kharab charging torch kaise thik kare || Rechargeable LED Torch Repair || kisan torch kaise banaen

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 4 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 193

  • @farukpathan7303
    @farukpathan7303 4 роки тому +3

    मे भी टोर्च रिपेरिंग काम करता हु
    आप से मुझे बहुत कुछ शिकने मिला

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @kapilsood5523
    @kapilsood5523 9 місяців тому

    Thanks Bhai ji 🙏🏾
    Your efforts are really much appreciated Sir

  • @4gstudy699
    @4gstudy699 2 роки тому +1

    Bhoot bhadiya Bhai apna good explanation diya

  • @chatramanchetry1601
    @chatramanchetry1601 2 роки тому +1

    Sir muje toh apka vdo bahut acha laga, bahut bariki se sikhate he thank you so much sir

  • @MehulVasava3
    @MehulVasava3 11 місяців тому +2

    Bhai Royal power 8109 torch ki Circuit kaha milega plzz bhai reply me fast

  • @padmanmajhi68
    @padmanmajhi68 Рік тому

    Step bay step aise hi bataye hame bhi samajh ayega

  • @narayansharma1004
    @narayansharma1004 3 роки тому

    Aap bahut achi tarah se samjhaute ho

  • @davindersagar1816
    @davindersagar1816 Рік тому +1

    Very nice sir thanks 🙏

  • @tammireddy702
    @tammireddy702 3 роки тому +3

    Very good explanation, thanks🙏🙏

  • @vithalbhaisholanki3606
    @vithalbhaisholanki3606 4 роки тому +1

    गुडवर्क,,धनयवाद

  • @ethiotestech719
    @ethiotestech719 Рік тому +1

    Nice video sir I like it 🎉

  • @karunathilakaabeysekara8642
    @karunathilakaabeysekara8642 3 роки тому +1

    Excellent explanation

  • @rajaramrajput2059
    @rajaramrajput2059 3 роки тому +1

    Very nice method

  • @SachinYadav-lk1uk
    @SachinYadav-lk1uk 10 місяців тому

    Bakai good jinda dil insan

  • @rakeshsaket7282
    @rakeshsaket7282 4 роки тому

    Abi tak ka sabe acha video bro 🔥 🔥🔥🔥🔥🔥🔥

  • @asifmalik-tj6zv
    @asifmalik-tj6zv Рік тому +1

    Bhai diode aur resistor kitny wala lagaanahy

  • @shivsg5226
    @shivsg5226 2 роки тому

    Thanks bro

  • @manoharsinghmankoo9554
    @manoharsinghmankoo9554 Рік тому +1

    Line diagram dekha saktey ho kya sir ji thx

  • @yuvrajnama8512
    @yuvrajnama8512 2 роки тому +1

    Is torch ke andar aapne rejitence or divert konse no. Ke lagaye he please reply

  • @SuhelAzmi-235
    @SuhelAzmi-235 Місяць тому +1

    ❤❤❤❤

  • @pesology8158
    @pesology8158 3 роки тому +1

    Isko ghr pe charge kr sakte hai kya ?? Wire jalne ka danger h kya ?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Sorry bhai mai samjha nahi aap ki baat ka matlab

    • @pesology8158
      @pesology8158 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi light ko normal wire wala switch board se charge kar sakte hai na ??? Ya phir bade wire wale me lagana hoga charger ?

  • @Devkafactory
    @Devkafactory Рік тому

    Bhai iam from odisha... Iss trick kam to kar raha he lekin diod 3 laga na tha because mobile charger giveing 5.2 volt but its support 4.2 volt..... So 3diod laga nese voltage kam hoje ga..... Because I am a engineering student
    Jay jaganath 🙏🙏

  • @babumd7982
    @babumd7982 6 місяців тому

    Thanks lakin batari darsachaghogi kamchalgayagi❤

  • @pravinkolhe1146
    @pravinkolhe1146 2 роки тому +1

    Sir registens ka valu aur watt kitna hai aur daayod ka valu kitana hai

  • @SUNILKUMAR-ze4ce
    @SUNILKUMAR-ze4ce 4 роки тому +1

    Isme sbse jruri bat h jo components use kiye h unke bare me bhi btaye Ki vo resistance Kitne K omh Ki h or diode kitne no. Ka h please btaye

