Sir mere apache 180rtr mei idling pe rpm 5 tak badane pe race release kar do to 3 pe aake atak jata hai and gaadi idling pe bhi rpm fluctuate karte hai 1000 se uupar pe agar idling set ki to 3000 pe atak jata h engine aur wapas normal pe nhi aata
Air petrol mixture knob ko kam pe hi rakta hu 1 se aur gaadi garm b bahut ho jati h pick up bhi loose kar rahi hai . Gaadi chalane mei ab mzaa nhi rhaa
Bhai itna pyaara btaya ki mujhe apni bike ki problem samjh agyi kabse pareahan tha pickup nhi arha tha and missing kar rhi thi kabi kabhi carburetor bi saf karwa liya clutch plate bi change karwa li lekin maine mechanic ko bola meri bike ka carburetor change kardo and it worked very well thanks. Btw iam also mechanical engineer😄
भाई आपकी जानकारी क्या बताऊँ ज्ञान का खजाना है, ऐसा लगता है कि सब छोड़ के आपका शागिर्द बन जाऊं और अपने शहर में आपके नाम की वर्कशॉप खोल दूँ। अपने जो जानकारी दी है वो वाकई में मेरे बहुत काम आएगी, इस वीडियो के लिए बहुत बहुत धन्यवाद भाई।
Me gujarat se hu sir,mene abhi abhi gaadi chalana sikha he, aapke video se muje saari baate pata chali, muje pasand he meri gaadi ko sahi rakhna, thank you sir , or aap ese hi video banate rahie.
Dear sir, First thanks to giving us the treasure knowledge. Which will be helpful for me, After watching this video i want to say you that you have great knowledge as well as great Rich Experience in automobile sector. We would like to know about your Qualifications in automobile sector. Your teaching skill is very well. And you are very impressive person and positive thinking person. Once again thanks for sharing your experience with us which is useful for customer as well as mechanical person. Thanks 🙏
भाई गाड़ी स्टार्ट करने के बाद दो-तीन किलोमीटर जाकर बंद हो रही है सर थोड़ी देर खड़ी करने के बाद झटके ले रही है और बंद हो रही है फिर अगर थोड़ी देर बाद बंद कर रहे हैं तो 3 किलोमीटर चल रही है और फिर बंद हो रही है
Very well explained.. I am facing this issue after servicing at TVS service center.. New carborator New battery New chain sprocket New clutch plates.. Most of the things done but this is new problem arrived now.. Not sure what to do.. Engine is taking load.. which was not issue till 4-5months back
Bhai thanks for valuable information, I've Xtreme 160R and facing same issue, bike over heat even at 60 - 70 KmPH speed, rear wheel is not free.....I'm tired of poor service from hero
अच्छी knowledge मिली..meri tvs phoenix 125 मे top speed पहले 90+ थी अब मुश्किल से 60 65 जाती है.. और voltage issue भी है क्योंकि horn की आवाज कम हो गई है, light भी कम है
Man amazing knowledge I am facing this issue and will talk with my mechanic for this and I let you know You earned my subscribe brother Thanks for the knowledge Amazing man really ❤
Very good sr mai aapke najdik hota to mai bhi service karwata bike ka apse apke jitna koi bhi idhar nahi hai...prabhu apko aur knowledge de apki umar lambi ho ,,love u
Jo log apko dislike kr rahe hain lagata hai sale chidte hain apse kyunki bro pahali baar kisi u Tuber ki video puri dekhta hu u r so intelligent n true..
