Meri shadi ko 3saal ho gye.. Shuru se hi sasural walo se alag hu.. karwa chauth ke niyam thk se jaan nhi payi.. Phle karwa chauth me m sargi nhi li thi. Aur pani pi li thi.. Dusre karwa chauth nhi kiya maine.. Teesre me m sargi le li aur nirjala kiya maine.. Plz mujhe guide kriye ki mujhe is baar kaise krna h.. plz request h rply kr dijiye ga plz..,🙏🙏
Bahut achha video hai neetu ji kai ledy ko confusion hota hai kuch bato ka to aap k vidio se un ko achhi or schhi jankari miljaygi radhe radhe neetu ji
Mam mere sasural paksh se koi nahi hai mere sath😢 bulate hi nahi and mera phela karwa choth fast h kya kr sakti hu plzz reply humare me sargi hoti hai khudh hi kha sakte hai kya
Mam mera 1st karwa h, to mujhe ye puchna h ki, meri sas or dono vart krenge to karwa mata ki ek tasveer ke aage apne karwe ki sthapna kr skte h, ya alag alag tasveer rkhe please reply🙏
Mam main point plz bta ji morning m sarge m kya khye kuch log bolte hi ki hm roti sabji or mitha kha skte or koi kahi kahta hm sirf morning m barfi ya freni hi khate h bs ye bta do
Kalash sthapna karna jaruri nahin hai aap saral vidhi se Puja kar sakte hain maine video mein bhi bataya hai sab log galat sthapna Nahin karte Hain to aap Kalash sthapna ko skip kar dijiyega saral vidhi ka video cal channel per aaega aap use ek bar dekh lena aur han abhi aap thoda bahut change kar sakte hain
Aise mein aap Katha Sun lijiye bye na nikal dijiye aur Raat Ko Apne Pati se alag dila dena aur karva chauth Mata ka calender aap kisi aur se lagva kar use per Tilak kara den kyunki karva chauth ka calender to aapko lawagana hi hoga, baki aap dur se hi hath jod le aur kar bhi agar aap bhar lijiyega
Jo ham karva chauth Mata ko singar ka saman chadhate Hain usmein se दो-चार chijen Dan kar dete Hain baki chijen karva chauth Mata ke Aashirwad ke roop mein ham khud use kar sakte hain
Di maine apne first fast me din me ek baar husband ke hath se dhudh barfi aur pani piya tha ..toh kya ab main next fast se liquid leke fast rakh skti hu ?? Ya bus din me ek baar hi piyo ?? Next yr mere dever ki shadi tab se change kr skti hu kya ??
Han ji ab aap chahe to aage aap Na piye lekin aapane pahli bar kuchh kha Pi liya tha to aage aap jab aapko koi health issue ho ya jawab ko koi pareshani ho to aap vrat mein chai Pani juice vagaira Pi sakte hain
नमस्ते नीतू जी 🙏 दो प्रश्न है मेरी। १)मैं एक बंगाली हू। हम लोगों में करवा चौथ की प्रथा नही है। क्या मैं यह व्रत कर सकती हूं?? २) मै विदेश में रहती हूं। मेरे पास न तो माता करवा की चित्र हैं, नाही पूजन की कोई सामग्री। क्या मैं बिना पूजन किए यह व्रत पहली बार उठा सकती हु???? कृपया मेरी मार्गदर्शन करें 🙏 आपकी शीघ्र उत्तर की प्रतीक्षा रहेगी।
Hello namaste mam pahle Humne yah Waqt Najar a Rakha tha lekin ab Ham is Waqt mein chai Pani Pi lete hain kya isase koi dosh lagega lagega to upay bataen please
Mere marriage ko 15 saal ho gayi he , me odisha se hun ,ye brat main kabhi ki nahi hun or iss saal me brat rakhna chahti hun kya me kar sakti hun please bataye
Didi mere mayke me karwa nahi manaya jata hai to,mera is baar ka karwa mayke me hi pad raha hai, to kya ham apne mayke wale Ghar me karwa chauth ki pooja ker sakte hai ki nahi,jaise kuch log bol rahe hai ki nahi manaya jata hai yahan to tum pooj bhi nahi sakti ho kisi aor ke yahan ja ker pooja ker lo to kya sahi hai wo bataiye aap
