Ghar ke liye jo achar hum banate hai vo sab fresh hota hai lekin market ke achar me kaisa saman use kiya jata hai iski koi guarantee nahi hoti upar se usme chemical milaye jate hain jyada din tk chalne ke liye isliye unka taste different hota hai
Ha mam sahi kaha apane Achhese achar banaya to kharab nahi hota. Saf safayi jada honi chahiye. Mera achar bina preservatives ke 3 se 4 mahine achha rehata hai
Lasan ki chatni sachchhi kaise rahe vo batavo ..🙏🙏🙏
दीदी हमने अभी काचरा का आचार बनाया उसमे खुशबू अच्छी नहीं आ रही h kya kre piz piz pilz बताए plz pl बताए 😮
Agar swad bhi kharab ho to achar kharab ho chuka hai lekin swad theek ho to ye mila dijiye theek ho jayega
@@Bhojpurirecipe ha pr फिटकरी से nhi hoga kya swad to acha hi h lekin खुशबू अच्छी नहीं आ रही h
Or hmne dhup nhi lagai kachra ke achar ko dhup lgath h kya plz bthana plz bthna
@JatJaat-qz9ex फिटकरी से नहीं होगा ये दवाई डालिए ठीक हो जाएगा
@@Bhojpurirecipe ok thanks didi
Mera v aam ka aachar thoda kharab hona shuru hua h kya main white vinegar dal sakti hu
Ha ji
@@Bhojpurirecipe Thank you 🌹
@@Bhojpurirecipe but kitna vinegar dalna h usme
Agar kharab ho raha hai to ye daliye 👉ua-cam.com/video/Hhw-4GGdpxE/v-deo.html
@@Bhojpurirecipe ok😍
🙏🙏
आप कोई सिरका भी डाल सकती है मेरा तो कभी खाराब नहीं होता जी आप भी जुड़ें 🙏 अच्छी जानकारी दी
धन्यवाद 🙏 सिरके के लिए तो मैने भी वीडियो में बोला है
Aamaka achar katha nahai usa me aam chur use karnne se katha ho sakta hai achaar
Ha ji
@@Bhojpurirecipe aam chur ka pawder use kar sakthy hai?
Dhoop me dhak kr rakhna he ya khula rakhna he
Market achaar mein ek alag khusbu hota hai ghar me dala achaar aisi nhi hota kya karan h mam pl batayjn
Ghar ke liye jo achar hum banate hai vo sab fresh hota hai lekin market ke achar me kaisa saman use kiya jata hai iski koi guarantee nahi hoti upar se usme chemical milaye jate hain jyada din tk chalne ke liye isliye unka taste different hota hai
Aachar tel me jhag aa gya hai kya kre
Maine aam ka aachar banaya lekin tel me jhag aa raha hai .. please btaye .. kya kru
Tel nikalkr pahle acchi dhup dikhaiye achar ko
@@Bhojpurirecipe barish ki wajah se dhup nhi aa rahi hai.. kahin mera aachar khrab na ho jaye... mujhe bahut tension ho rahi hai... please help..
@user-zl4pv7en5h dhup nahi to fir aise hi usme acidic acid mila dijiye shayad theek ho Jaye
@@Bhojpurirecipe thank you didi 🙏🏻
Mem ye milega kaha par
Kisi bhi kirane ki dukan pr
Add little amount of sodium benzoate powder. Available at kirana store or medical store. Aachar kharab nahi hoga aur sirke ki smell bhi nahi aayegi
Ha ji bilkul
Mene Pehli baar achar daala h pura dal gaya h par ab bhi achar ka aam ki piece kacha h kya karu
Kaccha nahi hai vo gala nahi hai ise dal dijiye kuch dino me gal jayega
@@Bhojpurirecipe 1 mahine se upar ho gaya
Online mil jaega kya
Kisi bhi kirane ki dukan pr
Dhoop se colour change to nhi hota hai
Hoga
Isse test khrb ho nhi hoga nn mera bahut sara aachar khrb ho gya h funngus se 😢
Test kharab nahi hoga isse pr jo kharab ho chuka hai vo accha nahi hoga
Pdosn ka kya concept h bich me😊
Achar padosan ka hi tha 😁
Aam ka achaar gal kyu nhi raha he 10 din ho gaye dale hue kachha lag raha he
Itne jaldi achar nahi galta km se km 1mahina to lagega hi
Ra to ek mahina ho gaya h
Ha mam sahi kaha apane
Achhese achar banaya to kharab nahi hota. Saf safayi jada honi chahiye.
Mera achar bina preservatives ke 3 se 4 mahine achha rehata hai
आम चुण्डा में सुगर काफ़ी ज़्यादा हो गई है।इसको कम करने के लिए क्या कर सकते है?
अगर शुगर लिक्विड जैसा है तो उसे अलग निकाल लीजिए
रिप्लाई के लिये धन्यवाद। लिक्विड जैसा नहीं है जिससे अलग निकाल सके। क्या हम इसमें अलग से आम को घिसके,सुखाके डाल सकते है?
@poojagarg4480 आपने पहले जैसे बनाया था बिल्कुल वैसे ही बनाइए, लेकिन पहले थोड़े में ट्राई करिए