@@neelamsharma4202 ji Aam ke achar ka video link de rahi hu , 1 sal kya salo sal kharab nhi hoga please video share bhi kijiega ua-cam.com/video/xX5Xh0d5TFo/v-deo.html
Mam hum Achar dukan main sale krte hai..plastic bottle main packing krte hai to usme kuch din baad gas air bhrta hai aur packing leak ho jata hai...iska plz koi upay bata dijiye
@@Cook_with_Usha thanks ma'am for quick response ,oil toh pahle se bahut hai ,mai ek baar dhoop lagawa kar dekhta hoon,phir aap ke help loonga,hope you don't mind...tnx
Gobhi gajar ke achar ka video link share kr rahi hu please check kijiye 👉गाजर-गोभी -मूली हरी मिर्च का अचार 2 साल तक खराब नही होगा | Gobhi Gajar mooli ka achar Recipe ua-cam.com/video/kWuOWnUQNPw/v-deo.html
Me dal chini khulla rakh dia tha Jo thora alg sa ho geya jese chanachur khulla rakhne se hota h , to oo Thora sa khaya garam krke , koi problem to nhi, Kya dalchini k lakdi 90 percent cover krke rakhne se kharab hota he ? Please bataye tension m hu , par dal chini kuch hapte s 90 percent cover rakha tha or 1 months phle ka h , ek bartan m rakha tha uske upr dusra kuch gap m Baki cover krke 90 percent 🙏🙏
Hanji dal sakte hai lekin thodi hi daliye fir taste change nahi hoga aur pahale oil mai dalkar mix kijiye Aap chahe to Mera Hari mirch k achar wala video dekh sakte hai us mai maine isi method se dali hai ❤️🙏 thanks for watching
To solve this problem you can add more raw material if you don’t have than you can add some vinegar thanks for watching if possible please share video ❤️🙏
@@Cook_with_Usha hamare achar bana hua he aam ka usme kitna vinegar dalega ya fir phele dalna tha ya fir abhi bhi dal sakte agar dal sakte he to kitna ??
Ji 3 tbsp kafi hote hai lekin ye depend karta hai ki achar kaun sa hai kai bar achar ko jayada khatta karna padta hai fir thoda aur bhi add karna padta hai ❤️🙏 thanks please share video
Rekha ji murabba lambe samaye tk chale uske liye sirf usey pakane mai dhayan dena padta hai agar kum pake tab bhi kharab ho jata hai aur jayada pka denge tb bhi gadbad ho jayegi
Ji aam ke achar mai vinegar dalane ki jaroorat nahi hoti aap meri aam ke achar wali video dekhkar banaiye tips follow kijiye achar kharab nahi hoga ❤️🙏
@@Cook_with_Usha par hame vinegar wala achar chaiye to ham usme vinegar kab Dale kya ham usme vinegar abhi dal sakte he ya fir banate time he dalna tha kyuki hamne aam ka achar phele se hi bana rakha he or ham chahte he vinegar dalna
Ok dear aap mera aam ke achar wala video dekhiye haldi namak lagane ki jarurat nahi aasan tarike se banaiye Video link de rahi hu 👉आम का अचार बनाने से पहले इस तरह तेल बनाये 100% कभी भी खराब नही होगा | Mango Pickle Recipe ua-cam.com/video/PbwXwDjIGU0/v-deo.html
Dear usako aap thodi dhoop dikha dijiye aur sunlight nahi hai to bhi chalega , aap dibbe ko baar bar mat kholakar dekhiye mai kabhi achar ko dhoop nahi dikhati Bas air tight band karke rakh deti hu ye sabse best method hai 👍
Priyanka ji aapne jyadatar dekha hoga k achar mai tel dalne ke baad vinegar dalte hai lekin isase koi farak nahi padta Agar aapne pahale daldiya hai to koi baat nahi ❤️🙏 thanks for watching Aage bhi Cook with Usha channel se jude rahiye
Ji jyadatar to white vinegar hi use hota hai dear agar aap health conscious hai to apple vinegar use kijiye, white vinegar se bhi koi nuksan nahi lekin apple vinegar ke fayade bahut hai aap chahe to ghar mai hi apple vinegar bna sakte hai Merey channel pr aapko video mil jayega❤️🙏 thanks for watching
Ji aap kitna aur kaun sa achar dal rahe hai usi ke hisab se sirka dala jata hai merey channel pr har tarah ke achar ki recipe hai aap jaroor dekhiye ❤️🙏 thanks