Dekhiae agar unko vahan per kuchh aitraz hai to aas pados mein jo mahila karva chauth ka vrat kar rahi hai aap unke sath baithkar Pujan kar lijiye bye na aap nikal dijiye jab bhi aapki saasuji milenge aap unko de dena baki chandraba ka Pujan chhat per jakar kar lena
Kartik ke last year ke videos hain aap vah dekh lijiye ek bar hamare ghar mein mis happening ho gaya tha to main video Nahin upload kar Pai Aaj havan hua hai aur havan hote hi Maine sabse pahle video upload kiya hai thank u so Mach for your sweet love 🤗🤗
@@Mypacificwall ok didi mujhe lg hi rha tha ki kuch hua honga tansion ho rhi thi apki bhut mujhe ab kisi or ko follow krne ka mn nhi krta mera didi ab to ho gai sarad purnima kartik aage wali aap dal hi donge
Mane jb first time karwa chauth vrat uthaya tha to mane karwa me prasd or mithai bhara tha.... Kya mai ab se krwa me Pani bhar skti h Prasad ki jagah plz btaye jarur .... Kuch log bolte hai ki jo first time bhra tha krwa me whi bharna hota h plz btaye... Mai bhot confuse hu .... Kyunki mai chahti hu iss bar karwa me prasd ki jagah Pani bhru hmesha ab plz jaldi reply dena kyuki 20 Oct krwa chouth bhi h isliye
Di humre yaha pr to sargi nhi khte h meri saas ko to nhi pata tha bhut phele se nhi rakha tha mere sasur nhi the isliye wo to bholgyi thi meri tabiyat theek nhi rheti h kbhi kbhi karwa chauth pr to kya m sargi khaskti hu ya nhi
Dekhi jab shaadi ko 7 sal Ho jaate Hain ya 14 sal Ho jaate Hain tab aap thoda bahut change kar sakte hain ya FIR aap udyapan karne ke bad thoda change kar sakte hain to agar aapki shaadi Ko itna time ho gaya hai to fir aap sargi Lena shuru kar sakte hain vaise hamare yahan per bhi sargi nahin Li jaati hai to main bhi sargi Nahin khati
क्या मैं इस बार पहली बार करवा चौथ मना सकती हूँ और व्रत रख सकती हूँ? मेरी एक दोस्त ने बताया कि इस साल करवा चौथ के बीच दो महीने का अंतर है, इसलिए जो लोग पहली बार व्रत रख रहे हैं उन्हें इसे नहीं करना चाहिए। क्या आप मुझे इस बारे में स्पष्ट कर सकते हैं?
Thank you didi Mera 1st karwa chauth hai .... Aap n maira Sara tension dur kar diya ❤️😘
Di aap hasti hui bahut pyari lagti he ese hi haste rahna jay choth mata🙏🙏
Thank you so much dear 🤗
Aap bohot cute ho or apki smile bhi 😊❤
Thank you so much in detail mein samjhane ke liye. Bhoth acchi video banayi hai aapne
Thank you so much ❤️ radhe radhe 🙏 jai Radhakrishna jai Gourishankar ji ✨️ 💖 🙏
Thanks Didi❤❤❤
Bohut sundar lag rehi he mam ❤
Aapane aapane bahut achcha sujhav Diya karva chauth ke bare mein hamen bahut achcha Laga dhanyvad
Aap bahut sundar lag rhi hai, Aapki video ka kbse wait tha Mam.❤
Didi sham me puja kr ke chai pani pee skte hain uske Bad chandra puja krege pehli bar kr rhi hu
Bahut accha bataya aapne ,jai kerwa mata ji ki
Thank you 🙏🏻
@@Mypacificwallapki karwa chauth Katha ka video nahi Mila Raha h ap plz share kijiye
@@Mypacificwallmam Jo sargi nhi lata wo vart kisa kara or khata sune ka bad sb bolta hai pani peena jarori hai or mujhe nirajala rhna hai kya kru
Thanku mam aapne bhut ache se smjaya h
Hum din me katha sunke hi pani pi sakte hai kiya please reply me
Happy karva chauth didi ji ❤very nice video
Thank you 😊
Thank you mem Aapne acchi jankari di
Jai mata karwa ma ji 🙏🙏🙏
U gave the best explanation and answers 2all my questions
Bahut wait tha aapki video ka Mam❤
Meri shadi ko 3saal ho gye..
