भाईसाहब आप आपका चैनल पिछले 2 साल पहले से देखते आ रहा हूं आप का सारे विडियो देखता उससे मेने छत पर फ्रूट्स और सब्जी लगाना सिखा जिसका रेस्पॉन्स बहुत अच्छा मिला, पूरे मोहल्ले के लोग छत पर देखने के लिए आते है। Thanks 🙏 🎉❤
Mujhe bhi gardening bhout pasand h pr mere pass pots aur plants nhi h jada abhi aap log mere bhi channel ko support kijiye jisse mai bhi jld he earning kr sku youtube se aur khoob sare pots aur plans lekr video bna sku.🙏
Bahut sundar aap ka home garden hai dekh kr dil khush ho gya ❤❤❤ Maine v bnaya hai per mera mango 🥭 ka plants Garmi ke season me mer jaata hai koi upaaye bataiye
Sabse best tarika yeh hai ke bhaisahab aap kisi kabadi ke pas jaiye waha apko kabadi mein saste rate mein drum mil jayega usey cutting karke 2 bhag mein potting ke liye use kar sakte hai aur space bhi acha rahega dhanyawad
Nice video Sir m haryana State m rahta hu gamla m lagaye hua podho m Pani ab garmi k mosam m Dene k bare m batao ya es pr video banana taki naye ko fayada ho sake
Bhaiya Jee! Meri tulsi mein growth nahi ho raha hai. 5 month pahle lagaya tha. Purane patte dhire dhire ker ke sab jhar gaye hain. Aab tak naye patte 2-4 hi aaye hain. Naye mitti ke gamle mein naii mitti bharwaye or tulsi jee lagaye. Kripya btayen mujhe ki kaya karen. 🙏
Aap aam ke podhe bhai normal mitti me trichoderma powder thodi neem khali sarso ki khali or thodi si compost me lagaye isme zyda fertilizer dene se aam ka podha kharab ho jaata hai bhai
Sir aap mango ke plant ke grow bag ki mitti nikal kar usme mustard cake fertiliser bone meal organic pottash stone powder vermicompost aur seeved granules ussi mitti me aachi tarah milakar bhar de to aachi growth aur fruiting hone lagagi
Insb ke liye matti kaise banani hai or growbag ka size bta den papita wala growbag kitne size ka hai or kela wala amrood wala insb ka size batynge or tree lgane ka tarika batayen please
Meri Puri chat Khali padi hai 400+ sq foot ki per dar rehta hai ek toh lanter per wajan na aa jaye ped lagane se dusra dhup bohot jada hoti hai north India me 40+ degree temperature ab ese me kese terrace gardening hoga janab help me
Wow amazing very hard work . Sir please tell me how to grow lemon , cherry fruit ,all fruit plants .kon sa plant seed se laga sakte hai aur kis fruit ka plant lagana hai ..
Sir hamare yaha March se July Tak bahuth dhoop hoti hai kya garmi me bhi pruning kar sakte. Hai hamare yaha barish kam hoti hai kabhi kabhi nahi bhi hoti hai kya kare
Aam ka paidha maine do lagaye hai jise cenent ke vade square pot mei lagaya tha. Ek paudhe ko maine bade drum mei shuft kiya to woh achha fruit deta hai. Dusara abhi cement pot mei hai jo fruit nahi deta. Ab usako bhi drum mei change kar dekhenge!
भाईसाहब आप आपका चैनल पिछले 2 साल पहले से देखते आ रहा हूं आप का सारे विडियो देखता उससे मेने छत पर फ्रूट्स और सब्जी लगाना सिखा जिसका रेस्पॉन्स बहुत अच्छा मिला, पूरे मोहल्ले के लोग छत पर देखने के लिए आते है। Thanks 🙏 🎉❤
Deepak Sir apka home garden bhu2 hi jyada pyara h 👌👌👌👌👌
19:55
😊
Mujhe bhi gardening bhout pasand h pr mere pass pots aur plants nhi h jada abhi aap log mere bhi channel ko support kijiye jisse mai bhi jld he earning kr sku youtube se aur khoob sare pots aur plans lekr video bna sku.🙏
Beautiful garden bar bar app ka garden dekhane ka man hota hai mind blowing garden
Jai shri Krishna sir bahut sunder garden hai aapka
Bhai aap Kamal ho yrr 👌👌👌 good job👍
Mai aap ki 50+ videos dekh chuka hun aur mai bhi terrace gardening kar raha hun
sir ya bhuat acha idea ha fruit gardening ka❤❤❤
Very nice I am inspired from your bonsai nursery
Lots of love from Pakistan
Welcome
Nandan 1973 very good jai ho parjapati nice congratulations
Aapto bahutiiiiiiiiii lucky ho uncle v.nice
Bahut sundar😊 sirji apne direct bade bade plants lagaye ya phir seeds dale the. Bahut beautiful trees hai.😊👍
Wah bahut hi badhiya hai apka garden
Sir I would like to visit your garden, the plants are really beautiful😍
Very beautiful garden healthy plants😍👍
Bahut mehnati hain bhai aap. Bahut sunder
Apko kaafi knowledge hai plants k baare me good job 👍👍
Lya bhai apke bare me bss super se bhi uperrrrr
Beautiful beautiful beautiful beautiful
Bahut sundar aap ka home garden hai dekh kr dil khush ho gya ❤❤❤ Maine v bnaya hai per mera mango 🥭 ka plants Garmi ke season me mer jaata hai koi upaaye bataiye
Ap K garden KO dekh kr dil bagh, bagh ho jata h, sub kuch bht behtren h ❤ ks ks K taref kron bhaya
Bahut hi achha he apka garden
ये जो ग्रो बैग है ये धूप और पानी से फटता नहीं है क्या ?? 🥲
High quality aata h 5 saal nahi fayega
@@camanishsharma6419 kitne ka aata hai ek ?
