Bhot testy ache se samjha mam aapne toh bhot tension leti hu ki ptani dhud kyu pita he me isse docter ji ke pass bhi le gyi toh unhone mujhe bola boold test krayo usme dekhenge hum or jesa aapne bola but man nhi kraya phir mene usne iske Weight ke bare me bat ki kamjor bhi bhot he toh unhone bola ki nhi weight toh thik he 4 month ke hisab se toh phir ghar aagyi tension free hoke
Par kuch din bad ye vhi harkat karne lga jesa ki aapne btaya ki vo khelte he kabhi muh me lete he or nikal dete same aesi hi karta tha me bhot marti hu isse gusse me but thank you mam aapne bhot ache se samjhaya thank you so much mam ❤
Mam good evening mai aaj apki video first time dekh rahi hu mera abi 9 nov ko c-section delivery hui h meri beti (2.370 )kg se hui h per uska weight loss hua h abi vo 2 kg 100 gm ho gya h humne dr ko consult kia to abi usko formula milk b de rahe h fir b koi ferk ni pda h ye meri 2 baby h 12 saal pehle b muje ek beti h mere nipal ka size thoda bda h meri saas muje bahut tokti h jab b mai breast feed krati hu vo mere pas me baith jati h or baby zra b roti h to bolti h muje dedo isko usko feed b ni jrabe deti h vaise hi dudh kam aara h or vo krane b ni deti h Meri beti vaise to bahut active h per vo feed karke jab soti h to vo 2-3; 3-4 ghante me uthne per b ni uthti h or jab breastfeed karti h tab bahut roti h Mam plz muje help kijiye mai kya karo jisse uska weight gain ho or vo ache se breastfeed b kar sake
Don't wrry sister Pehle aap khud calm raho Tension Mt lo Bche ka wght km jyada hota rehta hai Per ek do ghante m breastfeed karwayo Dudh hoga Sath m dudhi or papaya ki sabji Khao massor dal or kamse kam 15/17 glass pani pio Happy raho or bo v happy rahega Tension Mt lo
Thank you thank you thank you mam. Meri problem solve karne ke liye mujhe lagta tha ki mere bête ka bet nhi bhar rah ha kyunki mera beta 10se15 min me dudh pi kar free ho hata ha lekin aapki video dekhne ke baad meri tension khatam ho gai 😊😊😊
But ek question or he mera aapse ab ye 28 ko 4 month ka hojayega me isse 12 ya 1 ke bich me soja he ye dhud pike phir meri ninnnd nhi khul pati he subha khulti he 5 bje toh kya itne der tak ise bhuka rakhne me koi problem toh nhi he pls agar aap mere comments padh logi toh pls mujhe reply jarur karna pls mam dil se aapko thank you inte ache se samjhhne ke liye meri problem solf kar di aapne ❤❤
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya😊
@@pujagupta7064 baby chota h... Nipples chuste chuste thak jata hTo thak ke so jata h... Jb wo uth jaye to to fir se pilaiye... Jaldi jaldi.. Iske uska milk pine ka duration v badega Or milk ka flow v badheda. ... Or uka pet v bahrega... Or wo chota h to uska pet v chota hi h to don't worry... Usko jinna jarurat h wo itna hi pi leta h...
Mem mera ek brest big ho gaya he or dusra brest chota he muje pata nhi tha or me sbse jyda ek side brest se fidiing karti thi pls ap mere brest ko shi karne ke liye kuch batye
Mera baby 1month ka baby 30 min dudh pita h 5 min so jata h aaisa 2-3 ghante chlta h.. phr vo susu potty kr leta h phr usse bhukh lg jati h... Pump se Express krne p 60-70ml dudh hi aata h jbki vo 120 ml pi jata h external feed... Please help 🙏
Mere baby ko gass bhut bnti hai or wo bhut rota hai medicine bhi kam ni kr ri ghr k upay bhi kr liye plz koi tarika btaye 23 days ka hai baby sota bhi bhut kam hai
Mam Mera baby 1mahine ka hai aur dudh pine me kafi Samy lagta hai aur dudh pite waqt nipples bahot dard karte h aur pine ke baad bhi bahot dard hota hai aur pith bhi bahot dard karte hai
Mera v same hota tha. Apka sahi tarike se latching nhi kar pa rhi hai baby. Aap please latching video dekhiye 'how to latch your baby' ye video dekhiye
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya❤🎉😊
But mam hamare yanha bacha rotihe to bolti he maa ka milk nenhi horehie bar bar ek ki bat karte he negetive bat maa ke dimag me rahe jati he bolte he pawder do milk nenhi horehie bache bar bar ro rehie chahakar v bache ke sirf maa ki milk nenhi deparehie bura lagta he
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya😊😊
Mera bacha to ek hi breast se dudh piti h😢😢.... New born thi to latching nhi kr pa rhi thi...formula milk hi piti thi...or sath mai v try krti thi apna breast se.milk pilane ka..... Dusri breast se to piti hi nhi h... New born thi to nipples chota tha to adat hi nhi bana pai... 3 month tk to thik hi formula milk piti thi... Ab 5 month ki ho gai h ab bilkul v formula milk nhi piti h.... Ab mai confused hun... Ki mere ek breast se baby ka pet bhar v rha h ki nhi.... 5,10 min piti h fir so jati h... 5 month me uska weight 5kg h... Kya ye normal h...