Shuru se hi sasural walo se alag hu.. karwa chauth ke niyam thk se jaan nhi payi..
Phle karwa chauth me m sargi nhi li thi. Aur pani pi li thi..
Dusre karwa chauth nhi kiya maine..
Teesre me m sargi le li aur nirjala kiya maine..
Plz mujhe guide kriye ki mujhe is baar kaise krna h.. plz request h rply kr dijiye ga plz..,🙏🙏
Di kya sasur ji ko da diya jai 😊😊😊❤❤❤
Aap bhut ashe se samjaaye h aap 🤗🤗🤗
Mam pooja choki subh lgani hai ya sham m plz btaaye
Thank u dii aapne to sari confusion hi door kar di❤
Most welcome 🤗
Me first time rkhne ja rhi hu lekin me uk me hu yaha Chand hi nhi niklta mostly to kya kru
Hi kya hum iron use kr skte hai Karwachauth k vrat wale din ?
Beutiful ❤
Bahut achha video hai neetu ji kai ledy ko confusion hota hai kuch bato ka to aap k vidio se un ko achhi or schhi jankari miljaygi radhe radhe neetu ji
Radhe Radhe 🙏🏻 thank you 😊
mam Karva Chauth ke din manjan karke sona chahie ya FIR Subah karna chahie kaise karen please bata dijiye
Aor neem ka datun kr sakte hai please reply
@@user-khushisharma-d1ckarke Sona chahiye subh nhi krna chahiye
Thanks ❤
Mam kal kareachith hai. Main abhi paaninpee sakti hu. Vrat 5 baje se hi shuru hota hai na? Abhi paaninpee sakti hu
😊 mera fast उपवास है 😊
Thank you ma'am
Mam mere sasural paksh se koi nahi hai mere sath😢 bulate hi nahi and mera phela karwa choth fast h kya kr sakti hu plzz reply humare me sargi hoti hai khudh hi kha sakte hai kya
Ap apne ap hi sara saman lakar pooja aur sargi kar le koi jaruri nhi ha ki sasural vale hi sargi de
Thank you so much mam..... I will try 🙏 same
Sem question . Sem problem 😢🥺 mera bhi first karva choth he lekin me akeli hu 😓
Mam pregnet bhi vrt kr skti h kya mam 9th month chl rha h
Happy krva choth in advance di
Karwa chauth ka ujamna ya udyapan kaise karte hain ? Please bataye ga.
Udyapan ka detail video channel per hai aap ek bar dekh lijiye please
Mam mera 1st karwa h, to mujhe ye puchna h ki, meri sas or dono vart krenge to karwa mata ki ek tasveer ke aage apne karwe ki sthapna kr skte h, ya alag alag tasveer rkhe please reply🙏
Thankiu so much mam ❤
Thank you didi ❤🙏
Mam jo sat sik milte h pooja mai uska use kaise krna h ye to bata do siko ka ise pls mam
Thank you
Didi agr phla व्रत hm ne nirjla kiya h or ।। Ab mera baby chota h to m kase rkhu vrt ।। Change kr skti hu kya abki bar ke liye
Didi khadi chauth ka Bart kse karte h
Thank you ❤❤❤❤❤
Kya m 19 tarikh ko 12 bje k baad or 4 bje se pehle kuch kha sakte h
Hlo mam mene phle 3 vart nirjala Kiya h or is Mera baby 2 months ka h to me vart kese kru
Mam aap kaisi hai..