Thank you bro ...aapne bohot acche explaination dhi hai ..aapke jaise you tube or mechanic hamare desh keliye" Hero "hai ...Sir meh pehle se hi subscriber hu .. Pulsar 150, 2011 model, kuch dhin se me gaaavn me agaya hu,yahan ke log petrol ko pata nahin bejte hai, petrol bunk nahi hai ,ab bike meh "Tppet noise ", hai "3 dhin ke pehle petrol hone par bi gaadi start hoke accelerate karne ke baad bandh hojathe te" Carburator me screw loose karne ke baad paani or petrol dhono bahar agaya. Iske baad bike accha hai Par* Bike 77km baagte baagte off hojatha hai nahi tho pickup nahi . Pickup dhiya tho bohot dher se dheere dheere speed badne se picup deti hai. Bike me us 3 dhin se KICK nahi hai, speed meh bi over take nahi karpa rahan hu.. Kabhi kabhi bike ko hilane se carburator screw se petrol bahar drop hota hai ... 77.speed pakadte ek dham aisa mehsoos hota hai ki bike engine hi on nahi hai ...Aur ....aisa bhi mehsoos hota hai ki peyrol ko jyaadha kha raha hai .... Kuch tho reply kardhijye ..mere bike bike aisa problem nahi dhe te te .. 10years , 720000km ke upar chal raha hai ..meh bi sabhi kuch kiya hu .. Sirf clutch plate, sparkplug aur carburator tuning and its butterfly ke upar anumaan hai brother..meh bi kuch dhin petrol aur air mixture ka tuning kiya bohot accha thaa ..ek mahine ke baad aisa problem aah raha hai ...aisa kon hoga aap jaise mechanic bangalore meh jo fault ko find kare ...please leave a reply ...thank you
Maine bhi nahi hf deluxe bike li hai pahli service bhi 450 km kra li hai gadi clutch dabane ke bad will jaam ho rahe hain aur gear atkane ki samasya aa Rah sir aap bahut achha batate ho har ak part ke baare me thanks ❤️👍
Bahut jankari mili. Dusara part le aayiye. Hum bhi 9 saal purani cb shine leke bahut pareshaan hain. 15000 kimmatwali gaadi ko dealer se 46000 deke khareeda. Ab pachata raha hun. Usme do lagbhag 50 hazaar kharcha karane par bhi 50kmph upar nahi daudti. Khulke toh kabhi nahi bhagti. Sab ka sab naya dalwaya. Piston block, head, crankshaft its bearingscluth set, clutch hub, timing chain, naya chain, its sprocket, pinionbgear na jaane kya kya naya dalwaya. Fir bhi bhaagti nahi. Honda ka 700 rs ka oil bhi koi fayda nahi. Pahale bahut kaala dhuwa deti; service ke baad white smoke dene lagi. Ab dhuwa nahi hain. Exaust pipe ko clean karaake dekhata hun. 😢😭😭
आपका वीडियो बहुत ही उपयोगी लगा आप मुझे यह जानकारी दीजिए कि मेरे पास डिस्कवर 125t है उसके पिकअप में बहुत समस्या है वह हिली एरियाज में सिंगल सेटिंग होने के बाद भी third गैर में भी पिकअप नहीं लेती है
Bhai apne bht achi explain kia hai great👍👍 TQ bro Mera b 220 pulsar 2018 model, bs4 8000 km running hua hai, single hnd use krta hun pick up thoda Kam hora hai jb 90 speed k upr jata hai vibration b hota hai, solution batao bro
Sahi video banaye bhai aaj kal bahut se garege wale log hai jo Hume bekuf banate hai sirf paise kamane ke chakkar me na jane konse konse kaam batate hai
भाई आप की जानकारी बहुत अच्छी है किंतु आप मीटर रिपेयर हेतु नदीम भाई जान को आप बहुत अच्छा कहते इसी लिए मैने भाई जान से पल्सर का स्पीडोमीटर मीटर भेजने के लिए बोला और एडवांस में उनके खाते में रुपये भेज दिए एक माह हो गया मीटर की कोई जानकारी नही है आप लोग ऐसा प्रचार क्यो करते है उत्तर जरूर देना
Thankyou bro Mere pass XCD 125 h Aaj bhi achchhi chl rhi h but fir bhi m phle 90-95 km per hour chl pata tha but ab utna ja hi nhi rhi Mene head block bhi change krva liya Normal chalane me koi problem bhi nhi dikh rhi M phle jaisi speed kese la sakta hu plzzz btaye....
Bhai video dekh k bahut acha laga ar kafi sare chizo ki jankari dete ho uske liye thanks and god bless you bas muje ek chiz pochna tha ki mere pas pulsar 150 he ar usko abhi 8 saal hogaye kharide hue ar well maintained he gadi but ajkal ek problem aara he ki pahele wo jaise 50, 60 k upar bhi smoothly bhagti thi ar 100 tak pochne me bhi vibration nahi hota but ajkal 50 tak acha chalta he but jaise hi 60 k upar chalata hu to bahut muskhil se bhagta he so ye kis karan se ho sakta he
2009 ki pulser 220 hai wo pick-up to hai but 100 k par ni jaati kafi mehnat lagti hai .. kya itne time baad purana engine baith jata hai kya ... Wheel free hain .. clutch plate new hai .. carborator wagera sab theek hai..