  • @jayshriram8209
    @jayshriram8209 4 роки тому +1

    Nice video

  • @AshokSharma.123
    @AshokSharma.123 4 роки тому +2

    Kya charger 5v 1amp ka use kr skte h plz btay

  • @chaudharikamlesh574
    @chaudharikamlesh574 Рік тому +1

    Ragetaions konsha hai sir

  • @rakeshsaket7282
    @rakeshsaket7282 Рік тому

    Sir diode heat ho rha h please reply

  • @KalkiSRP
    @KalkiSRP 4 роки тому +2

    GOOD

  • @HimmatSingh-mb3ys
    @HimmatSingh-mb3ys 4 роки тому

    Must sir g

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому +1

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Karen ko

  • @nimehkmar5342
    @nimehkmar5342 3 роки тому +1

    1N4006 ka diode use kar sakte hai

  • @mehulrathod57
    @mehulrathod57 4 роки тому +1

    Bhai aapne lead acid battery charge karne pan koi kuch hoga to nahi na....kyuki mobile charger lithium batteries charge karne k liye bana hota che

    • @mehulrathod57
      @mehulrathod57 4 роки тому

      Or diode yahi value vala lagana padega ya koi bhi value ka chalega

  • @monazirhusain3829
    @monazirhusain3829 3 роки тому +1

    Sir diode our rajestans ka nambar nahe batay

  • @goursarkar6528
    @goursarkar6528 Рік тому

    Hello sir same torch hamare pass bhi aya hai uska ek smd resistor kharab hai led ke pass uska no kitna hai batate dete to acha hota

  • @singhis5876
    @singhis5876 4 роки тому

    NYC 🤝

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @itielectrician3078
    @itielectrician3078 2 роки тому +1

    Sar resistance kitna watt ka he

  • @kishantorshripering1844
    @kishantorshripering1844 3 роки тому +1

    Rajistar kon shah hai bhai

  • @jagpalsingh242
    @jagpalsingh242 4 роки тому +2

    Bro jo charging me resistance lgaya uska kya number hai

  • @rajmehra656
    @rajmehra656 3 роки тому +1

    Battery 🔋 protection ka Kya ?
    Over charging auto cut ?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai aisa kuchh nahi hoga market jitne bhi emergency aa rahi hai usme koi battery procetion nahi laga or wo battery bohot achha backup bhi deti hai or lambe time tak kam karti hai

  • @ashokd2514
    @ashokd2514 Рік тому

    Sir led fyues hojaye to Fusari led lagake par garam kyu Hoti Hai or led ke sath 1k ka register ke alava torch ke sath dusra kinda registrar lagaya Jata Hai

  • @puneetkushwaha9981
    @puneetkushwaha9981 2 роки тому +1

    डाय बोर्ड और रजिस्टेंस कितने नंबर का प्रयोग करें

  • @warriryaden2845
    @warriryaden2845 2 роки тому +1

    Resistor ketna ohm hai..

  • @mehtabkhan8589
    @mehtabkhan8589 3 роки тому +1

    Har cheez ka circuit diagram de diya kijiye.

  • @yogeshvyawahare441
    @yogeshvyawahare441 3 роки тому +2

    Charger konsa hai?
    Kitene volt ka hai?

  • @poojaprajapati8518
    @poojaprajapati8518 3 роки тому

    Thanks

  • @manabendrasarkar5226
    @manabendrasarkar5226 4 роки тому

    Nice

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @mukesh2562008
    @mukesh2562008 4 роки тому +5

    Torch Charge kitni der me jayegi... Aur back kitna degi...?

  • @SatishKumar-ow1rp
    @SatishKumar-ow1rp 4 роки тому

    Nyc bro

  • @sanjaydasmahant4195
    @sanjaydasmahant4195 4 роки тому +2

    Resistance ki value kitni rahegi ?

  • @jagadishchandrakanaiya8781
    @jagadishchandrakanaiya8781 4 роки тому

    Sir apne kon se nap ka register or food lagaya he

  • @shivkaransandhu9323
    @shivkaransandhu9323 3 роки тому +1

    Front bulb khrab ho jata hai 3 bar chnge kiea

  • @rautasish9007
    @rautasish9007 3 роки тому +1

    Resistance ka value batao.

