Hello bro , doing great job. I have a question , I searched a lot but couldn't find solution. I have Dime Skullcandy earbuds and Dell Vostro 3480 Laptop. I tried many many times to connect but Dime bluetooth is not being shown on laptop bluetooth. Kindly solve it sir. Thanks Sir.........
Pahle check kijiye ki computer me bluetooth support karta hai nahi aap is video ke description me jayiye aap bluetooth hai ya nahi wala video Dekh lijiye aapko solution mil jayega
Maine Bluetooth ke upar hundred plus video banaya Aisa mat boliye ki sare video dekhni hai aapke computer ke Bluetooth mein kya problem a raha hai problem do tarah ka hota hai ki Bluetooth show kar raha hai aur vah Kam nahin kar raha aur dusra ki Bluetooth so hi nahin kar raha kaun sa samasya hai Aapka
Mai anydesk use nahi karta hu dost waise aapka jo bhi problem ho aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko bluetooth se related har tarah ka video mil jayega dost
Bhaiya mera laptop sony ka hai 2012 model hai. Window 7 hai.mere laptop me blutooth hai lekin vo kisi bhi device se ya speaker se connect nhi hota hai. Keval data transfer hota hai usse. Kya karu mera speaker kharab ho gaya hai me blutooth speaker se connect karna chahta hu
Send or receive Ho jaati Hai iska matlab hai ki aapke computer ke Bluetooth mein koi bhi problem Nahin Hai aap apne speaker ko connect kijiye aur sound setting mein jaaiye aur vaha per check kijiye ki vaha per speaker mein kiya hua hai ya nahin iske bare mein Maine 2-3 din pahle ek video banaya hai use video ko dekh lijiye
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega.... "kaise check kare Bluetooth driver install hai ya nahi Or kaise laye " ..... Aap is video ko dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Google se Check kijiye model no or company fill karke ya Flipkart ya Amazon se bhi check kar sakte hai ya apane computer se bhi run command me msinfo32 type karke bhi pata kar sakte hai
Hii Mera matlak ka earphone Bluetooth vala he jo ki mere ho k laptop me conect to ho raha he.but sound nahi aarha he. Laptop me windows -7 insttal he.to iska solyusation kya he?
Kya bata raha hai koi error aa raha hai kya, windows 7 or kitna bit hai 32 ya 64 ye bhi Check karke sahi driver download karke install karna hai. Aisa kijiye aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe apane laptop ka video dekh lijiye Jo bhi company ka laptop hai wo video dekhkar sahi driver install kijiye ho jayega
Aap Device manager mein check kijiye ki aapka vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin kar raha hai yadi device bajar mein Bluetooth se nahin kar raha hoga to fir aapka Bluetooth Kam nahin Karega to fir aapko bluetooth driver ko install karna padega jab tak device manager per Bluetooth nahin dikhaega tab tak Bluetooth work kar hi nahin Sakta Hai
Yadi aapka processor Intel ka hai to aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega vah lakar aapko de dega bus aapko install per click karke Install kar lena hai
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga usi ka video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Start button me bluetooth khojiye phir pick to start menu kar dijiye aa jayega yadi bluetooth hoga to or yadi aapne bluetooth ko uninstall kar diya hai to pahle bluetooth driver ko install kijiye to apane aap aa jayega start menu me bluetooth icon kuch bhi nahi karna padega
Ok dost koi baat nahi aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga aap usi ka video dekh lijiye aapko solution mil jayega
To aapka jo bhi operating system hai jo bhi beat hai usi ke anusar aapko bluetooth driver Ko download karke install karna padega mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein vahan per aapko sabhi video mil jaega jo bhi laptop aapka usi ka video Ko dekhkar bluetooth problem ko Sahi kar lijiye
To aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega use lakar aapko de dega bus aapko install per click Karke install kar lena hai...... kyuki jab tak sahi driver install nahi hoga tab tak Bluetooth Kam Nahin karega
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ho usi ke video ko dekh lijiye or download karke install kar lijiye ho jayega un video me mai download se lekar install tak ka sara ka sara process bataya hu
Bluetooth se related maine 50-60 video banaye hai har ek problem jo bluetooth me aata hai sabhi ko solve Kiya hai dost. Aap driver change kare apane aap thik ho jayega or yadi settings se gadbad hai to troubleshoot se thik kijiye tab driver change mat kijiye
@@RiyanshTech sorry sir I can't find them in your channel if don't mind sir if you want to help other then upload them sir I want to say something you about your videos you upload few videos only not 50-60 videos in your channel Bluetooth related so if you want to help other than upload .
