Bro how is the ground clearance of this guard? If you run over a hump on a bit higher speed, front lower side will not hit the hump and lose the control? Just a doubt 😊
Bro, yeh recently.lia hai tumne. Isme rusting issues aata hai suna hai maine. Aapke kisi jaan pehchan me hai kya jisne use kia ho and kafi time se use kr re ho?
Mujhe moto torque lagaye hue bhi ab 1 saal ho chuka hai...but kahi par bhi rusting shuru nahi hua hai...aur zana ke bhi mere friend ne around 2 saal pehle lagaya tha...abhi tak rusting nahi aayi hai.
@@AlphaDevesh Bhai maine socha tha mr clean leke alloys lagwau but Price bahut jada ho jara hai aur Black engine wali me chrome tank lagwau to looks acche ni hai but mujhe spoke wheels k puncture ka झंझट ni chahiye bahut confuse hu kaun sa liya jaye
Bhai mere according tmhe chrome gt hi lekar alloys lagane chahiye. Thoda paisa save karke alloys laga loge toh acha rahega. Kyunki jo dusra option hai usme RC card me bike ka color bhi change karwana parta hai RTO me jaa kar. Kyunki RC guard me grey ya blue hoga aur tmhari bike chrome hogi toh issue karenge police wale.
Bhai ground clearance toh sabka same hi hai kyunki sab guards upar lage hai bend pipes ke. But haa jab lean karoge tab zameen se touch hone ka jyada chance moto torque ka hi hai compared to other 2. Kyunki usme 2 sliders hai . But haa meri bike me moto torque hai lekin kabhi touch nahi hua ground se jab bahut bhi lean karte hai toh.
Bhai Mr clean Etna expensive kyu hai?? Log toh base model (red) kharid kar 11,000 main aftermarket Mr clean fuel tank lagwa lete hai Toh mr clean expensive hone ka... ya phir jyada paisa deneka kya matlab hai??
Bhai yeh sab bus royal enfield ka strategy hai. RE ke bikes ke saath aisa hi hai color ke basis me price badhate hai aur color bhi aisa ki bus fuel tank me hi change hota hai color mostly. But haa mr clean me baaki model se yeh jyada hota hai ki fuel tank aur headlight cowl chrome color ka hai. And chrome thoda expensive hota bhi hai. And baat rahi bike lene ke baad chrome tank lagane ka toh usme problem yeh hai ki chrome karne se RC card me bhi bike ka color change karwana parta hai jo RTO jaa kar hota hai
@@AlphaDevesh Thanks for reply.. then jyadatar log base model kharid kar aftermarket fuel tank kyu nahi lagwa lete hai? usse toh paise bhi Bach jayenge... RTO bhi karwa lenge....
Bhai itna easily nahi hota RTO me jaa kar change karwana....bahut time taking hai aur paise bhi lag jaate hai...phir baat barabar hi par jaata hai paise ke mamle me....
This was the video I was looking for
Thanks bro
Welcome bro
bhai moto torque wali GT me alloy wheels ke specs bata do
Front me new wali GT ka alloy laga hua hai and rear me meteor ka alloy laga hua hai jo 17 inch ka hai
Appreciate the details . Am gonna order moto torque. I was looking for suggestions. Yours helped. Appreciate it.
Bro for leg protection which is best? is it the RE crash guard?
For anything , i think moto torque is the best...as it has 2 sliders.
Which is dt headlight n plz share link bro n any effect to battery?
That a minus led headlight. It do not have any effect on the battery
amzn.to/3Np31IE
Bro how is the ground clearance of this guard? If you run over a hump on a bit higher speed, front lower side will not hit the hump and lose the control? Just a doubt 😊
Air fly Crash guard install ho sakta hai????
Bro, yeh recently.lia hai tumne. Isme rusting issues aata hai suna hai maine. Aapke kisi jaan pehchan me hai kya jisne use kia ho and kafi time se use kr re ho?