Thank you mein abhi aapke video k baare mein soch rahi thi...mam ab aap diwali ka pura video banaoge na??
Mam ek baat puchni hai ager gher meine shobar (child birth) toh kaise vrat kare arg kon de sakta hai plz short video
Mam raat me puja kaise karte h chanda bhagwan Or husband ki yeh bhi bta dijiyegaa
Ji cal aapko iska video mil jaega
जय माता दी जय माता दी 🙏🙏🌺
Mitti ka karva bharte kab hai.. Subah ya sham ko
Hair wash same day kare ya ak din pahle kare mam
Hello mam
Aisi manyata hai ki sarangi sas ke hath se leni chachiye , agr jo bahu sas se dur rhti ho , kya vo ye vrat rah sakti hai .
Di mere husband bahar lete hai to vart kese kholege
Very nice 👍
Thank you 👍
Thank you
You're welcome
Mam 4th day h mera kya mai karwa utha skti hu sar dho kr ke?
Hamare uk mein sun 7:30 pe niklega abhi yha raat hai 6:30 toh kya m sargi kar skti hoon??
Metha karwa lena zaruri hota h kya bina meethe karwe k puja n jo skta
Mam mere sasural me karva chauth nhi hota hai kya agr me karna cahu to kar Sakti hu mam please batayega please
Jay Mata Di
first karwachoth pr agr menses aajaye?
Mam main point plz bta ji morning m sarge m kya khye kuch log bolte hi ki hm roti sabji or mitha kha skte or koi kahi kahta hm sirf morning m barfi ya freni hi khate h bs ye bta do
🎉🎉🎉❤❤
Hello didi kya me shadi ke 7 saal baad new start kar sakti hu brat and kalash stapna karna parega kya
Kalash sthapna karna jaruri nahin hai aap saral vidhi se Puja kar sakte hain maine video mein bhi bataya hai sab log galat sthapna Nahin karte Hain to aap Kalash sthapna ko skip kar dijiyega saral vidhi ka video cal channel per aaega aap use ek bar dekh lena aur han abhi aap thoda bahut change kar sakte hain
Didi ham karva chauth par karva bat sakte h kya
Hello ma’am Maine har saal apni shadi ki saari pehni hai iss saaal kya main nayi saree pahne sakti hu ?
Han ji bilkul la sakte hain shaadi ki chunri odhana jaruri hota hai ya piliya udana jaruri hote hain baki sari to aap koi bhi pahan sakte hain
@@Mypacificwall thanq ❤️
Shadi ki chunari avilable nhi ho to
@@janvikashyap3849 exactly mere paas bhi nahi hai
Ram Ram bahan Neetu
Hi Didi
Aapke videos bohot helpful hai ❤❤
Karwachauth ke din periods Aur ghar me Aur Koi stree nhi hai to puja skip Karna hai kya
Please reply
Aise mein aap Katha Sun lijiye bye na nikal dijiye aur Raat Ko Apne Pati se alag dila dena aur karva chauth Mata ka calender aap kisi aur se lagva kar use per Tilak kara den kyunki karva chauth ka calender to aapko lawagana hi hoga, baki aap dur se hi hath jod le aur kar bhi agar aap bhar lijiyega
Radhey radhey di , suhag ka Saman jo karwachauth me chadate h usko kya khud use nhi kar sakte h kya ,
Jo ham karva chauth Mata ko singar ka saman chadhate Hain usmein se दो-चार chijen Dan kar dete Hain baki chijen karva chauth Mata ke Aashirwad ke roop mein ham khud use kar sakte hain
Nice
Sadi k 10 sal bad bhi sardi utha sakte h kya mam??