ma'am mera baby 16 month ka hai wo bs brest feeding hi krta h ku6 khata nhi jabrdasti kru to ugl deta h ulti kr deta h ....kya kru mai smjh ni aa ra ..
Hii ma'am meri daughter 25 days ki hai and mere flat nipples hai maine harchiz azmali nipples nikal nahi rahe and nipplesheild use kare jab baby bhot roti hai please ma'am khya karna chahiye muje please ma'am help me
The makers of these types of video...
Thank you so much...your efforts are valuable for new mothers..,😊
Bhot testy ache se samjha mam aapne toh bhot tension leti hu ki ptani dhud kyu pita he me isse docter ji ke pass bhi le gyi toh unhone mujhe bola boold test krayo usme dekhenge hum or jesa aapne bola but man nhi kraya phir mene usne iske Weight ke bare me bat ki kamjor bhi bhot he toh unhone bola ki nhi weight toh thik he 4 month ke hisab se toh phir ghar aagyi tension free hoke
Par kuch din bad ye vhi harkat karne lga jesa ki aapne btaya ki vo khelte he kabhi muh me lete he or nikal dete same aesi hi karta tha me bhot marti hu isse gusse me but thank you mam aapne bhot ache se samjhaya thank you so much mam ❤
Ab ish vdo se meri prblm solve kardiya
Mere bete ki vomiting k reason malum hua
Thank you so much. Feel relieved as a new mother after watching this video.
Glad it helped
Mam good evening mai aaj apki video first time dekh rahi hu mera abi 9 nov ko c-section delivery hui h meri beti (2.370 )kg se hui h per uska weight loss hua h abi vo 2 kg 100 gm ho gya h humne dr ko consult kia to abi usko formula milk b de rahe h fir b koi ferk ni pda h ye meri 2 baby h 12 saal pehle b muje ek beti h mere nipal ka size thoda bda h meri saas muje bahut tokti h jab b mai breast feed krati hu vo mere pas me baith jati h or baby zra b roti h to bolti h muje dedo isko usko feed b ni jrabe deti h vaise hi dudh kam aara h or vo krane b ni deti h
Meri beti vaise to bahut active h per vo feed karke jab soti h to vo 2-3; 3-4 ghante me uthne per b ni uthti h or jab breastfeed karti h tab bahut roti h
Mam plz muje help kijiye mai kya karo jisse uska weight gain ho or vo ache se breastfeed b kar sake
Don't wrry sister
Pehle aap khud calm raho
Tension Mt lo
Bche ka wght km jyada hota rehta hai
Per ek do ghante m breastfeed karwayo
Dudh hoga
Sath m dudhi or papaya ki sabji Khao massor dal or kamse kam 15/17 glass pani pio
Happy raho or bo v happy rahega
Tension Mt lo
Thank you thank you thank you mam. Meri problem solve karne ke liye mujhe lagta tha ki mere bête ka bet nhi bhar rah ha kyunki mera beta 10se15 min me dudh pi kar free ho hata ha lekin aapki video dekhne ke baad meri tension khatam ho gai 😊😊😊
Very useful video for all new mom.❤
Thanks a lot for this video. I know where i was wrong now.
