Most Important: Bar Association challenged 4 Sections BNSS | Supreme Court | Smart & Legal Guidance

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 31

  • @wonderfulvideos944
    @wonderfulvideos944 12 годин тому +1

    Section 223 सही जोडा गया है, इससे झूठे केसों में कमी आ सकती है, जो एक तरफा शिकायत कर दी जाती है और आरोपी को बेकसूर होकर भी सालों केस भुगतना पड़ा है, खासकर महिलाओ की शिकायत पर।।

  • @AdvocateRamsundarYadav-fx8ut
    @AdvocateRamsundarYadav-fx8ut День тому

    Mujhge lagta hai ki BNSS ke section 43(3) me koi gadbadi nahi aur eak bar use padhna chahiye jisame saaf kaha gaya hai ki Police adhikari hathkadi ka prayog "kar sakega" na ki yah kaha gaya hai ki karega yani ki karega aur kar sakega me antar hai aur aage yah bhi clear Kiya Gaya hai ki Police adhikari Apraadh ki prakriti aur गुरुत्व ko dhyaan me rakhte hue ye sab karega yaani ki Police adhikari ko hathkadi lagane ke liye anivaarya nahi banaya gaya hai balki police ke Vivek ke upar chhoda gaya hai ki agar use lagta hai ki hathkadi pahanana chahiye to pahana sakta hai aur isake liye permission lene kisi ke pass Jane ki zarurat nahi hai balki Apraadh ki prakirti aur gurutva yani ki Apraadhi bina hathkadi ke bhaag jayega yah lagta hai to woh hathkadi pahana sakta hai aur permission lene Jane ki zarurat nahi hai.
    Isliye mere hisaab se to is section me koi gadbadi nahi hai aur na kisi article ka ullghan dikh Raha hai.
    Pahale bhi aisa hota tha yani ki jab police ko lagta tha ki Apraadhi bhaag jayega tabhi to hathkadi pahane ka permission lene jata tha aur permission mil bhi jata tha kyonki permission lene Jane ka matlab hi yahi hota tha ki bat gambhir hai, to kya hua agar girftaar karne wale adhikari ko hi khud apane vievk ka istemal karne ka adhikar de diya gaya hai to, pahale permission lekar hathkadi pahnane par kya Samvidhan ka ullghan nahi hota tha kya.
    Is section ke liye vaad dismiss karne layak hai.
    Dusari bat ki section 107 ko lekar jo kaha ja raha hai ki isame yah gadbad hai ki agar police wale ko lagta hai ki koi property apraadhik kam me lagaya gaya tha to use attach kar leti hai aur logo me bat degi ya sarkar apane kabze me kar legi lekin unka kya jo sahi tarike se property banaye Hain ya jin property ko attach Kiya ja raha hai us property par kai malik hain aur dava karte hain to woh apani property kaise payenge, lekin Sir ji isi section me yah kaha gaya hai na ki jisaki property attached kiya jayega usako 15 din ka notice diya jayega ki woh aakar bataye ki usaki property kyon na attach Kiya jaaye, to agar woh aakar kahta hai ki galti se police wale is property ko Apraadh me shamil maan rahe hain ya yah kahta hai ki us property ke aur bhi malik hain aur woh baki malikon ko bhi sath me lekar aata hai ya yah sabit kar deta hai ki usane sahi tarike se property banaye Hain to phir usaki property humesha ke liye attach kaha Kiya jayega balki 15 din ka notice milne ke baad agar property nirdosh nahi sabit ho pati hai tabhi to aage ki karwai hogi aur attach humehsa ke liye ho jayega na