Mere channel par jayiye or bluetooth wale playlist me jayiye waha pe amd processor wala bhi video aapko mil jayega dekh lijiye video ko aapko solution mil jayega dost
Kyou kya bata raha hai sabhi operating system or bit fill karke hi download kiye hai na, nahi to mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me or jo company ka laptop ya pc hoga usi ka download karke install kijiye ho jayega
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ho usi ke video ko dekh kar bluetooth driver ko install kar lijiye

Operating system update kijiye latest version me or bluetooth driver ko update kijiye latest version me ya phir new bluetooth driver install kijiye or bluetooth support services on kijiye ho jaega
Koi baat nahin aap Device manager mein jaen aur vahan per check Karen ki Device manager mein Bluetooth aapka dikha raha hai ya nahin dikha raha jab tak aapka Device manager mein Bluetooth show nahin Karega tab tak aapka Bluetooth jo hai yah Kam nahin Karega
To aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega vah lakar aapko de dega aapko bus install Kar lijiye iska video aapko mere channel per Bluetooth wale playlist mein mil jaega
Bluetooth driver install karne ke bad bhi Bluetooth Kam nahin kar raha hai iska matlab hai ki aapka setting se koi problem hai to aap apne computer ka troubleshoot on Karen aur Bluetooth ke problem ko troubleshoot se fix Karen ine sabhi ka video aapko mere channel per mil jaega Bluetooth wale playlist mein
Download fail ho ja raha hai aisa to nahi hona chahiye. Ok aap mere channel par jayiye maine or bhi bahut sare video banaya hai bluetooth download ke bare me
You must restart your system for the configuration changes made to Intel (R) wireless bluetooth (R) take effect. Click yes to restart now or no if you plan to manually restart later. 🙏 PLEASE PROBLEM SOLVE 🙏
Kown sa dongle hai wo driver free hai ya driver required hai yadi driver required hai to iska bhi driver install karna padega jo bhi company ka hoga ok tab kaam karega
Aap mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein vahan per aapko milega Intel wala video aap Intel assistant ko install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega usko aapko la kar de dega bus aap install Kar lijiye
Koi baat nahi aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga usi ka video dekhkar sahi driver download karke install kar dijiye work karne lagega
Koi baat nahi dost aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me or aapka laptop jis bhi company ka hai us video ko dekhkar bluetooth ko install kar lijiye or yadi koi problem ho raha hai to comment kijiye mai jarur reply karuga dost
Jaise baki software install karte hai waise karna hai yadi nahi kar pa rahe hai to aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ya pc hoga usi ka video dekh lijiye or install kar lijiye
Yadi aapka processor Intel ka hai to aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega use lakar aapko de dega bus aapko install per click Karke install kar lena hai
Koi baat nahi aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ya desktop hoga usi ka video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Windows 10 hoga to on karna padega nahi to baki operating system me bluetooth on hi hota hai bus jis device ko connect karna hai connect kijiye ho jayega
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me uske bad aapka jo bhi company ka laptop ho usi ke video ko dekh lijiye or download karke install kar lijiye or sahi driver download karke install kar dijiye or koi problem ho to comment kijiye
Thanku bhaiya main bohot paresaan tha laotop ki speker nahi sahi hai aawaj hi nahi aati thanku very much ❤️❤️❤️
Sir sach mai ek unprofessional ke liye bhi ye video bahut kamal ki aapne bahut hi cheejo ko ek dam se sahi bataya h
Dhanyawad himanshu ji aapka 🙏🙏❤️♥️❤️♥️
Thank you sir
Tnnxx sir..aapki awaz modi g jaisi hai..
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️
Dhanyvad sir🙏🏻🙏🏻
Mera naam bhi riyansh haii😮😮😮😊😊
🥰🥰🥰🥰🥰
❤❤❤❤ good luck 🎉🎉🎉
Thanks sir aap hamlog ko aese hi shiksha date rahe aap bahut aage jaae pura zanta ka aairwad aapke saath hai
Bahut bahut dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️
No brother my problem is not solved😢😢😢
Great job thanks alot stay blessed
Hello bro , doing great job.
I have a question , I searched a lot but couldn't find solution.
I have Dime Skullcandy earbuds and Dell Vostro 3480 Laptop.
I tried many many times to connect but Dime bluetooth is not being shown on laptop bluetooth.
