@@TheEverydayConsumer agr motherboard me 1 hi argb connector ho to kitne fans sync ho skte h and kya iske fans aapse me argb connector se connect hote h?
@@honeypradhan 1 argb connector se saare fans control ho jayenge ye saare fans connected hai so koi problem nahi Hogi Baki iska full video coming soon .
black ya white colour ke molex connector honge unko power supply se connect karoge toh saare fan chal jayenge aur ek argb header Hoga usko motherboard main lagana agar motherboard compatible hai toh
Mere mobo mein argb connector pins nahi hai to led change ho jaegi kya agar isko buy karu toh
Led Button se ho jayegi but jitne colour modes motherboard se milte hai utne nahi milenge
@@TheEverydayConsumer agr motherboard me 1 hi argb connector ho to kitne fans sync ho skte h and kya iske fans aapse me argb connector se connect hote h?
@@honeypradhan 1 argb connector se saare fans control ho jayenge ye saare fans connected hai so koi problem nahi Hogi Baki iska full video coming soon .
@@TheEverydayConsumer yes bro 1 argb se kaise kre vo bhi bta dena
Price and link
Bhai asus b450 argb motherboard se sync hota hai? Fan colour❤
Sabhi major motherboard manufacturers ke board se sync hotr hain fans bus argb header hona chahiye board main
@@Srp_design thanx bro🤝
Bhai ye iska black version h ya white?
Dono available hai
Aapka motherboard konsa hai bhi pls bol do
MSI PRO B760M - A Wifi Ddr4 Motherboard
Bhai front glass kese niklega
Side panel remove kar Sakte Hain front nahi
bhai atx mobo lagega ?
Full ATX nahi bro galti se bhi mat lagana usme
@@TheEverydayConsumer acha
Micro ATX? @@TheEverydayConsumer
Bhai fan ke connection kaise karne hai mere ek hi fan me rgb light aa rahi hai
black ya white colour ke molex connector honge unko power supply se connect karoge toh saare fan chal jayenge aur ek argb header Hoga usko motherboard main lagana agar motherboard compatible hai toh
@@TheEverydayConsumer motherboard me kaha
Bhai rgb turn off kar sakte hain?
Yes
@@Srp_design kayse kare, mera nehi ho raha
@@sauravmodak2365 upar led button hai usse dabane mode change hote hain aur band bhi ho jata hai aur motherboard kaunsa hai ye batao