Imam sahab to last me safayi deke bach gaye lekin unke followers unki ye wasiyat nahin mante wo imam ko bachane ke liye qurano hadees me taweel karte hain
jo hanfi hadees ko kahte h hadees 200 sal bad likhi gyi Mai bata doon Hadees mein muhaddis ne sanad rasolallah tak pahuchayi h. isliye matter nhi karta ye kab likhi gyi mattter ye karta sanad untak pahuchayi gyi ki nhi . aur us sanad k raavi sare siqah h ki nhi . Agar dono shart par par hadees utarti h to wo hadees mutawattir h. plus ye dyan rakhe wo ki muwatta malik 150 pahle aa chuki h . aur un ko to bilkul haq nhi h jo HIDAYAH KA KUTUB imaam abu haneefa k 400 sal bad likh liye aur sanad bhi un tak nhi pahuchayi.
41) Imam Yahya Bin Ma’een Rah Farmate He-“Imam Abu Haneefah Rah Ke Qaul Ke Muttabiq Fatwa Deta Hu Aur Unki Riwayat Karda Ahadees Bhi Yaad Hain.. (Jamee Bayanul Ilm Lil Allama Ibn Ul Abdul Barr Jild 2 Safa 149
37) Allama Ibn Khaldoon Rah (Muarrikh-E-Islaam) Likhte Hain-” Fiqh Me Imam Abu Hanifah Rah Ka Muqaam Itna Buland Hai Ke koi Dusra Unka Nazeer Nahi Hosakta Aur Unke Hum Asar Ulama Me Unki Iss Fazeelat Ka Iqrar Kiya Hai, Khusoosan Imam Malik Rah Aur Imam Shafii Rah Ne (Muqaddamah Ibn Khaldoon Safa-565)
33) Abdaan Farmate He Ke Unhone Abdullah Ibn Mubarak Rah Ko Farmate Huye Suna-“Log Jab Hazrat Abu Hanefah Ka Zikr Burai Se Karte Hsin Toh Mujhe Boht Sadma Hota Hai Aur Mujhe Andesha Hota Hai Ke Unpar Allah Ka Ghazzab Toot parhega.. (Manaqeeb Al Imam Abi Haneefah Kiz Zehbi Safa 22)
29) Imam Malik Rah Farmate He-“Abu Haneefah Ne mere Pasina Nikaldiyah, Woh Beshaq Ek Faqeeh Hai.. (Tarteeb Al-Madareek Lil Ayaz Maliki Jild 1, Safa 62)
35) Abdullah Ibn Mubarak Rah Farmate He-“Imam Abu Hanifah Rah Ko Rozana Dekha Karta Tha Ke Harr Din Woh Acche Aur Sacche Hote Jate The Aur woh Ek Ilm Ka Samandar The.. (Tehzeeb Ul-Kamaal 29/441)
26) Ali Ibn Asim Rah Ne Farmaya-Agar Imaam Abu Haneefah Rah Ke Ilm Ko Aur Pure Zamane Ke Ilm Ko Agar Tollah Jaye Toh Imam Abu Haneefah Rah Ka Ilm Sabse Zyada Aur Bhari Hoga.. (Siyar Alammul Nubula Jild 6,safa 403, Tehzeeb Ul Asma Safa 379, Raqam-771
31) Imam A’mash Jo Sahih Bukhari Wa Muslim Ke Raavi He, Ke Unse Ek Masla Pucha Gaya Toh Unhone Farmaya-“Sirf Nauman Bin Sabit Iska Jawab Desakta Hai Yeh Shakhs Bada Ilm Wala He… (Siyar Alammul Nubula Jild 6,Safa 403
43) Hafiz Ibn Taymiyyah Rah Farmate Hain-“Isme Koi Shaq Nahi Imam Abu Haneefah Rah Ke Ilm Ke Makaam Me, Logone baad Me Kayi Jhoote Ilzamat Lagaye, Jo Sareh Jhootey The.. Aur Aise Ilzaamat Unke Muqadaas Shaan Ko Giraane Ke Liye Likhe Gaye The.. (Minhaaj Al-Sunnah Al-Nabawiya Lil Ibn Taymiyyah Jild 1, Safa
Yahya Ibn Ayyub Al-Zahid(Sihasitta Ke Raavi Hain) Farmate Hain-“Raaton Ko Abu Haneefa Soya Nahi Karte The(Ibadat Me Masguliyat Ke Wajah Se) (Tareekh-E-Baghdad Jild 15, Safa 483, Dr. Bashhar Awwad Ma’ruf Ne Sanad Ko Sahih Likha)
Qazi Abu Yusuf Rah Farmate He-Abu Haneefah Rah Raaton Me Jaage Huye Hote Aur Saari Raat Namaaz Aur Dua Me Mashgool Rehte The.. (Siyar Alammul Nubula 6/399, Tehzeeb Ul Kamaal 29/435, Tehzeeb Ut-Tehzeeb 10/450, Tehzeeb ul Asmaa Safa 378,Raqam-771, Tareekh E Baghdad 6/485, Dr. Bashar Ne Sanad Ko Sahih Kaha Hai)