Subs cribe kr diya hmne 12 jne hai hm hme apki videos bhut achi lgti hai es liye, sr khichai nhi krti khas jaise bhagti km hai shor shraba jyada krti hai moddl bi nya hai... Plz reply
दोस्तो अपने भाई को जल्दी से follow कर लो instagraam पर ये रहा लिंक
instagram.com/rajveersagar7083/
pehle se hi kar rakha he bade bhaiya apko follow
Sir mere apache 180rtr mei idling pe rpm 5 tak badane pe race release kar do to 3 pe aake atak jata hai and gaadi idling pe bhi rpm fluctuate karte hai 1000 se uupar pe agar idling set ki to 3000 pe atak jata h engine aur wapas normal pe nhi aata
Air petrol mixture knob ko kam pe hi rakta hu 1 se aur gaadi garm b bahut ho jati h pick up bhi loose kar rahi hai . Gaadi chalane mei ab mzaa nhi rhaa
Brother kya ye scooty pe lagu hota h🙄🙄
Yes
Bhai itna pyaara btaya ki mujhe apni bike ki problem samjh agyi kabse pareahan tha pickup nhi arha tha and missing kar rhi thi kabi kabhi carburetor bi saf karwa liya clutch plate bi change karwa li lekin maine mechanic ko bola meri bike ka carburetor change kardo and it worked very well thanks. Btw iam also mechanical engineer😄
Sahi me bhai aaj kal ke garaj vale to.। Normal sa fault nikalte 2 din ke bad firse prob ata he
Bhai sahi me jabardast ज्ञान he apka
भाई आपकी जानकारी क्या बताऊँ ज्ञान का खजाना है, ऐसा लगता है कि सब छोड़ के आपका शागिर्द बन जाऊं और अपने शहर में आपके नाम की वर्कशॉप खोल दूँ। अपने जो जानकारी दी है वो वाकई में मेरे बहुत काम आएगी, इस वीडियो के लिए बहुत बहुत धन्यवाद भाई।
😲
V good boss
Manish ko mai apna shagird banana chahtaa hoon
Me gujarat se hu sir,mene abhi abhi gaadi chalana sikha he, aapke video se muje saari baate pata chali, muje pasand he meri gaadi ko sahi rakhna, thank you sir , or aap ese hi video banate rahie.
Guys like you are more advance in knowledge than a engineer
... Love your dedication
Thank you apka information keliya🙏
सागर जी , आपके जैसा बाइक का जानकार मार्केट में मिलना बहुत ही मुश्किल हैं क्योँकि आप बाइक की हर छोटी बड़ी पॉइंट को पकड़ कर उसे ठीक करके बताते हैं।
I love you ❤️❤️❤️😘😘😘 so much brother ... And your speech 💯💯💯💯
Good teaching
I am from Chennai you've been educating good about the vehicles
Bhai bhot bhot Shukriya Main Ek mechanic hun aapka Video Dekhkar Mera bahut help Hua Hai
Sir ham meckanik sikh raha hu atcha laga video dekhkar ye jankar mujhe or himmot bar jaa raha he bht bohut sukriya 🙏🏼
Dear sir,
First thanks to giving us the treasure knowledge. Which will be helpful for me,
After watching this video i want to say you that you have great knowledge as well as great Rich Experience in automobile sector.
We would like to know about your Qualifications in automobile sector.
Your teaching skill is very well.
And you are very impressive person and positive thinking person.
Once again thanks for sharing your experience with us which is useful for customer as well as mechanical person.
Thanks 🙏
भाई गाड़ी स्टार्ट करने के बाद दो-तीन किलोमीटर जाकर बंद हो रही है सर थोड़ी देर खड़ी करने के बाद झटके ले रही है और बंद हो रही है फिर अगर थोड़ी देर बाद बंद कर रहे हैं तो 3 किलोमीटर चल रही है और फिर बंद हो रही है
Sarvice krwa lo
Kaun sa gadi hai sar bike ka naam bole
Kaun sa gadi hai sar
Engine oil dalwa lo
Pickup kyal problem h
Good.
