Very good recipe nicely presented and explains each and every single step very carefully 👍. Thanks for sharing your recipe I'm trying soon this recipe.
Walikum salam shajum achar recepi bhut asan aur khob lag rhi hy lekin main bemari ki wajha na bana sakti hon na kha sakti hon dua krain ye sardi ka mosum asani sy guzar jy
Zabardast achar hay magar prob ye hy ke dhoop naheen hamarey ghar tu kya shaljam ko boil ker ke Fan main dry ker sakty hain aur agar ker sakty hain tu kitna time rekhna ho ga jawab zaroor dena sister
Nice shaljam achar recipe ,aik question hai agar sunlight available na ho toh uss ka Kya option hai, because we live in a flat , location aisy k balcony hai lakin dhoop nae ati , because another building construction ,pls reply what can we do??
Aslamu alikum apa ji bahot bahot mubarik ho ap ko Allah pak ap ko salamat rakhy ham bahot khosh nasib hai ky hamin ap jesa behtrin ustad mila ik dafa or mire or mery bachon ki tarf sy ap ko mubarik ayisha javed
Jab meine shaljam ko boiling aur drying k baad sunlight mei rakha, 2-3 hours k baad it became bluish in color. Kya ye shaljam kharab hogya hai, ya process mei aisa hi hota hai.
aslamo alikum smena jee kase he ap yar ap ka btane ka andaz or ap ki recipe zabards yaqeen janiye pkistan tv ka masla chnal dekhna chor deya 1 to amee jan ke racepies mil jatee hen or babo jee sa sunte the jaama masjed ki chat babo jee ramdan me khud chat banate hen or. kahte qun bare b he na jama masjeed ki chat mare parents dehle sa tehe jamea ke qareb he raehte the ap ne jamea masjed ki fod esteeret dekha kar ame ke yad delade masha alla babo jee hayat haen muje laga me apne parents ka sath ghom rahe hon sach maza agaya ab kAbe nezamudeen uliya par be le jayee soree ap ka waqt buhat qemte ha maza aya ap se batan kar ke jazaku mullah buhat sare duaon ke sath apki bahan nasreen saher
+Nasreen Parvez ji walekumassalam dear I m fine aap sab ki kheriyat bhi nek chahungi khuda se Aap ne to Masha Allah mohabbat ki puri kitab hi likh di dear alfaz nahi he mere pas inshaallah apki farmaish puri karne ki koshish karungi shukriya jazakallah
Very good recipe nicely presented and explains each and every single step very carefully 👍. Thanks for sharing your recipe I'm trying soon this recipe.
Wow 👌 nice 👌 thanks zaberdast lajawab Banya hai Good 👍 👌
Esmi kalunge Quo nhi Dale Achar tuo Ap Banate han lajawab Good 👍 👌
I love achar😍😍 yum yum yum
Bhut achha lag rha h.thank you..jaur try karungey
+Safiya siddiqui ji
Your welcome
بہت بہت شکریہ 👍👍👍
V nice thanks love your bangles
Bahut baria.
हमारे यहां सेम पैटर्न पर अचार बनाया गया । जो वास्तव में लाजवाब था । जितनी तारीफ की जाए कम है ।। शुक्रिया मैडम जी।🙏
Very Nice....Very nicely explained...Thank You so much for making and sharing this Video
Pani wala.shalgam ka achar dalen.. bina dhup ka
Bahut bharhia recipe haye.mouth watering..must try
+Vimal Scully ji
Thank you so much
I am a big fan of you ..i hit like before watching the video 😀 because i know it will be best 👍
Pani.wala shazam ka achar sikhayen pls
very nice video and thanks for the guidance.
+Rayan Rayan ji
Your welcome
Zabardast aunty ka shalzam ka achar
Walikum salam shajum achar recepi bhut asan aur khob lag rhi hy lekin main bemari ki wajha na bana sakti hon na kha sakti hon dua krain ye sardi ka mosum asani sy guzar jy
+Mrs Shafique ji
Allah pak aapko sehat tandrusti ata farmaye aamin
Shaljam ka Mix achar
बहुत सही बताया अपने
Salam v good recipe
mem plz plz plz plz plz mujh winter's e achar bhut pasnd h thnk you plz ap mujh gajr moli ka achr bnana sihka do chat wala jo dhup me bnata h
+Ayan Malik ji
Gajar mooli ka achar ki video dali hui he aap dekh sakte hen
wow. thnxx.shaljam ka mitha achar btaye sirke vala plzz
Bahen, how long can you preserve this. Is there a need to add vinegar. In my childhood days we used to prepare Sabji out of this, very tasty ones.
zaberdast recipe 😘
+Raniimrandanger Raniimrandanger ji
Thank you sister
Masha Allah apne bhot acha btaya
Itna like aur comment maine kabhi kisi channel ko nahi kiya ..😘
السلام علیکم آپ شلجم کا میٹھا اچار بنانے کا طریقہ بھی بتائیں مہربانی ہوگی
Very nice recipe of shaljam pickle that was my dadi's favorite achar.
