torch charging not working | how to repair torch light on off switch not working

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 11 вер 2024
  • torch charging not working | how to repair torch light on off switch not working
    ( Hindi ) 2020
    Hi
    I am Raj Welcome to our youtube channel Technical jugaad hindi
    About this video :-
    Is video me maine aapko kisan Torch Light ke charging problem
    ki reparing ke bare me bataya hai
    Umeed Karta Hu Ki Aapko Ye Video Pasand Aayegi
    Thank you so much......🇮🇳🇮🇳
    Topic covered in this video :-
    1. how to repair power problem of a led flashlight
    2. how to repair torch light switch
    3. led torch light bulb
    4. how to repair torch light battery
    5. rechargeable led torch kaise banaye
    Our some other video playlist :-
    1) How to Repair emergency light and torch battery 👇
    • Repairing battery 4V, ...
    ****************************************************************************************💥💥💥 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    My affiliate marketing ( increase Earning )
    MY Boya Mi Mic :- amzn.to/3gmwQ9F 👈
    My Tripod :- amzn.to/3hmmgQZ👈
    My Laptop :- amzn.to/3hpFRjA 👈
    👇
    My Hand free :- amzn.to/2YqUPhy
    My Canon 200D Camera :- amzn.to/3gmqhUj 👈
    ****************************************************************************************
    Social networking ( Follow Me On ) :-
    / rajrnder0 👈
    / jugadhindi 👈
    / technical_jugaad_hindi 👈
    / technicaljugaadhindi 👈
    ****************************************************************************************⚡⚡⚡🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    Hashtags :-
    #led
    #torch
    #ledtorch
    #rechargeabletorch
    flashlight
    #technical_jugaad_hindi
    Disclaimer :-
    Video is for educational purpose only Copyright disclaimer undersection 107 of the copyright act 1976 allowance is made for " fair use" for purposes such as criticisms, comment, news, reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non-profit educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

КОМЕНТАРІ • 234

  • @chanabasayyahiremath4470
    @chanabasayyahiremath4470 3 місяці тому +1

    Bhai sab dhanyawad aap ka knowledge bahut achha hai Thankyou

  • @sheikhiftikharali
    @sheikhiftikharali 2 місяці тому

    Excellent way of teaching viewers. Thank you very much. Well done

  • @dinanathram121
    @dinanathram121 2 роки тому +1

    Mai to hai video dundh raha tha thanku.............

  • @deveshsharma2108
    @deveshsharma2108 4 роки тому +1

    थैंक यू सर आपकी इस वीडियो से मैंने अपनी दो पुरानी किसान torch सही कर ली

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @mrabhishek5297
    @mrabhishek5297 Рік тому +1

    Bahot achche se samajh me aaya thanks you so much

  • @harshikasingh1487
    @harshikasingh1487 2 роки тому +1

    Bahut achchi tarah samjhaya hai. aapne. Thanx

  • @sanjivtirkey2479
    @sanjivtirkey2479 2 роки тому +1

    Aapka video dekh k finally bna diya Maine v ...with TP4056 charging kit k sath ... work perfectly

  • @SP_MEDIA
    @SP_MEDIA 4 роки тому +1

    Apki Chenal pure all video chek kara hu bahat achhi video upoload kia hai bahat tq

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @stardeoulibs6809
    @stardeoulibs6809 Рік тому +1

    Love from jammu

  • @terabaapaaya2099
    @terabaapaaya2099 4 роки тому +1

    धन्यवाद राज भाई उचित सलाह के लिए।

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @praveenshishodia9498
    @praveenshishodia9498 2 роки тому +2

    बैटरी चार्जिंग के लिए किस चीज का प्रयोग किया है।
    मोबाइल चार्जर या कोई कोई अडॉप्टर की भी जानकारी दीजिये।

  • @provakarmondal1296
    @provakarmondal1296 3 роки тому +1

    Bahoti accha sir ... Thank you

  • @PradeepKumar-eh4ye
    @PradeepKumar-eh4ye 2 роки тому +1

    Verry good knowledge.

  • @SP_MEDIA
    @SP_MEDIA 4 роки тому +1

    Bahat Bahat Tq Bhai👍👍

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому +1

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @sanjivtirkey2479
    @sanjivtirkey2479 2 роки тому +1

    Helpful video sir..
    Ptli pin mobile charger h ???