80 ka
Mera angur bohut badh ho gaya hai fruit nahi a Raha hai kyon ❤❤❤
Sabse best tarika yeh hai ke bhaisahab aap kisi kabadi ke pas jaiye waha apko kabadi mein saste rate mein drum mil jayega usey cutting karke 2 bhag mein potting ke liye use kar sakte hai aur space bhi acha rahega dhanyawad
Bhai bahut badhiya kaam kar rahe hai 😊😊😊😊
How do you feel as you are blessed with a space and skill which enables to get such plant on your terrace
Grow bag kaha se kharida hai uski jankari de
organicbazar.net/collections/grow-bags
@@TerraceGardening dhanyawad
Apke garden bahut badhiya hai
All is good and NAIC thanks forever
Soooooo beautiful and it is the result of your hard work
आपका बगीचा बहुत बढ़िया लगा ❤❤
Please Har season ke flowers ke uupar bhi video banaye
Will upload soon
Maza aa gya dekh k yr
Thanks
@@TerraceGardening plz sir kali mitti me cocopeat mila ke fruit ke plant lga sakte h
Nice sharing brother iam so happy
18 inch k grow bag me ham kaun kaun se fruits laga sakte he
बहुत सुंदर
Deepak bhai aap jo bhi khaad aur pesticide use krte ho unka details k sath video bnao please my humble request to you
Nice video
Sir m haryana State m rahta hu gamla m lagaye hua podho m Pani ab garmi k mosam m Dene k bare m batao ya es pr video banana taki naye ko fayada ho sake
Deepak ji Sare fruit plant ka pot bhi show karaen
Amazing roof top gardening,how many years it took to grow fruit garden ?
Bahut hi Sandar Ati Sundar
Thanks
Superb bhai ji
Bhaiya Jee! Meri tulsi mein growth nahi ho raha hai. 5 month pahle lagaya tha. Purane patte dhire dhire ker ke sab jhar gaye hain. Aab tak naye patte 2-4 hi aaye hain. Naye mitti ke gamle mein naii mitti bharwaye or tulsi jee lagaye. Kripya btayen mujhe ki kaya karen. 🙏
शानदार😮
Beautiful fruit garden
Yes Thanks
Beautiful all plants
Nice garden 👌🏻
Bohut badhiya sir froot plant ki soil mix kaise banani hi please batane ki ktippa kare..appka garden Bohut badhiya hi..
ua-cam.com/video/zbgU0_PhyIk/v-deo.htmlsi=Wfh74ybQ6IVtBi8G
Aap aam ke podhe bhai normal mitti me trichoderma powder thodi neem khali sarso ki khali or thodi si compost me lagaye isme zyda fertilizer dene se aam ka podha kharab ho jaata hai bhai
Mere papa bhi hamare badi me bahut sare mango Kaju lemon amrud lagaye 😊
Nehi Nehi Sita fal ka ful isi mahine Mai ata hai ... Sab thik hai .. 👍👍 mere pas vi plant hai usme vi ful Aya hai ...
Shandar grdning
Please make a video for orange bonsai tree. how to grow more fruits but small height of tree. Thank you
very informative vdo. mitti ke bareme bhi bataiye.
