Mera khata uniyan bank me hai aur 4 sal ho gaye hai mene use nahi kiya ab muje use mere saher me transfar karvana hai to karna pade ga kya khata chalu bhi hoga kya pis bataia na
Salery account transfer hogya hai aab aage mujhe ifsc code naya wala dena hoga kya meri salery continue aa rhi hai..treasery me naya ifsc code dena hoga ya auto le lega...
Sir mere account Bangalore see Mumbai branch me transfer krwana hai toh mujhe application kha Dena pdega old branch me ya jis branch me transfer krwana hai uss branch me plz reply
Sir , mujhe mera account dusre state me tranfer krna hai to kya krna hoga example mera account Allahabad k SBI me hai and mujhe Nagpur k SBI branch me karna hai to application dono branch me submit krna pdega kya
Kya ye online possible hai online aavedan kar sakte hai darasal purana khata dusre sahar ka or ab gaaw me shift ho gya hu purana khata wala branche Jana possible nahi isliye online yesi facility hai kya jra bataye
waase jarurat kya transfer ki ye samjh ni aata. aur ye batao ki kyc mai e-banking sai kr skata hu kya?? bank waale khe rhe dusre branch mai online account transfer kr sakte hai please bateyea online kese hoga??
Sir mera account bihar ek sbi branch mein hai aurr abhi mai up ke aligarh m rh rha hun sare mere saath problem ye hai ki abhi abhi main 18 ka hua hun jiske wajah se meri account automatic close ho gya hai q ki main minor to major change nhn krwaya hun abtk sir ab main beghair bihar gae kya apna account ko major main change kr skta hun
sir mai us sahar mai nahi rahta hu mai dusre sahar mai a Gaya hu mujhe kya usi sahar ki branch mai jakar application Dena padega mai us sahar se kafi dur hu Kya kare?
Sar kya dusre ke naam per bhi Khata transfer kar sakte hain kya Sar jaise ki main Apna Khata Mere Chhote bhai ke naam mein transfer karna chahta hun Tu Ho Jaega kya reply dena
Bank account transfer ho Jane ke baad bhi address change nhi hua jabki Maine Sara address change ke liye application me mention Kiya tha ab kaise Hoga address change.
Mere sbi ka tranfer krwana hai.. Me unh puchna chata tha ki saadi ke baad meri wife ka sername change hogya h... to transfer hote hi sername change hojayega na
Jaise ek district me account h aur mera collage dusre district me jisse sarkari kaamo me problem ho rahi h to ..... same process hoga I know but m confused.. how can I write about district changing to college purpose
Bhaiya ....A/C no. change hoga ky
Sir kya account transfer krne se account ke phle wale paise rhenge ya nhn aur debit card aur passbook whi rhega ya change hoga
Sir ydi mera khata bgb me hi to usko ubi me transfer kar sakte hi kya
Sir kya sbi bank se uco bank me sailary a/c transfer kar sakte hai
Mera khata uniyan bank me hai aur 4 sal ho gaye hai mene use nahi kiya ab muje use mere saher me transfar karvana hai to karna pade ga kya khata chalu bhi hoga kya pis bataia na
Aap 500 ya 1000₹ jama karke dekh lijiye
Dusare Sahara me Khatami transfar karnes ke liye yehi ke ghar ke address par hoga ya naya docomant done hoge
Branch change hone par kya kya changes aate hai? Jese IFSC CODE / MICR CODE etc me???
Ac tranfer ho jane k bad new branch se passbook issue krwana krwana pdega ya fir purane passbook se hi kaam chalega
Purane bank me ya new bank me foram ko kaha jama karna parega
Purane bank me
ek state se dusri state me bhi kraa sakte hai kyaa
Bro New Branch Transfer Krne ke baad Hme new passbook Milti hai kya, kyuki Bank Ka IFSC Code Change hota hai isiliye?
Salery account transfer hogya hai aab aage mujhe ifsc code naya wala dena hoga kya meri salery continue aa rhi hai..treasery me naya ifsc code dena hoga ya auto le lega...
Plz mujhe ye btado Mera Bob ka ac SBI me transfer krana hai ho skta h
Sir state matter bhi karta hai, matlab ek state se dusre state me branch transfer karwana chahu to ho jaega?
Kya application K sath photo bhi cheye honge ???
Kiski Photo??
@@VishalOnlineClasses jiska account transfer krwana Hai?
Nahi..... Usko Khud jana Hoga.....
Sir jish bank me maine account transfer kr rha hu waha kya document and procedure hai woh bataa do ...khaate me balance safe rhega ya nhi
Mera account h but transfer k liye kisi or ko veje mai apne purane bank me to kya ye sambhao h.. Ho sakta h kya yesa
Nahi.... Aapko Khud jana padega
Sir mere account Bangalore see Mumbai branch me transfer krwana hai toh mujhe application kha Dena pdega old branch me ya jis branch me transfer krwana hai uss branch me plz reply
Sir bank transfer hone ke baad kya hme new bank account number milega ya purana vala hi chlega udhar bhi ??