  • @pandurangchandramkambale9994
    @pandurangchandramkambale9994 2 роки тому +1

    Sir very good idea to let please send circut diagram sir Tq you

  • @user-rb6kl3tc1h
    @user-rb6kl3tc1h 10 місяців тому

    Great sir

  • @SirajKhan-cq2tf
    @SirajKhan-cq2tf 2 роки тому +1

    Very very informative video

  • @mr.baraiya2545
    @mr.baraiya2545 4 роки тому +1

    👌👌Nice work sir👍👍

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому +1

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @guptamajhi4851
    @guptamajhi4851 3 роки тому +1

    Very good explaine

  • @srkamde
    @srkamde 3 роки тому +3

    Instead of repeating connection details you also draw small circuit diagram for accuracy and clarity.

  • @SunilKumar-hs4ml
    @SunilKumar-hs4ml 3 роки тому +1

    Nice video. Thanks

  • @nitulsinhchauhan6940
    @nitulsinhchauhan6940 Рік тому

    commando torch cercuit repair video banao

  • @aneesvlogs786
    @aneesvlogs786 3 роки тому +1

    Agar torch ki battery badi ho to jugaad wala system laga sakte hain

  • @chatramanchetry1601
    @chatramanchetry1601 2 роки тому +1

    Sir electronic soap mein Jake konsa konsa connector bolna parega ya connector ka name bataye please

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 роки тому +1

      Bhai yaha to Pali pin wala connector bolte hai bhalo aai apne phone me connector ki screen shot Lelo bhai agar dukan Wale ko samjh na aye to screenshot ki photo dekh kar mag lena

    • @chatramanchetry1601
      @chatramanchetry1601 2 роки тому

      Ok sir muje apka vdo bahut acha laga Dil xu gaya selute sir apko,sir mere pass v eise hi prblm ata he lekin e trick muje pata nahi tha muje bahut acha laga sir fir se selute sir

  • @ramprasadkumar6469
    @ramprasadkumar6469 2 роки тому +1

    connector kuch bhejoge yaha nahi milparaha hai golwali , kish dukan waleke pas mil sakta hai?.please replaye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 роки тому +1

      Sorry bhai mujhe aapke yaha ki market ke bare me kuchh nahi pata

  • @prateekdewangan2565
    @prateekdewangan2565 3 роки тому +1

    Isme changing led ni lgyenge to diode bhi ni lgana pdega na

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Diode Bina lagaye bhi kam chal jayega par ek problem bhi ban jayegi
      Jab aap aapni emergency light ko charge lagaoge to jab tak light rahegi to aapki light charge hogi par jaise hi light chali jayegi to charger me lagi led laga tar jalti rahegi bhai

  • @BittuSingh-ul9dh
    @BittuSingh-ul9dh 3 роки тому +1

    Bhaiya me ne in 4000 ka dioat liya jo aapne use kiya hai es sarkit me but jab me Charing me lagata hu to ye heat hota hai kya ye safe rahega) ...
    troch me hi ye sarkit use kiya hu

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai diode ka number hai 1N4007 hai 4000 nahi hai

    • @BittuSingh-ul9dh
      @BittuSingh-ul9dh 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi Ha wahi hai mistake se likha gaya but ye thora heat hota hai ... it is safe

  • @AmitKumar-qj9kz
    @AmitKumar-qj9kz 3 роки тому +1

    Sir jii connectr ke liye hole krne ki kya jarurat thi jo pehle wali charging cavel thi uske upar hi lga dete dekhne me v AchhA lgta

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Bhai wo aapki apni soch hai maine video me bataya bhi hai ko hol aap apni marzi se kahi bhi kar sakte ho jaha aapko thik lage bas connection thik se karna bass mujhe jaha thik laga maine waha hol kar diya bhai aapko jaha thik lage aap waha hol kare

    • @AmitKumar-qj9kz
      @AmitKumar-qj9kz 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi Ji sir ji Tnxxx 🌹🙏🌹😊

  • @therealindian55
    @therealindian55 3 роки тому +2

    emergency light m 1k resistance lagane par led ki brightness m koi fark to nhi pdta h kya bhai ya charger loss hoga

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Bhai koi dikat nahi hai aapko led jaldi kharab nahi hogi aap paresan na ho

