My. Father retired. Teacher. He passed. After my mother. Get govt. Family. Pension she. Passed. Recently. I dependendent. Her. But I am. Widow I. Have no. Source iget pension or. Not
Sar mere pitaji swatantrata Sangram senani the aur unhen pension milati thi unke bad Mata Ji ko pension milati thi mataji pitaji ab donon nahin h me unki beti hu mere husband ki mrutyu Mata Ji ke Rahane per hi Ho gai thi me unhi pe depend thi sar mujhe pension mil sakti h mataji pitaji ke documents mere pass h me widow hu sar kya mil sakti h age 45 saal 🙏🙏
🙏Odisha government ka rule alag hai kya? Mein pension kliye kam suru kar chuki hu. koi koi mujhe rok rahe hai. Unka kehna hai ki mere papa k jivit rhte hue mere husband ka death hua hota to mujhe pension lagu ho payega.maine ap ka video dikhaya to nol rhe hai ye central government ka rule hai. Har state ka alag alag rule hai kya? odisha govt kya rule hai please bataiye sir. Mere papa asp the police department main. Mere papa ka pension mummy ko milta tha. Mummy ki jivit kal main mere husband ka death ho gaya. Abhi mummy ki death ho gayi.koi bol raha hai hoga koi nhi . Main bohot confused hu.legal heir apply kar chuki hu.kya karu thoda guide kijiye. 😌 🙏
Wido doughter appna mikya ma h rhti ho to pension ka kya hota h .....wido doughter father and mother already deid.....2012 I will order to PPO .... after 3 months PPO ansed u will resved the pansion..... finally. I will not reserved the pension...
@@anchalrajput8131 please keep contact with the record office. If you are not being heard then file your Grievance through PCDA Allhabad #ua-cam.com/video/o9LPR0MevdQ/v-deo.html
Sir mere sasur railway me the Aasam karimganj me. Meri nanad 2007 me widow hui. Aur 2018 me mere sasur ki bhi death ho gai. Unke baad meri saas ko pention mil rahi hai. Meri nanad apne parents par hi depend hai to kya wo meri saas ke baad pention ke liye apply kar sakti hai. Unke 2 bete hai wo alag rahte hai unki marriage nhi hui lekin wo financially apni mother ko support nhi kar paate. Plz reply. Ager kar sakti hai to kab karna hoga aur kaha plz guide us
@@SankuMishra mere sasur ne apni beti ke widow hone ke baad kuch bhi kagzi karwahi nhi ki hai. To kya meri saas ab next pentioner me unka naam daal sakti hai. Iske liye kaha se start karna hoga
@@SankuMishra nhi milage bhai aise toh sabe chore hai free ka paisa daughter ka Bata aur daughter pension lage uski daughter ganarestion to ganarestion gvt ka paisa milage impossible
Sir mere pitaji railway me the ma pitaji k pahle hi gujar gayi uske baad me ghar me sabse chota hone k karan muje meri umar k 25 sal tak family pension milti rahi uske baad pension band hogai.meri family pension band hone se pahle hi mere jijaji ki death hogayi to ky meri bahan ko mere pitaji ki pension mil sakti hai? Railway wale kahte hai maa aur pitaji ke pahle jijaji ki death hoti to pansion milti thi.aap bataye sir ky kare
मेरे पिता उत्तर प्रदेश बिजली विभाग से सेवनिवरत है उनको पैन शन मिल्ती है और मेरी मा की की बी मौत हो चुकी है मेरे बहनो की बी शादी हो चुकी है वो सब अपने घरों मे है और मे अपने पिता पर आश्रित हु मेने अपना लिंग परिवर्तन करवा कर लड़का से लड़की बन गयी हु क्या मेरे पिता की मौत के वाद मुझे पुत्री के रूप मे परिवारिक पैन शन का लाभ मिलेगा pls मार्गदर्शन कीजिये
Sir ji mai unmerited putri hu our mere papa lainmen (vidyut mandal)the our unko pension milti thi jinka dehahant ho gaya uske baad maa ko pension milta tha our ab unka bhi dehant ho gya to kya mujhe pension milegi plz 🙏 mujhe rasta dikhaye sir ji mai bahut paresani me apna jivan yapan kar ri hu plz 🙏
Hii sir mere papa police me the mor chu sarvis me unki moot ho gai thi or fir 2 mahine baad meri maa bhi gujar gai uske baad 2 mahine muje pension mila fir meri umar 25 saal ho gai to pension badha go gya abhi tk meri sadi nahi huii mera koi bhai b nahi he..... Kya 25 ki umar ke bad pension bandh ho jata he...?
