Sir maine organic bazaar se grow bag mangwa kar plant lgaaye the achi meeti bna ke fir bi plant sare mar gye ek bi ni bacha sab sukh gye hai jabki Pani bi mai time to time deta tha rajsthan bikaner
Organic bajar per bahut mahanga milta shopsy app se mangaao aur pahle ka taiyar karo Ghar ke West se gobar khad sab taiyar karne ke bad ped lagane ke bare mein socho
Main Assam se hu. Apka video mujhe bahat assi lagti hai. Apki chenel mai join hone ki fayde kaya hai bataye na bhai. Maine ek nembu ki podhe nursery se lekar aya app tarha mitti banaya lekin growth nehi ho rahi hai kuch bataye na bhai
आप से रिक्वेस्ट है की आप फ्रूट प्लांट भी सेल किया करें सही फ्रूट प्लांट नर्सरी मे नहीं मिलते है ग्राफ्टिंग या एयर लरिंग वाले प्लांट झूठ बोल कर दे देते hai
Sir mere banana plant mai fruits nahi aa rahe...nursery wale ne bola ye dwarf verity hai...2 years ho gaye but fruits nahi...new plants uug ja rahe hai...kindly suggest me some solution. 🙏🙏
Nhi....agar normal ghar hai jo har koi majboot banwata hai toh koi farak nhi parta....bas chat pr roots penetrate na kare dhyan de....stands se plants aur chat ke surface mai gap rakhiye kuch nhi hoga....bahut log faltu ki bate karte hai ki kuch ho jayega...bas yeh sochiye agar govt allow kare toh aap ek manjil aur dal lege...plants ka vajan us lenter se toh Kam hi hoga...agar chat woh jhel legi toh plants ka weight toh kuch nhi hoga....😊
Kuchh nhi hoga agar aap 50 grow bags bhi rakh do tab bhi kuchh nhi hoga… par try kijiye ki soil light weight rahe taki wajan bhi kam ho or idhar udhar move karna bhi aasan rahe.
Bahot badhiya jankari dete hai aap aapse inspire hokar mene gardening start Kiya thankyou so much
हम भी गार्डेनिंग करते हैं। आपसे बहुत मदद मिलती है
बहुत ही अच्छी बागवानी है
Thanks
Shukriya jankari k liye bahut bahut aabhar ❤❤❤❤❤
Thanks and welcome
Mene aapki videos se bahut sare podhe lga rkhe h or sbhi successful h thank u bhaiya
Welcome
पपीते के साथ पपीती वाला कांसेप्ट भी एक वीडियो में बताइए
okay
Thank you.. very good and informative video... now I will look for separate video for each fruit..
Most welcome
Beautiful plant
Bahut badhiya jankari di aapne sar
Welcome
Bhut bhut DHANYAVAAD sir
Apke garden ka alobira Hara Vara rahta hai ah chat me hi lagati hun lekin oh pila ho jata hai Keya karna padega
Bahut hi achha laga apka garden sur
Thanks
Apka garden bahut sunder h g
Thanks
Nice fruits
Thanks for visiting
🙏❤👍👌🌺🌸🌼🌿 vry thanks bhai ji
Welcome
Bahut acha lga g
Thanks
dil khush ho jata hai aapki video dekhke😊😊
Thanks
Sir maine organic bazaar se grow bag mangwa kar plant lgaaye the achi meeti bna ke fir bi plant sare mar gye ek bi ni bacha sab sukh gye hai jabki Pani bi mai time to time deta tha rajsthan bikaner
Organic bajar per bahut mahanga milta shopsy app se mangaao aur pahle ka taiyar karo Ghar ke West se gobar khad sab taiyar karne ke bad ped lagane ke bare mein socho
Can we use neem khali powder for leechi plants
क्या कोई है जो मेरा सहारा बन सके मुझे बहुत
बोलिए
Batayie kya madad chahiye
Boliye kya madad chahiye
Kis tarah ka sahara chahiye tumhe?
Bataeye kya help chahiye aapko
Main Assam se hu. Apka video mujhe bahat assi lagti hai. Apki chenel mai join hone ki fayde kaya hai bataye na bhai. Maine ek nembu ki podhe nursery se lekar aya app tarha mitti banaya lekin growth nehi ho rahi hai kuch bataye na bhai
Aapki mitti ki tarah mitti banaya lekin growth nehi ho rahi hai.
Nice video
Thanks
Sir dragon fruit bada nahi ho Raha bigan main bhi bigan nahi lag raha Kiya Karen
bade grow bag me lagayen aur mitti ke sath khad milayen
आप से रिक्वेस्ट है की आप फ्रूट प्लांट भी सेल किया करें सही फ्रूट प्लांट नर्सरी मे नहीं मिलते है ग्राफ्टिंग या एयर लरिंग वाले प्लांट झूठ बोल कर दे देते hai
Alag alag nursery dekho usmein hi acche se plant milenge
Beautiful fruit 🍑🍓
Thank you 😋
@@TerraceGardening very nice terrace garden 🏡🏡
Sir 15 by 15 growing bag ma tomato ka 3plant laga sakte hai
Sir water supply video
Very soon
Sir mera pass sarso khali maine plants ko diya tha bachi hoi khad ko kya karna chaiye
🍁
Sir starting main aap ne jo lemon k8 plant show kiya ye konsa variety ka hai please kripa karke battyen 🙏🙏🙏🙏
Barahmashi lemon plant hai
Hello sir where can we get banana plant with less height?
