye.
Iss liquid mein 1:10 ka ratio rakhna padega. 1 part - cow dung aur 10 parts water.
Aur jo cow dung aap use karein woh kam se kam 1 saal purana hona chahiye.