Kindly solve it sir.
Thanks Sir.........
Welcome ❤️❤️❤️❤️❤️
Nlutooth ka icon nahi dikha raha kaise dekhe jab dikhega tab na mai conect kar sakta hu bltooth ko😵💫😵💫😵💫😵💫😵💫😵💫😵💫
Kya aapke computer me bluetooth ka driver install hai device manager mein check kijiye to
sir mera hp ka laptop hai usme laptoop me sound aata hai but sound aux se ya bluethooth se connect nhi ho raha hai
plz reply me
Apane mobile ko computer se connect karke dekhiye bluetooth se yadi ho jata hai to aapka bluetooth thik hai warna bluetooth me jarur koi issue hai
Sir aap any desk se setting kar de aapka jo charge rahega phone pe Google pay kar denge
yeh kaisy check karna hai ky konsa processor hai? tarika bata dy
Computer ke properties me check kijiye ya Run diagram open karke msinfo32 type karke enter kare
Thank you so much .....it's working now yr
Thanks ji subscribe and support ji 🙏🙏
Sir Car vala Bluetooth pc mien CHL jata hai jaa nhi
Windows supported hoga to chal jayega
Sir intel processors i3 3th ganration me bluetooth install kar sakte he kya
Pahle check kijiye ki computer me bluetooth support karta hai nahi aap is video ke description me jayiye aap bluetooth hai ya nahi wala video Dekh lijiye aapko solution mil jayega
Apke sare video dekha fir bhi nhi ho rha बताने का काम करेंगे
Maine Bluetooth ke upar hundred plus video banaya Aisa mat boliye ki sare video dekhni hai aapke computer ke Bluetooth mein kya problem a raha hai problem do tarah ka hota hai ki Bluetooth show kar raha hai aur vah Kam nahin kar raha aur dusra ki Bluetooth so hi nahin kar raha kaun sa samasya hai Aapka
Sir ap anydesk Lea kar kam kar de sakte ho kia ?.....may Nehi kar raha hu
Mai anydesk use nahi karta hu dost waise aapka jo bhi problem ho aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko bluetooth se related har tarah ka video mil jayega dost
Bhaiya mera laptop sony ka hai 2012 model hai. Window 7 hai.mere laptop me blutooth hai lekin vo kisi bhi device se ya speaker se connect nhi hota hai. Keval data transfer hota hai usse. Kya karu mera speaker kharab ho gaya hai me blutooth speaker se connect karna chahta hu
Kya aapke computer ka bluetooth mobile se connect ho jata hai aur koi bhi file send ya receive ho jata hai check Karke bataiye to
@@RiyanshTech Haan bhaiya mobile se file transfer ho jati h blutooth se
Blutooth se koi bhi data ya file send ho jati hai bas. Ab blutooth speaker ko connect nhi kar raha
Send or receive Ho jaati Hai iska matlab hai ki aapke computer ke Bluetooth mein koi bhi problem Nahin Hai aap apne speaker ko connect kijiye aur sound setting mein jaaiye aur vaha per check kijiye ki vaha per speaker mein kiya hua hai ya nahin iske bare mein Maine 2-3 din pahle ek video banaya hai use video ko dekh lijiye
processor is AMD E1 so which company I should select ?/plz reply
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko AMD ka video mil jayega dost
Mera pc windows 7 64bit he lekin introl kiya lekin control penal me nathi dikh rakha he
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega.... "kaise check kare Bluetooth driver install hai ya nahi Or kaise laye " ..... Aap is video ko dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Mera 32 bit ka hai
Bluetooth install krte waqt complete aur 2 options aate hain usme se kiya krma hai
Kya aata hai
Bhai Mera computer zebronix ka hai
Usme kese prosesar laga hoga
Google se Check kijiye model no or company fill karke ya Flipkart ya Amazon se bhi check kar sakte hai ya apane computer se bhi run command me msinfo32 type karke bhi pata kar sakte hai
Sir amd ka bluetooth kaise download kre
Aap mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein vahan per Maine MD Ryzen bluetooth driver ke bare mein bataya hai
Hii
Mera matlak ka earphone Bluetooth vala he jo ki mere ho k laptop me conect to ho raha he.but sound nahi aarha he. Laptop me windows -7 insttal he.to iska solyusation kya he?