Sir mari sasu ma ki age 60 years hai or wo last month he Himachal education board se class 4 retired hue hain. lekin unhe education department se koi pension nahi hai. unke husband ki death 2010 mai ho gayi thi. or unke father ki death 2012 mai. to kya unhe unke father ki pension mil sakti hai because unke husband ki death tab hue to jab unke father bhi zinda the..... ek or baat. meri sasau ma ka ek bhai hai jo ki disabled hai or unke bade bhai uski khaas sewa nahi karte. ab meri sasu ma chahti hai ki pension father ki unhe lag jaye or wo apne disabled bhai ko apne he sasural le ayenge or unki khud sewa bhi karenge.. so is possible ki pension unhe mil sakti hai. please guide me so that kisi ka ghar chal sake 🙏 sasu ma ka ek beta hai jo ki just driver hai. or 3 betiya thi jinki shadi ho chuki hai. please guide kare 🙏🙏🙏🙏
@@EnglishHinglish jab confirmation mili tab se to milna chahiye benefit. However father k pension k liye father k head of office sare required documents leke Jana padega aplogo ko
Hello sir .....mujhe ek cheez puchhni thi ki meri mummy nana ke ghr rehti h mama mami ke saath papa ke marne ke baad but abhi mere nana expire ho chuke h to mama mami bhut pareshan kr rhe meri mummy ko ...daily ldayi krte h ....aur pension cancel krwa denge application dekr aisa bolte h ....kyoki unhone affidavit diya tha form submission ke time ki unko koi aaptti nhi h pension se ....abhi pension start nhi hui h but daily meri mummy ko dhamki de rhe ki pension rukwa denge application dekr ...to kya wo aisa kr skte h .....please reply kre sir
Sir meri mataji ek pensaner (o.f.k. jabalpur) tho 3/12/22 m death ho gai h lekhin meri bardi behan vidhva h inke husband ki daith 2012 m Hui thi aur dushri shadi nhi ki h abhi wo kotma m rehti aur maa mere pass jabalpur m rehti thi is m kon se dacument langange
medical card mai naam h to ja kar walefair office mai ja kr sampark kro wo batayege kiya krna h detel mai nahi hua to jo department mai aapke papa kaam krte thai ush department k adme dme se ja kr baat kro bolo mere bahan depended thi mere papa per uska sara kharch mai abhi de raha hu bahut dikkat se ghar chal raha h unka plz sir aap order de dijye sir ko manawo wo kr degeok
sir mre dada oct 2019 ko exper ho gye the or dadi 8 april 2023 ko exper hui hai or mri bhua widow 11feb 2023 hui hai toh kya mri bhua ko railway painson melegi...?? plz reply
@@SankuMishra hui hai mri dada 2019 me or dadi 8 april 2022 me or bhua feb 2022 me widow hui hai 3 month phle 3 month tk dadi pr depend thi toh aply kr skte hai na????
@@SankuMishra prosse me 70% complete ho chuka hai bank details ect sb le chuke hai railway me bs brother sister ki noc or affidavit baki hai is se proof hota hai ki bhua ke nam painson hogi
सर मुझे ये जाना है कि व्हिडिओ डॉटर के बेटे को भी पेन्शन मिल सकती है क्या और पी पीओपी नाम कैसे चलाये व्हिडिओ डॉक्टर की बेटी का बस सरही जाना है मुझे प्लीज सर रिप्लाय
Sir mere husband ki death 2016 me hui tu aur mere father ki death 2021 me hui or mother ki 2014 me aur mere father Delhi police me te kya mere father ki pension meri hojaygi ???
Sirji ek daut hai ki. Govt employee ki wife fahelehi gujarchuki our uskebad pentioner ki dethe ladkeko milsaktha hai pentione kuhunki ladka akelehi rahatha hai our usko kiska saport nahi hai our ladka 40 yet ka hai mansik roop se jitna vikas honatha utna nahi hosaka usko pentioner milsaktha hai hai to ky document chahihe please batao
Sir मेरे पिताजी की मौत २००० मे हुई मेरी माताजी को अब family pension मिलती हे मेरे पती की मौत 2015 हुई मेरी माताजी ने उनके बाद मुझे pension मिले इस लिए applicsion दिया था उसका जवाब आया लेकीन मुझे जादा पढना नही आता आब मुझे उसका अथ बताई The case for family pension for your widow daughter cannot be initiated during your life time The name of your widow daughter can be endorsed on the PPO only after the death of the pension holder as per CCS pension Rules, 1972. Your widow daughter, in that eventuality and at that stage , can make an application duly supported with requisite documents / certificates
Apke mataji ko jab Tak family pension milegi ap application nehi kar sakte. Mataji k baad ap department me abassik kagajat jama karke family pension k application dal sakte ha
Sir mere Papa KO death 2004 me ho gyi or Meri mummy Ki 2022 me Meri Bahan Widow h Jija Ji KO death 2008 me ho gyi thi abhi Meri Bahan Ke 2 bete h 1 beta 27 Saal Ka Jo private job krta h dusra beta Study kr rha h kya Meri Bahan Ki family pension bn shkti h or kya document lgege btana please
Sir Meri maa ki death ho chuki hi ,mere husband ki death meri maa ki death se pahle hui thi par mera naam ppo mai add nhi hi ,department ppo mai mera naam add nhi kar raha hi Aap bataye ki ppo mai name kaise add hoga
Sir mai widow hu or mera bhai handi caped puritarah se nahi hi uske hath me bachapan me bat boll khelne se chot lag gai thi or uske hath me thodi dikkt hai lakin uska hath pair kharab nahi hai or usne farji viklang kard bnawa rakha hai or wo meri pension me dawa kar raha hai or wo sadisuda bhihai kya usko pension me a hakdar ho sakta hai
Widow daughter eligible not eligible faimly pension after parents death under rule.plese copy of rules or notification widow daughter. Latest Supreme court decision New Rules.
Radheshyam bhaiya 🙏, Sir hum apni bua ke liye widow daughter pension ke liye apply kar rahe the but death certificate nahi arrange ho pa raha hain, and pension aa raha hain, Waise toh jaha mere dada kaam karte the and jaha se pension ata tha, usme se jaha mere dada kaam karte the waha usnhe pata aur unhi ne abhi suggest kiya file close nahi karne and jaha se pension ata tha waha pe bas jab death certificate nahi mila tha tav letter diya tha, Toh mere kuch questions hain ki, death certificate ke alawa koi aur option hain? And kya hame kuch arrange karna chaiye apne protection ke liye, taki koi future problem main na ho? And kya koi benefit abhi milta pension holder ke death ke baad kyunki mere ak jaan pehchaan ke pension holder ke death pe unke unmarried daughter ko kuch amount diya gya tha, Please iss point main guide karen
Sir meri nanad 2007 me widow Hui unke 2 bete hai wo private job karte hai ek 26 years ka aur dusra 23 years ka lekin meri nanad hamaare saath yani meri saas Jo ab pention le Rahi hai unke saath hi rahti hai. To kya wo meri saas ke baad pention ki haqdaar hai. Iske liye meri saas ko kya process karna padega. Hum Delhi me rahte hai aur mere sasur ki posting Aasam Karimganj me thi. Plz reply aur apna contact no. Dijiye taaki hum aapse salaah le sake
Hlo sir ek chij thi puchni thi jasa mere mother ka husband 1 may ko death hui Or mere mother ka father ki 12 may ko death hui toh railway vla bol rh ha bus 10 fark ha toh Kam hoga ya nhi smj nhi a rh ha
Bhaiya namaskar wedewed daughter ke liye yah bataiye kya department matlab Apne pitaji ke Jo Ghar hai use per bhi jaanch kar aati hai aur sasural bhi jaanch karate hai kya ismein kya rul hai pension pane ke liye pleasa
Death certificate of parents, death certificate of husband, marriage proof, aadhar voter pan, photographs, affidavit,noc from other family members, PPO BOOK, income Certificate etc
Sir my mother is a family pensioner, before her my father was the primary defence pensioner, now my sister is a divorcee, she filed the court case during the lifespan of my mother only and also got the divorce judgement, will she be eligible for family pension after the death of my mother, she is totally dependent on my mother's pension,no other member of our family is eligible for the same.
