PVC Nest Ka Kamal! Dekhiye Kaise Chidiya Ne Apna Ghar Banaya 🏠🐦 I Sparrow World

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 21 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 38

  • @madhukhanna6262
    @madhukhanna6262 5 годин тому +2

    Nice share

  • @maimunashahid9938
    @maimunashahid9938 2 місяці тому +1

    ❤❤❤nice work❤❤

  • @jatinderbowani1257
    @jatinderbowani1257 3 місяці тому +1

    Good job sir ❤

  • @jagjitsidhu9117
    @jagjitsidhu9117 3 місяці тому +1

    Rabb tere ghar vich sukh santi rakhe

  • @Pankajjain-717
    @Pankajjain-717 Місяць тому +1

    Sir new videos nhi aa rahi he apki??

  • @SidrashaikhShaikhsidra
    @SidrashaikhShaikhsidra 3 місяці тому +1

    G zarur thanks

  • @radhrishianujneetamalviya3094
    @radhrishianujneetamalviya3094 3 місяці тому +1

    Ye kay oe se mag waya

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  3 місяці тому

      Yeh Maine akshar bird house se magwaya tha

  • @yamansagar9125
    @yamansagar9125 Місяць тому +2

    Bhai mere ghar goreya ne is saal 5 vi baar fhir se ande diye the jisme se bacche nikal aaye hein vo 6 se 7 din ke ho gaye hein me bahut hi khush hoon😊😊❤❤

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  Місяць тому

      बहुत-बहुत बधाई हो! आपके घर में इस साल पाँचवीं बार गौरैया ने अंडे दिए और बच्चे भी सुरक्षित निकल आए, यह वाकई बहुत खुशी की बात है। यह आपकी देखभाल और प्रकृति के प्रति प्रेम को दर्शाता है। 6-7 दिन के बच्चे अब जल्दी ही और बड़े होकर उड़ने की कोशिश करेंगे।
      आपका यह अनुभव और खुशियां दूसरे लोगों को भी प्रेरित कर सकती हैं कि वे पक्षियों के लिए ऐसा माहौल तैयार करें। अपने गौरैया परिवार की इस अनमोल यात्रा का आनंद लें!

    • @yamansagar9125
      @yamansagar9125 Місяць тому

      @SparrowWorld mere ghar goreya ke 2 ghosle hein mene apne ghar par 4 nestbox lagaye the jinme 2 ghoslo me goreya rehti hein

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  Місяць тому

      यह बहुत ही अच्छी बात है कि आपके घर पर आपने गोरैया के लिए घोंसले लगाए हैं और उनमें से दो में गोरैया रह रही हैं। यह प्रकृति के संरक्षण और पक्षियों के लिए सुरक्षित जगह प्रदान करने की दिशा में एक सराहनीय कदम है।
      गोरैया जैसे पक्षी सुरक्षित और शांतिपूर्ण जगहों पर रहना पसंद करते हैं। घोंसले बनाने के लिए सही स्थान और देखभाल आपके प्रयास को और सफल बनाएगी। अगर आप चाहते हैं कि बाकी घोंसलों में भी पक्षी आएं, तो सुनिश्चित करें कि वे घोंसले छायादार और सुरक्षित जगह पर हों और वहां शोरगुल न हो।
      आपके इस प्रयास से पक्षियों को एक सुरक्षित घर मिला है, और यह पर्यावरण संरक्षण में भी योगदान देता है। ऐसे ही प्रयास करते रहें!

    • @yamansagar9125
      @yamansagar9125 Місяць тому +1

      @@SparrowWorld bhai is saal dono ghoslo me se kul 17 bacche nikal chuke hein upar baale me 7 or niche bale me 10

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  14 днів тому

      That’s great

  • @radhrishianujneetamalviya3094
    @radhrishianujneetamalviya3094 3 місяці тому +1

    Iska naam kya ha aap please link share karo na iska

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  3 місяці тому

      Isko pvc pipe ka nest bolte hai

  • @SidrashaikhShaikhsidra
    @SidrashaikhShaikhsidra 3 місяці тому +1

    M ne bhi nest lagaye magar chidiye nho arahi h kese aaaigi mujhe bhut aacha lgta h dekhna chidiyo ko dana bhi daalti hi per aati nhi us m

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  3 місяці тому

      Aapne jo nest lagaye hain, usmein chidiyaon ka na aana thoda disappointing lagta hoga, lekin kuch chhoti-chhoti baatein hain jo chidiyaon ko aane ke liye madad kar sakti hain. Yeh tips aap try kar sakti hain:
      1. **Nest ki Sahi Location:** Nest ko ek shaant aur surakshit jagah par lagaye, jahan zyada shor-sharaba ya human activity na ho. Chidiya apne ghosle ke liye shaant jagah pasand karti hain.
      2. **Food aur Water Source:** Aap jo dana daal rahi hain, uske paas paani bhi rakhne ki koshish karein. Chidiya ko paani aur khana ek hi jagah par milne se unka aana pakka ho sakta hai.
      3. **Natural Nesting Material:** Chidiya ko apna ghosla banane ke liye dry grass, patte, ya cotton jaise material aas-paas rakh sakti hain. Yeh dekhkar wo apne aapko secure mehsoos karti hain.
      4. **Thoda Waqt Dijiye:** Kabhi-kabhi chidiya ko naye nest ko apnane mein thoda samay lagta hai. Aap bas patience rakhiye, wo zaroor aayengi.
      5. **Ghar ke Andar ka Dekhvaal:** Ghosle ko saaf aur ache haal mein rakhna zaroori hai. Agar ghosla andar se swachh hoga toh chidiya waha rehna pasand karegi.
      Aap in baaton ka dhyaan rakhein, aur umeed hai ki jald hi chidiya aapke nest mein apna ghar banayengi. Chidiya ka aana dekhna sach mein ek sukhad anubhav hota hai, aur aapka effort zaroor rang layega!

  • @SidrashaikhShaikhsidra
    @SidrashaikhShaikhsidra 15 днів тому +1

    Ab chidiye nhi arhiz kiya video nhi dali

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  14 днів тому

      Nahi aisa nahi he new video jaldi upload karunga

  • @SidrashaikhShaikhsidra
    @SidrashaikhShaikhsidra 8 днів тому +1

    Daldo kb daloge video

  • @SidrashaikhShaikhsidra
    @SidrashaikhShaikhsidra 3 місяці тому +1

    Ajaye bas

  • @radhrishianujneetamalviya3094
    @radhrishianujneetamalviya3094 2 місяці тому +1

    Bhaiya Maine Aksar bada usse baat ki per unke pass kuchh bhi available nahin hai na hi 150 wala na hi pvc wala

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  2 місяці тому

      Haan unhone shayad nest banane ka kaam band kar diya hai

  • @jagjitsidhu9117
    @jagjitsidhu9117 3 місяці тому +1

    Khus reh veer

  • @radhrishianujneetamalviya3094
    @radhrishianujneetamalviya3094 2 місяці тому

    Mko link share karo uska manager kaun hai usse baat karni hai

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  2 місяці тому

      Nhi woh ab nest nahi banate hai

  • @radhrishianujneetamalviya3094
    @radhrishianujneetamalviya3094 2 місяці тому

    Kisse contact Karen iske liye

    • @SparrowWorld
      @SparrowWorld  2 місяці тому

      Akshar bird house walo ne ab nest ka kaam band kar diya hai