    Matlab ki 15 ke andar notice jo diya jayega woh yahi to sabit karne ke liye mouka hoga to phir zabaran kaha attach hua bataiye isliye mujhge section 107 me bhi koi gadbadi nahi dikh Rahi hai.
    Section 223 me jo kaha gaya hai ki abhiyukt ko sunwai ka mouka diye Bina nahi kiya jayega to main maanta hu ki isame koi khaash gadbadi nazar nahi aati hai kyonki agar sach me abhiyukt ne Apraadh kiya hoga to phir FIR darz hone ke pahale abhiyukt ko mouka dene se paivaadi ko kya problem hogi.
    Isame yah nahi kaha gaya hai ki abhiyukt ko mouka dene ke baad majistrate ko lagta hai ki FIR darz nahi honi chahiye to darz nahi hone dega balki sirf itana kaha gaya hai ki abhiyukt ko bhi eak mouka milna chahiye taki agar zara si bhi sandeh hai ki abhiyukt ke khilaaf jhhutha FIR karwaya ja raha hai to use roka ja sake aur isame galat hi kya hai kyonki FIR hone ke baad to Apraadh sabit karna hoga na to phir FIR ke time sabit karne me kya dikatt hai isliye mujhge isake bhi koi ullghan ya gadbadi nahi dikhti hai aur yah bhi bakiyon ki tarah dismiss karne ke layak hai.
    Section 356 me bhi koi gadbadi nazar nahi aati mujhge kyonki faraar wohi hota hai jisane Apraadh kiya hota hai aur aparaadhi jab hazir hi na ho to kabtak koi intezaar me baitha rahega.
    Yaha point yah hai ki agar aap faraar hain aur Qanoon se chhup rahe hain to matlab saaf hai ki aap apana Apraadh qabul kar chuke hain ki aap eak Apraadhi hain aur pakade jane par aapko saza mil jayegi isliye faraar ho gaye hain, to kya hua agar aap ke gair haziri me aapko Apraadhi Ghoshit court kar deta hai kyonki aap bhi to khud ko Apraadhi jante hue bachne ke liye farar chal rahe hain na.
    Sidhi si bat hai ki agar court me mujrim apana gunaah khud Qabul kar leta hai to aage sunwaai ka koi karan hi nahi bachta hai aur saza suna do jati hai to agar wohi faraar ho gaya hai aur notice dene ke baad bhi hazir nahi hota hai to matlab saaf hai ki usane apani gunaah qabul kar liya hai aur isliye usake hone ya na hone se usake saza par koi fadak nahi hota jisane court me ya court ke bahar khud ko Apraadhi sivkaar kar liya ho.
    Isame bhi koi ullghan nahi ho raha aur na koi gadbadi hai balki bakiyon ki tarah is section ka vaad bhi dismiss karne ke layak hai....
    BCI ne vaad laya hai par use eak bar vichar karna chahiye ki in sabhi section me aisi koi gadbadi nahi hai jaisa woh soch Rahi hai.