Sir mere papa ka death 2009 main, meri mummy ki death 2023 main aur mere husband ka death 2018 main hua tha . Kya main family pension k liye claim kar sakti hu. Kya abhi 2023 Feb se kuch rule change hua hai 🙏 please sir bataiye koi koi bol rhe hai ki ab law change ho gaya hai abhi nahi hoga🙏
Aur mai ne ye sua ke 2010 me government se GO pass hua hai ke father and mother ki death ke baad husband ki death hui tho bhi family pension milta hai please bataai mujhe
Sir my nanaji(ias) passed away in 2015 my nani is alive and gets his pension my nani has a daughter who was widowed recently after my fathers death in 2024 is my mother eligible for pension
In up Husband jo teacher the retirement k bd pension mil rhi thi unki death k bad unki wife ko pension milne lgi kya ab unki beti jo ki widow ho gyi hai unko mata ji ki pension unki death k bd mil sakti h ki nhi. Agar unka beta central government employee ho to
Sir agar widow daughter apne parents k upr depend na ho..aur uske husband ne bht sare property rakh k gya h...aur usi m se ghar chalta h widow daughter ko...mtlb m.i.s k paiso se kharcha chalata h to kya wo eligible h pension k liye plz batayega sir....🙏
Meri Man ke pitaji ko Mare Hue Abhi Ek Sal Hua Hai Aur meri man ke husband ko Mare Hue 2010 mein death hui thi Fir Bhi dikkat a rahi hai pension Banane Mein family
Sir ek chij puch ni thi jasa mere Nani jo thi 2018 ma death ho gayi thi laken Mera Nana jinda tha vo mere papa ka death ka 12 din bad death ho gayi toh isma mil skta ha kya mere mother ko penson Ma unka beta hu
Eak broker bolre ke 2010 me mere father ki death hui .mere mother ki death father ke retearment se phale hui .mere husband ki death 2019 me hui .ab wo bolre ke mere husband ki death certificate 2009 ka banna ke aj tak ka jo bhi pension hai wo paisa wo log lalete bolre jo pension monthly aata wo Lalo bolre kya aisa karna sahi hai galat please battaaye sirmere eak brother ki tha uski bhi deaths hogai
Dekhiye department ko false information dene k bad agar future verification me apko pakad lete ha to apke agaist kanooni karwai ho sakte ha, kripiya sabdhan rahe
Sir,Maye ek dependent widow daughter hun.Mere father ek freedom fighter thei and uska pension milta tha,lekin mere father ki death 1980 sal me huya,mere father Ki death hone ke baad mere mother ne uska pension pata tha,mere mother Ki jine ka time me mera husband ka death ho gaya 2015 me,us time se may pura dependent tha mere mother Ki pension Ki upar.Lekin mere mother Ki death 2021 me ho gaya.Ab kya mere ko mere father Ki family pension mile ga as a dependent widow daughter Ki hisab se?Or yadi milega to kya uska procedure hai please mere ko bataiye...🙏
Unmarried & unemployed daughter eligible hote ha Dependent family Pension k liye, agar ap Criteria match karte ha to bank se sampark kijiye to start family Pension
सर तो आप ये बताये की मेरी नानी के पिताजी फोजी थे उनकी डेथ 2003 में हुई थी और मेरी नानी की माताजी की 2014 में डेथ हुई और नानी के पति की नानी की माताजी के 6 महीने बाद हुई 2014 में ही तो वे विधवा लड़की पैंशन की हकदार है क्योंकि ये रूल तो तब नही था
सर जैसे कि बिजली कर्मचारी की सेवा के दौरान डेथ हो जाती है तो फिर उसकी पत्नी को वो पैंशन मिलती है और बाद में उस कर्मचारी की लड़की के पति की डेथ हो जाती उस कर्मचारी की पत्नी के रहते हुए तो और फिर कर्मचारी की पत्नी की डेथ हो जाती है तो उस विधवा लड़की को पेंशन मिलेगी
Sir Nani ko 17500 pension milti thi Nani expire ho gayi meri mummy widow he to mummy ko kitni pension milegi
Great sir 🙏👌
mere paas ppo ni h ...part ll order ni bn ra h plz help
Department kaun sa punjab widow daughter dependent
रेलवे कर्मचारी की एकमात्र आश्रित अविवाहित पुत्री को उससे बड़ी विधवा पुत्री जो कि कभी पिता के पास शादी के बाद नहीं आई फैशन के पात्र हो सकती है
पारिवारिक पेंशन के लिए केवल आश्रित बेटियां ही आवेदन कर सकती हैं
Sir, what is the maximum amount for annual income certificate submission for widow daughter after the retired pension holder ఆఫ్ widow daughter.