32) Hiyyan Ibn Musa Al-Marwazi Rah Farmate Hain-“Abdullah Ibn Mubarak Rah Se Pucha Gaya Fiqah Me Sabse Zyada Ilm Wala Kaun Hai? Imam Malik Ya Abu Hanefah Rah? Toh Jawab Diya-“Abu Haneefah” (Manaqeeb Al Imam Abi Hanifah Liz Zehbi Safa-32)
Bhai aap Q gumrahi phaila rahe hai 1400 sal baad utha kar koyi pahle logo par tanz karna kaha ki paidaish hai zaban sambhalo aap dodh ke dhule nahi hai
Ahlehadeso ne muqallido ki aisi band bajaee hai ki bechare gumrah log matam kar rahe hai ahlehadees wo sitara hai jo camakta rahega aur tum yo hee matam karte rahoge
imam shafi rahmata aliya ne farmaya: ''wah tamam log jo faqah ka mutalaa karte hen wah imam abu hanifah ki aulad he. imam yahya ibe muin rahmatullahi farmate hen: imam abu hanifah par koi ilzaam nihen hay or wo har qism ke jhooth se pak hen.
Hazrat Khawaja Ajmeri Moinuddin Chishti Gharib nawaz jab Iran se India aye' iran May Ek chish'te Ek ilaqa hai Isliye aun ka naam Moinuddin chishti rahmat ullah alai rakha gya' jab wo India arahe thy k raste May Aun ko Lahoor mila Pakistan ka ek shahar hai lahoor, khawaja gareeb Nawaz jab Lahoor May dekhe k yahan pr ek allah k wali ka mazar hai jis ka naam hai “Data Ali Ajmeri Rahmatullah alai” ka mazar hai' jo hazar saal pehle ki dargah hai wahan aus dargah pr gareeb Nawaz ne 40'din Chilla kiye, aus k bad Khawaja ghareeb nawaz chishti Rahmatullah alai ne Hazrat Sayyadana Ali bin Osman Hajwayri Data Ali ganjo baqsh Ajmeri Rahmatullah 400 hijri yani aj se 1039 saal pehle ki dargah hai aur aun ki choukhat pr khawaja ghareeb nawaz rahmat ullah alai ne ek Sher likha_ Aj bhi Hazrat Data Ali Ajmeri rahmat ullahi alai ki mazar k uper chukhat pr wo Sher likha hva hai_ yani khawaja ghareeb nawaz Ajmeri ka 2025 May 813 th wa Urs e Sharif ho raha hai' Aur Hazrat Data Ali ganjo baqsh Rahmatullah alai Khawaja gareeb Nawaz Ajmeri se 200 saal pehle k hai’ Mashallah Data Ali ganjo baqsh Rahmatullah alai' Yani 1039 saal pehle k hai_ to khawaja gareeb nawaz Ajmeri Rahmatullah alai Data Ali ganjo baqsh Rahmatullah alai ki mazar pr baith kr yani (1000 years) saal pehle aun ki mazar k pas baith kr ye sher likha; sarkar moinuddin chishti Ajmeri Rahmatullah alai ne aun k darbar May baith kr 40 din chilla kiya To aun ko 40 din may kya mila wo Anhone bayan kiya hai: Farsi may ye sher likha : "Ganjo baqsho Faiz e Alam Mazhar e noor e khuda' Nate sare pere kamil kamilara rehnuma" ye sher Farsi May likha hva khawaja ghareeb nawaz Ajmeri rahmat ullahi alai ka hai_ Aj bhi Pakistan Lahoor ki dargah mazar pr ye sher Hazrat Data Ali ganjo baqsh ki mazar pr choukhat pr likha hva hai jo 900 saal pehle likha tha' jis ka tarjuma hai: ghareeb nawaz Ajmeri farma rahe hai_ [Ay data Ajmeri ganjo baqsh Rahmatullah alai! Ay data Hajri Osman bin Ali Al hajri Rahmatullah alai]_ Ap Khazana nawaz ne wale hai unginat nawaz ne wale hai' itna dete hai Hazrat data ganjo Ali Ajmeri jo gin nhin sakte_ yani Hazrat moinuddin chishti Khawaja ghareeb nawaz Ajmeri bhi (Ahle Sunnat) Sunni Aqide ko follow krte thy_ yani dargah pr jana wali Allah se awliya Allah ka qurb hasil krna Aun k wasile