Aise hin tension 21 days tak le lek meri saas k wajah se, mera milk supply low ho gaya aisa mujhe laga. But lactation consultant se milne k baad unhone examine kia and kaha milk supply bahut hin badhia he bas bache ka latching problem he. I felt like a burden has been lifted on my shoulder. I worked calmly on my baby's latching and me apne mayke b aa gayi. Thank god meri mumy itni encouraging hein. Mera toh stress se ro rok bura hal ho gaya tha.
Elderly ladies behaviour mentioned by her is absolutely true..but still can't believe they themselves forgetting their first day of being mom themselves and unnecessarily giving tension to new moms...
@@imperfectlyperfectmomvihu9499so very true , whenever I visit my mil and the baby cries ,she says hungry,are you not getting enough, That makes me so frustrated and annoyed
I also faced these issues bt thankfully my husband was there to calm me aur maine khud hi sab solve kar liya in time i think shant dimaag se jab aap problem ki wajh sochte ho to khud hi solutions mil jate hai
Very useful video, har dusra insan new mother ko advice deneme laga rahta hai, bachha rota hai to maa pr dal dete hai ki tumhe dudh nahi aa raha, mai bhi is phase se gujar rahi hu, thank you mam for boosting my confidence 😊
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.😊😊😊
Yes I'm agree with u abhi meri September me delivery hui or m bahut khush rhi or 3rd day se mai apne baby ko doodh pila rhi hu or mujhe abhi bhi itna itna milk ata h ki mujhe nikal kr hatana padta h
Duniya me kuch log hote hey jo new ma ko paresan karte hey ki baby ko dudh nehi miltehe,baby rone par bolte hay ki tumhare dudh se baby ka pet nahi varraihe, Ase bate new ma ko bohot taklif deti hey.😔
Nice information mam thanku so much l loved your video and you said right bade sirf tone hi maaarte hai ham pehele hi body se pareshan hote hai or ye mentally or pareshaan karte hai
Meri first delivery mein sabne yahi bola ki iska milk kam hai .. dudh tapak nahi rha.. i was so confused..but i breastfed my baby exclusively 6 montha ans till 2 years.. now in second delivery I understand ki agar breast tight nahi hai to matlab milk kam nahi hai.. if baby is satisfied and gaining weight to sab sahi hai
Inhone jo b baat boli h sach h mere ganth ban gyi thi dudh ki fir dudh pilaya to wo thik hui fir dusre m same sa hua wo dawai se thik hua coz inn dr ki technique mujhe pta nhi thi daba k malish wali. But meri sas ne b bola uper ka dudh bna du bachi ro rhi h but m jese he meri beti soke uthti thi m pehle apna he dudh pilati thi chahe shuru m km aya fir apne ap pta nhi chala kb mera he dudh pine lg gyi.❤ suno sbki kro khud ki mothers hume b pta lgta h ki hume kya krna h but dusre ki pressure ki waja se nhi krte but tum dudh pr zarur lagao jese he bacha soke uthe.
@user-zw8lh6gv7z nice, but mujhe kisi supplement ki zarurat nhi padi. Bas pehle m dudh pilate huye ph chalati thi taki time pas ho jisse dudh kam ho rha tha fir mene socha dudh pilane pr dhyn du tb se aj ka din h kabhi breastfeeding m kami nhi hui.
Jo bhi maaye ye comment padh rahi hain kripaya dhyan de ki bachha latch karne ki kriya sikh jar aata hai maa ki pet se Isliye aap jitna positive rahoge bachha mera bachha dudh pila meri bitiyan ya beta aise positive raho aur repeatedly 15/30 mins interval dekar bar bar bache ko breast paas lakar feed karvaye dudh bhi badhega aur bacha khus bhi hoga immunity power boost hoga unka adhikar hai dudh unse apna haq mat chiniye aur duniya ristedaro ki baat ansuni kare
Mam meri 18month baby hai.. mere 1 month se nipal me ghaw hai... Push v nikal Raha hai ..bahut dr. Ko dikhaya but tik nahi ho raha h... Mai bahut pareshan hu..plz solution bataye
But mere hospital me mujhe breast feeding krna nhi sikhayi h ma'am..aur mera nipple pakar kar hi milk pitti h mere nipple me cut par jati h nipple dard hoti h ..iske liye kya kre
Apne breast to neeche se apne hath se pakar kar burger position banao n then bache k muh m daalo aur uska pura muh khulwao uske hoth p finger touch Kara k
Milk ka produce toh bhut hi aacha h .... But nipple nh pakdti or c section k baad mujhe baby ko uthane m dikkt hoti h .... Isi liye pump se nikaal kr pilaate h ... Kya ye sahi h ????