Ji waise to aam ki chutney kabhi kharab nhi hoti kyonki usey chini aur gud mai pakaya jata hai fir bhi aap sodium benzoate add kar sakte hai lekin isey bahut jyada matra mai use na kijiega
Maine aam ke Achar mein kali mirch N nahin Dali kyunki mere pass order aaya tha ki kali mirch nahin Dali aam ke Achar mein kya isase bhi Achar kharab ho sakta hai kyunki Mera kharab ho gaya hai iska koi upay bataen
Ji aapne jis bhi fruits ya sabji ka achar bnaya hai usey aur jyada matra mai dal lijiye thik ho jayega ❤️🙏 thanks please video share bhi jaroor kijiyega
Mam vinegar bhi dal skte h....taki khrab na ho....or 1 kilo m kitna vinegar dale....bta do plzzzz.... mene pahle se tel dala h...lekin dr lgra ki kahi khrab na ho jaye....plzz btaye??? Kitna vinegar dale
Ji 4-5 spoon dal liye aur jab tak achar khane k liye ready nahi ho jata tab tak dibbe ko achhi tarah band rakhiye kharab nahi hoga ❤️🙏please video ko share kijiye
Jankari Dene Ke Liye Thenks Very Nice Sistar
Ji aapka bhi bahut bahut dhanyawad ❤️🙏 please video share bhi kijiye
Very thanku usha ji, aapki btaye trike se fitkari milakar mene achar bnaya 2 mhine ho chuke h my pickle is wonderful stage till now
Ji aapka bhi bahut bahut dhanyawad ❤️🙏 please video share bhi kijiega
Ji
Thenkyu jaankari dene ke liye 🙏🌹🌹
Ji aapka bhi bahut bahut dhanyvad ❤️🙏please video share kijiye
Your simplicity touch the heart❤💕💖
Thanks for your lovely comment ❤️🙏 stay connected
Am ka achar ko 1 year ke liye kadak kaise rakhen
@@neelamsharma4202 ji Aam ke achar ka video link de rahi hu , 1 sal kya salo sal kharab nhi hoga please video share bhi kijiega ua-cam.com/video/xX5Xh0d5TFo/v-deo.html
Mam mamgo pickel ko fridge me rak sakte hy kya
Thanku very much usha ji🙏
Always welcome ji ❤️🙏stay connected
Thanks sister aapka bahut bahut dhanyavaad. From palampur
ji aapka bhi bahut bahut dhanywad please video ko share kijiyega ❤️🙏
बहुत सुंदर जानकारी दी । धन्यवाद
जी आपका भी बहुत-बहुत धन्यवाद ❤️🙏कृपया वीडियो शेयर भी कीजिएगा
Bahut baria short me puri jankari
Ji thank you so much ❤️🙏
Thank u so much dear
Ji aapka bhi bahut bahut dhanyawad ❤️🙏 please video share bhi kijiega
Very very thank you
Most welcome ji please video Ko share jaroor kijiye ❤️🙏
Thanks mem ap bhut achhe se smjhati hai
Ji aapka bhi bahut bahut dhanyawad ❤️🙏 please video share bhi kijiega
Bht shukrya jazai kher
Ji bahut bahut dhanyawad ❤️🙏 aage bhi Cook with Usha channel se jude rahiye
@@Cook_with_Usha
Aap bht bhle insan/मानव hen aap me bht positivity he
Bht dowa he ap k bhle k liye
ALLAH G app k sare kam kr de
Didi hmne kachra ka आचार बनाया abhi to usme सुंगन्ध achi nhi aathi h kya kre us m piz plz plz plz plz plz bthana 😮 jarur
Thanks for this valuable vedio
Ji thank you so much ❤️🙏please video share bhi kijiye
Mam hum Achar dukan main sale krte hai..plastic bottle main packing krte hai to usme kuch din baad gas air bhrta hai aur packing leak ho jata hai...iska plz koi upay bata dijiye
Use sodium benzoate in your pickle..it will help
Thank u very very nice usha ji
Most welcome ji ❤️🙏please video ko share jaroor kijiye
Radhe Radhe didi didi mujhe mix Achar ke bare mein ek bar fir se batana 🙏🙏
Radhe Radhe Vivek ji, mix achar video link de rahi hu please check kijiye ua-cam.com/video/GWxgvzuYn0s/v-deo.html
Very nice Information
Thank you so much please video ko share kijiye ❤️🙏
Thanks Didi
Always welcome dear ❤️🙏 stay connected
Good ideas thankyou
Ji aapka bhi bahut bahut dhanyawad ❤️🙏 please video share bhi kijiega
❤❤ thank u so Mach
Always welcome ji please video ko share kijiye ❤️🙏
Very very good useful information thank you.