de Duain krne k manne wale hai jo Quran Hadith [accurate] k mutabiq hai 1050/ saal pehle se hai_ Lekin Afsoos aj in wali Allah k dargahon mazaroun pr Shiya Rabzi wahabde log kundli maar kr baith hai mujawar ban kr' 240 se zayada mujawar (dallal) sajjada nashin Shiya Rabzi aur wahabdo logoun ka qabza hai Dono dargahon pr jo sirf garaz logoun se paisa lene ki hai Aur badnam Sunni hote hai'_ jis tarha se deobandi Salman Nadvi ne 5 crores May apni maa ko becha hai (Babri masjid ko toda) hai jis k piche wahado deobandiyo ahle hadith ka sab se bada hath hai jo sirf naam k musalman hai aur paise ke liye apni maa ka bhi sauda kr dete hai ghair Muslim ki aad lekr…. Pata nhin ab ye log apni maa ko yani (Ajmer sharif ki dargah) kitne may [Sauda krenge] bechnege_ aur ye ghair Muslim apni maa ko kitne may qaridenge ? Al Omrah’ MA trpl phd, M.Phil Durvesh yezdani’s University of psychologist in foreign languages analyst…
Ibn Ishaq Al-Samarqandi Rah Se Riwayat Hai Ke Qazi Abu Yusuf Rah Ne Farmaya-” Abu Haneefah Harr Raat Ek Rakat Me Quraan Khatam Farmate The.. (Siyaar Alammul Nubula 6/400, Tehzeeb Ul Kamaal 29/434, Tehzeeb Al-Asmaa Safa 378, Raqam-771)
Bhai Ahle hadees fitna hai, kai ulma ne kaha hai, inka yahi kaam hai, jinka video inhone chalaya hai unke sath agar ye log munazra karle to ye jaante hain k inki kaise band bajegi, isliye sirf youtube pe aakar fitna failate hain. Mufti Abdul Wahid Quraishi sahab ka ek Munazra hai Ahle hadees k sath, dekhlena kaise wo bhaag Gaya.
Yah ahale Hadis khula jhooth bol raha hai imam Shafi ki kitab mein likha hua hai kitab ul um aur imam Shafi apni kitab mein likhate Hain ki imam Malik imam Abu Hanifa ki kitabon se istifada hasil Kiya karte the yani imam Malik imam Abu Hanifa ki kitabon se fayda hasil Kiya karte the yah imam Shafi ne likha hai apni kitab mein kitab ul um
ek mashahur rawayat se malom hota hay kah amam shafi rahmata ad aliya ne amam abo hanifah rahmata ad aliya se tosl ki hay. qasah ya hay kah amam shafi baghadad se hote huvay amam abo hanifah ki qabr ke pas pohche. is ke bad is ne ad se dua ki or kaha: aye ad min tiri taraf matojah hon or tire nik bande abo hanifah ke waselah se tiri shafat chahta hon, to meri darkhwast qabol farma.Maqalat al-Kawthari, p.38]
43) Hafiz Ibn Taymiyyah Rah Farmate Hain-“Isme Koi Shaq Nahi Imam Abu Haneefah Rah Ke Ilm Ke Makaam Me, Logone baad Me Kayi Jhoote Ilzamat Lagaye, Jo Sareh Jhootey The.. Aur Aise Ilzaamat Unke Muqadaas Shaan Ko Giraane Ke Liye Likhe Gaye The.. (Minhaaj Al-Sunnah Al-Nabawiya Lil Ibn Taymiyyah Jild 1, Safa 259
maqam unkA koi nhi girata tum hi itna oocha bana liye ho ki tumko haq bat nhi suna jaata imam abu haneefa hi nhi jitne bhi scholars fiqh mein strongs the wo sab madeena se the . jahe imam malik ,imam shafi ho , imam ibn hammbal wa ish haq ho inki fiqh quran wa hhadees k jyada kareeb isliye h kyonki ye madeena mein rahe waha jyda hadeesein thi isliye jyada hadeese jante the isliye apni musnad likh paye . koofa mein hadeesein kam thi . isliye koofa k scholars fiqh mein kamjor the . kyonki hadeessein wahan kam thi . yahi raay ibn mubarak kabhi h .