Pregnet bhi vrt kr skhti h kya mam
Aap video kiu nhi daal rhi thi
Di maine apne first fast me din me ek baar husband ke hath se dhudh barfi aur pani piya tha ..toh kya ab main next fast se liquid leke fast rakh skti hu ?? Ya bus din me ek baar hi piyo ?? Next yr mere dever ki shadi tab se change kr skti hu kya ??
Han ji ab aap chahe to aage aap Na piye lekin aapane pahli bar kuchh kha Pi liya tha to aage aap jab aapko koi health issue ho ya jawab ko koi pareshani ho to aap vrat mein chai Pani juice vagaira Pi sakte hain
Thanks mam
Most welcome 😊
Hmare yaha chlni se nhi dekhte kya vert purn nhi h iske bina or vidhwa v ise rkhti h
Karvachouth wale din bal dho sakte h ?
नमस्ते नीतू जी 🙏
दो प्रश्न है मेरी।
१)मैं एक बंगाली हू।
हम लोगों में करवा चौथ की प्रथा नही है। क्या मैं यह व्रत कर सकती हूं??
२) मै विदेश में रहती हूं। मेरे पास न तो माता करवा की चित्र हैं, नाही पूजन की कोई सामग्री। क्या मैं बिना पूजन किए यह व्रत पहली बार उठा सकती हु????
कृपया मेरी मार्गदर्शन करें 🙏 आपकी शीघ्र उत्तर की प्रतीक्षा रहेगी।
Thank you so much for lovely wishes 🙏❤apko bhi akhand suhag ki prapti ho 🙏😍
Most welcome dear 🤗
Hello namaste mam pahle Humne yah Waqt Najar a Rakha tha lekin ab Ham is Waqt mein chai Pani Pi lete hain kya isase koi dosh lagega lagega to upay bataen please
Husband bhi Puja kr skte hai kya agr Mai nhi kr skti hu to
Mere marriage ko 15 saal ho gayi he , me odisha se hun ,ye brat main kabhi ki nahi hun or iss saal me brat rakhna chahti hun kya me kar sakti hun please bataye
Sadi ko to 22.sal hogye meri.age.bhi.bhut kam h 36 ke ki hu sadi bhut jaldi hogi thi meri.thekk.thi.hu kuch nhi khate or nahi khaungi ☺️❤️❤️
Karwa mata ka photo karwachauth ke baad puja karte rehna chahiye ya alag se rakh skte hai?
Puja to sirf karva chauth ke din hi karni hai bad mein photo ko ham Rakh dete Hain
Nitu ji aapka video itne dino bad ku aaya h❤
Family mein miss happening ho gaya tha
Mam har sal puja me shringar me sabhi chije Leni hoti hai ya 3-4 chije le sakte hai please reply karna
Han ji aap chahe to aap sirf do chijen bhi le sakte hain jitna aapse Bane utna shringar lijiye
@@Mypacificwall ok thank you so much mene Gaye sal me 1 karva chauth aap ke hi video dekh kar Kiya tha ap bahot ache se samjati he thank you
@@Mypacificwall didi ham AEK hi karva rakhte he chandrama vala to suhag de aesa kese bole chandrama vale karve se ya please reply karna di
Didi mere mayke me karwa nahi manaya jata hai to,mera is baar ka karwa mayke me hi pad raha hai, to kya ham apne mayke wale Ghar me karwa chauth ki pooja ker sakte hai ki nahi,jaise kuch log bol rahe hai ki nahi manaya jata hai yahan to tum pooj bhi nahi sakti ho kisi aor ke yahan ja ker pooja ker lo to kya sahi hai wo bataiye aap
Dekhiae agar unko vahan per kuchh aitraz hai to aas pados mein jo mahila karva chauth ka vrat kar rahi hai aap unke sath baithkar Pujan kar lijiye bye na aap nikal dijiye jab bhi aapki saasuji milenge aap unko de dena baki chandraba ka Pujan chhat per jakar kar lena
It’s my 1st Karwa chauth and Mujhe periods hai .. Toh me kar sakti hoon k nahi?