Widow daughter ka kon sa document lagyegye
ua-cam.com/video/7CiDAv1o96k/v-deo.html
great point sir in present time am dealing with one of this type of case
Sir agar widow ke bachche balig ho to kaya pension milegi
Mil sakta hai
Sir madhyapradesh me widow daughter ko family pension milta h ?
Kripiya department se sampark kare 🙏
@@SankuMishra okkk sir
My. Father retired. Teacher. He passed. After my mother. Get govt. Family. Pension she. Passed. Recently. I dependendent. Her. But I am. Widow I. Have no. Source iget pension or. Not
Please contact with your department
मुझे माताजी के बाद pension मिल सकती हे का
Ha mil sakta ha
Sir agr documents na de rhe ho pension lagvne ke liye to kya kare
Widow daughter ke bacchon ka bhi income mangenge kya
Nehi individual income dekha jayega
Sir mere bhai log bagir meri marji ke ye pension le sakte hai
Kiski pension?
Sar mere pitaji swatantrata Sangram senani the aur unhen pension milati thi unke bad Mata Ji ko pension milati thi mataji pitaji ab donon nahin h me unki beti hu mere husband ki mrutyu Mata Ji ke Rahane per hi Ho gai thi me unhi pe depend thi sar mujhe pension mil sakti h mataji pitaji ke documents mere pass h me widow hu sar kya mil sakti h age 45 saal 🙏🙏
Ap apply kar sakte ha
Disabled children income criteria how much pm.will get pension
Reply plz sir
Income criteria annual
@@lipinayak9173 employee k last basic pay + dearness relief k 30% se niche hona chahiye 🙏
@@SankuMishradeceased basic 18427 da 2875 how much 30%till August 2019
@@SankuMishra eligible hai sir..
🙏Odisha government ka rule alag hai kya? Mein pension kliye kam suru kar chuki hu. koi koi mujhe rok rahe hai. Unka kehna hai ki mere papa k jivit rhte hue mere husband ka death hua hota to mujhe pension lagu ho payega.maine ap ka video dikhaya to nol rhe hai ye central government ka rule hai. Har state ka alag alag rule hai kya? odisha govt kya rule hai please bataiye sir. Mere papa asp the police department main. Mere papa ka pension mummy ko milta tha. Mummy ki jivit kal main mere husband ka death ho gaya. Abhi mummy ki death ho gayi.koi bol raha hai hoga koi nhi . Main bohot confused hu.legal heir apply kar chuki hu.kya karu thoda guide kijiye. 😌 🙏
Kripya department se sampark kijiye, ye central government rule hai
Thank you sir @@SankuMishra
Sir ya widow pension ka Kam tak ho jyaga railway ma Kitna time lgta ga
Papers submit kiye apne
Ha sir kr dia
@@prayagsrivastava1776 kitna time hua submit karte hue
Sir yahi kuch 6 mahina
@@prayagsrivastava1776 kripya department se sampark kijiye itna din tak kam ho Jana chahiye
Sir please help
Widow pention ke liye ppo or document babk me de diye the but 2 month ho gye bank walo ne pention nhi dali kya kre?
Bank k cppc me likhiye
@@SankuMishra ok thankyou sir
sir mere mata ji ki widow daughter पै़शन लग गई i hai तो क्या वो कैंटीन कारड के लिए अप्लाई कर सकते हैं क्या
Canteen card employee ko issue hote ha
Sir ya property ka affidavit bhi Banta ha kya family pension ma
Property certificate apko tehsildar office se milega
Sir isma railway vla ghar pa bhi ata ha kya check krna ka lia
@@prayagsrivastava1776 ji check kiye jate ha 🙏, please subscribe for more information 🙏
Sir isma widow daughter ka hi lgta ka signature ya or kisi or ka
@@prayagsrivastava1776 please email me at sankumishra123@gmail.com 🙏
Me video hu Or mother or father ke bad video hue hu muje kes kerna h
In this condition Pension sanction hona muskil ha
Sir agr daughter ke bacche above 25 year old hai to bhi pension mil skti h kya
Daughter k bacche k age se koi fark nahi padta
@@SankuMishra aur family income se sir
@@AshishSharma-dl4kp individual income count ki jayegi
sir widrow daugter ka nikha naama kho jaye to kiya kre office mai maag raha h pensen k liye plz bataye sir
Clearly bataiye
#sanunathmishra Wideo daughter ke liye affivdevit and noc ka matter milga ky please
👍
Photo copy send krna sir both of
Wido doughter appna mikya ma h rhti ho to pension ka kya hota h .....wido doughter father and mother already deid.....2012 I will order to PPO .... after 3 months PPO ansed u will resved the pansion..... finally. I will not reserved the pension...
Which government Central or state?
Central.. army....
@@anchalrajput8131 please keep contact with the record office. If you are not being heard then file your Grievance through PCDA Allhabad
#ua-cam.com/video/o9LPR0MevdQ/v-deo.html
I contact Callng...plz
@@anchalrajput8131 agar apka kam nehi ho raha hai to pcda me online sikayet kijiye 🙏
Unmarried Dughter Pension File Ag Bangal me gaya hai kitna time lagi ga Strat hone me
1-3 month
Poti ko milega family pansan
Hello sir
Hello
Sir mere sasur railway me the Aasam karimganj me. Meri nanad 2007 me widow hui. Aur 2018 me mere sasur ki bhi death ho gai. Unke baad meri saas ko pention mil rahi hai. Meri nanad apne parents par hi depend hai to kya wo meri saas ke baad pention ke liye apply kar sakti hai. Unke 2 bete hai wo alag rahte hai unki marriage nhi hui lekin wo financially apni mother ko support nhi kar paate. Plz reply. Ager kar sakti hai to kab karna hoga aur kaha plz guide us
Agar claimant family pensioner k upar dependent ha then in absence of family pensioner she can apply
@@SankuMishra mere sasur ne apni beti ke widow hone ke baad kuch bhi kagzi karwahi nhi ki hai. To kya meri saas ab next pentioner me unka naam daal sakti hai. Iske liye kaha se start karna hoga
Hello sar mere window ke bahar se family pension lag gai hai but yah kitni der bad badhati hai sal mein kitni bar badhati hai
Sir documents kha sumbit karna hota he
Pensioner k head of office me
Agar koi parents k do widow daughter hai to kya dono hi pension k liye haqdar hai .. or dono ko pension k 50% milega
Ek hi eligible hai
Hello sir ....bank se receiving milne ke kitne din baad pension start ho jati h ?