@@saleemkapoor9192 phir gumman sahab se poocho wo hadeeesein bayan kyun nhi kiye agar kiye to kahan gyi sari hadeees . muhaddis tak kyun nhi pahuchi jo hadeees dhoodhne k liye jiddo jahad ki .
beautiful reply by Shayk Kifayatullah Sanabali!!!
Alhumdulillah hum ne to taklid ka pata nikal diya he 🤲🤲🤲🤲
ما شاء اللہ شیخ کفایت اللہ سنابلی بہت خوب بہت خوب!
Manhaj e Salf (Sahaba) zindabad ❤🎉
Mashaallah bohot khubsurat jawab..
Jabardast 🎉
Allah in sab hanfiyon ko hidayat de.
Ameen
Ahle hadees zindabaad
Bahut khoob masha allah
Masha allah bahut khoob jazakallahu khair
Masha allah bohot jabardast
Jajakallah khair 🤲
Masha allah shekh khub
Quran hadees hi haqq hai allah ache alimo ko hifazat kare ameen
Allah pak in sb moqalllidon ko hidayat de ameen
Mashallah agle hadees hi haq hai baki sab batil hai
Mashaallah shaikh
Shaik nahi cake hai hai yeh
Imam sahab to last me safayi deke bach gaye lekin unke followers unki ye wasiyat nahin mante wo imam ko bachane ke liye qurano hadees me taweel karte hain
maine dekha aur mashallah hanfi se aur kattar hanfi hogaya hu
I am Muslim following quran and sahee hadees, alhamdulillah. And all aayeema and salafe saleheen
Phir to aapne kuch nahi dekha, Maine tehqeeq ki aur alahamdulillah ahle hadees ho gaya😊😊😊
Jab jab Hanfi maslak ke kisi masale me شک huva, تحقیق ki to kattar hanfi ho gaya, 🎉🎉🎉🎉
Ek pahlu ki tahqeeq kroge to whi rhoge tahqeeq me har mashala har zamat ko tahqeeq Kiya jata h
Rayyan Rafee Sahab, title muhazzib likh dete to ye video Hanafi bhaiyon ko forward karna behtar hota
❤❤👍👌
jo hanfi hadees ko kahte h hadees 200 sal bad likhi gyi
Mai bata doon
Hadees mein muhaddis ne sanad rasolallah tak pahuchayi h.
isliye matter nhi karta ye kab likhi gyi
mattter ye karta sanad untak pahuchayi gyi ki nhi .
aur us sanad k raavi sare siqah h ki nhi .
Agar dono shart par par hadees utarti h to wo hadees mutawattir h.
plus ye dyan rakhe wo ki muwatta malik 150 pahle aa chuki h .
aur un ko to bilkul haq nhi h jo
HIDAYAH KA KUTUB imaam abu haneefa k 400 sal bad likh liye
aur sanad bhi un tak nhi pahuchayi.
Ahle Hadees zindabad
Allah ne Imam Abu Hanifa ki fiqh me barkat rakhi h..aur ghair muqallid ko fitne ko takkar bhi di h...Allah apne walion ke dushman ka dushman h...
Imam Abu hanifa ki 5 lakh hadees Kahan likhi Hain ? Tumhare Ghar Hain koi aisi kitab jis mein 5 lakh hadees ho
Insaniyat se behtar kuchh nahi
Insaniyat bhi Islam hi sikhata hai😊
@saleemkapoor9192 beshak. By nature.
Hanafi log jiddi ho kar gumraahon me se ho gaye hain
Bhale hi mai bhi Hanafi hoon.
Bhai ye bayan youtube per bhi he ye kat ker jhoont phela raha he.