Really helped me thank you 🙂🙂🙂
Thank u madam...now feeling relax
Thanks ❤❤
Bhut bdhiiaa meri saaari problem solf hogggi
Meri bati bhut roti hai or bhut der tak dudh peeni k bad bhi roti hai kya kru m mujhi lgta hai mera dudh km hai uske liye
Same here
Thanku mam❤❤love u
Thanks mam
But ek question or he mera aapse ab ye 28 ko 4 month ka hojayega me isse 12 ya 1 ke bich me soja he ye dhud pike phir meri ninnnd nhi khul pati he subha khulti he 5 bje toh kya itne der tak ise bhuka rakhne me koi problem toh nhi he pls agar aap mere comments padh logi toh pls mujhe reply jarur karna pls mam dil se aapko thank you inte ache se samjhhne ke liye meri problem solf kar di aapne ❤❤
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya😊
Thank u so much madam
Thakyou mam ❤
Meri beti 15 din ki he wo kabhi 2 min kabhi 5 min dudh piti he wo bhi har 2 hr me nahi kabhi 4 ghante me piti he soti rhti he...
Same problem
Mainy apni baby ko sirf 2 ya 3week dhud pelaya hai wo be raat ko uss ay baad chor diya uss ny. Kiya yeh sahi hai?
Mam meri beti 20 din k hay aj wo din may evening may sota raheta hay or raat may jagti hay activity kab karau samajh nahi a rahi hay
Very helpful...
Mam dono breast se kitne der tk feed krvna haan ya?? Total means ek side se kitna or dusre side se kitna
Welldone Explain🙏
Tq❤
🙏🙏
❤❤❤❤❤
Mera bachha 1 month ka 5 min v n leta dud pine mai uske bad chor deta h ,samajh n ata pet bharta h ki n.bht tension mai hu pls help
Di jyada der tk pilaya kro kyuki. Starting m milk km hota h brest m isliye jldi chod deta h
Mera bhi same
@@pujagupta7064 baby chota h... Nipples chuste chuste thak jata hTo thak ke so jata h... Jb wo uth jaye to to fir se pilaiye... Jaldi jaldi.. Iske uska milk pine ka duration v badega Or milk ka flow v badheda. ... Or uka pet v bahrega... Or wo chota h to uska pet v chota hi h to don't worry... Usko jinna jarurat h wo itna hi pi leta h...
@@Dawnloadcinema same here
Breastfeed karate waqt pain kyu hota h breast mein plz answer m
Hello mam good evening mam mera baby kaphi kamjor h 6month
mam milk kam aaye to kya kare
Feeding ki frequency bdha do, maine bhi yahi kiya tha, 1mahine baad milk production bhi increase ho gya tha, demotivate mat ho, positive rho
Shatwari powder mix in 🥛 milk it increases your breast milk
Satawari powder se bhi bdta h,mera experience h
Mem mera ek brest big ho gaya he or dusra brest chota he muje pata nhi tha or me sbse jyda ek side brest se fidiing karti thi pls ap mere brest ko shi karne ke liye kuch batye
Jis breast se kam pilaaya hai.. ab usse zyada pilaayein
Mera 2 manth ka baby hai pura din sota hai our rat me bhi sota Hai mai kya kru
Mera baby 1month ka baby 30 min dudh pita h 5 min so jata h aaisa 2-3 ghante chlta h.. phr vo susu potty kr leta h phr usse bhukh lg jati h... Pump se Express krne p 60-70ml dudh hi aata h jbki vo 120 ml pi jata h external feed... Please help 🙏
Pehle is tarike k video DD national pr aate the tab bade boring lagte the ab baap banne k baad samjh aaya kaam k video hai
Meri baby ek mahine ki h vh dudh pine k baad uklai krti h do baar ulti kr chuki h m dhkar b dilwati hu mujhe kya krna chahiye please btaye
Mam mera baby 3 month ka mere nipple m bhut dard or breast m jaln hoti h please mam reply
Same
Mere sath bhi aisa hi ho raha hai
Mera sath bhi aisa ho rha h
Mere sath bhi aisa hota h
Mere sath bhi1month se
Bachhe ko let ke dudh pilane se kya hota tlhai
Ma'am mera baccha slow feeder hain takes around 40 mins, so jata hai bee beech me
Same with me
Same
Some with me
Mera bachha ded mahina ka hai or feed 10 se 15 minit krta hai or kahi bar 20se 40 minit Tak krta hai aesa kyu
When can we start giving gripe water to Infant?