30 days
Okay Sir...thankyou
Sir ,, please reply that widow mom has all the things that u tell in thia video but she didn't have the name in pensioner book
Please visit concern department for the needful
@@SankuMishra bas itna bataiye ki pension book me naam nhi hai to uska koi process hai ya nhi
Widow daughter ko bacche hai baccho kao baache hai toh be father ke pension milage
Mil sakta hai
@@SankuMishra nhi milage bhai aise toh sabe chore hai free ka paisa daughter ka Bata aur daughter pension lage uski daughter ganarestion to ganarestion gvt ka paisa milage impossible
Hello Sir
Form no. 10 kaha se milega
Please email me at sankumishra123@gmail.com 🙏
Widowed lady ka son state govt. Employee hain. Kya us putri ko apne pita ka pension milega?
भाई इसका जवाब मिलेगा तो मुझे भी बताना
Sir please bataiye iska koi age limited hein keya?
Age limit nehi ha
@@SankuMishra thanks
Sir mere pitaji railway me the ma pitaji k pahle hi gujar gayi uske baad me ghar me sabse chota hone k karan muje meri umar k 25 sal tak family pension milti rahi uske baad pension band hogai.meri family pension band hone se pahle hi mere jijaji ki death hogayi to ky meri bahan ko mere pitaji ki pension mil sakti hai? Railway wale kahte hai maa aur pitaji ke pahle jijaji ki death hoti to pansion milti thi.aap bataye sir ky kare
Ji apke maa nehi to pitaji k death se pehle agar jijaji ki death ho jata then family Pension milta
@@SankuMishra thank you sir
@@anilpujari6258 welcome 🙏
Thanks
Always Welcome 🙏
मेरे पिता उत्तर प्रदेश बिजली विभाग से सेवनिवरत है उनको पैन शन मिल्ती है और मेरी मा की की बी मौत हो चुकी है मेरे बहनो की बी शादी हो चुकी है वो सब अपने घरों मे है और मे अपने पिता पर आश्रित हु
मेने अपना लिंग परिवर्तन करवा कर लड़का से लड़की बन गयी हु क्या मेरे पिता की मौत के वाद मुझे पुत्री के रूप मे परिवारिक पैन शन का लाभ मिलेगा pls मार्गदर्शन कीजिये
Sir ji mai unmerited putri hu our mere papa lainmen (vidyut mandal)the our unko pension milti thi jinka dehahant ho gaya uske baad maa ko pension milta tha our ab unka bhi dehant ho gya to kya mujhe pension milegi plz 🙏 mujhe rasta dikhaye sir ji mai bahut paresani me apna jivan yapan kar ri hu plz 🙏
Kripya department se sampark kijiye 🙏
@@SankuMishra sir ji mujhe age 25 se jada ho gya h to nahi milega bol re h mai application bhi di hu to kya age limits hota h ladkiyo ke liye
@@reshmasuryavanshi2392 which state government
@@SankuMishra bijli vibhaag hai ye kisme ata hai mujhe nahi pata sentral government ya state government aap ko pata hoga mujhe bhi bata sakte hai kya?
@@reshmasuryavanshi2392 kon si state ha apki
Hii sir mere papa police me the mor chu sarvis me unki moot ho gai thi or fir 2 mahine baad meri maa bhi gujar gai uske baad 2 mahine muje pension mila fir meri umar 25 saal ho gai to pension badha go gya abhi tk meri sadi nahi huii mera koi bhai b nahi he..... Kya 25 ki umar ke bad pension bandh ho jata he...?
Above 25 pension not allowed
West Bengal govt k liye same rule h kya??plzzz sir rly krna.
Almost same rules
Sir meri nani ko pension milta h or meri mummy nani pe depend h jo ki wo widow h or mental v tho kya usko pension mil skta h
Mil sakte ha
@@SankuMishra or sir umarried daughter ko 25 ke baad mil skta h bihar sarkar
@@itsmyopinion4842 mil sakte ha, please subscribe for more information 🙏
Sir nani ko jo milta h nani ke sath mil skta h ya nani ke baad milega sir bataye tho
@@itsmyopinion4842 of अधिक जानकारी के लिए कृपया email me at sankumishra123@gmail.com 🙏 and subscribe my channel
Sir mari sasu ma ki age 60 years hai or wo last month he Himachal education board se class 4 retired hue hain. lekin unhe education department se koi pension nahi hai. unke husband ki death 2010 mai ho gayi thi. or unke father ki death 2012 mai. to kya unhe unke father ki pension mil sakti hai because unke husband ki death tab hue to jab unke father bhi zinda the..... ek or baat. meri sasau ma ka ek bhai hai jo ki disabled hai or unke bade bhai uski khaas sewa nahi karte. ab meri sasu ma chahti hai ki pension father ki unhe lag jaye or wo apne disabled bhai ko apne he sasural le ayenge or unki khud sewa bhi karenge.. so is possible ki pension unhe mil sakti hai. please guide me so that kisi ka ghar chal sake 🙏
sasu ma ka ek beta hai jo ki just driver hai. or 3 betiya thi jinki shadi ho chuki hai. please guide kare 🙏🙏🙏🙏
Sasu maa ko apni pension kyu lagi nehi?