@@islamforeveryone3146deoband dimaag band😂😂😂
Oyee bhai Ye gumrah pehle se hain inhe ilm nahi jo bayan nahi karna wahi kar raha hain molvi
Dimag band bol kar bahot badi daleel di hai apni tehqeeq par
@@HassanKhan-ku9ly tum toh deemag khule ho jaker youtube per poora baywny dekhne ki himmat karo, magar nhi karoge aise he khush hote raho 🥳🥳🥳🥳
أبو حنيفة
لَقَدْ زَانَ الْبِلَادَ وَمَنْ عَلَيْهَا
إِمَامُ الْمُسْلِمِينَ أَبُو حَنِيفَه كَآيَاتِ الزَّبُورِ عَلَى الصَّحِيفَه مَدَى الْأَيَّامِ مَا قُرِنَتْ صَحِيفَه
بأحكام وآثار وفقه
فَمَا بِالْمَشْرِقَيْنِ لَهُ نَظِيرُ
وَلَا بِالْمَغْرِبَيْنِ وَلَا بِكُوفَه
فَرَحْمَةُ رَبِّنَا أَبَداً عَلَيْهِ
التواضع
41) Imam Yahya Bin Ma’een Rah Farmate He-“Imam Abu Haneefah Rah Ke Qaul Ke Muttabiq Fatwa Deta Hu Aur Unki Riwayat Karda Ahadees Bhi Yaad Hain..
(Jamee Bayanul Ilm Lil Allama Ibn Ul Abdul Barr Jild 2 Safa 149
Allaah ka shukar hai ham muqhalid hain Angrazon ki paidawaar nahi hain
37) Allama Ibn Khaldoon Rah (Muarrikh-E-Islaam) Likhte Hain-” Fiqh Me Imam Abu Hanifah Rah Ka Muqaam Itna Buland Hai Ke koi Dusra Unka Nazeer Nahi Hosakta Aur Unke Hum Asar Ulama Me Unki Iss Fazeelat Ka Iqrar Kiya Hai, Khusoosan Imam Malik Rah Aur Imam Shafii Rah Ne
(Muqaddamah Ibn Khaldoon Safa-565)
اپنی فقہا کے لیے کس طرح کی تاویل کرتا ہے اور قرآن o hadees کی مخالف
Inginior mo Ali Sahab Ko Follow Karta Hu Lekin Is Mas ale me Ap Theek Hai 👍👍👍
33) Abdaan Farmate He Ke Unhone Abdullah Ibn Mubarak Rah Ko Farmate Huye Suna-“Log Jab Hazrat Abu Hanefah Ka Zikr Burai Se Karte Hsin Toh Mujhe Boht Sadma Hota Hai Aur Mujhe Andesha Hota Hai Ke Unpar Allah Ka Ghazzab Toot parhega..
(Manaqeeb Al Imam Abi Haneefah Kiz Zehbi Safa 22)
29) Imam Malik Rah Farmate He-“Abu Haneefah Ne mere Pasina Nikaldiyah, Woh Beshaq Ek Faqeeh Hai..
(Tarteeb Al-Madareek Lil Ayaz Maliki Jild 1, Safa 62)
35) Abdullah Ibn Mubarak Rah Farmate He-“Imam Abu Hanifah Rah Ko Rozana Dekha Karta Tha Ke Harr Din Woh Acche Aur Sacche Hote Jate The Aur woh Ek Ilm Ka Samandar The..
(Tehzeeb Ul-Kamaal 29/441)
49) Imam Auza’i Rah Farmaya Karte The-“Imam Abu Haneefah Rah Ko Pechidah Masail Behtar Malum Hote The Dusre Ahle Ilm Ke Muqabileh Me.
(Manaqeeb-E-Kurdi Safa 90)
26) Ali Ibn Asim Rah Ne Farmaya-Agar Imaam Abu Haneefah Rah Ke Ilm Ko Aur Pure Zamane Ke Ilm Ko Agar Tollah Jaye Toh Imam Abu Haneefah Rah Ka Ilm Sabse Zyada Aur Bhari Hoga..
(Siyar Alammul Nubula Jild 6,safa 403, Tehzeeb Ul Asma Safa 379, Raqam-771
42) Imam Malik Rah Farmatey Hain-“Mene Abu Hanifah Jaisa Shaks Nahi Dekha”
(Al Khairat Al Hisaan Safa 28)
31) Imam A’mash Jo Sahih Bukhari Wa Muslim Ke Raavi He, Ke Unse Ek Masla Pucha Gaya Toh Unhone Farmaya-“Sirf Nauman Bin Sabit Iska Jawab Desakta Hai Yeh Shakhs Bada Ilm Wala He…
(Siyar Alammul Nubula Jild 6,Safa 403
48) Imam Mis’ar Bin Kidaam Rah Farmaya Karte The-” Ke Meine Kufa Ke Faqeeh Abu Hanefah Aur Uske Fiqh Ko Behtar Paya hai..