Ji always welcome ❤️🙏 stay connected
Nice information
Dhanywad ji please video ko share kijiye ❤️🙏
Thank you mam.
Always welcome ji ❤️🙏please video share bhi kijiye
Hello ma'am maine aam ka achaar daala hai 3 hafte se jyaade ho gaye hain masala gal hi nhi raha hai,kya karen
Ji dhoop dikhaie nahi to thoda oil aur dal dijiye ❤️🙏
@@Cook_with_Usha thanks ma'am for quick response ,oil toh pahle se bahut hai ,mai ek baar dhoop lagawa kar dekhta hoon,phir aap ke help loonga,hope you don't mind...tnx
❤l
@@Cook_with_Usha
Grm tel dal diya hoga
केरी गलती
Gobhi ka achar kese banate he pls share ur tricks
Gobhi gajar ke achar ka video link share kr rahi hu please check kijiye 👉गाजर-गोभी -मूली हरी मिर्च का अचार 2 साल तक खराब नही होगा | Gobhi Gajar mooli ka achar Recipe
ua-cam.com/video/kWuOWnUQNPw/v-deo.html
Vinegar kitna dalna hai quantity bta dijie achar ke hisab se
Mam thank you so much for sharing, your all videos are amazing 👌
Thanks for your lovely comment ❤️🙏 stay connected
Hi did you, vinegar ka per kg. Measurement batana please 🙏🏻
Ok dear , ye depend karta hai ki aap kaun sa achar dal rahe hai fir bhi 1 kg ke liye 4 tbsp kafi hote hai ❤️🙏thanks please video share kijiye
@@Cook_with_Usha Di, Thank u so much for reply 🙏🏻🙏🏻
Very very very nice idea👍👍
Good morning usha ji🌹🌹 💕
Dinesh ji thank you so much ❤️🙏
dryfruits achar ko lambe samay ke liye rakhne ke liye kya kare
Hello mam 5 kg achar me kitne sodium benzoate ko daalu please mam reply
Zabardast hai Medam
Ji thank you so much ❤️🙏 please video share bhi kijiega aur aage bhi isi tarah ki recipe ke liye channel se jude rahiye
Achar khta bnany k liy tatri kese dalna
Ji pees kar daliye ❤️🙏please video share bhi kijiye
Thanx
Welcome ji ❤️🙏
केरी के अचार की रेसिपी भेजिए
hello mam maine apple vinegur se achar banaya the lekin abhi tak wo gala nhi hai kya karu...