  • @satishpathania8133
    @satishpathania8133 3 роки тому

    Excellent. Thanks

  • @Devkafactory
    @Devkafactory 10 місяців тому

    Charging pe kitna time lagega ❤

  • @jafarbhaichilakwadchilakwa7586
    @jafarbhaichilakwadchilakwa7586 2 роки тому +1

    sir aise china ke battery hai mere paas but isme aksar black battery hoti hai lekin uske jagah me power bank ke battery hoti hai wo battery connect kar ke charge Kiya tho kuch blast tho nahi hoga na? plz help me

  • @chandanbarman448
    @chandanbarman448 3 роки тому +1

    Sir is circuit se 3.7 volt lithium ion battery lagane se proper work karega
    Please reply

  • @lovechannel5010
    @lovechannel5010 2 роки тому

    Sir kya is torch ki battery ko lithium ion battery laga sakte hai ya nahi aur agr laga sakte hai to kitne amh ki battery lagaye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 роки тому

      Bhai aap is toch me 3000 mah taki ki koi bhai battery laga sakte ho

  • @prabhukarthick439
    @prabhukarthick439 3 роки тому +1

    super sir

  • @Nirmalverma906
    @Nirmalverma906 3 роки тому +1

    Sir mene lithium ion 4v battery se torch banai hai lekin uski 1w ki led bar bar garm hokar fuse ho jata .
    Esme 5w ki led laga sakte hai kya ?
    Aur kitne ka resistor lagega

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai ye problem kai logo ke sath aa rahi hai or mujhe kai logo ne isi problem par comment kiya hai isi liye mai bohot jaldi is problem par ek video full details se bana duga taki use video ko dekh kar sab ki bilkul achhe se samjh aa jaye

    • @tausifaltamsh2127
      @tausifaltamsh2127 2 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi Saudi torch me ye jugad laga sakte hain kya

  • @rashmitasahoo8550
    @rashmitasahoo8550 4 роки тому +1

    Sir is repair ka price kitna rupis he. Please comment kar ke bata do

  • @peeyooshyadav2923
    @peeyooshyadav2923 3 роки тому +1

    Kahan Ke Rahane wale ho bhai Kon se jageh

  • @jakirsurojmondal3984
    @jakirsurojmondal3984 2 роки тому +1

    Vai is torch me eak charging pinhai us ko ap charging system banya

  • @AbdullHamid-xd5jh
    @AbdullHamid-xd5jh 3 роки тому

    V.good .👍

  • @nareshsahota2260
    @nareshsahota2260 Рік тому

    Isme power supply kahan se denge ? kitni volt denge nahin bataya.

  • @shekharshukla6035
    @shekharshukla6035 3 роки тому +1

    Ser torch ke sare component chek karane ka tareeka bataye ser please

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai maine video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @PradeepKumar-eh4ye
    @PradeepKumar-eh4ye 2 роки тому +1

    Sir is me charging lead konsi lagegi.

  • @dinanathram121
    @dinanathram121 2 роки тому +1

    Mere pas six pin ka switch hai mai kaise connection karu please help and repli

  • @bidesigouda2758
    @bidesigouda2758 2 роки тому +1

    Patla pin ka charger kitne empier ka charging Banta hai

  • @praneetpanda6290
    @praneetpanda6290 3 роки тому +1

    Sir app ka yodar indicater led kit na ka mil ta ha 1k ka eak resistance kotha ka mil ta ha hamara idar 1k eak resistance 1rupay ka mil ta ha or indicater led 1rska eak mil ta ha sir

  • @ShantiDevi-el7cc
    @ShantiDevi-el7cc Рік тому +1

    Akstra charger lgega Kya

  • @hansukumar1309
    @hansukumar1309 3 роки тому +2

    Sir, I want to charge the battery separately of emergency light, it is possible, if yes, then how. I have 8 to 10 batteries

  • @sitaramyadav4357
    @sitaramyadav4357 3 роки тому

    Good sir ji

  • @Narabiczone
    @Narabiczone 4 роки тому +1

    Led bulb me dono point par fase araha h to kiya kharab ho sakta h plz reply

    • @AshokKumar-qj7ze
      @AshokKumar-qj7ze 2 роки тому

      Agr es m mobile charg kay leya ak pin or lagane ho to

  • @sadiqali5743
    @sadiqali5743 3 роки тому +1

    Yah to aapane kaha hi nahin hai
    Ismein 220 Lagegi supply
    Kdc spry Deni padegi
    Bhai sahab Puri tafseel se bataen
    Yah pair kar rahe hain

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai is torch ko charge karne ke liye aap kisi bhi mobile charger ka use kar sakte ho

  • @noormohmadchaki1727
    @noormohmadchaki1727 3 роки тому +1

    Is ka charging kon sa charger lage ga vo vataye

  • @nagendranagendra4404
    @nagendranagendra4404 2 роки тому +1

    I understand all repair ,why you are not connect resisters to front smd bulbs of this toarch .