@@SankuMishra thanks. kyuki wo daily basis par the. or jab pakke hue to pension ke liye eligible nahi the sir.
@@EnglishHinglish jab confirmation mili tab se to milna chahiye benefit. However father k pension k liye father k head of office sare required documents leke Jana padega aplogo ko
@@SankuMishra kon kon se document sir?
or agar sasu ma ka bada bhai nahi mana or kaha ke hame tumhe pension nahi lagani apne father ki tab? es case mai fir kya karna chahiye sir?
Kya yadi state govt ki widow pension mil rhi hai to rly widow daughter family pension nhi dega.
Two benefits lena thik nahi hoga
Mera nana ji army ma tha unka death 2009 ma aur nani ka 2005 ma meri ma vidwa hai PPO ma name add karne ka process batai sir
Record office visit kijiye name inclusion k liye
Sir apaka mob member malgakya
Kripiyia mujhe email kijiye at sankumishra123@gmail.com 🙏
Kick kabil vekil ka no. PETA ho to be ta a penshen say sembedhi ho
Hello sir .....mujhe ek cheez puchhni thi ki meri mummy nana ke ghr rehti h mama mami ke saath papa ke marne ke baad but abhi mere nana expire ho chuke h to mama mami bhut pareshan kr rhe meri mummy ko ...daily ldayi krte h ....aur pension cancel krwa denge application dekr aisa bolte h ....kyoki unhone affidavit diya tha form submission ke time ki unko koi aaptti nhi h pension se ....abhi pension start nhi hui h but daily meri mummy ko dhamki de rhe ki pension rukwa denge application dekr ...to kya wo aisa kr skte h .....please reply kre sir
Kar sakte ha
Okay Sir....Thankyou
@@SankuMishrasir kya ppo aane ke baad bhi wo aisa kr skte h ?
Reply de dijiye sir
Sir meri mataji ek pensaner (o.f.k. jabalpur) tho 3/12/22 m death ho gai h lekhin meri bardi behan vidhva h inke husband ki daith 2012 m Hui thi aur dushri shadi nhi ki h abhi wo kotma m rehti aur maa mere pass jabalpur m rehti thi is m kon se dacument langange
medical card mai naam h to ja kar walefair office mai ja kr sampark kro wo batayege kiya krna h detel mai nahi hua to jo department mai aapke papa kaam krte thai ush department k adme dme se ja kr baat kro bolo mere bahan depended thi mere papa per uska sara kharch mai abhi de raha hu bahut dikkat se ghar chal raha h unka plz sir aap order de dijye sir ko manawo wo kr degeok
Sir mere nana ji ka dehant ho gaya aur mere father nahi hai. Kya mummy ko penison milegi mummy ki age 60 hai. Aur nana ji police mein the.
M apne pita per hi aasrit hu to kka vidow beti ko pita ki sahmati se account m rupee aa sakte h
Ji apki baat samajh nahi paye hum 🙏
sir mre dada oct 2019 ko exper ho gye the or dadi 8 april 2023 ko exper hui hai or mri bhua widow 11feb 2023 hui hai toh kya mri bhua ko railway painson melegi...?? plz reply
Pensioner or family pensioner k jibit kal me widow hue hai to apply kar sakte ha
@@SankuMishra hui hai mri dada 2019 me or dadi 8 april 2022 me or bhua feb 2022 me widow hui hai 3 month phle
3 month tk dadi pr depend thi toh aply kr skte hai na????
@@yashwantsingh5117 please contact department
@@SankuMishra prosse me 70% complete ho chuka hai bank details ect sb le chuke hai railway me bs brother sister ki noc or affidavit baki hai is se proof hota hai ki bhua ke nam painson hogi
सर मुझे ये जाना है कि व्हिडिओ डॉटर के बेटे को भी पेन्शन मिल सकती है क्या और पी पीओपी नाम कैसे चलाये व्हिडिओ डॉक्टर की बेटी का बस सरही जाना है मुझे प्लीज सर रिप्लाय
पोती पारिवारिक पेंशन के लिए पात्र नहीं है, केवल मृतक सरकारी कर्मचारी के बच्चे ही पारिवारिक पेंशन के पात्र हैं
Sir widow daughter ka family pension karwana hai sir adhar card ma guardian ma pita ya pati kiska naam hona chahia
Avi dependent to pita k upar hi honge to pita k naam address hona chahiye
Uppcl me hai kya sir
Sir mere husband ki death 2016 me hui tu aur mere father ki death 2021 me hui or mother ki 2014 me aur mere father Delhi police me te kya mere father ki pension meri hojaygi ???
Agar aap apne pita ke upar dependent the then you can apply 🙏
Sirji ek daut hai ki. Govt employee ki wife fahelehi gujarchuki our uskebad pentioner ki dethe ladkeko milsaktha hai pentione kuhunki ladka akelehi rahatha hai our usko kiska saport nahi hai our ladka 40 yet ka hai mansik roop se jitna vikas honatha utna nahi hosaka usko pentioner milsaktha hai hai to ky document chahihe please batao
pehle department jake apne name ko PPO me include karwaye
Sir ye yojna Gujarat me applicable hai?
Almost sabhi state pe ye rule applicable ha 🙏
Sir मेरे पिताजी की मौत २००० मे हुई मेरी माताजी को अब family pension मिलती हे मेरे पती की मौत 2015 हुई मेरी माताजी ने उनके बाद मुझे pension मिले इस लिए applicsion दिया था उसका जवाब आया लेकीन मुझे जादा पढना नही आता आब मुझे उसका अथ बताई The case for family pension for your widow daughter cannot be initiated during your life time The name of your widow daughter can be endorsed on the PPO only after the death of the pension holder as per CCS pension Rules, 1972. Your widow daughter, in that eventuality and at that stage , can make an application duly supported with requisite documents / certificates
Apke mataji ko jab Tak family pension milegi ap application nehi kar sakte. Mataji k baad ap department me abassik kagajat jama karke family pension k application dal sakte ha
Sir agar Widow daughter ka ek beta ho ,aur wo pvt job krta ho to use bhi pension mil sakti hai?