  • @hiteshgaud8085
    @hiteshgaud8085 3 роки тому +1

    Sir maina kiya par batery charge nahi ho raha hai koi solution batai

  • @Rohit-zz9zp
    @Rohit-zz9zp 4 роки тому

    Diode or resistance ka value kya kya hai.. Bhai

  • @prateekdewangan2565
    @prateekdewangan2565 3 роки тому +1

    9volt wali torch charge ho jygi na

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai torch me kewal battery 3.7 se 4.0 volt ki hony chai bas aapki torch charge ho jayegi

  • @chill1779
    @chill1779 4 роки тому

    in torches main agay walay light main kitnay watt ki led laagi hoti hay??

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Bhai aisi torch ki 3 , 8 ,11 watt ki led market me kisi kisi shop par mil jati hai aap jitne jada watt ki light lagao ke aapko utni jada achhi roshani milegi

    • @chill1779
      @chill1779 4 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi
      jawab kay liye thanks bhai

  • @Respect143Response
    @Respect143Response 4 роки тому

    Bhai is me diode, resistance kitne volt lagaya batao pls. Bhai

  • @sadashibbehera8931
    @sadashibbehera8931 4 роки тому

    Resistance or diod ka value batado bhai

  • @ashwinvarotariya4816
    @ashwinvarotariya4816 4 роки тому +1

    Cemera light lelo bhai

  • @aruntewary48
    @aruntewary48 3 роки тому +1

    Focus kaise theek kare

  • @pritamsayani6749
    @pritamsayani6749 4 роки тому +1

    Vi bara light me vi bina circuit me hoga?

  • @manoharsahu8174
    @manoharsahu8174 4 місяці тому

    Kitne oms ka ragister hai

  • @sisirmondal8664
    @sisirmondal8664 3 роки тому

    Upar wala Jo charging ka bada wala pin Hai vah wala pin ka charger mere pass hai main use charger se kya kya chijen kar sakta hun

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому

      Agar bhai torch ke sath jo charging circuit laga hota hai torch ke andar wo thik hai to aap use bade wale charging pin se charge kar sakte ho

  • @muhammedaflah7920
    @muhammedaflah7920 3 роки тому +1

    This methord of charging is good or bad

  • @friendlyankit1648
    @friendlyankit1648 3 роки тому +1

    Sir agar isse banjata ha to companies itna kharcha keu karta ha

  • @ghanshyamtamoli7826
    @ghanshyamtamoli7826 4 роки тому

    Auto cut charging system kaise add hoga

  • @bharatbhatt3645
    @bharatbhatt3645 Рік тому +1

    Where is overcharge protection

  • @amitkeexperiment8369
    @amitkeexperiment8369 4 роки тому

    Agar charging pin na mile to Kya Kare aise hi do wire Bahar nikal sakte hai USB cable se jod sakte hai

  • @didaram1
    @didaram1 4 роки тому

    What is value of register and diod

  • @NarinderSingh-qu9gy
    @NarinderSingh-qu9gy 4 роки тому +1

    Jo kaam ki baat hai vo aap nhi bta rhe ho bhai, mobile charger se charging deni hai kya?? Aur resistance value and diode value bhi btao, Jo asli baat hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      भाई गुस्सा मत हो ha bhai mobile charger se charging karna hai or
      Resistance Value 1kΩ
      Diode No. IN4007

    • @jibandas9351
      @jibandas9351 4 роки тому

      Kiten watt ka 1k resistance ?

  • @ameetpatel1980
    @ameetpatel1980 4 роки тому

    Bhai charging kitne der Karna hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Bhai waise to charging time battery ke AH ke upar hota hai baki aap 1:30 se 2 dhante charge kar sakte ho

    • @ameetpatel1980
      @ameetpatel1980 4 роки тому

      Thank you

  • @mukesh2562008
    @mukesh2562008 4 роки тому

    Torch ko kitni der charging pr lagaye rakhna hai... Aur torch backup time Kya hai...?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Bhai torch ko aap 1.5 se 2 ghante laga sakte ho or bhai ek chij or batana chahuga ki is torch ke andar jo battery lagi ati hai us battery ka backup kabhi bohot achha hota hai or kabhi bohot hi bekar tahi kai bar muskil se 1 ghanta bhi nahi chal pati or agar battery sahi hoti hai 4 se 5 ghante aram se chalti hai

    • @SameerKhan-uy2fn
      @SameerKhan-uy2fn 4 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi urzza ki battery backup kaisa hai

    • @kushalbhaskar4401
      @kushalbhaskar4401 4 роки тому

      Lead acid battery ke badli mey LI-ION battery lagane se backup jyada milega....