+Shahina Khan ji
Yes dear its dadi,s recipe Thanks
Too good I love it 😛
+Perveen Younus ji
Thank you so much
Shukriya baji
Aaj hi men ne aapke tareeqe se ye achar banaya hay ab 8 din baad dekhen kia banta hay dua kariye ga k achha bane thanks
+Abdul Mannan ji
Inshaallah zarur accha banega shukriya Hamari recipes follow Karne ke liye
Assalam o Alikum sister very nice recipe
Thanks
Aslamoalaikum zabatdast recepie 👌👌👌
+Quratulain Yaseen ji
Walekumassalam ye veg dishes k sath accha lagta he
Buht hi zabar dast good work
+musarat khan ji
Thank you so much
You are great.
Bhoot acha in sha Allah zaroor banaen ge😊👏👏
+Naziya Hafeez ji
Thank you sister
Recipe Bhut bdia h but lhsun ko thoda bhuna jae to better h or boil krte time thoda sa gudh bhi milate h
😍😍😍😍😍
Zabardast achar hay magar prob ye hy ke dhoop naheen hamarey ghar tu kya shaljam ko boil ker ke Fan main dry ker sakty hain aur agar ker sakty hain tu kitna time rekhna ho ga jawab zaroor dena sister
very nice 🌹🌹🌹🌹🌹🌹👍
😘
Achaar achha bna hai par isme ubalte time haldi nahi zarde ka rang dalta hai 😊
Nice shaljam achar recipe ,aik question hai agar sunlight available na ho toh uss ka Kya option hai, because we live in a flat , location aisy k balcony hai lakin dhoop nae ati , because another building construction ,pls reply what can we do??
Koi option nahi he dhoop must he dear Thanks
Aslamu alikum apa ji bahot bahot mubarik ho ap ko Allah pak ap ko salamat rakhy ham bahot khosh nasib hai ky hamin ap jesa behtrin ustad mila ik dafa or mire or mery bachon ki tarf sy ap ko mubarik ayisha javed
+Kashif Javed ji
Walekumassalam dear hamari recipes pasand Karne ke liye aapka bhi bohot bohot shukriya love you
Urdu bhut meethi Language he.... Aap urdu k alfaaz zyada istemal krti h sister.... Mzaa aa jata h muje.. Thanx dear
+Mamta Rani ji
Bohot bohot shukriya dear hamara video pasand Karne ke liye
It's look so delicious yummy 😝😝
ھم اس کے پتے بھی ساتھ ڈتے
bhut badiya👌
V good recipe
Sàlam aapa stamina Mubarak ho had aik recipe lajawab hey
+Aatika Ali ji
Thank you sister
Masale aur daal safe rakhne ke liye tips bataiye🙂🙂
Zabardast.
Mashallah very very nice
+Muhammad Hamayun ji
Thank you sister
Super
ap ne koi new video upload nahi ki i am waiting
Assalam alaikum Baji, saljam ka achar Bohat lazeez lag raha hai monh me pani aagaya. Baji aap kamal kakdi ka achaar ki recipe batao pl.
Walekumassalam dear inshaallah zarur banaynge shukriya
Beautiful recipe
+Alina Khawaja ji
Thanks dear
Masshallah baji
Samina baji bharwa shimla mirch kese banate hai
+Saima Sualeen ji
Aalu bhri ya keema bhari kon si wali
Wow mam.
A ang an drama apisode 5
بہت اچھی
Aap ka achar zabardas hy .
+Usama Khan ji
Bohot bohot shukriya
Ye bhi btaye ke ye kin dishes ke saath zyada maza dete hai
Plz Shaljam ka meetha achar bana dain
very nice achar
Jazakaallah bji bt ye achaar to paani wala bh hota h ek dum khatta ye to bilkul different h paani wale ka bh process bataye plzzz
+Maryam Bi ji
Aap hamara muli gajar ka achar ki video dekh len
Jab meine shaljam ko boiling aur drying k baad sunlight mei rakha, 2-3 hours k baad it became bluish in color.
Kya ye shaljam kharab hogya hai, ya process mei aisa hi hota hai.