Sir mere banana plant mai fruits nahi aa rahe...nursery wale ne bola ye dwarf verity hai...2 years ho gaye but fruits nahi...new plants uug ja rahe hai...kindly suggest me some solution. 🙏🙏
Poor soil hogi islie nhi aate kele.. potassium rich fertilizer do and full sun light milni chahie.
Please make video on banana plant
Will upload soon
45 डिग्री तापमान में कैसे सुरक्षित रखें
Green NET ka use karo
कौन सी वैरायटी का लगाए सभी फल के पौधे
Sir can we grow mangoes in cold area
Ek hi container me laga paudha kitane sal tak fruiting karata hai?
Aap kaha se ho sir
Kya shuru me he bade grow beg me lagane hai
Aap kaha se matlb konse state ya city se hai...
Ap apple ka tree kaha se laye?
Maine guava air layering kiya rooting ke bad usko cutting karke lagaya lekin success nahin Raha kyon please mujhe bataye
Lagate samay root damage ho gayi hongi
Kon se month m lage
kya jaise anaar ki pruning kerte hain waise hi kya guvava ki bhi kerne se fruit ayega
Nahi guava ki pruning anar ke plant se alag hoti hai
Sir itne plant lgaane se ghar ki ghar ki chat per koi pressure to nhi padega
Nhi....agar normal ghar hai jo har koi majboot banwata hai toh koi farak nhi parta....bas chat pr roots penetrate na kare dhyan de....stands se plants aur chat ke surface mai gap rakhiye kuch nhi hoga....bahut log faltu ki bate karte hai ki kuch ho jayega...bas yeh sochiye agar govt allow kare toh aap ek manjil aur dal lege...plants ka vajan us lenter se toh Kam hi hoga...agar chat woh jhel legi toh plants ka weight toh kuch nhi hoga....😊
Sir growbag to kuch time baad kharab ho jaata hai...
Mere ek gamle mein apne se moringa ka saplings ready ho raha hai,usko kitne bade gamle mein lagana hai aur kaise mitti taiyar karni hai.plz reply
ua-cam.com/video/W6e0OfA6y2s/v-deo.htmlsi=ONQ5oBRvocXmK-gX
Jack fruit plant can be planted in grow bag please reply
Yes you can
Mujhe gardening ki starting karni h
Kya krna chahiye kharch kam ho
Mere papite me phool chote se aate hai or kuch din baad khilne se phele hi sukh jaate hai
mitti sahi se banaiye beej sahi istemal kijiye aur bade grow bag me lagaiye
Kaise pata lagega ki grafted hai
Sir mere terrice per bhi ye sare fruit plant lage hain per ek me bhi fruiting nhi hoti h kya krun plzz help bahut bura feel horha h
mene jo tips share ki hian unko follow kijiye
@@TerraceGardening sir koi special fertilizer bataiye na
Bel plant ke bare mein bataye
mene lagaya hai but abhi chhota hai
Kele ki kon se variety h
Sir pata kaise chalega ki jo hum fruit poudha lekar aaye hai wo badiya hai
Jaha se lekar aa rahe hain unse punchhiye
Aapki videos bhot kam aati h deepak bhaiya ❤
thanks
❤
Sir what about weight on terrace is it not danger ? How I know how much weight I can put on terrace ? please give me some idea.
Thank you in advance.
Kuchh nhi hoga agar aap 50 grow bags bhi rakh do tab bhi kuchh nhi hoga… par try kijiye ki soil light weight rahe taki wajan bhi kam ho or idhar udhar move karna bhi aasan rahe.
what about avacado plant
uska bhi abhi trail hi chal raha hai
Aap mango kyun nhi lagate hain?
Sir kya aap online training bhi dete hai kya
www.terraceandgardening.com/courses/Urban-Gardening-Master-Class-62cc25ad0cf271c93ea06314
4 to 5 hours sunlight me kon se fryit plant lagte he?
Guava
@@TerraceGardening sirf guava? Aur koi?
Orange kab lagaoge
ek bar lagaya tha but hua nahi
Aapka aam ka plant kaha hai
Nursery me milege kya sabhi ped
Yes
Ye kis month m lgane h
fruit plant ko bahut jayda garmi aur bahut jyada sardi ko chhodkar salbhar lagaya ja sakta hai
Anar ko kab Narsi Se paudha Na Kar ugae❤
aap abhi anar ko laga sakte hain
Yah ped kaha milege sir
Abrar nursary
Nahi maray par may bich say bhi phal agay hay Allah ka shukar hay
Aapka number mil skta hai kya sir muje aapse kuch bat krni hai
Mukhtar can I have your number please i what to buy plant