मैमिकॉन सिरप और मैमिकॉन कैप्सूल सबसे उपयोगी उत्पाद में से एक है यदि आप स्तन के दूध की मात्रा बढ़ाना चाहते हैं तो इसके लिए जाएं।🤗मैंने खुद यूज किया है मेरा ब्रेस्ट मिल्क बढ़ा हेल्पफुल है...$-738(
Try to shape ur nipples and pump k through b bn jate hai nipple. Or if this is not helpful u can bye artificial nipple. Medical store pr mil jata hai nipple shield name se ise apne brest pr lga kr baby aram se suck kr pata hai milk. Maine apne pehle baby me yhi use kiya tha. A
Mera baby 30 days ka hai, muje breastfeeding me bahut issues aare hai, bacha bahut zor se suck karta h jisse nipples pe crack cut lag jate hai, please muje positioning ke baare me guide kare? Kese position kare ki poora black part baby ke muh me jaye?
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
6 mahine se dudh nhi ho Raha tha bhut kam ho gya tha fir Mamicon syrup our Mamicon capsule use Kiya,bahot hi asradar hai esse milk secretion badhta hai our koi side effects Nahi huaa and bachhe ko bhi koi Hani nhi huee uska pet bhr jata hai mera milk pine se,very effective hai , aayurvedik hai Amazon se mngwaliya tha,$;$-$&&$6-
Mere baby ka weigh km hua tha bcz of less milk supply To use hm vati spoon se measure krke feeding krte hai Ab 2 month ho Gaye same feeding chal raha hai aur ab baby direct feeding nhi le raha
After C section delivery, my wife did not have breast milk, so I ordered Mamicon syrup and capsules from Flipkart and her milk started increasing in 2 days ❤🎉😊
Ma'am.. Muje mastitis and breast abscess ho gya tha..... Ab wo almost recover ho gya hai....but bcz of this...1month tak baby ne ek hi breast se dudh piya. Ab wo dusri breast se dudh pi hi nhi rahi....also milk supply bhi kaam ho gayi hai..... Kya karu m ki baby dusri breast se pine lag jaye...and milk supply thik ho jaye uss breast ki.
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.$2#5&
Ma'am mera nipples bahut chota h aur apne ap hi sikud jata h jisk wajah se mere baby ne mere nipples k bahut bura hal kr dia h . Mujhe mere doctor ne nipples shild use krne ko bola h ky wo sahi h use Krna?? Plz help me
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
@@AasmaSheikh-ts9dtC section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 2)37$+(😊
Hello Maam, meri baby abhi 3 months ju hai nd she is on bottle feeding completely, mjhe normal delivery hui thi but due to some stiches infection i had to re-admit to the hospital nd vhi elder logo ne bola doodh nhi ban rha nd ol...toh ab mjhe doodh aata ho nhi hai bilkul bhi kya kru ?