Very nice video
Ji thank you so much ❤️🙏 please video share bhi kijiega
Thxji
Ji aapka bhi bahut bahut dhanywad ❤️🙏please video share bhi kijiye
Me dal chini khulla rakh dia tha Jo thora alg sa ho geya jese chanachur khulla rakhne se hota h , to oo Thora sa khaya garam krke , koi problem to nhi, Kya dalchini k lakdi 90 percent cover krke rakhne se kharab hota he ? Please bataye tension m hu , par dal chini kuch hapte s 90 percent cover rakha tha or 1 months phle ka h , ek bartan m rakha tha uske upr dusra kuch gap m Baki cover krke 90 percent 🙏🙏
थैंक्सथैंक यू❤❤❤
धन्यवाद जी कृपया वीडियो को शेयर करें ❤️🙏
Really you are a simbol yaar...
Thanks for your lovely comment it means me a lot ❤️🙏 please video share bhi kijiega
@@Cook_with_Usha..... sure.
Mem 5 kg me kitna sirka Dale plZ bayaye
Ji 1/2 cup lag jayega lekin achar kaun sa dal rahe hai ye dekhna bhi jaruri hai agar khattas chahiye to jayada lagega
Shukriya
Ji aapka bhi bahut bahut dhanywad please video ko share kijiye ❤️🙏
Vinager kyon sa flavour ka dale mixed pickle me
Ji jo bhi aapke paas ho dal lijiye ❤️🙏
Very nice 👌 👍
Aunty fitkari ko adrak k achar nein bhi daal skte hain aur taste to change ni hoga
Hanji dal sakte hai lekin thodi hi daliye fir taste change nahi hoga aur pahale oil mai dalkar mix kijiye Aap chahe to Mera Hari mirch k achar wala video dekh sakte hai us mai maine isi method se dali hai ❤️🙏 thanks for watching
I have made mix pickle. In that sault became more. Now how to make proper taste?
To solve this problem you can add more raw material if you don’t have than you can add some vinegar thanks for watching if possible please share video ❤️🙏
Thank you mam. Chatni ko long time achi rakhne ke liye kya dale Or kitna
Ji aap sodium benzoate use kar sakte hai 1 kg ke liye 1 pinch ❤️🙏 dhanyawad please video share bhi kijiega
@@Cook_with_Usha thank you mam
Logo ki health ka bhi dyan rakhna hai. Aisa kuch btaie kyuki isme nimbu bhi aata hai
Vinger kitne countries dalo
2kg Achar hai
Ji depend karata hai ki kaun sa achar hai vaise 3-4 spoon dal lijiye ❤️🙏
Achar me vinegar kab dalna he
Ji vinegar kab aur kitana dalana hai ye depend karta hai ki aap Kaun sa achar bna rahe hai ? Thanks ❤️🙏
@@Cook_with_Usha hamare achar bana hua he aam ka usme kitna vinegar dalega ya fir phele dalna tha ya fir abhi bhi dal sakte agar dal sakte he to kitna ??
Mithe aam ke achar m dal sakte hai
Ji dal sakte hai ❤️🙏please video share kijiye
Kis time alum dalenge
Ji jab achar bante hai tabhi dalani hai ❤️🙏please video ko share bhi kijiye
Vinigar kitni dalna hai... 1kg achar ke liye..
Ji 3 tbsp kafi hote hai lekin ye depend karta hai ki achar kaun sa hai kai bar achar ko jayada khatta karna padta hai fir thoda aur bhi add karna padta hai ❤️🙏 thanks please share video
Vineger kitna daalna h 1 kg achar may
Ji 3 -4 tbsp dal lijiye ❤️🙏
Excellent tips, this video will helpful for everyone it save money as well as time also thanks for sharing 🙏
Thanks dear ❤️🙏 stay connected
Don't use use fitkari, it will change taste of the pickle, use sodium benzoate only two pinch in one kg.