  • @YousifShukry
    @YousifShukry Рік тому

    no need for new holes.. the power socket can be removed and you can put your adds in the same place.. Sorry but its Randome work

  • @peeyooshyadav2923
    @peeyooshyadav2923 3 роки тому +1

    Is Battery mein kitne volt ka LED lagaen

  • @karimshaikh3089
    @karimshaikh3089 2 роки тому +1

    Battery charge ho raha hai lekin charging lagane par red light nahi cahalu ho raha hai.

  • @anandkalmegh8509
    @anandkalmegh8509 3 роки тому +1

    Sir charging pin me kitana v aa raha hai

  • @abhinavrana1838
    @abhinavrana1838 Рік тому +1

    Iska charger nhi mil sakta kya

  • @AmitKumar-qj9kz
    @AmitKumar-qj9kz 3 роки тому +1

    Ye to change hone me bahot time lgayegi

  • @subratgarnayak1056
    @subratgarnayak1056 3 роки тому +1

    Kitna volt Betry

  • @shubhamagrawal3787
    @shubhamagrawal3787 3 роки тому

    Yeh connecter se Torch 4volt ki heavy Battry charge Ho jayegi kya

  • @rahuljaiswal6742
    @rahuljaiswal6742 2 роки тому +1

    Bhai saare conection shi hai.per Battery charge nhi ho rhi hai.Charging bhi bata rha hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 роки тому +1

      Battery badal kar try karo

    • @rahuljaiswal6742
      @rahuljaiswal6742 2 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi 2 bttery badal chuke hai..nhi ho rha hai

    • @rahuljaiswal6742
      @rahuljaiswal6742 2 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi But bhai maine Mobile wale chatger ka Chauda pin ka connecter lagaya hai

  • @saikumaryanupothula4840
    @saikumaryanupothula4840 3 роки тому +1

    connecters kaha sey karidey

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Bhai ye connecter electronic shop par pata karo jis shop par emergency light or torch repairing ka saman milta ho

  • @shivkaransandhu9323
    @shivkaransandhu9323 3 роки тому +1

    Front light ka led bulb khrab ho jata hai 3 bar change kiea

  • @vinodpatrl1895
    @vinodpatrl1895 3 роки тому

    Very good 🙏

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

  • @peeyooshyadav2923
    @peeyooshyadav2923 3 роки тому +1

    Kaha se ho

  • @aniketlightrip2528
    @aniketlightrip2528 3 роки тому

    𝓐𝓷𝓲𝓴𝓮𝓽 𝓶𝓲𝓼𝓱𝓻𝓪 𝓱𝓾 𝓼𝓲𝓻

  • @shubhamagrawal3787
    @shubhamagrawal3787 3 роки тому +1

    Kaise samajh me nahi aaya Iss par ek video bana do please

  • @saurabhkuver
    @saurabhkuver 3 роки тому

    Bhai alag alag light mein battery ki volt alag alag hoti h. Kya 5 volt se saari charging ho jaati h. Over charge rokne k liye kya karna hoga.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Bhai aisi jitne bhi market me emergency light ati hai us sabhi light me 4 volt ki battery lagi hoti hai aisi torch me over charging system nahi hota hai aapko aisi torch ko jada se jada 2 ghante hi charge karna hai nahi iski battery bohot jaldi kharab ho jati hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Battery over changing circuit market me milta hai bhai itna jada price hota hai ki utne ne to new torch aa jati hai

