Baby Latching Problem। लैक्टेशन एक्सपर्ट से जानें नवजात माँ का दूध नहीं खींच पाता तो क्या करें?

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 20 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 55

  • @Tanutalks02
    @Tanutalks02 3 дні тому +2

    meri delivery abhi 24 dec ko hui hai meri baby girl hai .. mera milk produce ho rha tha but meri right breast mein milk jama hone ki vjh se mere surgery hui hai or mera milk medicines se rok diya hai taki mera jakham bhar jaye ..meri baby completely formula milk par hai .. main usko fir se breast feed krana chati hun . please aap sab mere liye pray karein ki sab thk ho jaye or meri beti fir se mera milk peene lage

  • @khushboochaudhary6256
    @khushboochaudhary6256 12 днів тому +7

    Koi hospital nhi pilaata c-section Mai… Bche ko nursery m le jate h or maa ko anaesthesia ka asar khatam hone k liye chhod dete hain or Bche ko formula milk de dete h…. Baad m mothers ko problem aati h breastfeeding mai

  • @AasmaSheikh-ts9dt
    @AasmaSheikh-ts9dt 14 днів тому +3

    Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤🎉😊

  • @MadhuriKhatkar
    @MadhuriKhatkar 10 днів тому +1

    Mam mare nipple bahar nahi aa rahe the isliye maine sciring or pump ka istemal kiya tha isliye mere nipple crack ho gaye hai, ab mai nipple shield ka use kr rahi hu, plzz kuch advise dijiye na

  • @ASHUTOSHSINGH-gs2ri
    @ASHUTOSHSINGH-gs2ri День тому

    Bataeye mam mai kya kru jab nippal me sujan ho bacha ko dudh nahi pila pati hu

  • @sheetalsaini3815
    @sheetalsaini3815 18 днів тому +6

    Mera baby 2 month ka h mam or birth se hi formula milk pe h ..muje milk km aata h or uska pet ni bhrta ..kya kru jisse formula milk band krk apne milk se hi uska pet bhr jaye

    • @deepikachouhan060
      @deepikachouhan060 10 днів тому

      Devaiya aati he shayed eske liy mene bs doctor ko bat krte suna aap doctor se bat krke dekho

  • @HarpreetSingh-rc7wm
    @HarpreetSingh-rc7wm 14 днів тому +1

    Mam please ek baat jrur btaye ki jb baby hota hai to kya jo ma khati hai jaise mera baby 1month ka ho gaya hai abhi jaise khana kati hun to bolte hai sabji nahi kani sir dal khao usme roti ko bego kar khana hai agar aise hi roti kha lete hai to baby ke pet me gumti hai baby ko pain hota hai please yeh baat jarur btaye mam

  • @HKHR.FUNDHOUSE
    @HKHR.FUNDHOUSE 8 днів тому

    Breastfeeding is important. My wife has got milk lumps due to no education on this topic.. pls educate this..

  • @CG.girl.3773
    @CG.girl.3773 15 днів тому +4

    Mera baby girl 3 December ko hua hai 1 month complete ho Gaya hai 2 month start ho gya hai mere bacche ka pet bharta nahi hai Janam se hi bahot problem hota hai me pilati to hu lekin mere bacche ka pet bharta nahi hai to botal ka dudh pilati hu me kya kya kau mam kuch samajh nahi AA Raha hai Mera thoda sa dudh nahi aata hai aache se me baar baar apna dudh pilati hu lekin mere bacche ka pet bharta nahi hai pet na bharne ke wajah se roti raheti hai

    • @AasmaSheikh-ts9dt
      @AasmaSheikh-ts9dt 14 днів тому +1

      Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha😊

  • @janhdv
    @janhdv 18 днів тому +2

    Mera one month ka baby hai feeding to acchi khasi leta hai for one hour every two hours but weight gain zyada nahi hua. Weight was 2.9 kg at birth n 3.2 kg at a month old. Mujhe milk powder top up karne bola hai alternate with brestfeed. Aisa kyu hua as susu potty bhi baccha kar raha hai roz.

    • @prathmiksikshakineev356
      @prathmiksikshakineev356 15 днів тому

      1st month baby ka weight km hota h .. dheere dheere badhta h...next month me aapko change dikhega

  • @anitasingh-et5tx
    @anitasingh-et5tx 10 днів тому

    Meri delivery 25 dev 2024 ko hui h 6 din mera milk aya hospital se discharge hone ke baad se milk km ho gaya mera baby v formula milk le rha h
    Mai kafi paresan hu kya kru ki breastmilk ane lge or mera baby feed kre

    • @HKHR.FUNDHOUSE
      @HKHR.FUNDHOUSE 8 днів тому

      Have lots of water and 2 coconut water everyday😊

  • @shakashif3704
    @shakashif3704 17 днів тому +2

    1 ghantay me mother ka doodh ata hi ni h to kese pilaye?
    Kbhi kbhi 2,3 din bad doodh ata h tb tk baby ko kya pilaye?