May god bless you long LIFE HAPPY on this UNIVERSE 🙏
Kya Honda Shine Ka Kar rator company se ekadam set hokar ki Aata Hai
Bhai bhot bdia meri bike bhi mileage nhi de rhi thi me dukhi ho gaya tha par tumari video dekh kr samajh aa gaya
बहुत अच्छा लगता है यह वीडियो आपके आशीर्वाद से है ❤❤
Sagar bhai mera ek sotasa garaj he. Mera saval ye he ki megnet me taiming setting T se hota he. to F sekya setting hota hai? Please batao sagarbhai.
Pulsar 150🔥
Silencer choke up pe video banao...
Waiting for part 2 video. ❤
Very well explained.. I am facing this issue after servicing at TVS service center..
New carborator
New battery
New chain sprocket
New clutch plates..
Most of the things done but this is new problem arrived now..
Not sure what to do..
Engine is taking load.. which was not issue till 4-5months back
बहुत बढ़िया जानकारी प्राप्त हुई आपसे very nice 👌👌👌👌👌
कार्बोरेटर की किस स्क्रू को टाईट या ढीला करने से क्या होता है।इसकी पूरी जानकारी का एक वीडियो बनाइए।
Please make this video on carburator setting..
Wah video Bhai Bana chuke hai
Bhai thanks for valuable information, I've Xtreme 160R and facing same issue, bike over heat even at 60 - 70 KmPH speed, rear wheel is not free.....I'm tired of poor service from hero
Thank you bro 🙏🙏
अच्छी knowledge मिली..meri tvs phoenix 125 मे top speed पहले 90+ थी अब मुश्किल से 60 65 जाती है.. और voltage issue भी है क्योंकि horn की आवाज कम हो गई है, light भी कम है
Man amazing knowledge
I am facing this issue and will talk with my mechanic for this and I let you know
You earned my subscribe brother
Thanks for the knowledge
Amazing man really ❤
Mere Bhai pulsar 150 ke carburettor me Kitna fuel rahta hai 🙏🙏🙏
45 ml
Part 2 Liye
Very good sr mai aapke najdik hota to mai bhi service karwata bike ka apse apke jitna koi bhi idhar nahi hai...prabhu apko aur knowledge de apki umar lambi ho ,,love u
बहुत जादा सही दिशा में जानकारी प्राप्त की है। Thanks🙏
Me sab tumse sikh raha hu badhiya kaam he tumhara👌👌👌👌👌😘😘😘😘
Jo log apko dislike kr rahe hain lagata hai sale chidte hain apse kyunki bro pahali baar kisi u Tuber ki video puri dekhta hu u r so intelligent n true..
kya frk pdta h achhe bure sb h is dunia m
आपने तो बहुत ही रोचक तथ्यों के बारे में जानकारी दी भाई
Your information is very helpful for me 😊 I'm from Nepal
Tq sir......meri vi pulsar 150 pickup me problem that saare chije dekhungga....
Thank you bro ...aapne bohot acche explaination dhi hai ..aapke jaise you tube or mechanic hamare desh keliye" Hero "hai ...Sir meh pehle se hi subscriber hu ..
Pulsar 150, 2011 model, kuch dhin se me gaaavn me agaya hu,yahan ke log petrol ko pata nahin bejte hai, petrol bunk nahi hai ,ab bike meh "Tppet noise ", hai
"3 dhin ke pehle petrol hone par bi gaadi start hoke accelerate karne ke baad bandh hojathe te"
Carburator me screw loose karne ke baad paani or petrol dhono bahar agaya.
Iske baad bike accha hai
Par*
Bike 77km baagte baagte off hojatha hai nahi tho pickup nahi .
Pickup dhiya tho bohot dher se dheere dheere speed badne se picup deti hai.
Bike me us 3 dhin se KICK nahi hai, speed meh bi over take nahi karpa rahan hu..
Kabhi kabhi bike ko hilane se carburator screw se petrol bahar drop hota hai ...
77.speed pakadte ek dham aisa mehsoos hota hai ki bike engine hi on nahi hai ...Aur ....aisa bhi mehsoos hota hai ki peyrol ko jyaadha kha raha hai ....
Kuch tho reply kardhijye ..mere bike bike aisa problem nahi dhe te te ..
10years , 720000km ke upar chal raha hai ..meh bi sabhi kuch kiya hu ..
