Hello.. Mere pass ro+uf+uv hai...isme tds control lagana hai to eureka walaa bola.. Wo lagaoge to pani ka bacteria kill nhi hoga uv se.. Ye sach hai kya.. Abhi tds 10-11 bata rha hai.... So me tds controller lagalu kuch issue nhi hoga na machine ko? Plz suggest
500 tds aarah ho toh tds meter aalag se lagvana padega and ye 500 tds kiliye sahi machine hai ki nai??? Aur after completing 1 years filter ka kitna charges lagta hai please sir batiye???
iski Membrane khrab ho gyi purchase krne ke 6 month mein hi, technician bol raha hai warranty me change ni hoga, 2100 rs. ki membrane ayegi, kya ye sach hai??
Ye wala RO bekar hai without booster pump nahi chalta aur RO ka adhaa se jyaada price sirf pre filter aur booster pump ke naam pe lete hai aqua guard wale aur bolte hai installation free hai..
Acquaguard sure uv uf filter lgana h to uske liye ye jo local prefilter aate h wo thik rehta h kya ya fir company ka hi lawana padta hai price difference bhi kafi hai dono me
What is the maintenance cost of this water purifier(UV+UV only)?
Hello.. Mere pass ro+uf+uv hai...isme tds control lagana hai to eureka walaa bola.. Wo lagaoge to pani ka bacteria kill nhi hoga uv se.. Ye sach hai kya.. Abhi tds 10-11 bata rha hai.... So me tds controller lagalu kuch issue nhi hoga na machine ko? Plz suggest
Lagwa lo sir but company ka
@@CityRoSystems ok tx.. Kuch problems nhi hoga na
500 tds aarah ho toh tds meter aalag se lagvana padega and ye 500 tds kiliye sahi machine hai ki nai??? Aur after completing 1 years filter ka kitna charges lagta hai please sir batiye???
Sir 6000 lt drinking water nikle uske bad filter change hoga ? Yah waste milake total 6000lt hone ke bad plz reply.
iski Membrane khrab ho gyi purchase krne ke 6 month mein hi,
technician bol raha hai warranty me change ni hoga, 2100 rs. ki membrane ayegi,
kya ye sach hai??
Tds kitna ata hai isme output me. Usko installation ke vakt hum set kar sakte hai kya tds value?
Can we add tds controller in machine?
Sir iske RO membrane se wire LPS connected hota h kya?
Bhai isme pani ka test kadwa lag raha hai, kya karna chahiye ???
Ye wala RO bekar hai without booster pump nahi chalta aur RO ka adhaa se jyaada price sirf pre filter aur booster pump ke naam pe lete hai aqua guard wale aur bolte hai installation free hai..
Sir 1ghante me kitna pani le sakte hai
Hame keval prefilter kharidna padta h kya additionally
Ji
Acquaguard sure uv uf filter lgana h to uske liye ye jo local prefilter aate h wo thik rehta h kya ya fir company ka hi lawana padta hai price difference bhi kafi hai dono me
Iske saath booster pump lagana padega kya
15 fit par tank hai to jarurat nahi padegi
Matlab
Mera Aquagurad Sure Aj Installation hua hai . 25TDS Araha hain Ye Keya thik hai ? BOLIYE SIR PLEASE
Nahi 50+ chahiye
Isme TDS h?
Nahi sir
What's the installation charges
New Par free hai mam re insllat ka company charge 475/-