Safety and protection achche se work kare iske liye utna taam jhaam karna padta hai, ham isme Desi jugad se automatic inverter banaye Hain taaki unke liye jugad ho sake jinke pass inverter nahi hai aur hai to protection nahi hai.
Es 200 watt inverter kit pe jyada se jyada kitne ah wale battery laga sakte hai sir bataiye bada wala battery use kr sakte hai bde inverter ka battery 200 Ah ka
Either you are afraid of somebody or you are a mean minded. I think that is why you have not given the circuit diagram for this kit board. Very sorry. Please give us the circuit diagram.
Listen to one thing carefully, I give circuit diagrams only when asked for, not just like that. Whoever needs it, he tells me and I give it to him. You don't need any, there is a mobile number in the description, message me there and I will send it
VERY NICE VIDEO ❤❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊😊😊
Thank you 😊
Thanks sir comments pe video laane ke liye
Part 2 bhi kal Tak aa jayega👍👍
Is inverter ke battery ko 12v soler panel se charge krne ke time use krne se kya hoga❤❤❤
Kuchh nahi
Please us per ak video lavo❤❤❤
Jarur
Great nice 👍
Bro wo video banao ..
How buzzer works in inverter..
Or ek inverter banao jo solar panel sy b charge ho
Jarur ispar video banega👍👍 buzzer wale par ban Raha hai
Bajar me jo resistance lagaya hai wo kon sa hai
1K ka
5w 250 ohom resistor na use kornepar ei circuit kam nehi korega kya
Kaam karega but voltage ka fluctuations hoga
Kya ham z44 jagah par 3205 mofet lagasakte hai
Haan ji
150 ah ka battery charge hoga kya?
Isko pura banane ka kul kharch kitna aaya bhai yadi mai apne Market se saman kharidu to lag bhag kitne tak ka pura saman mil jaye ga
Total milakar lagbhal 1400 se 1500/- lag jayega
Jada bada transformer laganase. Jada voltage late hai kiya sir. Mosphet se
Haan ji
Agar itni kam components par sab kuch mil sakta hay to ye company wale itni bari bari board or tam jham kiyou dete hay?🤔🤔
Safety and protection achche se work kare iske liye utna taam jhaam karna padta hai, ham isme Desi jugad se automatic inverter banaye Hain taaki unke liye jugad ho sake jinke pass inverter nahi hai aur hai to protection nahi hai.
@@IndkarExperiment thanks
Bhai is srkit me ups transformer nhi lga skte❤❤
Usko 12 0 12 karke laga sakte hai
IC😊😊😊 1:53
Please second bhag bhi bataye
Es 200 watt inverter kit pe jyada se jyada kitne ah wale battery laga sakte hai sir bataiye bada wala battery use kr sakte hai bde inverter ka battery 200 Ah ka
60Ah tak use kar sakte hai aap
200 Ah use karne ke liye Big size Transformer aur MOSFET badhana hoga
@@IndkarExperiment thankyou sir batane ke liye
Sir battery ka. Voltage 10 volt low hone par inverter auto cut ho jayega battery ke life ke liye
@@jaivarma2192 aage aane wale video me isi automatic inverter ka live testing karunga aur dikhaunga kahan par cut karta hai
And vo kaise work Kerega❤❤
Uska output bekar rahta hai
24v laga sakhate ha lithium battery
Nahi
Mera 330v output a raha hai😢 keise 240v kare please reply
Iska jawab QNA me diya hu, aaj ka video jarur dekhiyega
Caekit kahase parsesh kare
QNA me bataunga 👍
AUT put voltege 300.ac arha hai kya Karna chheya ???😢
Kal ke video me clear kar dunga 👍
@@IndkarExperiment bolo
Sir next video
Jald hi aayega