Never
@@SehatnamawithRajinder thanks
Mere baby ko gass bhut bnti hai or wo bhut rota hai medicine bhi kam ni kr ri ghr k upay bhi kr liye plz koi tarika btaye 23 days ka hai baby sota bhi bhut kam hai
Dudh pilane ke baad burp karaya karo
Same problem😢 kya ab aapka bachha thik h ya aise hi rota h
Mera baby 3 month complete hai but mera breastfeeding karneki liya nahi manta kyu yasa karta hai plz bataiyana
Mam Mera baby 1mahine ka hai aur dudh pine me kafi Samy lagta hai aur dudh pite waqt nipples bahot dard karte h aur pine ke baad bhi bahot dard hota hai aur pith bhi bahot dard karte hai
Mera v same hota tha. Apka sahi tarike se latching nhi kar pa rhi hai baby. Aap please latching video dekhiye 'how to latch your baby' ye video dekhiye
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya❤🎉😊
Eska koe side effects hota hai ha nahi?
@geetasubba-pp1xg nhi koi side effects nhi hota hai
But mam hamare yanha bacha rotihe to bolti he maa ka milk nenhi horehie bar bar ek ki bat karte he negetive bat maa ke dimag me rahe jati he bolte he pawder do milk nenhi horehie bache bar bar ro rehie chahakar v bache ke sirf maa ki milk nenhi deparehie bura lagta he
C section delivery ke baad sirf 1 minit ke liye hi dudh aaya fir 2 mahine dudh hi nhi bna mera biwi ka to usko mamicon syrup and capsule Diya Flipkart se order Kiya tha esse uska 2 din me dudh aane lga 3 mahine lene se ab pura dudh badha gya😊😊
Mera baby 4 manth ka hai vah fluid hi nahin mangta hai😢
Meri beti premature hue thi or no abhi 3 month ki ho gai he fire no breastfeeding nhi kar pati ku6 esa Bhaiya ki mein kya karu
Mam aap milk nikalke bache ko spoon se de sakte ho
Mera bacha to ek hi breast se dudh piti h😢😢.... New born thi to latching nhi kr pa rhi thi...formula milk hi piti thi...or sath mai v try krti thi apna breast se.milk pilane ka..... Dusri breast se to piti hi nhi h... New born thi to nipples chota tha to adat hi nhi bana pai... 3 month tk to thik hi formula milk piti thi... Ab 5 month ki ho gai h ab bilkul v formula milk nhi piti h.... Ab mai confused hun... Ki mere ek breast se baby ka pet bhar v rha h ki nhi.... 5,10 min piti h fir so jati h... 5 month me uska weight 5kg h... Kya ye normal h...
Bilkul sahi weight h didi
6 month hote hi aap use cow milk pila skte hai thoda thoda
Same problem
Same problem 😞 abhi mera baby 3 month ka he
Yaar mera baby 2 month ka he par mere brest se nahi leta he
My baby demand every 15 mint milk means milk supply less baby always feel hungry
Mam plz help mera bacha din me bahut kam sota hai aur jitni der jagta hai utni der doodh pita hai...5se6hours plzz help kya kru 1month ka baby hai
It’s normal. Keep feeding
Same😅
ma'am mera baby 16 month ka hai wo bs brest feeding hi krta h ku6 khata nhi jabrdasti kru to ugl deta h ulti kr deta h ....kya kru mai smjh ni aa ra ..
Dhire dhire aadat dilao
16 months ka kuch ni khata? Apne 6 months se start Kara solid to abi tak adat ni hui?
Mere tween beby boy huva hai 25.9.2024 ko lekin bachhe rote bhut haiphla bachha 1800 g dusra bachha 2.300 g
मेरा बेटा 28 days हुआ है।और वो मेरा दूध पीते ही सो जाता है* 😢
Mera bhi same 😢
Koi baat ni AK do mahine bachche aise hi krte hain
Mera b same
Meri baby 1min dhudh pee ke soe jati h
Meri bhi...aur sab kahte ki 2 ghante pe feed karao...kaise karau
Mera bacha to 5 min b nhi pita 😢
Mera bhi
Same problem and again 2-3 hour's tk demand v ni krte
Can mom give gripewater for 1 month baby ?
No
Hii ma'am meri daughter 25 days ki hai and mere flat nipples hai maine harchiz azmali nipples nikal nahi rahe and nipplesheild use kare jab baby bhot roti hai please ma'am khya karna chahiye muje please ma'am help me
Mera same hal tha maine Brest pamp se Nikal kar baby ko milk dena suru kiya
Bachhe ko let ke dudh pilane se kya hota tlhai