Income 9000+dearness relief se Kam hona chahiye
Sir mere Papa KO death 2004 me ho gyi or Meri mummy Ki 2022 me Meri Bahan Widow h Jija Ji KO death 2008 me ho gyi thi abhi Meri Bahan Ke 2 bete h 1 beta 27 Saal Ka Jo private job krta h dusra beta Study kr rha h kya Meri Bahan Ki family pension bn shkti h or kya document lgege btana please
Sir vidow dougter ho or brother handicap hai or wo sadisuda hai to kya bhai bahan dono ko pansion milagi
Pehle to disable Children ko milega
Sir
Meri maa ki death ho chuki hi ,mere husband ki death meri maa ki death se pahle hui thi par mera naam ppo mai add nhi hi ,department ppo mai mera naam add nhi kar raha hi
Aap bataye ki ppo mai name kaise add hoga
Department ko pehle application daliye, aur puchiye kyu wo name add nahi kar raha hai
Sir widow doughter ko femly ✒penshion kitni milti hai
Normal Rate se milegi
Sir mai widow hu or mera bhai handi caped puritarah se nahi hi uske hath me bachapan me bat boll khelne se chot lag gai thi or uske hath me thodi dikkt hai lakin uska hath pair kharab nahi hai or usne farji viklang kard bnawa rakha hai or wo meri pension me dawa kar raha hai or wo sadisuda bhihai kya usko pension me a hakdar ho sakta hai
Sirf disability certificate kafi nehi hota ha family Pension k liye ek aur test ki jayegi, please subscribe for more updates 🙏
Hllo sir agar documents na ho to kaise pension lag skti hai
जरूरी बात करनी hi
Widow daughter eligible not eligible faimly pension after parents death under rule.plese copy of rules or notification widow daughter. Latest Supreme court decision New Rules.
Contact with the department
Radheshyam bhaiya 🙏,
Sir hum apni bua ke liye widow daughter pension ke liye apply kar rahe the but death certificate nahi arrange ho pa raha hain, and pension aa raha hain,
Waise toh jaha mere dada kaam karte the and jaha se pension ata tha, usme se jaha mere dada kaam karte the waha usnhe pata aur unhi ne abhi suggest kiya file close nahi karne and jaha se pension ata tha waha pe bas jab death certificate nahi mila tha tav letter diya tha,
Toh mere kuch questions hain ki, death certificate ke alawa koi aur option hain? And kya hame kuch arrange karna chaiye apne protection ke liye, taki koi future problem main na ho? And kya koi benefit abhi milta pension holder ke death ke baad kyunki mere ak jaan pehchaan ke pension holder ke death pe unke unmarried daughter ko kuch amount diya gya tha, Please iss point main guide karen
Sir meri nanad 2007 me widow Hui unke 2 bete hai wo private job karte hai ek 26 years ka aur dusra 23 years ka lekin meri nanad hamaare saath yani meri saas Jo ab pention le Rahi hai unke saath hi rahti hai. To kya wo meri saas ke baad pention ki haqdaar hai. Iske liye meri saas ko kya process karna padega. Hum Delhi me rahte hai aur mere sasur ki posting Aasam Karimganj me thi. Plz reply aur apna contact no. Dijiye taaki hum aapse salaah le sake
In this connection department ko application daliye name inclusion k liye
Hlo sir ek chij thi puchni thi jasa mere mother ka husband 1 may ko death hui
Or mere mother ka father ki 12 may ko death hui toh railway vla bol rh ha bus 10 fark ha toh Kam hoga ya nhi smj nhi a rh ha
Rule k anusar husband k death father athaba mother k death se pehle hona chahiye 🙏
Sir laken jo mummy ki mother thi vo Mera father sa phla Mari thi but jo mere mother ka husband tha vo mere
Nana sa 12 din phla death ho gayi
@@prayagsrivastava1776 then you can apply, magar apko ye Proof karna padega ki ap unke upar dependent the
Sir ya proof kasa karanga apan kuch document lgta ha kya
@@prayagsrivastava1776 please email me at sankumishra123@gmail.com and subscribe the channel I will inform you 🙏
Grant of family pension disability brother ke liye vidio banaiye
Ok
Bhaiya namaskar wedewed daughter ke liye yah bataiye kya department matlab Apne pitaji ke Jo Ghar hai use per bhi jaanch kar aati hai aur sasural bhi jaanch karate hai kya ismein kya rul hai pension pane ke liye pleasa
income sources ko janch kiya jata ha, Properties dekha jata ha aur usse anewala income ko dekha jata ha
Is me kya kya documents lagane Hain please batao
Death certificate of parents, death certificate of husband, marriage proof, aadhar voter pan, photographs, affidavit,noc from other family members, PPO BOOK, income Certificate etc
Family pension mein doughter in law ka roll
No role for daughter in law 🙏
Khanooni karwaai jail bhi hosakti hai kya
Mai ne kheda ke nai chaaiye
Be Alert from fraud stars
Mere mother father ki death ho gyi hai or meri widow sister hai but jija bhi army mai the to kya mere mother father ki pendion sister ko milegi
Army k pension to sister ko milti hogi
Kya do (2) widow daughters ko adha adha (50 -50)pension mil sakts he
Twin hone se mil sakta ha
Sir my mother is a family pensioner, before her my father was the primary defence pensioner, now my sister is a divorcee, she filed the court case during the lifespan of my mother only and also got the divorce judgement, will she be eligible for family pension after the death of my mother, she is totally dependent on my mother's pension,no other member of our family is eligible for the same.