    • @nadeemsadiq515
      @nadeemsadiq515 3 роки тому

      Bohat hi zabardast

  • @baskaran87
    @baskaran87 2 роки тому

    please draw the circuit in a paper, we can easy to understand

  • @parmeshwarlalvyas
    @parmeshwarlalvyas 3 роки тому

    Mobil charger se charge hogi kya please reply

  • @11davindersingh7d7
    @11davindersingh7d7 7 місяців тому

    ਪਰ ਵੀ ਚਾਰਜਰਾ ਕਾਮ ਕਰੇਗਾ ਕਿਆ ਚਾਰ ਜਾਂ ਪੰਜ ਹਜਾਰ ਐਮ ਐਚ ਵਾਲੀ ਬੈਟਰੀ ਪਰ ਯਹ ਸਰਕਿਟ ਕਾਮ ਕਰੇਗਾ ਕਿਆ

  • @s.b.rajeshrathore5996
    @s.b.rajeshrathore5996 3 роки тому

    Ismein LED kaun si lagai hai ap ne

  • @teamtftgamingfreefireandpu1129
    @teamtftgamingfreefireandpu1129 3 роки тому

    Batteryka charming sarkit badlne par uska canection direct charming pin se battery ke +और --पॉइंट पर दे सकते है क्या

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Sorry bhai mai aap ka matlab nahi samjha

    • @teamtftgamingfreefireandpu1129
      @teamtftgamingfreefireandpu1129 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi
      आप जो इसकं बैटरी में खराब चार्जिंग सर्किट की जगह नया पतली पिन से चार्जिंग करने वाला सर्किट लगते हो
      उसके प्लस ओर मायनस से बैटरी के प्लस
      ओर माइनस ओर लेद के प्लस ओर मायनस को जोड़ कर
      चार्ज कर बैटरी तो होगी या नही
      कनेक्शन सही होंगे या नही
      बैटरी चार्ज तो होगी या नही

  • @FaisalAli-sk5uj
    @FaisalAli-sk5uj 2 роки тому +1

    👍👍👍👍

  • @Monusingh-mm5cm
    @Monusingh-mm5cm 3 роки тому +1

    9v ki battery kitane dear main charche hoga

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai 9 volt ki konsi battery hai charging wali kitne mah ki hai

    • @Monusingh-mm5cm
      @Monusingh-mm5cm 3 роки тому +1

      To apne ne iseme konsi volt ki battery use ki hai

  • @vipulbhaibodana5210
    @vipulbhaibodana5210 3 роки тому +1

    અગર ચાર્જિંગ લાઈટ ચલ રહી હે ફિરભી બેટરી ચાલુ ના હોત તો

  • @noormir1175
    @noormir1175 3 роки тому

    Brother adoptor Kay bageer AC supply Dee. Aab indicator continue glow karts hai, aur light low hoo gayer hai. Kya upay hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Bhai aapko esha nahi parna chahiye tha aap aapko ek ek component check karna padega tabhi pata chalega bhai ki kya kharab hai

  • @shamsheerahmed2295
    @shamsheerahmed2295 3 роки тому

    Shamsheer Ahmed
    Sir 8pin ka on/off switch emergency light me kharab hogay hai wo nahi Mill raha tho Kya kare please aap bathye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai aap koi bhi teen pin wala button use kar sakte ho mai ek video ispar bhi bana duga bhai

  • @syedwajid5408
    @syedwajid5408 Рік тому +1

    Two battery hai to kya kare

  • @hariharasethy259
    @hariharasethy259 2 роки тому

    Mobile charger se charge hoga kiya

  • @shekharshukla6035
    @shekharshukla6035 3 роки тому

    Ser baitary ko chek karne per over voltage bata raha hai ser kya khara hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Bhai battery ko circuit se alag kar ke voltage check karo agar circuit se wire judi rahe gi to voltage thik se show nahi kare ga

  • @jashvantbhaidarji8734
    @jashvantbhaidarji8734 3 роки тому +1

    conectr kitne me milta hai
    kaha milega

  • @MuhammadNasir-es3gx
    @MuhammadNasir-es3gx 3 роки тому

    Good day bro, muje 6v ki battery ki emergency light hai usko kit k begair kase chalain. Kit uski jal gai hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Bhai uske liye aapko Ek Transformer ki jarurat padegi battery charge kare ke liye agar meri pass koi 6 volt par chalne wali torch aye gi to nai uspar bhi video bana duga bgai

    • @MuhammadNasir-es3gx
      @MuhammadNasir-es3gx 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi Thank u bro sorry torch light nahi woh searchlight hai woh dp company ki

