engine over heating | radiator fan 2step checking
Вставка
- Опубліковано 9 лют 2025
- gaadi ki engine over heting hone ke piche bohot sara karan hosakta hai but iss video me maine radiator fan motor properly kam naa karne ke karan engine overheat hone ka topic pe discuss kiya hai.depends on car model radiator fan 2 speed me kam karta hai fan low and fan high.approx jab engine temperature 96° se up hota hai then engine low speed fan ghumna start hota hai and within 1min temperature down hoke 89° pe fan off ho jata hai .but if temperature continues increase more than 101°c then fan high speed on and at 96°c it will off .
*while car ac on then fan high and low speed both are will working .
Apki information se kitne mechanic heran Kam hote hai 🎉🎉very help full video
facebook.com/profile.php?id=100064125425451
Ham aapke video bahut barike se samjhte hame time se matlab nahi hai.bas aap banate rahiye hame aapka video se bahut kuchh sikhane ko milta
sahi hai 👍
facebook.com/profile.php?id=100064125425451
Bro video lamba ho koi baat nahi lekhi jankari puri honi chahiye
Thank video banane k liye bhohat knowledge milta hai apke video se thank again
Very nice way of teaching clear ly nobody explain like him thank you God bless you
Bhai aap jo bhi video banate ho ussey mujhe bahut kuch shekhne ko milta hai hame video lambi hone se koi problem nahi hai.
Brilliant mechanic, so easily explained and intelligently demonstrated for the benifit of millions around the globe.
Respect n regards from karachi, Pakistan.
Abhijit bhai... Is me low aur high speed fan ke liye relay nahi aate hai kya
👌....हाय अभिजीत दादा👌
ओवर हीटिंग की वीडियोज मे मजा आ गया
Same problem main b face kr rha tha app k video se ab meri problem slove hu ge
Thank u jankari batane ke liye upper wale aapke gyan ko or badai
PlZ aisehi video share kro
Multimeter se register kaisa check kare
Continuity mode pe ya koi or mode pe konse mode pe rakhhe
PlZ reply
Sar ap bahot hi badya video bana te he meri ech sar hame video lamba hone se problam nahi he sar ap video bada hi bana ya kare
Good another new information about cooling system of vehicle share to others. Thanks 👍🙏
sir pls recommend us a best person in bangalore also same like you as honest in his work.. so we can give car for service in company itself..
Thanks sir.meri Tata Manza me bhi yahi problem hai sayd aj me chek Karu ga....
Nice information sharing this Abhijit bhai excellent thanks
kya tata Tiago me radiator fan high low hota hai?
Hello Abhijit ji
Very well explained 👌😊
Good information with best explanations👍
Nice job sair
U r loved a lot for ur knowledge..pls try to reply to comments...it will generate goodwill for u.
Great job brother , it's very important information 🙏😇👍
Very good information👍
ford figo aspire 2016 mai b aisa hi resistance hota h kya plzzz reply
badhiya jankari hai meri kar mein yahi problem hai Jo mechanics ko samajh mein Nahin a rahi thi radiator bhi clean kara liya fan ko bhi saaf karva liya fan motor bhi change kar wali fir bhi koi upay Nahin hua
Bhai ek question hai ki meri gadi me engine oil pressure light symbol ke upar ek arrow clockwise aur ek arrow anticlockwise me jo symbol hota hai wo ek baar on hua.. Is symbol ka kya matlab hota hai
You are real engineer
Tie member andar chal neechay se takrayi thi toh fan awaz krta isi wajah se kabhi smooth chalta kya kre aose hi chalne de kya please reply
Nice work 👍 information video
Love u sir g
From Pakistan
Please explain yeh register kya hai? Tiago me kaisa check karna hai. Hamara gadi bhi cluster dakhate engine overheat? Please
Very very nyc video sir ji👌👌👌👌👌
Bhai mere pass tata tigor xm variant hai uska fan only ac on krne pr hi chalta hai or agar ac band kr du to nahi chalta hai isse car heat ho jati hai.. Bhai kya kru please suggest me.