Account number purana hi rahega...
Sir mara janna chahatu aplication dena k time jiska khata usiko jana padaga????
Haan...
Sir agar mera account bgb me hi to usko ubi me apne khata KO transfer kar sakta hu .agar kar sakta hu to kaise
Sir , mujhe mera account dusre state me tranfer krna hai to kya krna hoga example mera account Allahabad k SBI me hai and mujhe Nagpur k SBI branch me karna hai to application dono branch me submit krna pdega kya
Branch transfer krne par IFSC code purana branch ka rhega ya naya branch ka???
New Branch ka...
Bhai ye jis branch mai transfer karana hai usme ye application submit karna hai ya current account jis branch mai hai usme
Sir Kya bank account transfer karne p wahi address show karta janha pahle tha account pass book p address wahi rahta
Sir application koyi bhi de skta hai ya jiska account hoga use jana hoga plzz btaye
Jiska Account hoga wohi dega
.
Bhai jo log angutha chhap hai unka bhi account transfer hoga kya
Application Old Branch mein Dene ke baad New Branch mein jaake kuchh karna hoga kya.?
Bhai kya ye application purane branch ke jagah jaha transfer karana hai waha de sakte hai..??
Mera salery account he icici me... Branch change ho gaya or ifsc bhi.... Salery isi account me aati he... Koi dikkat to ni
Pension SBI Ac transfer krna h...
Kya ise v saving Ac ki trh trasfer hoga...??
ya fir koi aur tarika h..
Please ans..
Checkbook wahi rahega ki new lena padega
Mera account private bank me hai kya me apna account SBI me bhej Sakta hoon kya yhi account open ho Jaye sarkari bank me bhi
Sir .mene branch code dusri jagah ka dal Diya he..to ab mujhe wapis sahi pate par transfer karvana he to kis branch me jana padega... reply me sir
Jahan Aapne Account Open kara rakha hai... Vahan jakar pata kijiye....
@@VishalOnlineClasses Kya old branch se how jayega ..ya naye Brach me jana padega
kya hum apna bank account transfer ke liye apply waha se hi karna jaruri h jis city me open kia tha account ya kisi bhi city me kr skte h
Ye application new Branch mein jama karne se hoga kya
Old Branch me
Or new 🏦 branch ki passbook wahi ja k lana padega kya
Haan...
Kaise check kare branch transfer hua ya nahi
Bank branch me jakar pata kare...
Kya ye online possible hai online aavedan kar sakte hai darasal purana khata dusre sahar ka or ab gaaw me shift ho gya hu purana khata wala branche Jana possible nahi isliye online yesi facility hai kya jra bataye
Can we write application in English Format ?
New branch me kia kia proof le sakta hai jaise ki residential certificate of new branch city etc.
Union bank se union bank main hoga kya sir
Haan...👍
Application purane bank m dena hoga
Yes...
Account jha transfer karwana hai wha ka adress hona chahiye kya
Maharastra se mp ke bank me transfer ho sakta hai kya sir ....iske liye hame kya karna hoga
Sir mera accaunt dusre disttrict me he kya me mere home location kara saktaa hu kyaa
We should take new cheque book and all from new branch or old will work
waase jarurat kya transfer ki ye samjh ni aata. aur ye batao ki kyc mai e-banking sai kr skata hu kya??
bank waale khe rhe dusre branch mai online account transfer kr sakte hai please bateyea online kese hoga??
Sir mera account bihar ek sbi branch mein hai aurr abhi mai up ke aligarh m rh rha hun sare mere saath problem ye hai ki abhi abhi main 18 ka hua hun jiske wajah se meri account automatic close ho gya hai q ki main minor to major change nhn krwaya hun abtk sir ab main beghair bihar gae kya apna account ko major main change kr skta hun
Iske liye aap SBI Customer Care se baat kijiye
Ise credit card ko our debit card ko koi problem ayega
Transfer ke waqt koi proof document ki zarurat hoti hai ki nah.....i pliz
Yes
Kya document dena padta hoga
Bas Application Dena Hoga...
Sir account no. Same hoga ?
Bhaiya Mera savings account hai BOI me lekin passbook pe CIF no. nhi Likha hai...
Sir application dene ke bad transfer ke sath sath address bhi change kr dete hai Na ya nahi
Koie time limit to nhi hai jaise ki 1month phale karwaya tha phir karwana hai ho jaye ga n
Matlab?
1 month phale transfer karwaya tha phir account transfer kar wan hai ho jaye ga n
Ser, forme per date dalna bhool Gaya , forme reject to Nahi hoga
Sir icici bank ka transfer karna hai ye chalega plz say ..
ICICI se ICICI Bank Branch change ho sakti hai....
sir mai us sahar mai nahi rahta hu mai dusre sahar mai a Gaya hu mujhe kya usi sahar ki branch mai jakar application Dena padega mai us sahar se kafi dur hu Kya kare?
Kya ye application email se bhi bhej sakte hi branch k pass
Nahi ....