  • @o.pgupta5650
    @o.pgupta5650 День тому

    Excellent commentary

  • @M_kaur2911
    @M_kaur2911 День тому

    Thank you sir 🙏 Informative

  • @rollykumari2197
    @rollykumari2197 День тому

    Bahut aacha se samjh aa gaya sir

  • @bhanudassuryawanshi250
    @bhanudassuryawanshi250 День тому

    Mast lecture Sir Ji

  • @neelamkumari-th9yx
    @neelamkumari-th9yx 12 годин тому

    Jai Hind sir

  • @pramodgodambe2320
    @pramodgodambe2320 День тому +1

    Good information

  • @NavyaNavya-hh4mu
    @NavyaNavya-hh4mu 7 годин тому

    Mera College Bihar mein hai Darbhanga mein aur naya Delhi mein rah rahi hun treatment ke liye to main Kahan se lekar aaungi sign college se professor ka

  • @dontgiveupAdvpoojadiwakar
    @dontgiveupAdvpoojadiwakar День тому +1

    Best

  • @sharanjitsinghyadav6344
    @sharanjitsinghyadav6344 19 годин тому

    Good one

  • @prakashsharma5046
    @prakashsharma5046 14 годин тому

    Yes

  • @AnitaGogoi-pf4ni
    @AnitaGogoi-pf4ni День тому

    Good information sir

  • @vinodtyagi6129
    @vinodtyagi6129 15 годин тому

    JUDGES NE AB YE SOCH LIYA HAI KI POLICE JO BHI CASE BANAYEGI VO SAB SACCHE HONGE

  • @funrk
    @funrk 16 годин тому

    Nice

  • @harshvardhangupta8591
    @harshvardhangupta8591 15 годин тому

    nice

  • @ramnikjain5187
    @ramnikjain5187 День тому

    Lawyers want that criminals should be worshipped.

    • @enigma8768
      @enigma8768 17 годин тому

      1st of all its Advocate 😅

  • @aarzoosdesires9475
    @aarzoosdesires9475 День тому

    Padho,,, mat padho,,,, padho,,,, mat padhoo.....
    Dhire dhire or aenge for repeal....🙄

  • @neelamkumari-th9yx
    @neelamkumari-th9yx 12 годин тому

    Jai Hind sir aap ke course law entrance exams ke liye hai jaise mai LLB entrance exam CUET ki tayari kar Rahi hai ye advocate jo ban gaye hai unke liye hai sir