Sodium benzoate dalny ka treqa bhi bta den please. Ye kab or kese dalna hy achar men. Or ziada jhta krny k liy citric acid bhi dalen kia. Kb kese
Mom nonveg pickle may sodium benzoate milaskte hy plz reply karo
Ji bilkul ❤️🙏 video dekhane ke liye dhanyawad Aage bhi Cook with Usha channel se jude rahiye
Good 👍
Ji thank you so much ❤️🙏please video share kijiye
Good
Ji thank you so much ❤️🙏please video share kijiye
Very nice
Ji thank you so much ❤️🙏 please video share bhi kijiega
Bahut khub
Ji thank you so much ❤️🙏
Aam ke mithe murabbe ko lambe samay Tak store kaise karen please bataiye
Rekha ji murabba lambe samaye tk chale uske liye sirf usey pakane mai dhayan dena padta hai agar kum pake tab bhi kharab ho jata hai aur jayada pka denge tb bhi gadbad ho jayegi
Valuable tips
Ji thank you so much ❤️🙏
Good luck to you
Many many thanks ❤️🙏
Nicely explained ⭐⭐⭐⭐⭐
Thanks for your lovely comment ❤️🙏
Achar ke liye to sodium benzonate is suggested 250ppm so 2.5grm for 10kg agar ye pure half tea spoon daldiya to problem hoga.
Ok Ji thank you so much ❤️🙏
Very nice sharing 👌👌
Ji thank you so much ❤️🙏
Hamare aam ka achar phele se hi bana hua he kya hum usme ab vinegar dal sakte he
Ji aam ke achar mai vinegar dalane ki jaroorat nahi hoti aap meri aam ke achar wali video dekhkar banaiye tips follow kijiye achar kharab nahi hoga ❤️🙏
@@Cook_with_Usha par hame vinegar wala achar chaiye to ham usme vinegar kab Dale kya ham usme vinegar abhi dal sakte he ya fir banate time he dalna tha kyuki hamne aam ka achar phele se hi bana rakha he or ham chahte he vinegar dalna
@ ok ji banate time hi vinegar dalna hai ❤️🙏
Mam Achar dalne ki dusre din Tel mein bulbule aane lag Gaye the please reply jarur karna
Mujhe lagta hai aapne plastic ke dibbe mai achar ko khub sara bhar kar doop mai rakha hoga agar esa hai to please dibbe ko change kar dijiye ❤️🙏
Agar achar dalne k baad uss k tel k uper Jhaag si ban rehi ho toh kiya karna chahye?
Hlo mam aam ka achaar mein namak aur haldi daalne ke baad sunlight mein usko rakh dena hai sukhane ke liy
Ok dear aap mera aam ke achar wala video dekhiye haldi namak lagane ki jarurat nahi aasan tarike se banaiye Video link de rahi hu 👉आम का अचार बनाने से पहले इस तरह तेल बनाये 100% कभी भी खराब नही होगा | Mango Pickle Recipe
ua-cam.com/video/PbwXwDjIGU0/v-deo.html
Fridge mein rakh sakte hai gal gal ka achar
Ji rakh lijiye lekin maine to kabhi rakha nhi , agar mere method se bnaya hai to jaroori nhi❤️🙏 thanks
Hello ma'am mene chana methi ka aachar bnaya he taste sahi he pr thodi smell aa rhi he kya kre
Dear usako aap thodi dhoop dikha dijiye aur sunlight nahi hai to bhi chalega , aap dibbe ko baar bar mat kholakar dekhiye mai kabhi achar ko dhoop nahi dikhati Bas air tight band karke rakh deti hu ye sabse best method hai 👍
Achar m namak thora km hai kya kru please tell
Ji thode se tel mai namak mix karke usey achar mai dal dijiye namak sb jagah brabar mil jayega ❤️🙏 please video share bhi kijiega
@@Cook_with_Usha ohky mam thank you 😊 so much
आवले के अचार को फफूंद ना लगे उसके लिए क्या वापरे व्हिनेगार डाल सकते है क्या?