Aadhar card bhi Dena hota hai kya bhai
Sir jaise mujhe apna account rohtak se hisar transfer krwana h or hisar me kafi branch h us bank ki to konsi branch me transfer hoga khata
Sir 0 balance bala khata SBI ki badi shakha m transfer karbana chahta hu kya krna padega usi state m jha pr 0 balance bala account h
Same process hai.... Jo video me btaya hai
Mera hdfc me salary account h agr trafer krata hu to salary account hi rhega ya saving me convert krke trafer krege.plzz reply
Ek district se dusre district mei account transfer ho jayega
Naya address proof na ho to account transfer ho jayega??
Kis branch me jana hoga nye branch me ja skte h
Purane branch me application dena hai
Sir mera khata punjab nationl bank me he
aur wo bangal ka he
Abhi me mumbai me rehtahu
Mumbai me tanaafer hoga kya
sir new branch se passbook or atm kaise milega, a/c transfr hone k baad?
Pass book ke liye Contact kijiye.... Beach me aur ATM Same rahega
Sir kitna time lagta h
agar pensiom accunt taransfar karni ho to ???
online transfer kara sakte hai ya nahi please batay ....
Nhi
Kaun se grounds me transferred bank account wapas se pehli jagah transfered ho jaty hai ??
Bro kite dino me ye transfer complete ho jati hy
Sir ak state se dusre state me transfer ho jaega..??
South Indian se bank of Baroda ho jayega or PNB me
Kya bank account transfer online ho sakta h
Agar hum home branch ja ni sake to koi aur option h kya
Ek baar to jana hi padega application form dene
Koi bhi bank me transfer kra skte hai
Sir agr main apna account trnasfer krwata hun to mere account main jo already balance the kya wo usmein rhenge sir plzz reply
Sar kya dusre ke naam per bhi Khata transfer kar sakte hain kya Sar jaise ki main Apna Khata Mere Chhote bhai ke naam mein transfer karna chahta hun Tu Ho Jaega kya reply dena
Esa Hota ho nahi hai Shayad.... Aap ek Baar Near Branch me pata kar lijiye...
Close account transfer ho sakta hai sir
Sir apply karne ke baad kuchh proof dia jaega kya purane branch ki taraf se balance ki surity ka??
Application lekar 2000km dur jana jruri hai kya
Application mail ke through de sakte hai??
Nahi
Registered email ya speed post se bhi nahi?? Agar jana possible n ho to
Bank account transfer ho Jane ke baad bhi address change nhi hua jabki Maine Sara address change ke liye application me mention Kiya tha ab kaise Hoga address change.
Iske liye Bank Se Sampark kare...
Sir purane branch me hi dena hoga kya application.. jis branch me transfer krana h kya wahan nhi de sakte
Purani Branch me dena hoga...
Par sir hi meri purani branch Bandra ki h aur main abhi up me hu to koi aur Jugad Nahi h kya
Sr transfr k baad is me acc no change ho jata h ya nahi.? Mera acc no hi change ho gya sr
स्टेट बैंक से आईओबी बैंक में खाता ट्रांसफर किया जा सकता है क्या
Nahi ...... SBI Se SBi me hi Hoga.... branch Change hogi.
.. bank nahi
Which address information I should give to any one after transferring accout
Purane bank me kyo le jana hoga
Example :- A sahar me mera khata tha B Sahar me Aa gya Application dene fir A kyo jay..Sir
Mere sbi ka tranfer krwana hai..
Me unh puchna chata tha ki saadi ke baad meri wife ka sername change hogya h... to transfer hote hi sername change hojayega na
एप्पलीकेशन जहाँ ट्रान्सफर कराना है खाता वहाँ दे सकते या जहा पहले था वहाँ देनी होगी
Jahan pehle account tha ....
वो नाही होता है बोल बोल राहे है
Account number change hoo jaata kiya
Nhi...
@@VishalOnlineClasses ok
Jaise ek district me account h aur mera collage dusre district me jisse sarkari kaamo me problem ho rahi h to ..... same process hoga I know but m confused.. how can I write about district changing to college purpose
Aapko Account District Change Mention kar dena hai jo Problem hai Wo Application Me Likh dena hai....
Mera HYD Ka bank account h aur m abhi Bihar m hu kya yha rehkr transfer krwa SAkta h
Sir purane bank mein jaana compulsory hein nayee bank se nahi hoo sakta kya
Yes 1 baar jana hi padega
Sir hdfc bank ka a/c transfer hyderabad se indore online ho sakta h
Offline application de dijiye aap jahan bHi transfer karana chahte hai
Bank of Baroda se Punjab national Bank me transfer ho jayega kya??
Nahi..... Branch Change ho Sakti hai Bank Nahi.....
Can i send this application through Speed Post? Because it's very far to go old branch.
New Branch me bhi jama ho sakta hai
Sar bank to bank hoga ki ador bank m bi acaunt trasfar ho jayega Jese k SBI bank se union bank m hojaega