Will upload soon
Awesome 👍
Bhai Angur Ki Kating Milegi Ahmedabad Me Bhej Sakte Ho Online Ces Pement
Main bhi ghar me amrud lagayi bahut sare fal lagte hai usme
शानदार
Deepak sir Aap ny fruit plants khan say liye thora btayengy
Nice sir 👌#garden for joy
Sir aap mango ke plant ke grow bag ki mitti nikal kar usme mustard cake fertiliser bone meal organic pottash stone powder vermicompost aur seeved granules ussi mitti me aachi tarah milakar bhar de to aachi growth aur fruiting hone lagagi
Dekh ke hi pet bhar gaya
Thanks
Aap mango ki bud ring se pruning kar dijia jissa us ma new growth ho gi 😊
Beautiful deepakji aap kahan say plants sab lia
Sir hamare yha up me to isi tm custard aaple aate h
Mere pe bhi flowering ho rhi h
Sir mere angur ke plant me fruiting nhi ho rhi h ....but uski growth bhut jyada ho rhi h ..kya kre
Mujhe sahjan ki sabji bahut pasand hai
Mujhe bhi
Wooo I love muskmelon 🤤🤤🤤
Sir maine anaar ka naya plant aaj he liya hai uske liye kon se pot ka chunaw karen aur pooting mix kya hi
Insb ke liye matti kaise banani hai or growbag ka size bta den papita wala growbag kitne size ka hai or kela wala amrood wala insb ka size batynge or tree lgane ka tarika batayen please
Appne apne garden mea yellow colour cards kio lagaye hai
Reply me please ❤❤❤
Aangur ka swad aap ke yaha kaisa tha khatt ya mitha
Aapne kabhi litchi kyu ni lgayi??? Litchi ki vdio dijiye plz
Kaju Almond Akhrot Nashpati etc ka bhi paudha lagaye
Mango ki dropf Verity use Kariye ambika arunima
Ap કે aam ke podhe me
Gobar ki Khad
Barmicumpost
Bondmil
Nemkhali
Cocopeat
ચાય કે pati
Mixe kar kar dedeje
ok thanks
Sir weight se roof par load nahi aata kya
Meri Puri chat Khali padi hai 400+ sq foot ki per dar rehta hai ek toh lanter per wajan na aa jaye ped lagane se dusra dhup bohot jada hoti hai north India me 40+ degree temperature ab ese me kese terrace gardening hoga janab help me
Sar aapane paudhe kahan se liye the please bataiye
Wow amazing very hard work .
Sir please tell me how to grow lemon , cherry fruit ,all fruit plants .kon sa plant seed se laga sakte hai aur kis fruit ka plant lagana hai ..
Woww.. Great sir 👍
Aam કે podhe me khad ki ap koMene apko bataya iska video બના na please
Very lovely। Plants
Aam ke plants ki aur bade gamle me lagaieye air sahi khad dijia
Sir hamare yaha March se July Tak bahuth dhoop hoti hai kya garmi me bhi pruning kar sakte. Hai hamare yaha barish kam hoti hai kabhi kabhi nahi bhi hoti hai kya kare
Aam ka paidha maine do lagaye hai jise cenent ke vade square pot mei lagaya tha. Ek paudhe ko maine bade drum mei shuft kiya to woh achha fruit deta hai. Dusara abhi cement pot mei hai jo fruit nahi deta. Ab usako bhi drum mei change kar dekhenge!
Es type ke fruits plant ka soil mixture kaise taiyer kre plz plz es pr ekk video dale
ua-cam.com/video/zbgU0_PhyIk/v-deo.html
Sir mujhe leechi lagana h kese lagau puri jankari de plz
Sir please btna kya krn Hamra anar ka tree sukh rha
Amezing🙏🙏
Maine cheeku ka plant lagaya h u jis ka flower fruit nahi Banta h kya reason h please do tell me
Deepak jee Mujhe aapke home garden me lage dragonfruit ka cutting cahiye , kiya aap mera help kar sakte h , main Umesh Kumar Dhanbad Jharkhand se,
Sir please btna haryana me bi ye fruit ho skta please btna
Sir, cherry ka seed kaha se liya hai.
Mera bhi amrud bij se lga tha aur ab fruiting hone laga hai
Very nice ❤❤
Sir mere custard apple main bhi phul aye huye hai aur fruits bhi Lage h
lemon plant ki hard pruning kab kare
great video bro
ਬਾਈ ਜੀ ਅਜੀਰ ਦੀ ਕਾਟਿਗ ਕਿਹੜੇ ਮਹੀਨੇ ਲਗਦੀ ਹੈ ਦੱਸਿਓ ਜੀ
Beautiful garden
Thanks
@@TerraceGardening hamre lemon plant k leaves girgae lekin lemon arahe hain
Sir fruit ke plant kaha se buy kare ki online shopping se