Sirf clutch plate, sparkplug aur carburator tuning and its butterfly ke upar anumaan hai brother..meh bi kuch dhin petrol aur air mixture ka tuning kiya bohot accha thaa ..ek mahine ke baad aisa problem aah raha hai ...aisa kon hoga aap jaise mechanic bangalore meh jo fault ko find kare ...please leave a reply ...thank you
Aapke Jankari bahut sahi lage dil se thank u
1 no video banate ho bhai aap me apke video me se bahot sikhne milta ye ARV brother thanks ...
Tumhare jaise insan kisi ko Dhokha nahi de sakte aap bahot ache insan ho khuda aapko kamiyabi de
Maine bhi nahi hf deluxe bike li hai pahli service bhi 450 km kra li hai gadi clutch dabane ke bad will jaam ho rahe hain aur gear atkane ki samasya aa Rah sir aap bahut achha batate ho har ak part ke baare me thanks ❤️👍
Or bhi jankari dena apse bhot kuch sikhne milta he thanks..
Bahut acha salosan apne bataya kabhi baike ke bare me puchna ho to me apse puch lunga Thenks
राजविर जी आप बहुत अच्छे तरीके से बताते हो धन्यवाद
1no bhai ase hi detail dete rahi yega
Bahut jankari mili. Dusara part le aayiye. Hum bhi 9 saal purani cb shine leke bahut pareshaan hain.
15000 kimmatwali gaadi ko dealer se 46000 deke khareeda. Ab pachata raha hun.
Usme do lagbhag 50 hazaar kharcha karane par bhi 50kmph upar nahi daudti. Khulke toh kabhi nahi bhagti.
Sab ka sab naya dalwaya. Piston block, head, crankshaft its bearingscluth set, clutch hub, timing chain, naya chain, its sprocket, pinionbgear na jaane kya kya naya dalwaya. Fir bhi bhaagti nahi.
Honda ka 700 rs ka oil bhi koi fayda nahi. Pahale bahut kaala dhuwa deti; service ke baad white smoke dene lagi. Ab dhuwa nahi hain. Exaust pipe ko clean karaake dekhata hun. 😢😭😭
Bhai bahut hi gazab ki information hai mujhe apni bike me pickup ki problem hai vo dikhani hai aspko
Namaskar vai ma Nepal sea ho apak advice 100%best hea
Thanks bhai ji aap ki video se bahut fhayda hota h
आपका वीडियो बहुत ही उपयोगी लगा आप मुझे यह जानकारी दीजिए कि मेरे पास डिस्कवर 125t है उसके पिकअप में बहुत समस्या है वह हिली एरियाज में सिंगल सेटिंग होने के बाद भी third गैर में भी पिकअप नहीं लेती है
Real doctor of bike super sir ji
सच में भाई बोहोत अच्छी जानकारी दी है अपने 👍 ऐसे ही विडियोज डाला करो
मै तो पिकअप की बजे से गाडी बिकने को निकला था अच्छा हुआ सर आपका व्हिडिओ देखकर मैं बहुत खुश हुआ आप मेरे बाईक की चार प्रोब्लेम चेक करू का
Sir ji aapse bahut kuch sikhne milta hai😊
Bhai apne bht achi explain kia hai great👍👍 TQ bro
Mera b 220 pulsar 2018 model, bs4 8000 km running hua hai, single hnd use krta hun pick up thoda Kam hora hai jb 90 speed k upr jata hai vibration b hota hai, solution batao bro
You are best bhai.. like a perfect enjinier..
Sir bhout axhe shamzaya aapne ❤️❤️
Sir mere pass pulser 125 hai service krwa le tier m hawa
Filter sab krwa liya pickup nhei aa rha fir bhi
Appki vedio me kuchh seekh milti hai thank you
आपणे जाणकारी अच्छी दी |
धन्यवाद
बहुत बहुत अच्छी जानकारी देते जी गुरु है आप हमरे
Sahi video banaye bhai aaj kal bahut se garege wale log hai jo Hume bekuf banate hai sirf paise kamane ke chakkar me na jane konse konse kaam batate hai
Very knowledgefull video, thank u sir.
U have an excellent knowledge about bikes👍
Hi dear thanks for give important information for bike.
