Dear sariya bandhne ke liye apko slab me marking ki kya jarurat hai ye to unka kam hai jo lohe vale mistri hote hain... baki slab me apko slop ki marking krni hai to aap level pipe se kr skte hain..ydi aapka question kuchh or tha to aap fir se clear likhkr puchh skte hain.... jitna mere ko smjh aaya maine us hisab se apko bta diya hai..
top & bottom dono me extra bars provide kiye ja skte hain lekin ye load calculation design pe depend krta hai... baki thumbrule ke hisab se aap simple residential building me apne tarike se provide kra skte hain..;
bha apka question hi clear nhi smjh aa rha hai... ydi aap puchh rhe ko ki sariya yani ki reinforcement kaise banate hain to ye factory me banti hai or uski detailed process apko kisi or video me mil jayegi... ydi aap kuchh or smjhna ya puchna chahte the to ek bar fir se puchh skte hain sahi se question likhkr... 👍
Jo hmara one way slab hota hai usme do side crank rhta hi hai..... Or usi crank ke equal two slab ka crank aata hai to unko bind krne me koi issue nhi hota.... And ydi purani slab one way hai usme new slab two way bind krna hai to hme two way slab ke reinforcement ki lapping one way me krna hoga or wire se bind krna hoga....
dear ydi aap video ko achhe se pura dekhenge to apko ye concept clear ho jayega ydi is video me clear nhi hota to aap isi ka part 2 dekh ljiye usme apko clear ho jayega...
Bhai aap ek bar fir se video achhe se dekh lenge to samjh aa jayega ... ydi fir v apko dikkat hoti hai to mai jaldi hi ek or video one way & two way slab pe upload krne vala hun .. to use dekhke apka doubt clear ho jayega...
one way slab to kafi aasani hoti hai bhai.... usme ek main bar and ek distribution bar hota hai or isme koi bar ko crank nhi krte hain... bs simple tarike se bandh dete hain...
Sir 2 way slab me continue bar le k jate hai ya cutting kar k room by room karna chahiye.
SarSilapmemarkingkaisekaresariya
Bandhnekeliye
Tubegalakayeriyanapkarmarkig
Kaisekare
Dear sariya bandhne ke liye apko slab me marking ki kya jarurat hai ye to unka kam hai jo lohe vale mistri hote hain... baki slab me apko slop ki marking krni hai to aap level pipe se kr skte hain..ydi aapka question kuchh or tha to aap fir se clear likhkr puchh skte hain.... jitna mere ko smjh aaya maine us hisab se apko bta diya hai..
kya bottom extra bhi dete hai ya only top extra plz confirm
top & bottom dono me extra bars provide kiye ja skte hain lekin ye load calculation design pe depend krta hai... baki thumbrule ke hisab se aap simple residential building me apne tarike se provide kra skte hain..;
@@EngineersKaksha thank you broo
Two slab me kitne mm ka sariya use karte hai
Generally residential building jo G+1 hoti hai unme slab me 10 mm ka sariya use krte hain....
Syria kese banati hai sir
bha apka question hi clear nhi smjh aa rha hai...
ydi aap puchh rhe ko ki sariya yani ki reinforcement kaise banate hain to ye factory me banti hai or uski detailed process apko kisi or video me mil jayegi... ydi aap kuchh or smjhna ya puchna chahte the to ek bar fir se puchh skte hain sahi se question likhkr... 👍
How shall we bind two way slab adjacent to one way slab
Jo hmara one way slab hota hai usme do side crank rhta hi hai..... Or usi crank ke equal two slab ka crank aata hai to unko bind krne me koi issue nhi hota....
And ydi purani slab one way hai usme new slab two way bind krna hai to hme two way slab ke reinforcement ki lapping one way me krna hoga or wire se bind krna hoga....
बॉटम बार का सरिया कैसे डालते हैं
dear ydi aap video ko achhe se pura dekhenge to apko ye concept clear ho jayega ydi is video me clear nhi hota to aap isi ka part 2 dekh ljiye usme apko clear ho jayega...
Drowing ke bare me kuchh samjhaye sir bilkul barik se
sure dear... bs aap video mis mat kro, aap sab sikh jaoge....
aap log bolenge to hamm live v bat kr skte hain.... Thanku👍
Thanks
👍👍
Sir OR batik se samjhaye???? I don't understand Sir
Okk... apke kahne par hmm jaldi hi ek video or banayenge jisme hmm details me sari points ko cover karenge ...
soryaka.pehele.keise.bicha.jata.he
Bhai aap ek bar fir se video achhe se dekh lenge to samjh aa jayega ... ydi fir v apko dikkat hoti hai to mai jaldi hi ek or video one way & two way slab pe upload krne vala hun .. to use dekhke apka doubt clear ho jayega...
Jo baar dala jata hye uska antar /distance hona chahiye
jydatar site me 5 se 6 inches distance rkhte hain... kuch site me 8 inches v rhta hai... ye slab span pe depend krta hai...
यही जल अल्टरनेट हमको दूसरा क्वालिटी से बंधा हुआ
Aap kya bol rhe hain clear nhi hai...
Bikas kumar hi
Yes Dear...
Civil engineering job
Ona way slab no understanding
one way slab to kafi aasani hoti hai bhai.... usme ek main bar and ek distribution bar hota hai or isme koi bar ko crank nhi krte hain... bs simple tarike se bandh dete hain...