Yes you can approach the department
Sir mere papa ka death 2009 main, meri mummy ki death 2023 main aur mere husband ka death 2018 main hua tha . Kya main family pension k liye claim kar sakti hu. Kya abhi 2023 Feb se kuch rule change hua hai 🙏 please sir bataiye koi koi bol rhe hai ki ab law change ho gaya hai abhi nahi hoga🙏
Eligible hone se department se sampark kijiye
@@SankuMishra thank you sir 🙏
Aur mai ne ye sua ke 2010 me government se GO pass hua hai ke father and mother ki death ke baad husband ki death hui tho bhi family pension milta hai please bataai mujhe
Is tarah ka koi update nehi ha avi tak
Thanks sir
Sir my nanaji(ias) passed away in 2015 my nani is alive and gets his pension my nani has a daughter who was widowed recently after my fathers death in 2024 is my mother eligible for pension
In up Husband jo teacher the retirement k bd pension mil rhi thi unki death k bad unki wife ko pension milne lgi kya ab unki beti jo ki widow ho gyi hai unko mata ji ki pension unki death k bd mil sakti h ki nhi. Agar unka beta central government employee ho to
Mil sakta hai kripya department se sampark kijiye 🙏
Income criteria of widowed daughter???
Under 9000+dearness relief
Sir agar widow daughter apne parents k upr depend na ho..aur uske husband ne bht sare property rakh k gya h...aur usi m se ghar chalta h widow daughter ko...mtlb m.i.s k paiso se kharcha chalata h to kya wo eligible h pension k liye plz batayega sir....🙏
Sir bank se saari details nikal jaayegi kya
Meri Man ke pitaji ko Mare Hue Abhi Ek Sal Hua Hai Aur meri man ke husband ko Mare Hue 2010 mein death hui thi Fir Bhi dikkat a rahi hai pension Banane Mein family
Problem kon kar rahe ha department??
Sir ek chij puch ni thi jasa mere Nani jo thi 2018 ma death ho gayi thi laken Mera Nana jinda tha vo mere papa ka death ka 12 din bad death ho gayi toh isma mil skta ha kya mere mother ko penson
Ma unka beta hu
Mil sakte ha, magar unke death time apke mataji unke upar ashrit the wo prove karna hoga
Hello sir , Namaste ! Sir please ye btaye ki demise certificate kya h sir ...death certificate aur demise certificate me antar kya hai ?
Hi sir namaste
Namaste
Eak broker bolre ke 2010 me mere father ki death hui .mere mother ki death father ke retearment se phale hui .mere husband ki death 2019 me hui .ab wo bolre ke mere husband ki death certificate 2009 ka banna ke aj tak ka jo bhi pension hai wo paisa wo log lalete bolre jo pension monthly aata wo Lalo bolre kya aisa karna sahi hai galat please battaaye sirmere eak brother ki tha uski bhi deaths hogai
Dekhiye department ko false information dene k bad agar future verification me apko pakad lete ha to apke agaist kanooni karwai ho sakte ha, kripiya sabdhan rahe
Sir,Maye ek dependent widow daughter hun.Mere father ek freedom fighter thei and uska pension milta tha,lekin mere father ki death 1980 sal me huya,mere father Ki death hone ke baad mere mother ne uska pension pata tha,mere mother Ki jine ka time me mera husband ka death ho gaya 2015 me,us time se may pura dependent tha mere mother Ki pension Ki upar.Lekin mere mother Ki death 2021 me ho gaya.Ab kya mere ko mere father Ki family pension mile ga as a dependent widow daughter Ki hisab se?Or yadi milega to kya uska procedure hai please mere ko bataiye...🙏
Unmarried & unemployed daughter eligible hote ha Dependent family Pension k liye, agar ap Criteria match karte ha to bank se sampark kijiye to start family Pension
@@SankuMishra Criteria kya kya hai sir...please help me sir...
@@atanudas5996 ap please mujhe email kijiye at sankumishra123@gmail.com Circular apko bhej dunga
Sir bihar mai eligible hai ye??
Almost sabhi state me ye applicable ha
Widowed lady ka son central govt. Employee hain. Kya us putri ko apne pita ka pension milega?
Income Criteria match karne se milega
@@SankuMishra widow daughter can claim pension after 10 year of death of his parent's?
daurna parega thora milega to jarur nahi shunega to depatment k ias level sir se mile kr batana problume wo kr dege ok
@@nishatakhter8499 but their parents didn't add her name for family pension
सर ये रूल कब आया था
2017 se ye rule effective ha
सर तो आप ये बताये की मेरी नानी के पिताजी फोजी थे उनकी डेथ 2003 में हुई थी और मेरी नानी की माताजी की 2014 में डेथ हुई और नानी के पति की नानी की माताजी के 6 महीने बाद हुई 2014 में ही तो वे विधवा लड़की पैंशन की हकदार है क्योंकि ये रूल तो तब नही था
@@Deepak-gg2pt विधवा पुत्री के पति की मृत्यु पेंशनभोगी या पारिवारिक पेंशनभोगी के समक्ष होनी चाहिए
सर जैसे कि बिजली कर्मचारी की सेवा के दौरान डेथ हो जाती है तो फिर उसकी पत्नी को वो पैंशन मिलती है और बाद में उस कर्मचारी की लड़की के पति की डेथ हो जाती उस कर्मचारी की पत्नी के रहते हुए तो और फिर कर्मचारी की पत्नी की डेथ हो जाती है तो उस विधवा लड़की को पेंशन मिलेगी
@@Deepak-gg2pt अगर बेटी पेंशनभोगी या पारिवारिक पेंशनभोगी की मृत्यु से पहले विधवा हो गई तो पारिवारिक पेंशन के लिए पात्र
Hello sir, Kya unmarried mentally retared granddaughter uski widowed mother ke death ke baad Naani ke family pension mil sakti hai??
Please reply
Grand daughter ko family pension nehi milegi
@@SankuMishra thank you sir for reply