@@Mycountrymyvlogs250 Jab dryer mode on hota hai tab kya chhote kapde jaise sox ya hanky drum ke side mein nhi gir jate? Aisa Semi automatic mein hota hai jab hum dryer wale drum ke upar ki cap nahi lagate.
Sir meri machine ka door ka holder Tut gya h ek side ka hum use Khan se purchase kr sakte h ? Meri realme top load 7.5kg h maine online purchase ki thi last December 28 ko .
Croma vs realme me ye leu ya croma 7.5 dono same price h. Also iski washing quality kesi h? Croma me motor pe 10 year warranty hai and ispe 5 years only
Bhai..youtubers ke promotion par bharosa n rakhe.....kyu ki ye log paid promotion kar sakte he kisi chij ka bhi .apne viewers ke faith ka misuse bhi karte he...abhi abhi adivasi hair oil ke liye bade bde youtubers ne apne viewers ka faith toda
Mere bade bhai ye video koi paid promotion ki video nahi hai ap jakr dekho is machine ko liye hue mujhe 1 saal se upr ho gaye baki machine lena na lena wo apke upr hai agr is machine me koi dikkat ae to uske bare me bhi mai btaunga
Bahut hi achi mashine hai myene bhi liya hai kapde bhi bahut ache dhulte hai am so happy 😊
Av v a6a chlta h apka ye washing machine???
@poonamsinghupp4521 Hn perfect
After service kaisi h mtlb dikkat agr aayi to
How is it working now after 1 year??
Thinking of buying it
Very nice machine,aap log bhi maangawaye 😊😊😊
I'm getting U12 error.
Kindly let me know what does it mean.
If you have user manual please share
Thanks Brother, this will help a lot for a new buyers like me. I have ordered it today from flipkart
Kaisa h aur uski service kaisi h
How this machine is doing... Now it is under 10-11K ... Tell me so that i ll purchase this... I am ordering for single person daily gym laundry....
Ek glass dudh ke liye puri gaay paalna thik nhi bhai....
Baher se dhulwa lena kapde 😂
Rinse kitne time rehta hai 1,2,3 or buy default hai?
Water connection daily laga kar rakhna padega ya Jab use karni hai tab bhi laga sakte hai ??
Pipe ko fix krdo wo jyada best rhega
@@Mycountrymyvlogs250 but agar continue fix nhi rakh skte hai to koi problem aati hai ya chalega ?
Fix karna padta hai bro kyu ki ye automatic machine hai khud se pani bharti hai time time par
Problem to kuch nhi hogi bas machine khud se pani nahi le payegi
Jab use karni hai tab bhi lga sakte hai, bas process start se end tak Pani ka supply rhna chahiye@@asadarsh7957
Socks are struck in my washing machine. Any idea how to remove
Thank you bhaii me bhi aaj yahi machine lene wala hu .....
Kapade clean hote hai kya bhai? Koi maila kapada dalo to nikalata hai kya?
Washing machine warranty period home service hay kaya
Hn
Where to put fabric softener??
Bhai abhi bhi ache se chal rhi h kya
Me lene k soch rha hu. And iska service centre jeeves wala h kya
Hn bhai abhi tak isme koi bhi problem nahi ae hai
@@Mycountrymyvlogs250 Jab dryer mode on hota hai tab kya chhote kapde jaise sox ya hanky drum ke side mein nhi gir jate?
Aisa Semi automatic mein hota hai jab hum dryer wale drum ke upar ki cap nahi lagate.
@AnkitWP nhi
4:43 hum balti se Pani daal sakte hai??
Yes on sure
Bhai boring water use kr sakte h lya
Kar sakte ho pr filter jaldi ganda hoga
@@Mycountrymyvlogs250 saaf kr sakte hai na Aisa koi major issue aayega kya ???
Hn net hoti hai easy hai saf karna
Is it working good i am thinking to buy
Realme washing Machine me E5 error ari he. How to solve this problem
Is it still working fine
What's is e6 problem sir please btye
To bhai isko le sakte hai ya fir samsung ya other brands k sath jaaye
Bhai Iske parts Nahin Milta hai jaldi se 😅
Bhai Iske parts Nahin Milta hai jaldi se 😅
Bro Samsung lele best hai
I believe in realme
Bhi ye batao ki 45 minute me kitna pani làng jata h
Drum quality is poor and non inverter
5 year ke baad spare part Milana mushkil ho jaega
Ab realme machine banana band kar diya
Acha hua bta diya bhai nai to mai abhi lene wala tha ye ek major problem ho sakti hai
Bhai... Mere yahi machin me e4 aa raha hai..
Ushka resone batao na bhai
Sir meri machine ka door ka holder Tut gya h ek side ka hum use Khan se purchase kr sakte h ? Meri realme top load 7.5kg h maine online purchase ki thi last December 28 ko .
Company se hi milega order lga kr
Company SE kese milega kese magwai flip cart SE ya
Croma vs realme me ye leu ya croma 7.5 dono same price h. Also iski washing quality kesi h? Croma me motor pe 10 year warranty hai and ispe 5 years only
Agar croma me 10 yr warranty hai to wo best hai pr lene se pehle ek bar uska service center pata kr lena ki uski service kaisi hai
Bengalore me service to miljygi, realme ke reviews youtube pe available h uske hai ni available
Sir isme inverter technology h ky? Aur iska noise level h ky
@travellwithbunny3492 Nahi normal hai inverter nahi hai or Noise bahut km hai isme
Company ki taraf se warranty Kitna mila hai
2+5 years
Hmare ghr p b h but esme kpde saaf nhi dhulte😢😢😢😢😢😢
Use best quality detergent
Use automatic washing machine detergent.
Automatic Washing Machine ke detergent ka prayog karein.
😂@@kumarkiran609
Are kapre kishe saaf hote hai detergent nikalta hai ya kapde mein laga raheta hai ye sab batawo na lena chahiye k nhi
Bhai isme inbuilt heater bhi hai kya....
Hh
9,500 me 8kg li hai abhi sale me.
Vaiya link please
1 saal baad ki video banaye
अब जाली से पानी तेज नहीं आता।
3साल से कोई दिक्कत नही हुई।फ्लिपकार्ट से मंगवाई थी
भाई iska showroom nasik me kaha he pls bataye
Agar apka budget thoda kam hai to ye best machine hai bilkul ke sakte hai
bakwaas ,paid promotion. their after sales service is worst , emailed to CEO .
Sahi btao me soch Raha hu lene ka Lu ki nhi
@@amitsewani7205 avoid it , buy panasonic or whirlpool
Bhai..youtubers ke promotion par bharosa n rakhe.....kyu ki ye log paid promotion kar sakte he kisi chij ka bhi .apne viewers ke faith ka misuse bhi karte he...abhi abhi adivasi hair oil ke liye bade bde youtubers ne apne viewers ka faith toda
Mere bade bhai ye video koi paid promotion ki video nahi hai ap jakr dekho is machine ko liye hue mujhe 1 saal se upr ho gaye baki machine lena na lena wo apke upr hai agr is machine me koi dikkat ae to uske bare me bhi mai btaunga
Mahaan ghatiya machine. Usse bekar service. Kabhi mat lena
Mera washing machine 2baar hi Pani le Raha hai kya kare
Cutomer care 👉📲
LG