Same problem mere sath ho rhi hai meri mother in law jb dekho yhi kehti hai tere dhood se bachy ka peyt ni bharta aur apne pas rakh ne k chakar mein bachy ko back to back formula milk de deti hai ye keh tera dhood kafi nae hai aur ye sunati rehti hai mere time pe dhood khud hi nikl ta tha itna dhood tha
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye😊
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' $)_8$9)7+😊
Mam mera baby dudh nhi pitta me bht koshish krti hoon meri delivery normal hoi thi pr Dr ne dudh nhi pine Diya NXT day mene bht try ki but feed nhi kri abb bottle piti h
Mam please help me meri premature delivery hui hai baby ka 7th month mein but abhi 40 days ho chuke hai feed ache se ni aa rha Or baby ka 2 k.g hai ...muje har 2,3 hours milk pump krkk dena hi hai ...but problem ye hai ki aa hi ni raha tension mein please koi solution bataye plz mam
Pump karne k pehle breast ko 5 mins garam sek do 5 min halke hath se massage karo. Fir ache quality ka pump jese medela aur spectra use karo. Aapke nipple k diameter k hisab se flannge agar bada hai toh amazon me "inserts" milte hai wo kharido. Subah uth k coconut water ya fir electral ors zarur piyo, protein aur iron rich khana khao. Ache se rest lo. 2-3 hrs me 15 min k liye pumping karo even milk na aaye tab bhi. Jese hi relax hoge milk aane lagega
Rest lena bhi zaruri hai liquids lo jese dr ne bola hai. Aapka baby preemie hai tension bht hoti hai. But aapka baby ek dum thik ho jayega aap apne aapko strong aur calm rakho. Jo pumping ka suction hai usse agar pain feel ho toh speed kam kardo.
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.😊😊😊
@@AasmaSheikh-ts9dtC section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' #($7$+8(😊
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
mera baby 3month ki hue hai 1month me phle mujhe dudh kam aane lga jiske karn se usko dabba ka dudh dena para ab bhi dudh kam hi aata hai par wo mera dudh nhi pina chahti hai koi solution bataye taki mera dudh badhe aur aur mera baby mera dudh pi paye
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya❤😊
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye❤🎉😊
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 202919@)😊
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye😊😊
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' $($7+$9)😊
Mere husband toh chiddh hi gaya jab maine usko bola me latching seekh k ghr jaungi. Usne bola doctor Ko bol do ki ghr me seekha denge bade bujurg. Mere bache ne doodh nahi piya bht time tak. 3 months Ho gaye hain. Aj b usko formula dena prta hai. Mere bache ki life kharab kr rahe hain ye ghatiya log. Koi nahi krwa paya sahi latch. Ab tak b vo latch krta h muje dard hota h . Koi help nahi kr raha
Aap hi thik kr skte ho is problem ko apne or apne bchche ke liye UA-cam me se videos dekh k hlp lo Mene apne first baby ke 1st week hi dusro ki glt experience ko suna fir apne se hi hendl kiya to mere first baby ne 2saal 3 month tk achhe se dudh fir ab 1month ka 2nd baby h abhi mera is bar to starting se koi problem n huyi kisi ki n sunna h family support is mamle me n milta
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.$;$--$73❤️🌺
C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' ❤😊
Mera baby 2 months ka hone wala h but ab tak b mera dudh achhe se nhi ban rha, aata h but kam mje tension hoti h qk usse upar ka dudh jada dena pad rha h. Kya isme age factor b matter krta h pls bataye mai kya karu
मैमिकॉन सिरप और मैमिकॉन कैप्सूल सबसे उपयोगी उत्पाद में से एक है यदि आप स्तन के दूध की मात्रा बढ़ाना चाहते हैं तो इसके लिए जाएं।🤗मैंने खुद यूज किया है मेरा ब्रेस्ट मिल्क बढ़ा हेल्पफुल है...😊
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
Kash main aap ka video pehle daekhlate😢😢😢.mujhe sabne bol bol k mera dimagh kharab kar diya dudh nhi ban Raha dudh nhi ban Raha .last main ase hua mera ganth ban gaya .or bahat painful procedure se gujar rahi hun
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye❤🎉😊
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 39_8_(7+😊
Aise hin tension 21 days tak le lek meri saas k wajah se, mera milk supply low ho gaya aisa mujhe laga. But lactation consultant se milne k baad unhone examine kia and kaha milk supply bahut hin badhia he bas bache ka latching problem he. I felt like a burden has been lifted on my shoulder. I worked calmly on my baby's latching and me apne mayke b aa gayi. Thank god meri mumy itni encouraging hein. Mera toh stress se ro rok bura hal ho gaya tha.