Valuable tips 👍
Thank you so much ❤️🙏 stay connected
Venegar achr me kb dalna chahy plz btay tel dalne se pahle ya del dalne ke baad plz reply
Priyanka ji aapne jyadatar dekha hoga k achar mai tel dalne ke baad vinegar dalte hai lekin isase koi farak nahi padta Agar aapne pahale daldiya hai to koi baat nahi ❤️🙏 thanks for watching Aage bhi Cook with Usha channel se jude rahiye
@@Cook_with_Usha thanks
Mam hum fridge me achar rakh sakte hai kya pls reply de
Ji rakh lijiye lekin jarurat nahi hoti agar mere tarike se banaya hai to kharab nahi hoga ❤️🙏thanks please video share kijiye
Accha h
Ji thank you so much ❤️🙏 please video share bhi jaroor kijiyega
Fitkari nuksan nahin karti hai kya
Ji nahi thodi matra mai hi use kijiye ❤️🙏
Fitkri to nahe khate jii
Mam mene glti se hath se mila diye h kuch masale ab kya kre vo thoda kharab sa ho raha h plzz reply 🥹
Hello mam Maine Bhi Ek Hafte pahle Aam Ka Achar dala tha aur usmein Upar Safed Safed Phool a gai kya karun
Very nice tips
Thanks dear ❤️🙏 stay connected
Mam vinegar kon s use krna cahiye
Ji jyadatar to white vinegar hi use hota hai dear agar aap health conscious hai to apple vinegar use kijiye, white vinegar se bhi koi nuksan nahi lekin apple vinegar ke fayade bahut hai aap chahe to ghar mai hi apple vinegar bna sakte hai Merey channel pr aapko video mil jayega❤️🙏 thanks for watching
Sirka kitna dalna hai
Ji aap kitna aur kaun sa achar dal rahe hai usi ke hisab se sirka dala jata hai merey channel pr har tarah ke achar ki recipe hai aap jaroor dekhiye ❤️🙏 thanks
Mam amb ki chatni ko kharab hone se kese bachay
Ji waise to aam ki chutney kabhi kharab nhi hoti kyonki usey chini aur gud mai pakaya jata hai fir bhi aap sodium benzoate add kar sakte hai lekin isey bahut jyada matra mai use na kijiega
Aap ka aachar recipe maa ke hatho se bana jase lagta hai
Thanks for your love ❤️🙏 please video share bhi kijiega
Maine aam ke Achar mein kali mirch N nahin Dali kyunki mere pass order aaya tha ki kali mirch nahin Dali aam ke Achar mein kya isase bhi Achar kharab ho sakta hai kyunki Mera kharab ho gaya hai iska koi upay bataen
Ji koi aur reason se kharab hua hoga kali mirch se sirf taste mai farak padata hai ❤️🙏
Boric acid powder bhi dal sakte hain
Sorry ji ye mujhe malum nahi ❤️🙏 please video share bhi kijiega
फिटकरी राँ मेटेरियल मे डाले या उसकी फूली बना कर ।धन्यवाद
Thank you so much ❤️🙏
@@Cook_with_Usha उत्तरर तो दीजिए ।
nice 👍👍👍👍👍👍👍
Ji thank you so much ❤️🙏 stay connected
Thnks mem
Thank you so much ❤️🙏 Aage bhi Cook with Usha channel se jude rahiye
विनेगर की जगह नींबू डाल सकते हैं क्या
जी अगर लंबे समय के लिए बना रहे हैं तब विनेगर ही डालिएगा ❤️🙏 धन्यवाद इसी तरह की रेसिपी के लिए चैनल से जुड़े रहें
Mam 5kg gajar gobi ka khatta meeta achar ma kinta namak dalta ha
Pinky ji maine iski video share ki hai please iski description box mai jakar check kijiye link de rahi hu ua-cam.com/video/GWxgvzuYn0s/v-deo.html
Nice post 😌👌👌👌
Thanks dear ❤️🙏
Anchar men Fitkiri jyada gir jaane ke bad anchar halka Tita ho gaya,
Ise sahi karne ke kya upay hain?
Please batayen...05/02/2023
Ji aapne jis bhi fruits ya sabji ka achar bnaya hai usey aur jyada matra mai dal lijiye thik ho jayega ❤️🙏 thanks please video share bhi jaroor kijiyega
Mam muje chatni ka busness karna hai to chatni kharab na ho uske liye kya karu. Or quantity kitna dalu per kg please answer