Koi sa bhi ampere ka Transformer ho but usme 12 0 12 Secondary aur Primary me Com. 140V 260V ka hona jaruri hai, Agar sab hai to jaise Kiya hu vaise kar lijiye
@@IndkarExperiment sir battery charging karte samay usi battery se usi time inverter on kare to koi dikat nahi hoga n.. Battery v charge me laga ho aur inverter usi time on kar de to koi dikat hoga ki nahi Jab battery charge me lagate hai to battery ka voltage utana hi rahta hai ki badh jata hai... Manual tarika se
Sir full automatic inverter banane ke liye bahut bahut dhanyawad ❤❤❤ hame pasand aaya
Thank you 🥰 is video me koi bhi problem ho ya Kami ho to jarur batana aap
Bahut achcha laga video Mera doubt clear
Gajb bro
Continues load 200watt full automatic imverter ka price keya hoga(with transformer).
Discription me WhatsApp number hai waha par visit karke pata kar sakte hai
Phir bhi sir apne bahut mehnat karke full automatic inverter bana deya mere 2 doubt clear kijiye
Uska bhi samadhan isi video me hai aap part-1 and Part -2 video achche se dekhiye, nahi to mai kisi QNA me achche se samjha dunga
Sir battery full charge hone par battery me ann wala carrent band hoga ya nahi battery full charge hone par auto cut ho jayega
Cut nahi hoga but overcharge bhi nahi hoga battery Puri tarah safe rahega
Sir ye inverter diract bare inverter jesa conation karo to salega Kia 220 Ac ke sath ❤plz reply my question
Ji bilkul ho sakta hai
Sir battery low hone par inverter band ho hoga ya nahi taki battery seff rahe
Aane wale video me clear ho jayega
Baajaar me kitne k ki rejistn laagaa he bhaiyaa
220ohm 1/4w me
Great super 👍
Bhai please sach batiyea iska overload low voltage protection proper work karta he yah nhi kyuki mujhe daily use me inverter me lena he 🤔
Proper work karta hai
@@IndkarExperiment ok
Please Esme do switch ki jagah ek switch ka connection nahi hoga kya ups ki tarah
Ho jayega 👍
Mere pass 12 0 12 2amp ka transformer hai or ak ups ka transformer hai konsa use karna sahi hai 😊😊😊😊😊😊
@@charanexperiment9 dono me se koi use karna sahi nahi rahega
Sahi output ke liye aapko power transformer lagana hoga
Bhai is inverter ke battery ko 12v soler panel se charge krate time use krne se kya hoga🤔🤔🤔
Kuchh nahi aap charge karte huye bhi use kar sakte hai
Kitna amp ka switch chahiye aur diode 6 amp ka lagau kya transformer 12 0 12 10 amp ka hai
10Amp ka switch aur 6Amp ka diode laga dijiye 👍
Sar screen par jo hindi me likha hua batate he ,usase
Wiring k foto dab jate he
Please dhyan dene ka kasht kare
QNA video dekhiye samajh me aa jayega
Make 3s bms module with balance charging and indicator
Koshish rahegi
Mens ane par led ka connection kaha par dena hai
Sab dikhaya gaya hai
इस मे बटरी डीस चर्ज पोटकसन है कि नहीं सार
Hai
Iska past ka video nahi mil raha hai uss video ka link de do sir
Channel par jaiye aur iske just baad ka video dekhiye aap 👍👍
Sir ketne Ah tak ke battery charge kar sakta hai yah inverter
100Ah tak
Ar ager me 150 ah ka battery charge karna chaho to kya karna hoga? Please reply ❤@@IndkarExperiment
Sir transformer se awaz aata h plz solution bta dijiye
Warnis dijiye sahi ho jayega
Sir a transformation kitna MPR ka hai please reply
And asa transformer ka by link do please sir
12 0 12 20Amp 250W
Chahiye Aisa transformer
@@IndkarExperiment ha gi chaye
@@IndkarExperiment kaha se milaga
Up se milaga kaya
Please reply
Inverter efficiency ??
200W
15 ampere transformer me kaise connection karungi
Koi sa bhi ampere ka Transformer ho but usme 12 0 12 Secondary aur Primary me Com. 140V 260V ka hona jaruri hai,
Agar sab hai to jaise Kiya hu vaise kar lijiye
Yeh 25a ka transformer kaha milegaa sir
Discription me WhatsApp number hai wahi par
Is invrter sarkit diagram digiyna sar
Ok
वहुत खुश
150 watt inverter kit ko bilkul aise hi ful automatic Kaise banaen with all protection
Aane wale video me banaunga
Sarkit diagram digena sar
Mere pass 12 0 12 5amp transformer hai us-se nhi hoga
Ho jayega but fully automatic inverter banane ke liye usme 260v par ek aur taping karna hoga 👍
@@IndkarExperiment kaise
@@IndkarExperiment sir battery charging karte samay usi battery se usi time inverter on kare to koi dikat nahi hoga n..
Battery v charge me laga ho aur inverter usi time on kar de to koi dikat hoga ki nahi
Jab battery charge me lagate hai to battery ka voltage utana hi rahta hai ki badh jata hai...
Manual tarika se
@@rajkavir2763 primary winding me
@@rajkavir2763 koi problem nahi hoga aap bilkul use kar sakte ho👍👍
Battery ko jitna voltage milna chahiye charge ke liye utna hi milega👍👍
Mere wale kit me MOSFET- Z44N hai
Koi nahi wo bhi sahi hai
Please reply my question❤❤❤
Ho gaya
@@IndkarExperiment thank you so much
bohot e assi video he
🙏🙏