+M. Waseem ji
Yes ye dhoop ki kami se hua he aap isper for an achar k masale lagalen achar dal len 8 din bad sahi ho jayga
bahut badhiya aapi
+Talat Iqbal ji
Thank you
Talat Iqbal
9
Shaljam ka pani wala achaar bhi hota hy....
+Phuppa Jaan ji
Yes hota he
Amazing 👍
😘👌👌👌👌👌
+Baba jani ji
Thanks dear
Very tasty achar
+Baljeet Kaur ji
Thank you sister
Nice
shaljam ka colour kesa ho gaya uble hue ka black ho rahe the
Salam apa...Bina tail ka achar kaise banau...Mirch gajar gobhi aur shaljam ka... Please reply zaroor karen
+Poonam kain ji
Bina tel ka gajar mooli ka achar dala hua he aap dekh sakti hen Thanks
Superb . Jazakallah .. kya ap Gvaar ki sabzi ka achar bata sakty ho,??? Shaljum k sath Gvaar ko bhi boil kar k dall skty han?
No no
aslamo alikum smena jee kase he ap yar ap ka btane ka andaz or ap ki recipe zabards yaqeen janiye pkistan tv ka masla chnal dekhna chor deya 1 to amee jan ke racepies mil jatee hen or babo jee sa sunte the jaama masjed ki chat babo jee ramdan me khud chat banate hen or. kahte qun bare b he na jama masjeed ki chat mare parents dehle sa tehe jamea ke qareb he raehte the ap ne jamea masjed ki fod esteeret dekha kar ame ke yad delade masha alla babo jee hayat haen muje laga me apne parents ka sath ghom rahe hon sach maza agaya ab kAbe nezamudeen uliya par be le jayee soree ap ka waqt buhat qemte ha maza aya ap se batan kar ke jazaku mullah buhat sare duaon ke sath apki bahan nasreen saher
+Nasreen Parvez ji walekumassalam dear I m fine aap sab ki kheriyat bhi nek chahungi khuda se
Aap ne to Masha Allah mohabbat ki puri kitab hi likh di dear alfaz nahi he mere pas inshaallah apki farmaish puri karne ki koshish karungi shukriya jazakallah
Wah
Appi app kitni sughar Hein MASHALLAH
+Moona Zoha ji
Bohot bohot shukriya
Please please please ghajer ka murabbha banana Sikha dain
+ayaz hameed ji
Inshaallah zarur thora waqt den shukriya
Aalla.
👍👌👌👍👍
Awaz se apki lag raha hai ...k zayka delhi 6 channel bhi apka hai
Assalamualykum Plz share pani wala shalgam k achar recipe.
+Arshi Akhtar ji walekumassalam dear
Inshaallah zarur bataynge
Baji shaljam ka Pani Wala achar batayen na pls
Hamara achar black ho jata hai ???
Sameena behen Assa look am alaikum ,ham ny suna h k hath lagany sy achar kharab ho jata hy ,lakri ki doi use kerni chahiye jazakAllah
Sahi suna he aapne
saljam k meetha acchar btaye
+insha rahman's family family ji
Inshaallah zarur bataynge shukriya
Salgado ka metha achar
@@sourabhsaini6014
..
Gudd
+Ayesha Qureshi ji
Thank you sister
Kitny din dhoop mein rkhna hai??
please make karela achar
+Urfa Alkana ji
Inshaallah zarur banaynge shukriya
Aoa.ap plssssssssssShaljam ki mazadar sabzi b sikhyen plssssssssss
+Tania rana ji
Walekumassalam dear aap hamara dusra chennal zaika dilli 6 dekhen wahan veg recipe dali hui he
Madam shalgam ka pani Wala achar banana btao
Mooli shaljam ka achar ki video dekh len dear Thanks
What is shaljam,
Mam shinghada aur kathal ka achaar banana bataiye, aur mam sem aur mix vegetable ka achaar dalna bataiye
+Shivani Gola ji
OK dear zarur bataynge Thanks
I ove it.
Or ha m y bhi janna chati hu ki kya sach m es achar ko ek sal rakh sakte h y kharab to nahi hoga
1 sal rakh sakte hen bilkul bhi kharab nahi hoga
waooooo
+Bina Shahid ji
Thank you
Mam namste...humare yaha lahsun nahi khate, fir kaise dale is achar ko
+Shivani Gola ji
Lehsun ke fayde agar aapko pata chal jayen to aap ye sawal nahi karengi
Pls please Samina aapi shaljam ka Pani Wala achar batayen Meri Ammi se nahi bana
+Zummy Meera ji
Ye zyada isy he dear or ise long time rakh sakte hen
Zabardast
gazab