(Tareekh-E-Baghdad Jild 14 Safa 328
43) Hafiz Ibn Taymiyyah Rah Farmate Hain-“Isme Koi Shaq Nahi Imam Abu Haneefah Rah Ke Ilm Ke Makaam Me, Logone baad Me Kayi Jhoote Ilzamat Lagaye, Jo Sareh Jhootey The.. Aur Aise Ilzaamat Unke Muqadaas Shaan Ko Giraane Ke Liye Likhe Gaye The..
(Minhaaj Al-Sunnah Al-Nabawiya Lil Ibn Taymiyyah Jild 1, Safa
36) Imam Al-Khuraybi Rah Farmaya-“Sirf Hirsi Aur Jahil Log Abu Hanifah Ko Bura Kahenge..
(Siyar Alammul Nubula Jild 6,Safa 402
Allah imam e Azam Abu Hanifa rahmtullah aale ki kabar per karodon rahamat ho
Andbhakt ko sunna bhaut bhari padrega
Yahya Ibn Ayyub Al-Zahid(Sihasitta Ke Raavi Hain) Farmate Hain-“Raaton Ko Abu Haneefa Soya Nahi Karte The(Ibadat Me Masguliyat Ke Wajah Se)
(Tareekh-E-Baghdad Jild 15, Safa 483, Dr. Bashhar Awwad Ma’ruf Ne Sanad Ko Sahih Likha)
Asad Ibn Amr Se Manqool Hai Ke-“Abu Haneefah Rah, Esha Ke Wazoo Se Fajr Ki Namaz 40 Saal Tak Parha Hai..
(Siyar Alammul Nubula Jild 6, Safa 399
Janab pahle hanaf ko padh lo fir bat karna
imam Yusuf rh. Kehte h ham jo bat kehte h wo asal me imam Abu hanifa rh. Ki hi bat hoti h
Qazi Abu Yusuf Rah Farmate He-Abu Haneefah Rah Raaton Me Jaage Huye Hote Aur Saari Raat Namaaz Aur Dua Me Mashgool Rehte The..
(Siyar Alammul Nubula 6/399, Tehzeeb Ul Kamaal 29/435, Tehzeeb Ut-Tehzeeb 10/450, Tehzeeb ul Asmaa Safa 378,Raqam-771, Tareekh E Baghdad 6/485,
Dr. Bashar Ne Sanad Ko Sahih Kaha Hai)
32) Hiyyan Ibn Musa Al-Marwazi Rah Farmate Hain-“Abdullah Ibn Mubarak Rah Se Pucha Gaya Fiqah Me Sabse Zyada Ilm Wala Kaun Hai? Imam Malik Ya Abu Hanefah Rah? Toh Jawab Diya-“Abu Haneefah”
(Manaqeeb Al Imam Abi Hanifah Liz Zehbi Safa-32)
Imam Abu Haneefah Rah Ko 7 Lakh Se Zyada Hadeese Zubani Yaad Thi..
(Kitabaen Ke Muqaddah)
Ab ye naya churan bechne aya koi content nai mila to ab ye sab karega samana to kar pate nai hai 😂😂
Bhai aap Q gumrahi phaila rahe hai
1400 sal baad utha kar koyi pahle logo par tanz karna kaha ki paidaish hai zaban sambhalo aap dodh ke dhule nahi hai
JB koi ghair Muslim musilman ho to phr namaz ka tariqa Kahan se seekhe plz btana?
Kiya Tum mein itni jurat hai k Sahi bukhari ko ghalt bol do
@@MalikMurtaza-i3u suhah se
@@MalikMurtaza-i3u kar di no gair muqllid wali baat
Agar aapki baat maanli jaye k imam e shafayi zyada jaante the imam e abu hanifa se to phir shafayai banjao. 😂
Badtareen firqa Ahle hadees hai...😢😢😢
Ahlehadeso ne muqallido ki aisi band bajaee hai ki bechare gumrah log matam kar rahe hai ahlehadees wo sitara hai jo camakta rahega aur tum yo hee matam karte rahoge
5 lakh hadees Kahan likhi Hain Kisi muhadis ne nai li
alf means thousand, he is translating it as a lakh! this too is a lie,
Or Quran me likha hua hai ke jhooto par Allah ki lanat ho
imam shafi rahmata aliya ne farmaya: ''wah tamam log jo faqah ka mutalaa karte hen wah imam abu hanifah ki aulad he. imam yahya ibe muin rahmatullahi farmate hen: imam abu hanifah par koi ilzaam nihen hay or wo har qism ke jhooth se pak hen.