Exactly what I am going through
Hii aapne kaha dikhaya tha
Mera bhi abhi 2 month ka baby h sb ese hi bolte h mujhe bhi
Same mere sath ye hi ho rha h
Mere sath bhi esehi ho raha hai
Elderly ladies behaviour mentioned by her is absolutely true..but still can't believe they themselves forgetting their first day of being mom themselves and unnecessarily giving tension to new moms...
True . N thankfully I had confidence in me and I was positive about my body. I was reluctant for formula feeding.
Especially experts called MIL . Babies make one sound and they will say give milk then they will say milk is less😢
@@imperfectlyperfectmomvihu9499so very true , whenever I visit my mil and the baby cries ,she says hungry,are you not getting enough,
That makes me so frustrated and annoyed
I also faced these issues bt thankfully my husband was there to calm me aur maine khud hi sab solve kar liya in time i think shant dimaag se jab aap problem ki wajh sochte ho to khud hi solutions mil jate hai
Koi doc/ nurse guide nahi karta
My personal experience
UA-cam is helpful
Hospital m koi saga nahi hota
Ss true ... Hospital wale to pehli fursat me top feed de dete hai
Apne sahi kaha
हर किसीका अपना अनुभव.. हमे अच्छे डॉक्टर्स मिले..
UA-cam is super helpful
Very useful video, har dusra insan new mother ko advice deneme laga rahta hai, bachha rota hai to maa pr dal dete hai ki tumhe dudh nahi aa raha, mai bhi is phase se gujar rahi hu, thank you mam for boosting my confidence 😊
Cash hum aap ka video pahle dekhe hote to itna tention nhi hoti ,log to bole bole ke paresan ker dete hai thank you so much mam
Thanks maam bahat achhi advice hai...nei to ghar k logo khali tana dete hen
Bhn baby KO kuch bhi ho apni glti h bs koi smjgta hi nhi h😴
Sahi bat hai
Very true
Right
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.😊😊😊
Yes I'm agree with u abhi meri September me delivery hui or m bahut khush rhi or 3rd day se mai apne baby ko doodh pila rhi hu or mujhe abhi bhi itna itna milk ata h ki mujhe nikal kr hatana padta h
Duniya me kuch log hote hey jo new ma ko paresan karte hey ki baby ko dudh nehi miltehe,baby rone par bolte hay ki tumhare dudh se baby ka pet nahi varraihe,
Ase bate new ma ko bohot taklif deti hey.😔
Nice information mam thanku so much l loved your video and you said right bade sirf tone hi maaarte hai ham pehele hi body se pareshan hote hai or ye mentally or pareshaan karte hai
This video gives lot of information about breast feeding & very helpful for new moms like us
Thank you so much madam
Very informative for every new moms. Thank you so much ma'am
Competent doctor (from Pakistan)
Very informative. I am in my 8th month and a bit scared about breastfeeding. Thank you for clarifying the small details. I'll surely keep it in mind.
Thank u so much mam. Very helpful info. U have given to us....its really helpful for new moms.
Very informative session by Dr Rama.. i am very thankful for this valuable session.
Thnkuhh so much maim hm bhi es problem se presan h dudh ni nikl rha
Meri first delivery mein sabne yahi bola ki iska milk kam hai .. dudh tapak nahi rha.. i was so confused..but i breastfed my baby exclusively 6 montha ans till 2 years.. now in second delivery I understand ki agar breast tight nahi hai to matlab milk kam nahi hai.. if baby is satisfied and gaining weight to sab sahi hai
Mm. .m
Thanks yaar same mere sath hai mera milk extra nhi nikalta mujhe lagta h ki mera milk kum hai
Inhone jo b baat boli h sach h mere ganth ban gyi thi dudh ki fir dudh pilaya to wo thik hui fir dusre m same sa hua wo dawai se thik hua coz inn dr ki technique mujhe pta nhi thi daba k malish wali. But meri sas ne b bola uper ka dudh bna du bachi ro rhi h but m jese he meri beti soke uthti thi m pehle apna he dudh pilati thi chahe shuru m km aya fir apne ap pta nhi chala kb mera he dudh pine lg gyi.❤ suno sbki kro khud ki mothers hume b pta lgta h ki hume kya krna h but dusre ki pressure ki waja se nhi krte but tum dudh pr zarur lagao jese he bacha soke uthe.