Or kuch cannect karke dekhiye jaise mobile ko yadi ho jaye to problem aapke computer me nahi hai
driver install hone ke baad bhi speaker connect nahi ho rha hai mera (5.0) bluetooth hai..!! '' help "
Aapko 5.0 wala bluetooth driver install karna padega maine jo bataya ye 4.0 wala hai 5.0 wala video me juld banaunga dost
Iska video Mai juld hi banaunga dost
Ok “ SIR “..!!
Mere computer me bluttoth install ho he nhe rha..jaise bhe apne bataya uspr bhe nhe..window7 h
Kya bata raha hai koi error aa raha hai kya, windows 7 or kitna bit hai 32 ya 64 ye bhi Check karke sahi driver download karke install karna hai. Aisa kijiye aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe apane laptop ka video dekh lijiye Jo bhi company ka laptop hai wo video dekhkar sahi driver install kijiye ho jayega
मेरा laptap🏫hp का है ब्लूटूथ कैसे होगा
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein HP ka video aapko mil jaega
Par sir mera bluetooth abhi bhi nahi aaya please batao kis kis ka nahi aya comments 👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Aap Device manager mein check kijiye ki aapka vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin kar raha hai yadi device bajar mein Bluetooth se nahin kar raha hoga to fir aapka Bluetooth Kam nahin Karega to fir aapko bluetooth driver ko install karna padega jab tak device manager per Bluetooth nahin dikhaega tab tak Bluetooth work kar hi nahin Sakta Hai
mere leptop me Bluetooth download karne ka koi tarika kam nahi kar raha hain 😭😭😭🥺🥺🥺🥺😭😭😭😭😭😭
Acer ka laptop hai model no. Aspire 4715z
Acer ka video kal banaenge
Sar bluetooth download Nahin ho raha hai Dell i5 Windows 10 beat 64
Yadi aapka processor Intel ka hai to aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega vah lakar aapko de dega bus aapko install per click karke Install kar lena hai
भाई डाउनलोड तो हो जा रहा है लेकिन इंस्टॉल नहीं हो रहा है
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga usi ka video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
many many thanks dear
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️
Mere laptop me pehelese bluetooth install tha screen ke niche dikhta tha parantu mere kuch galti ke karon hat gaya . usko phir kaise laye pl. bataye.
Start button me bluetooth khojiye phir pick to start menu kar dijiye aa jayega yadi bluetooth hoga to or yadi aapne bluetooth ko uninstall kar diya hai to pahle bluetooth driver ko install kijiye to apane aap aa jayega start menu me bluetooth icon kuch bhi nahi karna padega
Very very thank you sir
Bus support karte rahna dost 🙏🙏
yeh tog kaam hi nahi kar raha hai maine pehle hi try kya hua hai
Ok dost koi baat nahi aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga aap usi ka video dekh lijiye aapko solution mil jayega
dada acer windows 10 /64 bit bluetooth driver on kaise kore
Windows 10 hai search bar me likhiye bluetooth bluetooth aa jayega icon dekhkar wahi se on kar de
hi bro mera system ka bit hain 32bit to me ka karu pleasce batou?
To aapka jo bhi operating system hai jo bhi beat hai usi ke anusar aapko bluetooth driver Ko download karke install karna padega mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein vahan per aapko sabhi video mil jaega jo bhi laptop aapka usi ka video Ko dekhkar bluetooth problem ko Sahi kar lijiye
Sir ji mera search 🔍 par nahi aaraha hai pls help me
Aap apne Bluetooth ke driver ko uninstall kijiye aur new aur latest virsion ke Bluetooth ke driver ko install kijiye uske bad connect kijiye ho jaega
@@RiyanshTech phir v nahi ho raha hai
@@RiyanshTech kuch kijiye sir ji
To aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega use lakar aapko de dega bus aapko install per click Karke install kar lena hai...... kyuki jab tak sahi driver install nahi hoga tab tak Bluetooth Kam Nahin karega
@@RiyanshTech intel par hi kiya hun apke video follow karke but not working!
Mera laptop hai window 7ka
THANK U SO MUCH SIR
Sir home theatre Bluetooth kese connect kare window 7me
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko iska video mil jayega dost
Please sir download kr ke video banayae phi bhi download nh iho raha hai
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga usi ka video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Sir Bluetooth download to ho gaya par jab install kartahu to install ho jatahe par kaha huaa kuchha pata nahi chalrahahe pc par show nahi karrahahe
So please help for this problem
Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ho usi ke video ko dekh lijiye or download karke install kar lijiye ho jayega un video me mai download se lekar install tak ka sara ka sara process bataya hu
Me dekh chuka hu esa koi video nahi he aap ke channel par
Bluetooth se related maine 50-60 video banaye hai har ek problem jo bluetooth me aata hai sabhi ko solve Kiya hai dost. Aap driver change kare apane aap thik ho jayega or yadi settings se gadbad hai to troubleshoot se thik kijiye tab driver change mat kijiye
@@RiyanshTech sorry sir I can't find them in your channel if don't mind sir if you want to help other then upload them sir I want to say something you about your videos you upload few videos only not 50-60 videos in your channel Bluetooth related so if you want to help other than upload .