Mujhe moto torque lagaye hue bhi ab 1 saal ho chuka hai...but kahi par bhi rusting shuru nahi hua hai...aur zana ke bhi mere friend ne around 2 saal pehle lagaya tha...abhi tak rusting nahi aayi hai.
Bhai chrome engine me alloys acchi lagti hai ya BLACK ENGINE me is par bhi ek video banao
Bhai yeh toh thoda personal choice hai logo ka ki kya acha lagega.. but maine dono dekha hai aur mujhe chrome engine wala hi better laga.
@@AlphaDevesh Thanx
@@AlphaDevesh Bhai maine socha tha mr clean leke alloys lagwau but Price bahut jada ho jara hai aur Black engine wali me chrome tank lagwau to looks acche ni hai but mujhe spoke wheels k puncture ka झंझट ni chahiye bahut confuse hu kaun sa liya jaye
Bhai mere according tmhe chrome gt hi lekar alloys lagane chahiye. Thoda paisa save karke alloys laga loge toh acha rahega. Kyunki jo dusra option hai usme RC card me bike ka color bhi change karwana parta hai RTO me jaa kar. Kyunki RC guard me grey ya blue hoga aur tmhari bike chrome hogi toh issue karenge police wale.
@@AlphaDevesh OK thanx for the reply It really helped me a lot taking the decision I was so confused about the looks🙏🙏🙏
Kya purane spoke wheels sell ho jate hai ?
Sell toh ho jaata hai...but bahut mushkil hoti hai bechne me kyunki jaldi koi leta nahi hai aur lega bhi toh bahut kam price me lega
Which one will look better v1 or v2 of mt ?
Its personal choice bro...v2 has a metal strip extra with moto torque logo on it
bro out of stock khan se purchase karu?? any more option?
Moto torque wale crash guards toh online bhi bahut jagah milte hai aur offline bhi
Bhai konsa ka ground clearance kitna h
Bhai ground clearance toh sabka same hi hai kyunki sab guards upar lage hai bend pipes ke.
But haa jab lean karoge tab zameen se touch hone ka jyada chance moto torque ka hi hai compared to other 2. Kyunki usme 2 sliders hai .
But haa meri bike me moto torque hai lekin kabhi touch nahi hua ground se jab bahut bhi lean karte hai toh.
@@AlphaDevesh ok bhaii
Bhai
Mr clean Etna expensive kyu hai??
Log toh base model (red) kharid kar 11,000 main aftermarket Mr clean fuel tank lagwa lete hai
Toh mr clean expensive hone ka... ya phir jyada paisa deneka kya matlab hai??
Bhai yeh sab bus royal enfield ka strategy hai. RE ke bikes ke saath aisa hi hai color ke basis me price badhate hai aur color bhi aisa ki bus fuel tank me hi change hota hai color mostly.
But haa mr clean me baaki model se yeh jyada hota hai ki fuel tank aur headlight cowl chrome color ka hai. And chrome thoda expensive hota bhi hai.
And baat rahi bike lene ke baad chrome tank lagane ka toh usme problem yeh hai ki chrome karne se RC card me bhi bike ka color change karwana parta hai jo RTO jaa kar hota hai
@@AlphaDevesh Thanks for reply..
then jyadatar log base model kharid kar aftermarket fuel tank kyu nahi lagwa lete hai? usse toh paise bhi Bach jayenge...
RTO bhi karwa lenge....
Bhai itna easily nahi hota RTO me jaa kar change karwana....bahut time taking hai aur paise bhi lag jaate hai...phir baat barabar hi par jaata hai paise ke mamle me....
Finally Which is best brother
Moto torque
Bhaia maineto zana lagaitha, meri interceptor hei.
Zana is also good bhai
Main aaj moto torque ka crash gard kiya kitne din me deliver karte wo log 😅
Max 6-7 din me deliver kar dene chahiye
1 quantity order karne par 1 side ka milega ya dono side ka milega ₹ 4000 me.
ary bhai dono side k hi milte hai..ek side ka akela nai milta hai 🤣