Ficd kam karta hai????? Agar nahi karta toh. Isko kholke aram se haat dalke clean kar sakte ho Rpm connection ko ....jo coupler hai isko Lamba Screw driver se Coupler mai press karna nikal jayga.........or ek baat Carbon brush mai agar diesel chala gya toh. Isko jaldi se kholke clean karo nhi toh alternator kharab ho jayga battery charge karna band ho jayga
Rpm aur better sıgn wale shocket me leakage se diseal gaya to clean kaıse kare. ..aur shocket tıght fıte ho to kaıse nıkale. sır🌺
Ficd kam karta hai????? Agar nahi karta toh. Isko kholke aram se haat dalke clean kar sakte ho Rpm connection ko ....jo coupler hai isko Lamba Screw driver se Coupler mai press karna nikal jayga.........or ek baat Carbon brush mai agar diesel chala gya toh. Isko jaldi se kholke clean karo nhi toh alternator kharab ho jayga battery charge karna band ho jayga
@@theindianmechanic6686ac leakage h.. Nıche soo k nahı hoga.
@@theindianmechanic6686 wd40 se hoga.
dc motor kitan no ka hay sar
Rs 775
775 hai ya 895 hai moter
895
Excite the alternator first
Pahle achhe se tite kar motor or alternator ko