@user-zw8lh6gv7z nice, but mujhe kisi supplement ki zarurat nhi padi. Bas pehle m dudh pilate huye ph chalati thi taki time pas ho jisse dudh kam ho rha tha fir mene socha dudh pilane pr dhyn du tb se aj ka din h kabhi breastfeeding m kami nhi hui.
Hum n bhi kisi ki nhi suni jo mere bache k lye acha lgta h Mai bhi krti hu ......chae koi kuch bhi bole apna hi dud dijyae
Aapne ganth kese thik ki? Mere bhi ganth ban gai hai thik nai ho rahi
@@lipi1744 aapke kaha pr hui h ganth?
Thank you Ms Rama Mahajan for a wonderful talk and Ms Rajinder for spreading information on such relevant topics 👍
Thanks for always sharing your valuable knowledge on this awareness platform
Great learning
Thank you so much, really helpful, this information came at the right tine for me.
You nailed it doctor
Excellent narration. Thank you ❤
Informative...to the point and useful ....I wish I knew few things at the beginning but it's never too late for breastfeeding mother
Good information thank you
Very wise lady
Mam breast heavy na ho toh mtlb milk supply kam h ??? One month hogya h mere baby ko
Thank you 🙏🙏
I passed through the elders openings you told
Jo bhi maaye ye comment padh rahi hain kripaya dhyan de ki bachha latch karne ki kriya sikh jar aata hai maa ki pet se
Isliye aap jitna positive rahoge bachha mera bachha dudh pila meri bitiyan ya beta aise positive raho aur repeatedly 15/30 mins interval dekar bar bar bache ko breast paas lakar feed karvaye dudh bhi badhega aur bacha khus bhi hoga immunity power boost hoga unka adhikar hai dudh unse apna haq mat chiniye aur duniya ristedaro ki baat ansuni kare
Mam meri 18month baby hai.. mere 1 month se nipal me ghaw hai... Push v nikal Raha hai ..bahut dr. Ko dikhaya but tik nahi ho raha h... Mai bahut pareshan hu..plz solution bataye
She is so good. ❤God bless.
Really.. 2 students milke dhamal machate hain😂
But mere hospital me mujhe breast feeding krna nhi sikhayi h ma'am..aur mera nipple pakar kar hi milk pitti h mere nipple me cut par jati h nipple dard hoti h ..iske liye kya kre
Apne breast to neeche se apne hath se pakar kar burger position banao n then bache k muh m daalo aur uska pura muh khulwao uske hoth p finger touch Kara k
Suffering from same situation
@faryalglam6362 I am also facing same situation. My child is on top Feed for more than 1 month. Koi solution mila kya
Milk ka produce toh bhut hi aacha h .... But nipple nh pakdti or c section k baad mujhe baby ko uthane m dikkt hoti h .... Isi liye pump se nikaal kr pilaate h ... Kya ye sahi h ????
Mera b yhi problem plz koi iska solution dijiye
मैमिकॉन सिरप और मैमिकॉन कैप्सूल सबसे उपयोगी उत्पाद में से एक है यदि आप स्तन के दूध की मात्रा बढ़ाना चाहते हैं तो इसके लिए जाएं।🤗मैंने खुद यूज किया है मेरा ब्रेस्ट मिल्क बढ़ा हेल्पफुल है...$-738(
Try to shape ur nipples and pump k through b bn jate hai nipple. Or if this is not helpful u can bye artificial nipple. Medical store pr mil jata hai nipple shield name se ise apne brest pr lga kr baby aram se suck kr pata hai milk. Maine apne pehle baby me yhi use kiya tha. A
Same prblm hori h
Mera baby 30 days ka hai, muje breastfeeding me bahut issues aare hai, bacha bahut zor se suck karta h jisse nipples pe crack cut lag jate hai, please muje positioning ke baare me guide kare? Kese position kare ki poora black part baby ke muh me jaye?