  • @SameerKhan-uy2fn
    @SameerKhan-uy2fn 4 роки тому

    bhaie is battery ki full charging 4.ke baad kitne pe hoti hai

  • @badalbaba3056
    @badalbaba3056 3 роки тому

    LED bulb kitne watt ki hi charging wali.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Ye light 3 mm ki hoti hai 1.5 se 3 volt par kam karti hai
      amzn.to/399Uw0d 👈

  • @akshayturakane4201
    @akshayturakane4201 3 роки тому +1

    Diode ki value kitni he

  • @honnyg...1180
    @honnyg...1180 4 роки тому

    Rejistanch kitna lagana he

  • @nileshmaisuriyakani295
    @nileshmaisuriyakani295 Рік тому

    Aap jo component lagate ho uska naam to kahete nahi ho

  • @पप्पूदीवान-भ1भ

    I hetu

  • @hemantdevotional4995
    @hemantdevotional4995 4 роки тому

    Resistance value kitna he

  • @AB786123
    @AB786123 3 роки тому +1

    kuch dekh he ne ra canection ki solding pas se dekhana tha

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai samjhe wale ke liye isara hi bohot hota hai or maine to sab kuchh bol bol kar bataya hai

  • @Devkafactory
    @Devkafactory Рік тому

    Replay to my question

  • @pravinluhar9385
    @pravinluhar9385 3 роки тому

    રજીસ્ટર કેટલા નું che

  • @raviingole1212
    @raviingole1212 4 роки тому

    Ac power pe Charging pe lagane ke time led on kiya to led kharab kyu hota hain

  • @ଖରସଲସାହୁ-ହ7ମ
    @ଖରସଲସାହୁ-ହ7ମ 4 роки тому +1

    Led

  • @alimoddinjmomin171
    @alimoddinjmomin171 4 роки тому +1

    TJH

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare UA-cam channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @Rahul.patel48
    @Rahul.patel48 4 роки тому

    Par is tarah se battery charging time bahut badh jayegana?? Kyu ki AC supply to AC supply hota hai.😅

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Bhai is Torch ke sath jo changing Circuit laga hota hai wo circuit bhi AC Supply ko pahle DC supply me badalta hai us DC supply se hi hamari battery kam karti hai koi bhi battery ho jaye to chhoti battery ho ya phir badi battery ho sabhi battery DC supply se hi charge hoti hai

    • @creativescience1533
      @creativescience1533 4 роки тому

      Koi farak nahi dcdc

  • @Rkrattu
    @Rkrattu 3 роки тому

    Diode no. Kitna hai

  • @thewrench513
    @thewrench513 4 роки тому

    resistance value to nahi bataya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому

      Sorry bhai 1k ka hai

    • @thewrench513
      @thewrench513 4 роки тому +1

      @@TechnicalJugaadHindi but 1k resistance to indication led ke liye.tum dc power supply de rahe ho ya ac

  • @mukeshwaseway5828
    @mukeshwaseway5828 5 років тому

    Jo choudi wali charjing pin already usme lagi hai. O nahi use kr sakte kya?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  5 років тому

      kar sakte ho bhai phir usme apko (- +) dekhna padega bhaki agar phir se koi eshi torch ati hai mere pass to me apko us video me achhi tarah se bata duga

    • @mukeshwaseway5828
      @mukeshwaseway5828 5 років тому

      @@TechnicalJugaadHindi thank u. Very much l am waiting.

  • @mudaserkhan8516
    @mudaserkhan8516 4 роки тому +1

    please tel me bro

  • @mudaserkhan8516
    @mudaserkhan8516 4 роки тому +1

    samag na he ai bor

  • @SkAskarAli-by6ky
    @SkAskarAli-by6ky Рік тому

    Sir apka number dijiye bath kar na hai

  • @asifmalik-tj6zv
    @asifmalik-tj6zv Рік тому +1

    Bhai diode aur resistor kitny wala lagaanahy

  • @pesology8158
    @pesology8158 3 роки тому +1

    Isko ghr pe charge kr sakte hai kya ?? Wire jalne ka danger h kya ?