Bhai g hmari gadi m same problem h but usme radiator resistor nahi ha uska kya gya ho sakta hai santro xing 2006 model
Maruti 800 euro ka radiater fan fan kabi time per on hota hai sur kabi heat ki nedle half se agay chli jati hai to on hota hai kia reson ho sakta hai please reply
Sir please reply hamne cleriyo car ke fean ke karban bush dale hai or ab slow chale lga hai kya kre please riplay kro sir
3 pin wala regi. Koi bhi car ka kisi bhi car ko chalega kya?
Sir Wagner 2015 fan full speed par he chl rha ha or kat v jaldi o jata a kya problem ho sakti ha mestri bol rha ha k Wagner ka fan speed ek he hoti ha or full speed te he chall da
Very good video my friend
Good job u r doing . I like ur video. In which city u work . I have to bring my car for repair
kolkata
Usthad jee hondai eon ka fen nahi chalraha hai kiya kro presan hu
दिल से शुक्रिया 🙏🙏🙏
Low speed kya hamesha ghumega .start hone se?
Very well explained sir👍👍
Kya ye low fan high fan wala system Alto 800 me bhi hai? Plz reply
Hyundai Verna diesel engine ka crank connecting aur head ko kitne torque se tight kare sir.
Please reply sir
Bhai wagon r me bhi resistor hota hai kya...
Tata India ev2 me bhi register hota hai kya
Fan chalna sa hight kata over hight dikhata hai to kya problam ho sakta hai
Knowledge full video 👍
Gadi garam hone ke bad fan kitna minute tak chalna chahiye?
Nice good video😊
Hello bhai aapse baat krna h meri gadi altroz h 2 months se khdi thi aur aaj chalu kiya to radiyetr fan kuch 2 mint chala fir fan band ho gya to kya krna chahiye
Hey sir mera car tata tigor car over heating hota hai radiator fan nhi chlta hai aur car start rahnee ka time car ka hyper setting ka symbol dektha hai kya problem ho saktha hai sir
Workshop ka address jara bataye please. Mera car Hyundai Santro xing 2008 veriant ka hai aur hamesha coolant leakage problem laga rehta hai.I am from Kolkata.
Sir ji mere pass brezza zdi plus hai Diesel 2016 model To PROBLEM ye hai k display me overheating show ho rha hai heating points full ho jata hai 100 ki speed me jay to lekin jab Bonnet utha kr dekhe to Gadi normally heat hi hoti hai kya krna hoga
Tata sumo gold me same condition hai. Lekin low speed wire me current nahi AA Raha hai.
Engine start karke jab AC or blower on karte hai tab temperature metre udtha hai lekin engine bilkul tanda hotha hai. AC off karte hi meter down hota hai. Kya karan hoga please bathana.
Yaar bhaj mere Tata Manza patrol car hai use fan High & low dono nahi chall Raha kya ho sakta hai temprature sansar nikale se fan chall jata hai
Bhai may Kolkata se bolraha hu mara paas grand 10 hai aor Blake ismok horaha hai kha pe lake ana hai aap boliye may gadi laka atahu
Thanks 👍🙏
You are genius.
Sir how r u sir ap kon sa data use krty Hain or yeah data kitny ka milta h plzzz information share kr dena ap
Sir meri Swift dzire VDI 2014 model ki car he meri kar 70 ke upar AC mein continue chalti hai to temperature high hota hai to maine car ki oil bodlai oil filter AC filter thermometer AC condition aur rediyatar saaf karke saf karke liya to bi car ka temperature hhai hota he
Good work Sir je
Khoob bhalo dada
Were is the wire connected from resistor? My resistor always get fried, not from fan side
Sir, Yeh Car AC chalake overheat kaise ho gayi jab isme sirf high speed radiator fan available tha toh iss video mein?
is this i20 diesel old model ?