Jiska Amd processer ho uska kya krenge
Mere channel par jayiye or bluetooth wale playlist me jayiye waha pe amd processor wala bhi video aapko mil jayega dekh lijiye video ko aapko solution mil jayega dost
@@RiyanshTech Thank you so much sir..🙏🏻🙏🏻
Thanks dost bus support karte rahna dost 🙏🙏
Your connection is not private ye bata rha hain
Driver change kiye phir bhi
fst download wala se hoga ..?
Sr mere laptop me koi bhi blutooth driver install hi nahi ho raha hai
Kyou kya bata raha hai sabhi operating system or bit fill karke hi download kiye hai na, nahi to mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me or jo company ka laptop ya pc hoga usi ka download karke install kijiye ho jayega
Thanks
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️
Guru ji mera to window 11 hai 🤔
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ho usi ke video ko dekh kar bluetooth driver ko install kar lijiye
Drive download krne ke baad instal kaise kre
Jaise normal software ko install karte hai same usi tarah install karna hai
इंस्टॉल नहीं हो रहा है क्या kare
Yadi aapka processor Intel ka hai to aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega vah lakar aapko de dega bus aapko install per click karke Install kar lena hai
Abhi nhi ho rha ab kya kre please help me
Sir blutooth connect nai ho raha hai isse
Kal ka mera video dekh lijiyega isi topic per rahega
Sir mere computer ka date bar bar badal kyu jata h , kaise thik kre sir
Battery change kijiye battery expired ho gaya hoga tabhi change ho jata hoga jab jab shutdown karte hoge
Mere system ka 32 bit hai kiye kare
Aap 32 bit wala hi bluetooth driver install kijiye
Nahi ho Raha hai
Please reply me ❤
Operating system update kijiye latest version me or bluetooth driver ko update kijiye latest version me ya phir new bluetooth driver install kijiye or bluetooth support services on kijiye ho jaega
Bhai first wale method se virus to nhi aa jaye ga laptop me???
Nahi aayega dost
Our bluetooth device is zebronics so what i do
And processor???
Nice✌✌✌✌
1:49 bhai tum aisa kah rahe ho aisa ho sakta hai
Operating system ko update kijiye latest version me phir bluetooth driver install kijiye latest version wala ya driver ko update kijiye ho jaega
Bluetooth download to kar liya but show nahi ho raha hai
Koi baat nahin aap Device manager mein jaen aur vahan per check Karen ki Device manager mein Bluetooth aapka dikha raha hai ya nahin dikha raha jab tak aapka Device manager mein Bluetooth show nahin Karega tab tak aapka Bluetooth jo hai yah Kam nahin Karega
mena asa kia lakin discrab and keep likha ha ni download howa
To aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega vah lakar aapko de dega aapko bus install Kar lijiye iska video aapko mere channel per Bluetooth wale playlist mein mil jaega
Bro my name is also riyansh
My name is umesh but my nephew name is Riyansh
Bluetooth driver install kar lia phir vi Bluetooth Kam nahi kar raha ha
Bluetooth driver install karne ke bad bhi Bluetooth Kam nahin kar raha hai iska matlab hai ki aapka setting se koi problem hai to aap apne computer ka troubleshoot on Karen aur Bluetooth ke problem ko troubleshoot se fix Karen ine sabhi ka video aapko mere channel per mil jaega Bluetooth wale playlist mein
Failed download error
Download fail ho ja raha hai aisa to nahi hona chahiye. Ok aap mere channel par jayiye maine or bhi bahut sare video banaya hai bluetooth download ke bare me
Hii yarr Mera nahi ho raha window 7 32bit me
Yarr mere me do you want to allow the following program from an unknown publisher to make change to this computer?Aisa dikha raha hai yarr
Kya aapke device manager mein Bluetooth show kar raha hai ????
