1 Katori Chane Se Sirf 10 Minute Me|Easy And Tasty Recipe😋|

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 вер 2024
  • 1 Katori Chane Se Sirf 10 Minute Me|Easy And Tasty Recipe😋|
    Welcome to my Channel 🙏
    Subscribe Our Channel And Join Our Family:- / @soni_masala_kitchen
    Radhe Radhe friend aap sabhi ka hamare UA-cam channel Soni's masala kitchen mein aapka swagat hai. Aaj ham banaenge bhune hue chane Ke laddu Jo Keval 10 minut Mein Bankar taiyar Ho jaate Hain aur khane mein bahut hi swadisht hote hain jab Bhi aapka meetha khane ka man Karen aap ise jhatpat banakar enjoy karen. ise banane ke liye humne 8 se 10 badam main, aadha katori shakkar milakar use mixi Mein acchi tarah Se peace lenge. sath hi humne ek katori bhune hue chane liye hain jiska chhilka utaar liya hai use bhi ham Barik peace lenge. fir ismein char chammach milk powder milakar sabhi ko mix karke usmein थोड़ा-थोड़ा dudh dalkar ek soft dough taiyar karenge jab hamara dough band kar taiyar ho jaaye to uske छोटे-छोटे laddu banaa lenge to lijiye hamare chane se Bane hue laddu taiyar Hain yah khane mein bahut hi swadisht hain aap bhi ise banaa kar jarur dekhiae aur bataiye ki iska test kaisa laga. yadi hamara video aapko pasand aaye to hamare channel ko subscribe Karen hamare video ko share Karen avam like Karen.
    milte Hain agale video mein tab tak ke liye Radhe Radh.
    bhune Hue chane se banae mithaai bhune Hue Chane Ke Laddu sirf 10 minut mein banae bhune Hue chane se laddu jhatpat banne wali mithaai mithaai banaen bhune hue chane se laddu banae bhune Hue chane se Matra 10 minut mein
    Bhune chane khane ke fayde Bhune chane se mithai kaise banaen Chane ka laddu Chane ki mithai Soni's Masala Kitchen barfi recipe bhune chane ke fayde bhune chane ke pede bhune chane ki barfi bhune chane ki mithai chane ke laddu easy recipes healthy recipes laddu recipe sweet recipe tasty खाली पेट भुने चने खाने के फायदे भुने चने खाने के फायदे और नुकसान bune Chane Ke laddu bune chane ke fayde pede kaise banaen laddu chane ka powder bune chane ka powder
    #viral #trending #food #foodie #foodlover #yt #youtubevideo #youtube #sonismasalakitchen #bhunechane #bhunechanekimithai #recipe #cooking #mithai #indiansweets

КОМЕНТАРІ • 2