  • @sangamlal1625
    @sangamlal1625 3 роки тому +1

    1k resistance
    Jaroori hai 1.5k ya 2k nhi chalega

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Nahi bhai

    • @sangamlal1625
      @sangamlal1625 3 роки тому

      1k resistance
      1n4007 diod
      Kitne volt tak ki battery pe laga skte
      Hai or 18650 battery pe bhi dal skte hai kya

    • @sangamlal1625
      @sangamlal1625 3 роки тому

      Or agar led nhi dale to
      resistance ki zarurat nhi hai na
      Khali diod dal k charge kr skte h na

  • @chandujadhav9254
    @chandujadhav9254 3 роки тому

    👌

  • @shubhamagrawal3787
    @shubhamagrawal3787 3 роки тому

    Main bada wala black colour ka female charging connector ki bare me puch Raha ho jisme 1 Badi leg 2 choti leg hoti h

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Bhai simpal hai aap charging connecter se charger ko jod kar apne multimeter se + - check kar lo

  • @ghost_operator.x
    @ghost_operator.x 3 роки тому

    Sir es torchight me charging ke side pe ka hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai wo bhi charging pin hai

    • @ghost_operator.x
      @ghost_operator.x 3 роки тому

      Main torch ki led acid battery ki jagah 3.7 volt phone battery use karlu aur charging pin me kitna supply du

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Ha bhai use kar sakte ho aap battery ko kisi bhi mobile charge se charge kar sakte ho

    • @ghost_operator.x
      @ghost_operator.x 3 роки тому

      Mera bhi same torch hai main bol raha hu ki jo second pin hai usme 5 volt supply dedu aur led acid battery ki jagah 3.7 volt mobile battery use karlu

  • @subratgarnayak1056
    @subratgarnayak1056 3 роки тому +1

    Betray charging volt

  • @deepakverma9931
    @deepakverma9931 7 місяців тому

    Aapka diode ulta lga hua hai

  • @maheshmalgaonkar2714
    @maheshmalgaonkar2714 3 роки тому

    sir charger kaunsa lagaya hai

  • @shubhamagrawal3787
    @shubhamagrawal3787 3 роки тому

    Bhai chodi pin ke connecter me positive negative points kon sa hota h please tell me

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Bhai jo aap puchh rahe hu wo maine video me bata rakha hai please aap video ko dhyan se dekhe

  • @rashmitasahoo8550
    @rashmitasahoo8550 4 роки тому

    Sir apka costmber ka pass patla pin charger he to awar a gussa maat Ho jay

  • @vijendrashirodkar9247
    @vijendrashirodkar9247 3 роки тому +1

    4 ghante se jyada charge karoge to battery ud jayegi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai jo circuit charger me laga lagaya ata hai usme bhi koi auto cut system nahi laga hota hai dono circuit ek jaise battery ko charge karte hai

    • @vijendrashirodkar9247
      @vijendrashirodkar9247 3 роки тому +1

      @@TechnicalJugaadHindi isme charging current jyada rehta hai bulki transformerless ckt me current kum rehta hai.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Ye kisne bata diya bhai aapko is current kam rahta hai chaliye ek video me mai aapko iska current bhi check kara duga bhai tabhi aapko thik se pata chal payega

    • @vijendrashirodkar9247
      @vijendrashirodkar9247 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi transformerless ckt me aap output current set kar sakte hain kum ya jyada capacitor ki value se bulki 5 volt charger se current 300 ma se kum nahi rahega chahe aap local bhi charger use karle 60 rs wala.

  • @ronipaul6566
    @ronipaul6566 3 роки тому

    Canterbury ka rat ket na ha

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Sorry bhai ye Canterbury kya hota hai mai samjha nahi

    • @ronipaul6566
      @ronipaul6566 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi sorry cankter ko mana Canterbury bola

  • @girishkumarbundel3992
    @girishkumarbundel3992 4 роки тому

    Bhai charger kitne watt ka tha,ye to bta dijiye.

  • @sangrammaharana7158
    @sangrammaharana7158 3 роки тому +1

    Bro resistance ka no

  • @op-jx5wk
    @op-jx5wk 3 роки тому

    Bhai pin konasi lagi he

  • @tejveersingh4506
    @tejveersingh4506 3 роки тому

    Bulb ki purtecsun ke liye rajistenc kyo nahi lagaya