Hazrat Khawaja Ajmeri Moinuddin Chishti Gharib nawaz jab Iran se India aye' iran May Ek chish'te Ek ilaqa hai Isliye aun ka naam Moinuddin chishti rahmat ullah alai rakha gya' jab wo India arahe thy k raste May Aun ko Lahoor mila Pakistan ka ek shahar hai lahoor, khawaja gareeb Nawaz jab Lahoor May dekhe k yahan pr ek allah k wali ka mazar hai jis ka naam hai “Data Ali Ajmeri Rahmatullah alai” ka mazar hai' jo hazar saal pehle ki dargah hai wahan aus dargah pr gareeb Nawaz ne 40'din Chilla kiye, aus k bad Khawaja ghareeb nawaz chishti Rahmatullah alai ne Hazrat Sayyadana Ali bin Osman Hajwayri Data Ali ganjo baqsh Ajmeri Rahmatullah 400 hijri yani aj se 1039 saal pehle ki dargah hai aur aun ki choukhat pr khawaja ghareeb nawaz rahmat ullah alai ne ek Sher likha_ Aj bhi Hazrat Data Ali Ajmeri rahmat ullahi alai ki mazar k uper chukhat pr wo Sher likha hva hai_ yani khawaja ghareeb nawaz Ajmeri ka 2025 May 813 th wa Urs e Sharif ho raha hai' Aur Hazrat Data Ali ganjo baqsh Rahmatullah alai Khawaja gareeb Nawaz Ajmeri se 200 saal pehle k hai’ Mashallah Data Ali ganjo baqsh Rahmatullah alai' Yani 1039 saal pehle k hai_ to khawaja gareeb nawaz Ajmeri Rahmatullah alai Data Ali ganjo baqsh Rahmatullah alai ki mazar pr baith kr yani (1000 years) saal pehle aun ki mazar k pas baith kr ye sher likha; sarkar moinuddin chishti Ajmeri Rahmatullah alai ne aun k darbar May baith kr 40 din chilla kiya To aun ko 40 din may kya mila wo Anhone bayan kiya hai: Farsi may ye sher likha : "Ganjo baqsho Faiz e Alam Mazhar e noor e khuda' Nate sare pere kamil kamilara rehnuma" ye sher Farsi May likha hva khawaja ghareeb nawaz Ajmeri rahmat ullahi alai ka hai_ Aj bhi Pakistan Lahoor ki dargah mazar pr ye sher Hazrat Data Ali ganjo baqsh ki mazar pr choukhat pr likha hva hai jo 900 saal pehle likha tha' jis ka tarjuma hai: ghareeb nawaz Ajmeri farma rahe hai_ [Ay data Ajmeri ganjo baqsh Rahmatullah alai! Ay data Hajri Osman bin Ali Al hajri Rahmatullah alai]_ Ap Khazana nawaz ne wale hai unginat nawaz ne wale hai' itna dete hai Hazrat data ganjo Ali Ajmeri jo gin nhin sakte_ yani Hazrat moinuddin chishti Khawaja ghareeb nawaz Ajmeri bhi (Ahle Sunnat) Sunni Aqide ko follow krte thy_ yani dargah pr jana wali Allah se awliya Allah ka qurb hasil krna Aun k wasile de Duain krne k manne wale hai jo Quran Hadith [accurate] k mutabiq hai 1050/ saal pehle se hai_
Lekin Afsoos aj in wali Allah k dargahon mazaroun pr Shiya Rabzi wahabde log kundli maar kr baith hai mujawar ban kr' 240 se zayada mujawar (dallal) sajjada nashin Shiya Rabzi aur wahabdo logoun ka qabza hai Dono dargahon pr jo sirf garaz logoun se paisa lene ki hai Aur badnam Sunni hote hai'_ jis tarha se deobandi Salman Nadvi ne 5 crores May apni maa ko becha hai (Babri masjid ko toda) hai jis k piche wahado deobandiyo ahle hadith ka sab se bada hath hai jo sirf naam k musalman hai aur paise ke liye apni maa ka bhi sauda kr dete hai ghair Muslim ki aad lekr…. Pata nhin ab ye log apni maa ko yani (Ajmer sharif ki dargah) kitne may [Sauda krenge] bechnege_ aur ye ghair Muslim apni maa ko kitne may qaridenge ?
Al Omrah’ MA trpl phd, M.Phil Durvesh yezdani’s University of psychologist in foreign languages analyst…
Ibn Ishaq Al-Samarqandi Rah Se Riwayat Hai Ke Qazi Abu Yusuf Rah Ne Farmaya-” Abu Haneefah Harr Raat Ek Rakat Me Quraan Khatam Farmate The..
