Agar WAG-SERIES ke saare Locomotives agar chale gaye toh phir WAP Series Locomotives ka kya hoga ? Woh rahegi yaa phir woh bhi gayab ho jaayegi Indian Railways se ?
3:48 aapne yaha pe bataya hain WAG5 ka tractive effort 3850KN max hai lekin kya ye 3850HP hoga. Kyuki thodi der pehle is video mein aapne bataya starting tractive effort 370KN aur continuous 330KN hain?
Ek Jamane Me BRC Yani Aajke Vadodara Electric Loco Shed Ke Pass Bhi Iski 100 Se Uper Unit Hua Karti Thi Aur Ratlam Shed Ke Pass Diesel Locos Hua Karte The Jab Electricity Tezi Se Hua Tab Kuch Unit BRC Ki Taraf Se Ratlam Shed Aur Valsad Me Bheje Gaye Aaj Bhi Ek 2 Twins BRC Ke Naam Se Service Me Honge I'm Sure 😊
Maximum passenger train me WAP series ke loco aur heavy load ke liye WAG series ke loco use ho rahe hain. WDM ko zaroorat ke hisaab se hi use Kiya Jaa Raha.
THESE LOCOS ARE BEST SUITED FOR PASSENGER TRAINS, Dismantling TWIN units of them coupled to the GOODS OR FREIGHT trains can meet the requirement of passenger trains in double quantity in WR, where seen unnecessarily WAG9HC locos are coupled to the passenger trains that also in very large nos. to the ordinary passenger trains of VALSAD loco shed, wasting valuable electricity.
Wag 5 loco hamare yha shed me h 124 loco h lekin ab ye loco scrap me ja rha h . 35 yrs service pura hone ke karan .. 2023 last tk 23325 series tk scrap ho jye ga ..
WAG 5 ko ajkal bahut alag tarike se istemal kiya jata hai. Ajkal iska hi kuch unit ko shunter me badal diya gya hai....pasumai and few other named units hai jinko dual mode shunting activity ke liye use hote hain. Aur inpe to saaf likha hai "for shunting purpose only" ya "dual mode shunter locomotive"...qki inke max speed 15 ke aaspas hai....aur ekbar in loco ka traction battery charge kiya jaye to 8-10 ghante tak shunting kar sakte hai.....WDS ka time gya lagta hai.... Btw isme WAM4 ka baat hua hi hai to ye v information kaam aapko aa sakta hai.... Humko 2021 December me Darjeeling jaate time Sealdah me 2 Asansol shed ka WAM 4 shell wala electric shunter locomotive mila tha dekhne ko. Iska naam WAS 4 tha.....ek deep blue green mix colour me aate hain ye.......
Chord matlab do jagah ke bich sabse kam distance wala path. Howrah to Bardhaman hota hai chord line via Dankuni, Madhusudanpur, Masagram etc. stations....Howrah to Bardhaman main line jata hai Bandel, Memari, Bainchi, Bainchigram station hote hue.....Howrah Bardhaman chord aake Saktigarh se pehle howrah bardhaman main se connect hote hain.....Palsit ke paas.... Howrah Bardhaman Chord ka distance 98 km hai, howrah Bardhaman Main ka 102 km distance hai. Bypass line woh hota hai jiske madad se kisi busy important junction me train ko entry hi na marna pade. Iske chalte us train ka time wastage kam ho jata hai aur gadi time pe chal v sakte hai.
Akhir mixed series ke locomotive indian railway kyun nahi bana rahi wam4 ke baad aaj tak koi locomotive nahi bana kya indian railway ne mixed type locomotive banana band kar diya
भाई आपकी आवाज या आप जो म्यूजिक इस्तमाल करते हो उसे पुराने 19 के दिन याद आते हैं 😌😌😌
Ha sir ji hamare godds train me abhi bhi yahi loco ka use hota hai
Vskp to Krpu as a train manager working 5:14
Agar WAG-SERIES ke saare Locomotives agar chale gaye toh phir WAP Series Locomotives ka kya hoga ? Woh rahegi yaa phir woh bhi gayab ho jaayegi Indian Railways se ?
Mai bhi Ratlam se hoon. Ratlam bhahut sare WAP5 locomotive hai.
Wag 6 ke bare me video banaiye Mera naam zaroor Lena.!
Sir
Pichle 10 saal may kitni meter gauge trains band hui thi
Iske uper bhi ek detail video banaye
I see this locomotive on 19 August 2023 in lehariasarai (Darbhanga) bihar two locos hauling a goods train full of cement
Mujhe to sabhi Indian locomotive pasand hai 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳😍😍😍😍🤩🤩🤩🤩🥰🥰🥰🥰😘😘🥰🥰💘💘💘💘💘❤️❤️❤️❤️
Old WaG 5 loco mi ne dekha ha 5 mahina pehle brown colour mi bcna rake le jate huwa vapi mi
I love old types locomotive ❤
I have worked on this locomotive only 1 thing I have say about this locomotive........Old is Gold
A good 👍 बेस्ट explain सर
I am waiting from wag 6 locomotive 🚂🚂 video
Sir 🙏 please make a video on WDAP 5
Sir WAG7 ki video ka wait kar raha hu
3:48 aapne yaha pe bataya hain WAG5 ka tractive effort 3850KN max hai lekin kya ye 3850HP hoga. Kyuki thodi der pehle is video mein aapne bataya starting tractive effort 370KN aur continuous 330KN hain?