Plzzz muje bhi help kare apne ky kiya muje bhi batao muje bhi ye hi prblm hai mmuje plz help kro
Mera baccha 20 den ka hua hai aur mujey brest feeding karwane may bohat dard ho raha hai kya karun
Very educative thanks sehatnama for these kinds of videos very useful for first time mothers like me ❤❤
Thanks keep watching ❤️
meri jha dilevry hui vha k dr n nurses ne bhot achhe se baby ko pkdna n feeding krana sikhaya tha..
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
6 mahine se dudh nhi ho Raha tha bhut kam ho gya tha fir Mamicon syrup our Mamicon capsule use Kiya,bahot hi asradar hai esse milk secretion badhta hai our koi side effects Nahi huaa and bachhe ko bhi koi Hani nhi huee uska pet bhr jata hai mera milk pine se,very effective hai , aayurvedik hai Amazon se mngwaliya tha,$;$-$&&$6-
Mera 1 month ho gaya hai doodh sahi se nai aa raha hai to kya karu.. ek tym ata hai doosre tym nai ata
Yahi same mere sath hai ek time aata hai ek time nahi
Mere sath bhi same yahi condition hai
Try sathavari powder
Dudh me satavar churan Dal k pio
Agr ye video pahle dekh leti to mere baby ko upr ka doodh nhi dena pdta...ab apna hi try karungi
Thank you mam for best 👍💯guidelines
Thanks very much mam
Thank you♥️
Mere baby ka weigh km hua tha bcz of less milk supply
To use hm vati spoon se measure krke feeding krte hai
Ab 2 month ho Gaye same feeding chal raha hai aur ab baby direct feeding nhi le raha
After C section delivery, my wife did not have breast milk, so I ordered Mamicon syrup and capsules from Flipkart and her milk started increasing in 2 days ❤🎉😊
Ma'am..
Muje mastitis and breast abscess ho gya tha.....
Ab wo almost recover ho gya hai....but bcz of this...1month tak baby ne ek hi breast se dudh piya.
Ab wo dusri breast se dudh pi hi nhi rahi....also milk supply bhi kaam ho gayi hai.....
Kya karu m ki baby dusri breast se pine lag jaye...and milk supply thik ho jaye uss breast ki.
Thank you 🙏🙏🙏🙏👍👍
Mam mere sath bhi yahi ho Raha hai
Mam meri beti ek side se hi dudh piti h.. Other side leti hi nhi.. Kya kru smjh nhi aa rha.. 4 month ki ho gai h..
Kya mam becha two years h kya abhi berast finding kra sakte
Thank you so much mam
Mera c section hai nipal nhi pakdti kaise positio me kun?
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.$2#5&
ua-cam.com/video/vsiisS-w-Ec/v-deo.htmlsi=q16X_4uCq5GZR9nZ
Mujhe doodh bnta h but bcche ko upar ka b dena pdh eha h...2 month ka hone wala h baby
Thank you
Mam niple size different hai uska kya kare bacha dudh nai peh rha hai rohta hai bht
Ma'am mera nipples bahut chota h aur apne ap hi sikud jata h jisk wajah se mere baby ne mere nipples k bahut bura hal kr dia h .
Mujhe mere doctor ne nipples shild use krne ko bola h ky wo sahi h use Krna?? Plz help me
Mam Mera baby jese hi dudh pita he usk nose mese dudh nikl jata he kabhi kabhi fata fata aa raha he to kya kare
Kya aapke baby ki problem thik ho gyi h....kaisa h vo
Dudh badhane ke liye kya tablet hai
Thank you mam ❤❤ mam ap bhut Sundar ho ❤😊😊
Mem kya baby ko mothermilk se dst ho rhe ho to kya kre
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
@@AasmaSheikh-ts9dtC section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 2)37$+(😊
❤very informative information mam thank u so much
Thanks 😊😊😊😊
Hello Maam, meri baby abhi 3 months ju hai nd she is on bottle feeding completely, mjhe normal delivery hui thi but due to some stiches infection i had to re-admit to the hospital nd vhi elder logo ne bola doodh nhi ban rha nd ol...toh ab mjhe doodh aata ho nhi hai bilkul bhi kya kru ?