Nahi ho rahe he yarr but start button pe surch karte he to mene bheji ye Vali information dikha rahe hai
Hii
Bolo na bhaiya
You must restart your system for the configuration changes made to Intel (R) wireless bluetooth (R) take effect. Click yes to restart now or no if you plan to manually restart later. 🙏 PLEASE PROBLEM SOLVE 🙏
Mere computer me aisa dikha raha he
To restart kijiye or dekhiye aage kya bolta hai
@@RiyanshTech bhai restart kiya computer off hokar on hua lekin bluetooth install nahi hua. Or firse install kiya to vesa hi bata raha he.
Bhai bluetooth ke bina dongal connect nahi kar sakte. Mere pas USB Wireless dongal he.
Kown sa dongle hai wo driver free hai ya driver required hai yadi driver required hai to iska bhi driver install karna padega jo bhi company ka hoga ok tab kaam karega
Next Next nahi aa rha he bhai
Aap mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein vahan per aapko milega Intel wala video aap Intel assistant ko install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega usko aapko la kar de dega bus aap install Kar lijiye
Mera processor AMD h to kaise download kre
Ok is par video banate hai
kernel error aa raha hai
Iska video mere channel par hai jayiye or us video ko dekh lijiye kernel error solve ho jayega
saray setup kaise karna hai
Aap mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein iska latest video aapko mil jaega
thank you very much
Thanks dost channel subscribe jarur kar lena dost 🙏🙏 or koi problem ho to yad karna dost
32 bit ko hi x86 Bolte h
Yes dost
😢just ducked our time
thanks
🙏🙏🙏♥️♥️♥️♥️♥️
Installed kr diya kaha Bluetooth ka option aata hai
PC hai ya laptop
How to connect Bluetooth connect laptop
You go to my channel, in the playlist with bluetooth, you will find its video there.
Device show nahin ho raha hai
Operating system ko update kijiye latest version me phir bluetooth driver install kijiye latest version wala ya driver ko update kijiye ho jaega
window 11 hai mera yaha pe kaha aa raha h
Koi baat nahi aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga usi ka video dekhkar sahi driver download karke install kar dijiye work karne lagega
B T wonlod ho gaya fir kya ho ga
Intel ke official website se latest wala download kijiye or install kar dijiye kam karne lagega
Abe dono hi install nhi hore h
Koi baat nahi dost aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me or aapka laptop jis bhi company ka hai us video ko dekhkar bluetooth ko install kar lijiye or yadi koi problem ho raha hai to comment kijiye mai jarur reply karuga dost
Bhai Bluetooth on kese kare
On nahi ho raha hai ya connect
Hi
God bless you
Aapka bahut bahut dhanyawad dost ❤️💞💖💖
32 Bat Ka nhai ha bhai isma
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko mil jayega
@@RiyanshTech install ke time per screen black Ho Jaati Hai Ki laptop ki
@@RiyanshTech last step per
Ho sake us software me koi problem ho aap dusre website download karke dekhiye driver pack se
Johora
Thanks bro
Thanks dost bus support karte rahna dost 🙏🙏
❤️❤️❤️
Haa mere nhi aara intel ka link
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop hoga ya pc usi ko download karke install kar lijiye
32 bit and *86 are same
32 or x86 same hai
Khul nhi rhi he file
Aap mere channel per jaen Bluetooth play list mein aur dusri video ko dekh Kar Kar lijiye
INSTALL KAISE KAREN
Jaise baki software install karte hai waise karna hai yadi nahi kar pa rahe hai to aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ya pc hoga usi ka video dekh lijiye or install kar lijiye
x86 hi 32 bit hota h
Ha dono same hi hai
Window 7
Mera realtek ka hai
To aap mere channel per jaye Bluetooth wale playlist mein vahan per aapko realtek wala video mil jaega
Nhai ho raha hai
Yadi aapka processor Intel ka hai to aap Intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega use lakar aapko de dega bus aapko install per click Karke install kar lena hai
मेरा नहीं हुआ सर
Koi baat nahi aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ya desktop hoga usi ka video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Ni ho raha he sir
Kya nahi ho raha hai install ya download ??
But how to. On
Windows 10 hoga to on karna padega nahi to baki operating system me bluetooth on hi hota hai bus jis device ko connect karna hai connect kijiye ho jayega
Bhaio pahechanlo ise choor hai ye bewakuf Bana raha hai sabko
Yadi mai solve nahi kar paya aapka bluetooth to koi bhi nahi kar payega .....kown sa laptop hai aapka or processor kown sa hai ekdum details me bataye
download to koi bhi kr lega