  • @AdvocateFauziaKhan
    @AdvocateFauziaKhan День тому

    Ji sir bahut achhe se samajh Aya

  • @ramnikjain5187
    @ramnikjain5187 День тому

    Biggest joke. 😂😂😂😂

  • @Sanjaykumar-uk2ut
    @Sanjaykumar-uk2ut День тому

    N

  • @AdvocateRamsundarYadav-fx8ut
    @AdvocateRamsundarYadav-fx8ut День тому

    Mujhge lagta hai ki BNSS ke section 43(3) me koi gadbadi nahi aur eak bar use padhna chahiye jisame saaf kaha gaya hai ki Police adhikari hathkadi ka prayog "kar sakega" na ki yah kaha gaya hai ki karega yani ki karega aur kar sakega me antar hai aur aage yah bhi clear Kiya Gaya hai ki Police adhikari Apraadh ki prakriti aur गुरुत्व ko dhyaan me rakhte hue ye sab karega yaani ki Police adhikari ko hathkadi lagane ke liye anivaarya nahi banaya gaya hai balki police ke Vivek ke upar chhoda gaya hai ki agar use lagta hai ki hathkadi pahanana chahiye to pahana sakta hai aur isake liye permission lene kisi ke pass Jane ki zarurat nahi hai balki Apraadh ki prakirti aur gurutva yani ki Apraadhi bina hathkadi ke bhaag jayega yah lagta hai to woh hathkadi pahana sakta hai aur permission lene Jane ki zarurat nahi hai.
    Isliye mere hisaab se to is section me koi gadbadi nahi hai aur na kisi article ka ullghan dikh Raha hai.
    Pahale bhi aisa hota tha yani ki jab police ko lagta tha ki Apraadhi bhaag jayega tabhi to hathkadi pahane ka permission lene jata tha aur permission mil bhi jata tha kyonki permission lene Jane ka matlab hi yahi hota tha ki bat gambhir hai, to kya hua agar girftaar karne wale adhikari ko hi khud apane vievk ka istemal karne ka adhikar de diya gaya hai to, pahale permission lekar hathkadi pahnane par kya Samvidhan ka ullghan nahi hota tha kya.
    Is section ke liye vaad dismiss karne layak hai.
    Dusari bat ki section 107 ko lekar jo kaha ja raha hai ki isame yah gadbad hai ki agar police wale ko lagta hai ki koi property apraadhik kam me lagaya gaya tha to use attach kar leti hai aur logo me bat degi ya sarkar apane kabze me kar legi lekin unka kya jo sahi tarike se property banaye Hain ya jin property ko attach Kiya ja raha hai us property par kai malik hain aur dava karte hain to woh apani property kaise payenge, lekin Sir ji isi section me yah kaha gaya hai na ki jisaki property attached kiya jayega usako 15 din ka notice diya jayega ki woh aakar bataye ki usaki property kyon na attach Kiya jaaye, to agar woh aakar kahta hai ki galti se police wale is property ko Apraadh me shamil maan rahe hain ya yah kahta hai ki us property ke aur bhi malik hain aur woh baki malikon ko bhi sath me lekar aata hai ya yah sabit kar deta hai ki usane sahi tarike se property banaye Hain to phir usaki property humesha ke liye attach kaha Kiya jayega balki 15 din ka notice milne ke baad agar property nirdosh nahi sabit ho pati hai tabhi to aage ki karwai hogi aur attach humehsa ke liye ho jayega na
    Matlab ki 15 ke andar notice jo diya jayega woh yahi to sabit karne ke liye mouka hoga to phir zabaran kaha attach hua bataiye isliye mujhge section 107 me bhi koi gadbadi nahi dikh Rahi hai.
    Section 223 me jo kaha gaya hai ki abhiyukt ko sunwai ka mouka diye Bina nahi kiya jayega to main maanta hu ki isame koi khaash gadbadi nazar nahi aati hai kyonki agar sach me abhiyukt ne Apraadh kiya hoga to phir FIR darz hone ke pahale abhiyukt ko mouka dene se paivaadi ko kya problem hogi.
    Isame yah nahi kaha gaya hai ki abhiyukt ko mouka dene ke baad majistrate ko lagta hai ki FIR darz nahi honi chahiye to darz nahi hone dega balki sirf itana kaha gaya hai ki abhiyukt ko bhi eak mouka milna chahiye taki agar zara si bhi sandeh hai ki abhiyukt ke khilaaf jhhutha FIR karwaya ja raha hai to use roka ja sake aur isame galat hi kya hai kyonki FIR hone ke baad to Apraadh sabit karna hoga na to phir FIR ke time sabit karne me kya dikatt hai isliye mujhge isake bhi koi ullghan ya gadbadi nahi dikhti hai aur yah bhi bakiyon ki tarah dismiss karne ke layak hai.
    Section 356 me bhi koi gadbadi nazar nahi aati mujhge kyonki faraar wohi hota hai jisane Apraadh kiya hota hai aur aparaadhi jab hazir hi na ho to kabtak koi intezaar me baitha rahega.
    Yaha point yah hai ki agar aap faraar hain aur Qanoon se chhup rahe hain to matlab saaf hai ki aap apana Apraadh qabul kar chuke hain ki aap eak Apraadhi hain aur pakade jane par aapko saza mil jayegi isliye faraar ho gaye hain, to kya hua agar aap ke gair haziri me aapko Apraadhi Ghoshit court kar deta hai kyonki aap bhi to khud ko Apraadhi jante hue bachne ke liye farar chal rahe hain na.
    Sidhi si bat hai ki agar court me mujrim apana gunaah khud Qabul kar leta hai to aage sunwaai ka koi karan hi nahi bachta hai aur saza suna do jati hai to agar wohi faraar ho gaya hai aur notice dene ke baad bhi hazir nahi hota hai to matlab saaf hai ki usane apani gunaah qabul kar liya hai aur isliye usake hone ya na hone se usake saza par koi fadak nahi hota jisane court me ya court ke bahar khud ko Apraadhi sivkaar kar liya ho.
    Isame bhi koi ullghan nahi ho raha aur na koi gadbadi hai balki bakiyon ki tarah is section ka vaad bhi dismiss karne ke layak hai....
    BCI ne vaad laya hai par use eak bar vichar karna chahiye ki in sabhi section me aisi koi gadbadi nahi hai jaisa woh soch Rahi hai.

  • @mohanlaldadarwal6412
    @mohanlaldadarwal6412 День тому

    good information