Same problem mere sath ho rhi hai meri mother in law jb dekho yhi kehti hai tere dhood se bachy ka peyt ni bharta aur apne pas rakh ne k chakar mein bachy ko back to back formula milk de deti hai ye keh tera dhood kafi nae hai aur ye sunati rehti hai mere time pe dhood khud hi nikl ta tha itna dhood tha
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye😊
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' $)_8$9)7+😊
Mam mera baby dudh nhi pitta me bht koshish krti hoon meri delivery normal hoi thi pr Dr ne dudh nhi pine Diya NXT day mene bht try ki but feed nhi kri abb bottle piti h
Same situation mere sath h
Mera beta abhi 2 month ka nhi hua h but vo direct feed nhi le rha mera
Mam please help me meri premature delivery hui hai baby ka 7th month mein but abhi 40 days ho chuke hai feed ache se ni aa rha
Or baby ka 2 k.g hai ...muje har 2,3 hours milk pump krkk dena hi hai ...but problem ye hai ki aa hi ni raha tension mein please koi solution bataye plz mam
Apni dr se milk me milake peene ka powder le lo milk banne lagega aur achha khana khao
Pump karne k pehle breast ko 5 mins garam sek do 5 min halke hath se massage karo. Fir ache quality ka pump jese medela aur spectra use karo. Aapke nipple k diameter k hisab se flannge agar bada hai toh amazon me "inserts" milte hai wo kharido. Subah uth k coconut water ya fir electral ors zarur piyo, protein aur iron rich khana khao. Ache se rest lo. 2-3 hrs me 15 min k liye pumping karo even milk na aaye tab bhi. Jese hi relax hoge milk aane lagega
Rest lena bhi zaruri hai liquids lo jese dr ne bola hai. Aapka baby preemie hai tension bht hoti hai. But aapka baby ek dum thik ho jayega aap apne aapko strong aur calm rakho. Jo pumping ka suction hai usse agar pain feel ho toh speed kam kardo.
And drink alot of water atleast 2 ltr s
Mother ka khud ka khane ka timing strictly hi follow karana padata hai kya.
Mere to bahut zyada dhudh hota hai mai apne dusare baby ko jo 3 year ka hai usko pilati tb good feel hota hai koi problem to nahi hogi
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.😊😊😊
@@AasmaSheikh-ts9dtC section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' #($7$+8(😊
Mere nipples bahout dard krte jab Mera bacha dudh pita hai iska mtlb meri dudh pilane ki position sahi nahi hai ?
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
Mam बच्चे का वजन कैसे बढ़ाएं
mera baby 3month ki hue hai 1month me phle mujhe dudh kam aane lga jiske karn se usko dabba ka dudh dena para ab bhi dudh kam hi aata hai par wo mera dudh nhi pina chahti hai koi solution bataye taki mera dudh badhe aur aur mera baby mera dudh pi paye
Dudh badhane ke liye kya tablet Hai Hamen Bata dijiye
Leptaden
Maim mera baby 2 minth ka h or mere left brest me dudh aa raha but right me ni aa raha bahut kam aa raha or bahut zada pain ho raha h keya kare
ua-cam.com/video/vsiisS-w-Ec/v-deo.htmlsi=478bjGJPfZqmz9jM
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya❤😊
Great video
Me bhi bahat pain jhel Rahi hu, meri nipple me bahat dard hoti he , me doctor ko dikhane dawai le Rahi hu, abhi Tak thik nehi hua,
Good
Madam Mera c section hua a or stitches k upper wali side ik gandh bnn gyi a kya kru plz madam reply me plz
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye❤🎉😊
Madam please reply me
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 202919@)😊
Mam mera baccha janam k turant baad bimar hone k karan narsary me le jaya gya aur ab vah mera doodh ni pi rha h. ab me use kaise doodh piilaun
Breast pump se dudh nikal ke dudh vale bottle me dal ke pila do..
Kia 3 month k bad doodh bad sakta ha
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye😊😊
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' $($7+$9)😊
Kya solutions h nipple cracke k ???
Nipple shield use kar sakte ho jab tak heal na ho jaye. Baby ko shi se latch karao
Q ki doctor nurses nahi help karte hai ye problem bhi hai
Meri breast bhot jyada milk consume kr rhi h…mera baby bhi nhi pee paata usko kam krne k liye kya koi solution h ?
