@@Mypacificwall mem kitne birt krke chhod sakte hai birt bali 13 suhagne na mile to sasural me to kya mayke balo ko de sakte hai ya Bina birt bali suhagan ko de sakte hai
Mam mujhe es bar 22 year ho jayege to merko ek bar ye ujman karna chaiye na lekin virat karte rahe or mam jab hum kabhi chodhe to fir nahi karna h ujman
Medam Ji 🙏🙏 हमारे वहा पर साल में दो चौथ व्रत करते हैं, एक वही जो सब करते हैं, दूसरी माही चौथ करते है, जो जनवरी में आति है, आप से यह जानना है की मेरे को दोनो समय यह सामान (दक्षिणा) देना है, या एक बार यदि एक बार देना है तो कौनसी चौथ पर देना है। कृपा जानकारी दे। धन्यवाद। यदि दोनो बार देना है तो क्या दूसरी बार भी उनको ही देना जरूरी जिनको पहली बार वाली चौथ पर दिया था।
Maei 12 saal baad hee vidhva ho gai thae ,mujhko uddyapan ke baad hee chauth ka vrat chhodtey hain yeh nahi maaloom tha,per ab pata chala ki uddyapan kerna jaroori hota hai ,ab vrat ker Pana mushkil hai swasthya ke karan please maei kaeise karoon ?
Udyapan karna jaruri nahin hota hai nahin kar paye to koi baat nahin hai ab log udyapan karne lage Hain pahle to karte hi nahin the to aap tension na lo
Subah jab aap sargi karenge to usmein dahi jarur lijiyega dahi agar subah sargi mein le lenge to pyas Nahin lagegi FIR aapko jyada aur fry ki Hui chijen sargi mein Nahin lijiyega
Hlo mam m prgnt hu m aaj adyapn krna chati hu kse kru plz reply
Sirf ek vyakti ko sara sringar ka samaan aur sari de sakte h kya ??
Han ji
Mem ek samagri SAS ko ya nanand ko Dene wali he na vo agar sans ya nadan vrat nahin karti hai to bhi de sakte he kya
Mam . Varrt ka ujman kr liya h.ab ak sal bad waps vart krne ka kya vidhi h ..pleas bataiye jldi
thankyou apne bhut hi achha bataya
Welcome 😊
Apne mummy ya behan ko de skte h?
Kya udyapan ke din vrat rakhna chayeye aur udyapan ke baad chand ki pooja karni chayeye?
Kya pregnancy me kar sakte hai udyapan
Very very beautiful
16 ya 14 please reply
14
धन्यवाद जी
Jai mata di 🙏 itna saman na de paye to kya kre please mem bataye
Dekhiae kapde koi bhi kapda aap le sakte hain blouse ka peace le lijiye ya chunri le lijiye dakshina suhag ka saman yah to jaruri hai
@@Mypacificwall mem kitne birt krke chhod sakte hai birt bali 13 suhagne na mile to sasural me to kya mayke balo ko de sakte hai ya Bina birt bali suhagan ko de sakte hai
Mere bade papa ki mirtu hogai h 2month ho gaye h kiya me laxmi puja and kartik asnan kar sakte h. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 new laxmi maa la sakte h. दिपावली मे.
Ji ha
हा करिए लक्ष्मी पूजन
Madam Kya 20023main Karwa ujapan hai kya
Mam jaise koi udyapan krta karwa chauth ka and usne hume bulaya hai toh mera karwa chauth ka vrat kisko lagega
Pihar se kya kya saman aata h
Jay mata di 🙏🌹
Agar saas nahi hai ab to kisi saheli jo humse badi hai usko de sakte hai
Maine vrat ka udhyapan kr diya dono chauth k vrat ka .. ab m vrat rkhu to uska udhyapan dobara hoga ya ab sath k sath udbyapan hoga
Nhi , udyapan bus ek bar hi hota hai
@@Mypacificwall ab normal vrat dobara krne shuru kr dw
Ji ha ker sakte hai
Jo mahila karwachawth nhi karti ho usa v de sakte ha yasab ma samil kara sakta
Hanji suhagin honi chahiye
Vrat rakhne wali mahilao ko dena jaruri he kya
udyapan karne ke bad Bhi Kya Vrat Rakhna chahie 🙏❤️
Agar aap sharirik roop se Samarth Hai vrat rakhne mein to jarur rakhna chahie
Vidwa ka kiya ja skta h kya
Nhi
Mam mujhe es bar 22 year ho jayege to merko ek bar ye ujman karna chaiye na lekin virat karte rahe or mam jab hum kabhi chodhe to fir nahi karna h ujman
Aisa kuchh nahin aap kabhi bhi Ujjwal kar sakte hain
Jai mata di 🙏
Thanku ji
Welcome 😊
Medam Ji 🙏🙏 हमारे वहा पर साल में दो चौथ व्रत करते हैं, एक वही जो सब करते हैं, दूसरी माही चौथ करते है, जो जनवरी में आति है, आप से यह जानना है की मेरे को दोनो समय यह सामान (दक्षिणा) देना है, या एक बार यदि एक बार देना है तो कौनसी चौथ पर देना है। कृपा जानकारी दे। धन्यवाद। यदि दोनो बार देना है तो क्या दूसरी बार भी उनको ही देना जरूरी जिनको पहली बार वाली चौथ पर दिया था।
Maei 12 saal baad hee vidhva ho gai thae ,mujhko uddyapan ke baad hee chauth ka vrat chhodtey hain yeh nahi maaloom tha,per ab pata chala ki uddyapan kerna jaroori hota hai ,ab vrat ker Pana mushkil hai swasthya ke karan please maei kaeise karoon ?
Udyapan karna jaruri nahin hota hai nahin kar paye to koi baat nahin hai ab log udyapan karne lage Hain pahle to karte hi nahin the to aap tension na lo
समझना गुड
Kitni karva chauth karni
Kam se kam 14 varsh karne ke bad udyapan karna hota hai
Karwachudh pr bina pani ke vrat kese kre taki vrat krne me dikkat na ho enrgy kesi bni rhe
Subah jab aap sargi karenge to usmein dahi jarur lijiyega dahi agar subah sargi mein le lenge to pyas Nahin lagegi FIR aapko jyada aur fry ki Hui chijen sargi mein Nahin lijiyega
Koi gareeb ho to vo itna kharcha kaise kr skta h
Ab jo kal vrat rkhungi uska udhypan krna h kya
14 vrat hone ke phle udyapan kar sakte hai ya nahi??
Han ji
Ye sasural me kr sakte h sb
Yes
Thanku
Karva Chauth Ka udyapan Har Sal karna Hota Hai ya nahin
Nhi only 1 baar life me
Karba na le to
Hamare yahan per karva Lena jaruri hai, agar aap karva na len to Fir aap Jal ka Lota le lijiye
@@Mypacificwall ok mem