(Siyaar Alammul Nubula 6/400, Tehzeeb Ul Kamaal 29/434, Tehzeeb Al-Asmaa Safa 378, Raqam-771)
Aap bs Abu hanifa ko nicha krne k kam krty hai...kvi ahle Elm se v munajra kr ly
Ye bayan youtube per poora available he jaker check kerlo or jo tum aadha bayan chala ker jhoont phela rahe ho ese ahle hadees or badnam ho rahe hn.
Deoband dimaag band😂😂😂
Doband india prodoct hai,
Bhai Ahle hadees fitna hai, kai ulma ne kaha hai, inka yahi kaam hai, jinka video inhone chalaya hai unke sath agar ye log munazra karle to ye jaante hain k inki kaise band bajegi, isliye sirf youtube pe aakar fitna failate hain.
Mufti Abdul Wahid Quraishi sahab ka ek Munazra hai Ahle hadees k sath, dekhlena kaise wo bhaag Gaya.
Alhamdulillah Allah ne Deobandiyat se nikalke asal Qur'an o hadees par laya aur ahlul hadith banaya
@29-yasirkhan11 bhai hadees k tarjuma kerna seekh gaye ya uske liye kisi deobandi or barelvi ke mohtaj ho???
Yah ahale Hadis khula jhooth bol raha hai imam Shafi ki kitab mein likha hua hai kitab ul um aur imam Shafi apni kitab mein likhate Hain ki imam Malik imam Abu Hanifa ki kitabon se istifada hasil Kiya karte the yani imam Malik imam Abu Hanifa ki kitabon se fayda hasil Kiya karte the yah imam Shafi ne likha hai apni kitab mein kitab ul um
Are muqallid sahab ye to batao koun se kitabon se?? Abu hanifa ki to koi kitab hi nahi hai😊😊
unki kaun si kutub thi fiqh mein jo fayda uthate the ?
Khud ko ahle hadees kehne wale itni bhi tahqerq mhi kerte hn ki youtube per original bayan search ker ke poora dekh lain.
ek mashahur rawayat se malom hota hay kah amam shafi rahmata ad aliya ne amam abo hanifah rahmata ad aliya se tosl ki hay. qasah ya hay kah amam shafi baghadad se hote huvay amam abo hanifah ki qabr ke pas pohche. is ke bad is ne ad se dua ki or kaha: aye ad min tiri taraf matojah hon or tire nik bande abo hanifah ke waselah se tiri shafat chahta hon, to meri darkhwast qabol farma.Maqalat al-Kawthari, p.38]
Tumne bahut hi jyada jhooth bole Hain tum allah ke bargah mein tauba karo
Waha kufi wah abu hanifa ky pass 5 lakh hadith the aur usko kise na accept hi nhi kiya phir shayed woh Ghar ma banatai the
43) Hafiz Ibn Taymiyyah Rah Farmate Hain-“Isme Koi Shaq Nahi Imam Abu Haneefah Rah Ke Ilm Ke Makaam Me, Logone baad Me Kayi Jhoote Ilzamat Lagaye, Jo Sareh Jhootey The.. Aur Aise Ilzaamat Unke Muqadaas Shaan Ko Giraane Ke Liye Likhe Gaye The..
(Minhaaj Al-Sunnah Al-Nabawiya Lil Ibn Taymiyyah Jild 1, Safa 259
To is se imam ki taqleed khahan sabit Hui???😊😊
maqam unkA koi nhi girata tum hi itna oocha bana liye ho ki tumko haq bat nhi suna jaata
imam abu haneefa hi nhi
jitne bhi scholars fiqh mein strongs the wo sab madeena se the .
jahe imam malik ,imam shafi ho , imam ibn hammbal wa ish haq ho
inki fiqh quran wa hhadees k jyada kareeb isliye h kyonki ye madeena mein rahe
waha jyda hadeesein thi
isliye jyada hadeese jante the
isliye apni musnad likh paye .
koofa mein hadeesein kam thi .
isliye koofa k scholars fiqh mein kamjor the .
kyonki hadeessein wahan kam thi .
yahi raay ibn mubarak kabhi h .
@@ABID_KHAN_6665 Magar ghumman sahab to keh rahe hain ki un ko 5 laakh hadeesain पहुंच गई थीं।
@@saleemkapoor9192 phir gumman sahab se poocho wo hadeeesein bayan kyun nhi kiye agar kiye to kahan gyi sari hadeees .
muhaddis tak kyun nhi pahuchi
jo hadeees dhoodhne k liye
jiddo jahad ki .