Pump the extra milk using breast pump
@@nayangupta1512 Thank you ❤️
Very good information
Mere husband toh chiddh hi gaya jab maine usko bola me latching seekh k ghr jaungi. Usne bola doctor Ko bol do ki ghr me seekha denge bade bujurg. Mere bache ne doodh nahi piya bht time tak. 3 months Ho gaye hain. Aj b usko formula dena prta hai. Mere bache ki life kharab kr rahe hain ye ghatiya log. Koi nahi krwa paya sahi latch. Ab tak b vo latch krta h muje dard hota h . Koi help nahi kr raha
Aap hi thik kr skte ho is problem ko apne or apne bchche ke liye
UA-cam me se videos dekh k hlp lo
Mene apne first baby ke 1st week hi dusro ki glt experience ko suna fir apne se hi hendl kiya to mere first baby ne 2saal 3 month tk achhe se dudh fir ab 1month ka 2nd baby h abhi mera is bar to starting se koi problem n huyi kisi ki n sunna h family support is mamle me n milta
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.$;$--$73❤️🌺
C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' ❤😊
Very nice
Let kar doodh pila sakte kya
Mera baby 2 months ka hone wala h but ab tak b mera dudh achhe se nhi ban rha, aata h but kam mje tension hoti h qk usse upar ka dudh jada dena pad rha h. Kya isme age factor b matter krta h pls bataye mai kya karu
Late krr dudh pika sakte h 2 month ke baby ko
मैमिकॉन सिरप और मैमिकॉन कैप्सूल सबसे उपयोगी उत्पाद में से एक है यदि आप स्तन के दूध की मात्रा बढ़ाना चाहते हैं तो इसके लिए जाएं।🤗मैंने खुद यूज किया है मेरा ब्रेस्ट मिल्क बढ़ा हेल्पफुल है...😊
Hi ma'am..my baby is 4 months old..she is not interested in breastfeeding
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha.❤🎉😊
Mam inverted nipple k lea b please batain
Use silicon Nipples ..chicco brand
Wah g wahhh ❤️❤️❤️❤️❤️love you mam
Kash main aap ka video pehle daekhlate😢😢😢.mujhe sabne bol bol k mera dimagh kharab kar diya dudh nhi ban Raha dudh nhi ban Raha .last main ase hua mera ganth ban gaya .or bahat painful procedure se gujar rahi hun
शुक्रिया वीडीओ को शेयर करिये ताकि ज़्यादा से ज़्यादा लोगों तक सही जानकारी पहुंच सके
Mera bhi same problem
Aap ke bachi ni dhood nhi Piya tha
Mujhse bhi sab yahi bole maine nhi suni kisi ki😊
Mere sath b same problem h..or mujhr b gaanthe ho rhi h😢😢
Aur brest bhi heavy hai Badde hai aur mere baby ko feeding karne nhi ho raha hai kya karu
Mera Delivery ke baad ek side hi breast milk tha and vo bhi kam tha jb maine flipkart se mamicon syrup and capsules liya esse mera breast milk dono side se aane laga bahut achha medicine hai ye❤🎉😊
Breast milk to hai but mere baby ko feeding karne ko nahi ho raha hai to kya karu nipple bi nahi hai aur sirij use karke nipple ab pain ho raha hai
@MayuSawant-d6m aap mamicon syrup and mamicon capsule lijiye esse aapko sach me dudh badhega best medicine hai mamicon
@@rosemerry8549C section delivery ke baad biwi ka breast milk nahi tha to usko Flipkart se mamicon syrup aur capsule order karke Diya esse uska 2 din me dudh badhna shuru huwa' 39_8_(7+😊
Kya cow milk de sakte h 1 month ke baby ko
Nahi. 1 year ke baad
Dr delivery k baad kuchh nahi batati fees leke rakh leti h bas
Formula milk ka dabba dedete h or ghar bhej dete h
Mam apka no.kiya h mujhe bhi discuss krna tha apse apni breast feeding k bare m
Main mera baccha 1 mahine ke ho gaya hai dudh nahin pita kya Karen