Max ratednpower output hai 3850
KN to eski hauling capacity ko darshata hai
Thank you so much sir for making a dedicated video of this locomotive it's my one of the favourite goods loco❤❤
Good information sir
I did ! Its the most handsome locomotive of the Indian railways !
I think, it should have its own photo shoot :)
WAG-7 Tiger Face & WAG-7 Blue ❤ Please
Ek Jamane Me BRC Yani Aajke Vadodara Electric Loco Shed Ke Pass Bhi Iski 100 Se Uper Unit Hua Karti Thi Aur Ratlam Shed Ke Pass Diesel Locos Hua Karte The Jab Electricity Tezi Se Hua Tab Kuch Unit BRC Ki Taraf Se Ratlam Shed Aur Valsad Me Bheje Gaye Aaj Bhi Ek 2 Twins BRC Ke Naam Se Service Me Honge I'm Sure 😊
Bhai apki engine wali series dekh kar to maja hi aa gaya.. 😊
This locomotive see in bhusawal loco shed
Very good
Maximum passenger train me WAP series ke loco aur heavy load ke liye WAG series ke loco use ho rahe hain. WDM ko zaroorat ke hisaab se hi use Kiya Jaa Raha.
Please explain the principal of air brake friction brake nd dual brake system
THESE LOCOS ARE BEST SUITED FOR PASSENGER TRAINS,
Dismantling TWIN units of them coupled to the GOODS OR FREIGHT trains can meet the requirement of passenger trains in double quantity in WR, where seen unnecessarily WAG9HC locos are coupled to the passenger trains that also in very large nos. to the ordinary passenger trains of VALSAD loco shed, wasting valuable electricity.
WDAP5 ke baare me bataiye
Wag 5 loco hamare yha shed me h 124 loco h lekin ab ye loco scrap me ja rha h . 35 yrs service pura hone ke karan .. 2023 last tk 23325 series tk scrap ho jye ga ..
सर Chalisgaon dhule branch line & Chalisgaon Dhule passenger train ek डिटेल व्हिडिओ सर
WAG 5 ko ajkal bahut alag tarike se istemal kiya jata hai. Ajkal iska hi kuch unit ko shunter me badal diya gya hai....pasumai and few other named units hai jinko dual mode shunting activity ke liye use hote hain. Aur inpe to saaf likha hai "for shunting purpose only" ya "dual mode shunter locomotive"...qki inke max speed 15 ke aaspas hai....aur ekbar in loco ka traction battery charge kiya jaye to 8-10 ghante tak shunting kar sakte hai.....WDS ka time gya lagta hai....
Btw isme WAM4 ka baat hua hi hai to ye v information kaam aapko aa sakta hai....
Humko 2021 December me Darjeeling jaate time Sealdah me 2 Asansol shed ka WAM 4 shell wala electric shunter locomotive mila tha dekhne ko. Iska naam WAS 4 tha.....ek deep blue green mix colour me aate hain ye.......
I have also seen WAS 4 loco in sealdah station
Difference between Bypass line and CHORD LINE? Please make video on this
Chord matlab do jagah ke bich sabse kam distance wala path.
Howrah to Bardhaman hota hai chord line via Dankuni, Madhusudanpur, Masagram etc. stations....Howrah to Bardhaman main line jata hai Bandel, Memari, Bainchi, Bainchigram station hote hue.....Howrah Bardhaman chord aake Saktigarh se pehle howrah bardhaman main se connect hote hain.....Palsit ke paas....
Howrah Bardhaman Chord ka distance 98 km hai, howrah Bardhaman Main ka 102 km distance hai.
Bypass line woh hota hai jiske madad se kisi busy important junction me train ko entry hi na marna pade. Iske chalte us train ka time wastage kam ho jata hai aur gadi time pe chal v sakte hai.
@@AnubhabKundu मैंने आपसे सवाल नही , केवल अमित जी को बोला वीडियो बनाएगा। कृपया कोई रिप्लाई न करे
Information about wag 7
Sir kya WAG 5P mainly passenger train ke liye modify kiya gya tha? WAG 5P ki max speed kya hai?
WAG 5P ka max speed 105 tak hai.
Haan isko passenger train khichne ke liye traction motor connection modify kiya gya tha.
OK
Ye locomotive pair (mu) me kyun use hota hai?
Akhir mixed series ke locomotive indian railway kyun nahi bana rahi wam4 ke baad aaj tak koi locomotive nahi bana kya indian railway ne mixed type locomotive banana band kar diya
Bro the story of wag7 ki video lao please 🙏
WAG 6 ka video lao
at 4:45 night light smiles
Sealdah division ma ha...
Ha
Bhai fer jai or verru kha reh he 😂😂
😅😅
This loco regularly serves on the SDAH-LGL route
Once the service on this route was done by WDM3A then WAM4 then WAG5P now WAG5 sometimes WAP4 & WAP7
Ye loco Aaj bhi Indian railways ki track per dour rha hai
BRC Give Some WAG-5 To Ratlam Loco Shed & Scraped Some Of Them 😢
wag5p kha h
It's wag-5A #23141 ❤
⚡🔥🔥
भुसावल WAG5
First view
I m loco pilot. I run this loco