Bhot bardiya sir 👍
Bhai meri sentro me cng me sahi chalta he petrol me gadi picup lo ho jati he hadi dab jati he batabo bhai
Honda mobilio me high speed fan chalu nahi hota Kya problem hogi?
Good explanation.
Thanks.
yes sirr
meri car main bhi esa hi huaa tha
fan slow mai nhi chlta tha^^just high main chlta tha
fan ke carbuns main dust aaa gyi thi
clean krke shi ho gya tha
Sir ji resister ko direct multimeter se kese check karte hai
Sir, you are doing great job..
Apse ek request hai - Creta,Tucson me jo speed alert sound aata hai use kaise off karwaye, ap jarur koi solution denge ..plsss help.
sir govt. rules hai
@@a2zcarservice I know that, but baki car me option hota hai..but isme nai kar skte..agar ap scanner ki help se guide karde ki agar ho jaye.
Meri civic 2010 main same issue ha honda civic main resistor kahan hota ha
Sir old santro fan low pa ni chal raha high pa chal raha hai Sir low fan kis Tarha kartay hai os pa video bana plz
Tata vista quadrajet radiator fan resistance location kaha hogi?
bhai mera brand new venue hai engine heat ho raha hai...fan off rah5a hai aur jaise hi ac chalu karenge fan onn ho raha hai..solution kay yehii hai kay register chenge karne ka
Meri swift diesel 2012 me yahi problem hai low speed fan nahi chalta ac on ho to bhi nahi chalta mechanica bolo fan motor problem hai change karna padega kya karu
Bhai namaskar iske register ko multimeter se kaise check kare isper bhi ek video banaao.
AAP ki workshop kahape hai
Sir, Mera gari Hyundai Xcent ha, Jabi AC on kar k chalanese speed breaker or turning main gear down karnese engine band hojata hai....kya upai hoga?
aapka contact no. dijiye.
Good videos sir ji
Thank you my dear friend 😅
Superb sir
Sir meri swift vdi he or wo highway par 200/300kilometre chalti he koi problem nahi ati he par jab me kisi trafic me car ko chalata hu to meri car zhattke marke band ho jati he
Bhai namskar ek maruti dzire hiting light jal rha hai redietar fain 48 par chal rha hai
What a clear explanation
Sir Verna fluidic diesel 2011 model m gear shift indication nahi aata, pickup kam h turbo late on hota h par speedometer normal h. Kaha problem h? Please reply
Sir, meri Ecosport car Mein radiator fan low speed Mein 99 degrees Celsius Pe ghoomna shuru ho gaya pehle 100 pe chalta tha aur high speed Ka 102 Pe chalta hai pehle 105 Pe chalta tha. Sir is this a problem or normal
Nice video sr
Where are you from. My location is Asansol.
Bhai kaha h apki shop
Fan Low or hi speed kis kis condition me chlta he
Iski price kitni hai bhai, yeh hame bataye please
Sir verna petrol hai fludic clutch plat pressure plat change kiya aur clutch cylinder sab original dala hu lekin pedal aatha hai gear haad hota hai kya karu
Gear cable adjust karo.. Gear lever ke pash me ata he sir
Sir, mai polytechnic automobile se Kiya hu,mai adviser ke liye apply kr sakta hu
Sir hum bhi car AC aur related electricals problem pe videos banate h ager apko time mile to please bataiga video ko aur acha kaise kare
Very good information sir.
Sir 2018 figo aspire 1.2 petrol radiator fan registor ki location bata dijiye
Sir ji, i10 Grand Diesal है 800-900 किलोमीटर पेहले Original Clutch set change किया अभीं Clutch Bering का minor noise आराहा है, क्या प्रो्लेम हो सकती है?
Sir Fan Ki full detail working btayiye please....Kaise Kaam Krta Hai AC ke saath kaise ON hota hai aur without AC kaise ON hota hai?