I think no
Kha the aap didi kha the kha pr radhey radhey kartik ki video ki wait krte rhe hai m to
Kartik ke last year ke videos hain aap vah dekh lijiye ek bar hamare ghar mein mis happening ho gaya tha to main video Nahin upload kar Pai Aaj havan hua hai aur havan hote hi Maine sabse pahle video upload kiya hai thank u so Mach for your sweet love 🤗🤗
@@Mypacificwall ok didi mujhe lg hi rha tha ki kuch hua honga tansion ho rhi thi apki bhut mujhe ab kisi or ko follow krne ka mn nhi krta mera didi ab to ho gai sarad purnima kartik aage wali aap dal hi donge
Karwe me sarai lagai jati hai uske bare me bataiy.
Periods ke 4th day chand ko arag de skte hai
Meri saas sasur ji nhi rhe to kya me apni dadi saas ko de sakti hu?
Haa agar woo suhagan h too de skti h
Namak wala bhi kha sakte hai kya
Yes
Mene pahle व्रत m सरगी नहीं की थी तो इस व्रत में सरगी कर सकती हूं क्या मेरा ये 2nd व्रत है
Abhi 7 vart ke baad aap sargi suru ker sakte hai
9 brat k baad sargi kar sakte h plz reply
Or didi jaise meri shadi ho gayi h lar vidayi 21 October ki h to mera ye pehla karwachauth hoga ya sasural m jaakar agli saal se karu please reply
Abaki bar aapko vrat jarur karna hai 🤗
@@Mypacificwall mayke se kr skte hain pehli baar
Mane jb first time karwa chauth vrat uthaya tha to mane karwa me prasd or mithai bhara tha.... Kya mai ab se krwa me Pani bhar skti h Prasad ki jagah plz btaye jarur .... Kuch log bolte hai ki jo first time bhra tha krwa me whi bharna hota h plz btaye... Mai bhot confuse hu .... Kyunki mai chahti hu iss bar karwa me prasd ki jagah Pani bhru hmesha ab plz jaldi reply dena kyuki 20 Oct krwa chouth bhi h isliye
Or hamare me karwa bhi ek hi kharidte h
Di humre yaha pr to sargi nhi khte h meri saas ko to nhi pata tha bhut phele se nhi rakha tha mere sasur nhi the isliye wo to bholgyi thi meri tabiyat theek nhi rheti h kbhi kbhi karwa chauth pr to kya m sargi khaskti hu ya nhi
Dekhi jab shaadi ko 7 sal Ho jaate Hain ya 14 sal Ho jaate Hain tab aap thoda bahut change kar sakte hain ya FIR aap udyapan karne ke bad thoda change kar sakte hain to agar aapki shaadi Ko itna time ho gaya hai to fir aap sargi Lena shuru kar sakte hain vaise hamare yahan per bhi sargi nahin Li jaati hai to main bhi sargi Nahin khati
क्या मैं इस बार पहली बार करवा चौथ मना सकती हूँ और व्रत रख सकती हूँ? मेरी एक दोस्त ने बताया कि इस साल करवा चौथ के बीच दो महीने का अंतर है, इसलिए जो लोग पहली बार व्रत रख रहे हैं उन्हें इसे नहीं करना चाहिए। क्या आप मुझे इस बारे में स्पष्ट कर सकते हैं?
Didi ji 5 bje k baad sargi kyo ni ki jati please reply humare jaha to kahte hai k suraj ugne se pehle sargi krni hai bad me nahi
5:00 baje ke bad 6:00 baje ke aaspaas Surya ke ugane ka hi time hota hai isiliye 5:00 baje se pahle pahle sargi kar lete hain
Kya pahli bar vart uthate hai Tb husband ko bhi mayke se kapda aata hai
Hanji jode se kapde aate Hain lekin agar Na bhi la paye to husband ke naam ka hanky ya koi bhi kapda Rakh sakte hain