    • @PURPLEBTSFFCHANNEL7
      @PURPLEBTSFFCHANNEL7 16 днів тому +1

      Formula milk but katori chamach se bottle se nhi.. mere baby ne bhi 3 din katori chamach se piya tha ab breastfeeding pr hai puri trah

    • @AasmaSheikh-ts9dt
      @AasmaSheikh-ts9dt 14 днів тому +1

      Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤🎉😊

    • @annukanp
      @annukanp 13 днів тому

      Ap pipri khaye uhseh dhudh badh jayega

  • @kusumlatasuthar4710
    @kusumlatasuthar4710 17 днів тому +3

    Mem mera baby 2 month ka he dudh bhi aara he but baby lach nhi kar raha he bottle se to mera hi dudh pi leta he vo low birth weight baby he

    • @AasmaSheikh-ts9dt
      @AasmaSheikh-ts9dt 14 днів тому +1

      Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤🎉😊

  • @Pujajy
    @Pujajy 11 днів тому +1

    I had same issue that my baby now become 3 months old due to c section delivery I was not able to feed my baby so he forgot to latch my breast that’s why he got only formula milk by feeder so baby didn’t latch but now he started to latch but now my brest not producing milk, what should I do. Please help me

    • @aaredhirawatvlogs3038
      @aaredhirawatvlogs3038 День тому

      Aap baby ko Khali breast pr lgate rhiye, thoda tjoda keke hi milk produce hoga, diet b tbi asar kregi jb aap baby ko breast latch krwaoge😊

  • @pardeepkaur7809
    @pardeepkaur7809 17 днів тому

    mera baby 25 days ka hai din me shi feed krta hai but raat ko nippal sahi se nhi pakdta aage aage se pakdta hai vo shi se nhi pitta phir sauta nhi jldi plz solution btao

  • @priyankabodare5128
    @priyankabodare5128 14 днів тому +1

    Madam mera baby 1.5 kg ka feeding nahi kar pa raha dr bole weight increase nahi hoga

    • @AasmaSheikh-ts9dt
      @AasmaSheikh-ts9dt 14 днів тому +1

      Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤

  • @savitapatelJaunpuriyaa
    @savitapatelJaunpuriyaa 13 днів тому

    Mam mera beby 2 month ka hone wala hai aur o mera दूध nhi pi pata hai aur hota bhi nahi hai kya karu

  • @taniabachhar2962
    @taniabachhar2962 14 днів тому

    ye upar ka doodh kya hai???

  • @Toshika_shorts
    @Toshika_shorts 4 дні тому

    मेरा बेबी सिर्फ 3 month ka h bhir bhi milk kam aa raha h kya karu

  • @TMajumdar-k1b
    @TMajumdar-k1b 19 днів тому +2

    Madam, mai tongue tie mere nipples sore ho gaye h. Mai breast feed karana chahti hu, kaise karu. 2 baar k baad itne sore ho jate h ki phir latch nahi karwa pati.

  • @sheetalsaini3815
    @sheetalsaini3815 17 днів тому

    Mam breast feeding k time bacha so jata h kya kre ki vo pura feed le ske pls help

    • @PURPLEBTSFFCHANNEL7
      @PURPLEBTSFFCHANNEL7 16 днів тому

      Aisa hi hota h ... thodi thodi der me usse jga kar pilao

    • @sarita1minz983
      @sarita1minz983 15 днів тому

      Mera Bacha bhi 15 days hai feed ke time pe so Jata hai .. Pura feed nhi le paa rha

  • @RakhiYadav-s5g
    @RakhiYadav-s5g 12 днів тому

    Mere be milk kam a raha he mem jis se mere bete ka pet nhi bharata

  • @swatibharti8056
    @swatibharti8056 19 днів тому +12

    Mam merababy 1 month ka ho gya c section tha starting mai formula milk diya bottle se mera baby latch nahi karta hai karta starting mai kisi ne help nahi ki baby ko latch karane ki use bottle feeding diya plz mam help kese Karu breastfeed milk hota hai mujhe baby latch nahi karta

    • @AlirazaShaikh-r6v
      @AlirazaShaikh-r6v 19 днів тому +1

      Mere Sath bhi yahi ho raha hai

    • @sonuyadav2463
      @sonuyadav2463 18 днів тому

      Same here

    • @kanchanlata3859
      @kanchanlata3859 17 днів тому +3

      Kosis karte rho continue wo latch krega jab use bhuk jada lagi ho tab jada kosis kro

    • @tanushree3681
      @tanushree3681 15 днів тому +1

      Mere bhi dudh aa raha h par beby pita nahi h

    • @Shaista-Farooqui
      @Shaista-Farooqui 14 днів тому

      Mere sath bhi yhi hua yesb hospital ki galeti h

  • @shikhagupta3828
    @shikhagupta3828 9 днів тому

    Mera 2 month ka baby hai he is not latching

  • @rajnipatel451
    @rajnipatel451 16 днів тому

    Mam mera dudh hi nhi increase hi nhi ho rha .mene 1.5 month nhi pilaya kyuki baby under weight tha isliye feed karane ka mana kiya tha or sab kuch kha liya pi liya but increase hi nhi ho rha please man help me

  • @zoyasheikh5270
    @zoyasheikh5270 10 днів тому

    Mera babu doodh tanta hi nhi jitna samne rhta h peta h or fir rota h