भाई आप की जानकारी बहुत अच्छी है किंतु आप मीटर रिपेयर हेतु नदीम भाई जान को आप बहुत अच्छा कहते इसी लिए मैने भाई जान से पल्सर का स्पीडोमीटर मीटर भेजने के लिए बोला और एडवांस में उनके खाते में रुपये भेज दिए एक माह हो गया मीटर की कोई जानकारी नही है आप लोग ऐसा प्रचार क्यो करते है उत्तर जरूर देना
आपने बिल्कुल सही जानकारी दी
Ek dum jabrdast knowledge dete ho
bro... aapke jaisa ek bhi mechanic humare city mein. nhi.. 😢
Thankyou bro
Mere pass XCD 125 h
Aaj bhi achchhi chl rhi h but fir bhi m phle 90-95 km per hour chl pata tha but ab utna ja hi nhi rhi
Mene head block bhi change krva liya
Normal chalane me koi problem bhi nhi dikh rhi
M phle jaisi speed kese la sakta hu plzzz btaye....
1 no bhai sahi problem btai apne
भाई मजा आगया। सभी बात सही है।
Apka tecnical kamal ka hai
Bhai video dekh k bahut acha laga ar kafi sare chizo ki jankari dete ho uske liye thanks and god bless you bas muje ek chiz pochna tha ki mere pas pulsar 150 he ar usko abhi 8 saal hogaye kharide hue ar well maintained he gadi but ajkal ek problem aara he ki pahele wo jaise 50, 60 k upar bhi smoothly bhagti thi ar 100 tak pochne me bhi vibration nahi hota but ajkal 50 tak acha chalta he but jaise hi 60 k upar chalata hu to bahut muskhil se bhagta he so ye kis karan se ho sakta he
Mere Ghadi Hai Honda Shine mixing karti hai kya uska kar Pata kharab ho gaya kya
Bahut help ful knowledge Di hai APNe thanks sir
बहुत अनुभव है भाई साहब आपका वीडियो देख कर बहुत अच्छा लगा
Nice and useful info, brother!
👍👍 bhut bdia jankari di aapne sir
Your working with very happy thank you brother
Great knowledge bro thank you so much.
Bhai super Apaka jankari Achi he muje Aro Jan Kari chahi A
धन्यवाद आपने बहुत अच्छा बताया है
Pulsar as150 2016 model k carburettor ka diaphragm thodi ghis gyi h... Wo rubber diaphragm change kru ya puri carburettor...
2009 ki pulser 220 hai wo pick-up to hai but 100 k par ni jaati kafi mehnat lagti hai .. kya itne time baad purana engine baith jata hai kya ... Wheel free hain .. clutch plate new hai .. carborator wagera sab theek hai..
Acchi jankari di aapne
Help ful information Bhai very good
Good very good bro main bhi aapni bike aapke pass leke aaunga
Mujhe apka shagirat banna hai bhai Aap bohot Badya samjhate ho ap Kam sikha ne ki video banaye
Very nice bro pick it up. God bless you.
Bhai aap k wok kaa mai fan hoon zabardast
आपके द्वारा दी गई जानकारी अच्छी है पर एक आम आदमी ये सब नहीं कर पायेगा.ऐसे समस्या को दूर करने में तो कभी कभी मेकेनिक भी फेल होते हैं.
बहुत महत्त्वपूर्ण बात बता दे भाई
भाई आप की जितनी भी तारीफ करू कम है waw क्या अनुभव है आपके पास 👍
भाई वीडियो में अपना पता और मोबाइल नंबर भी बताया करें जिससे कोई परेशान आप तक पहुंच सके।
बहुत अच्छी जानकारी दी धन्यवाद।।
Best h bhai. Good evening
Raj vai r15s bike kaisa hai... Iska parts ya manintanance cost keya jada hai... 2022 mai lena chahiyea ya nahi.
बहुत अच्छी जानकारी दिए सर
Thank you for sir please part 2 jrur lana
Subs cribe kr diya hmne 12 jne hai hm hme apki videos bhut achi lgti hai es liye, sr khichai nhi krti khas jaise bhagti km hai shor shraba jyada krti hai moddl bi nya hai... Plz reply
शुक्रिया
भाई नमस्कार आपका ज्ञान बहूत बढिया है आपसे हमे बहुत जानकारी मिलती है आपसे जुड़े रहने के लिये हमें क्या करना होगा मै महाराष्ट्र से हु सा तारा धन्यवाद
very informative, thanks to share this valuable information of bike.