Faiz Ahmed Faiz - Raqeeb Se - Faiz Poetry Recitation - Urdu Shayari Reading - Urdu Poetry Recitation

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 20 жов 2024
  • Urdu poetry of Faiz Ahmed Faiz
    Raqeeb Se (Urdu Poem - Nazm)
    By Faiz Ahmad Faiz
    Urdu Recitation: Raheel Farooq
    Raqeeb Se
    Faiz Ahmed Faiz
    Urdu Poem of Faiz Ahmed Faiz
    Production: Urdu Readings (Lehja - لہجہ)
    Urdu Readings produces Urdu poetry audios with a vision to promote the legendary tradition of Urdu literature. Classic recordings, full audios, absolutely free!
    رقیب سے:
    آکہ وابستہ ہیں اس حسن کی یادیں تجھ سے
    جس نے اس دل کو پری خانہ بنا رکھا تھا
    جس کی الفت میں بھُلا رکھی تھی دنیا ہم نے
    دہر کو دہر کا افسانہ بنا رکھا تھا
    آشنا ہے ترے قدموں سے وہ راہیں جن پر
    اس کی مدہوش جوانی نے عنایت کی ہے
    کارواں گزرے ہیں جن سے اُسی رعنائی کے
    جس کی ان آنکھوں نے بے سود عبادت کی ہے
    تجھ سے کھیلی ہیں وہ محبوب ہوائیں جن میں
    اس کے ملبوس کی افسردہ مہک باقی ہے
    تجھ پہ بھی برسا ہے اُس بام سے مہتاب کا نور
    جس میں بیتی ہوئی راتوں کی کسک باقی ہے
    تو نے دیکھی ہے وہ پیشانی، وہ رخسار، وہ ہونٹ
    زندگی جن کے تصور میں لٹا دی ہم نے
    تجھ پہ اُٹھی ہیں وہ کھوئی ہوئی ساحر آنکھیں
    تجھ کو معلوم ہے کیوں عمر گنوا دی ہم نے
    ہم پہ مشترکہ ہیں احسان غمِ الفت کے
    اتنے احسان کہ گنواؤں تو گنوا نہ سکوں
    ہم نے اس عشق میں کیا کھویا ہے کیا سیکھا ہے
    جز ترے اور کو سمجھاؤں تو سمجھا نہ سکوں
    عاجزی سیکھی ، غریبوں کی حمایت سیکھی
    یاس و حرمان کے، دکھ درد کے معنی سیکھے
    زیر دستوں کے مصائب کو سمجھنا سیکھا
    سرد آہوں کے رخ زرد کے معنی سیکھے
    جب کہیں بیٹھ کے روتے ہیں وہ بیکس جن کے
    اشک آنکھوں میں بلکتے ہوئے سو جاتے ہیں
    ناتوانوں کے نوالوں پہ جھپٹتے ہیں عقاب
    بازو تولے ہوئے منڈ لاتے ہوئے آتے ہیں
    جب کبھی بکتا ہے بازار میں مزدور کا گوشت
    شاہراہوں پہ غریبوں کا لہو بہتا ہے
    آگ سی سینے میں رہ رہ کے ابلتی ہے نہ پوچھ
    اپنے دل پر مجھے قابو ہی نہیں رہتا ہے
    Raqeeb Se
    by Faiz Ahmed Faiz
    aa ki vābasta haiñ us husn kī yādeñ tujh se
    jis ne is dil ko parī-ḳhāna banā rakkhā thā
    jis kī ulfat meñ bhulā rakkhī thī duniyā ham ne
    dahr ko dahr kā afsāna banā rakkhā thā
    āshnā haiñ tire qadmoñ se vo rāheñ jin par
    us kī mad.hosh javānī ne ināyat kī hai
    kārvāñ guzre haiñ jin se usī rānā.ī ke
    jis kī in āñkhoñ ne be-sūd ibādat kī hai
    tujh se khelī haiñ vo mahbūb havā.eñ jin meñ
    us ke malbūs kī afsurda mahak baaqī hai
    tujh pe barsā hai usī baam se mahtāb kā nuur
    jis meñ biitī huī rātoñ kī kasak baaqī hai
    tū ne dekhī hai vo peshānī vo ruḳhsār vo hoñT
    zindagī jin ke tasavvur meñ luTā dī ham ne
    tujh pe uTThī haiñ vo khoī huī sāhir āñkheñ
    tujh ko ma.alūm hai kyuuñ umr gañvā dī ham ne
    ham pe mushtarka haiñ ehsān ġham-e-ulfat ke
    itne ehsān ki ginvā.ūñ to ginvā na sakūñ
    ham ne is ishq meñ kyā khoyā hai kyā sīkhā hai
    juz tire aur ko samjhā.ūñ to samjhā na sakūñ
    (Roman rendition: With special thanks to Rekhta)
    Raqeeb Se - Raqeeb Se By Faiz Ahmed Faiz - Raqeeb Se Faiz - Raqeeb Se Faiz Ahmed Faiz - Raqeeb Se Faiz Ahmad Faiz - Raqeeb Se in Urdu - Raqeeb Se Poetry - Raqeeb Se Nazam - Nazm Raqeeb Se - Faiz Raqeeb Se - Faiz Ahmed Faiz Raqeeb - Faiz Nazm - Faiz Shayari - Faiz Ahmed Faiz Poetry - Faiz Ahmad Faiz - Faiz Ahmed Faiz Shayari - Faiz Poetry Recitation - Faiz Poetry Reading - Faiz Shayari Reading - Faiz Poem Reading - Faiz Ahmed Faiz - Faiz Ahmed Faiz Shayari Reading - Kalam-e-Faiz - Kalam-e-Faiz Ahmed Faiz - Faiz Ahmed Faiz Ki Shayari - Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry - Urdu Shayari Reading - Faiz Ki Shayari - Faiz Ki Nazam - Faiz Ki Nazmen - Faiz Poems - Faiz Ahmed Faiz Poem - Ghazal by Faiz - Ghazal by Faiz Ahmed Faiz - Urdu Poetry Recitation - Urdu Poetry Reading - Urdu Nazm Reading - Urdu Poem Recitation - Urdu Recitation - Urdu Reading - Urdu Readings - Poetry Recitation - Progressive Movement in Urdu Literature
    Urdu Poetry Audio, Faiz Poetry, Kalam-e-Faiz, Faiz Shayari, Urdu Shayari Audio, Faiz Kalam, Faiz Shayari Recitation, Faiz Ahmad Faiz Poetry, Faiz Ahmed Faiz Poetry In Urdu, Faiz Urdu Shayari, Faiz Ghazal in Urdu, Faiz Ahmad Faiz Poetry Recitation, Faiz Shayari in Urdu, Faiz Ahmad Faiz Urdu Shayari, Urdu Faiz Recitation, Urdu Recitation - Faiz Poetry in Urdu - Faiz Urdu Poetry Recitation - Poetry Faiz in Urdu - Poetry Faiz Ahmad Faiz - Modern Urdu Poetry - Jadeed Urdu Adab - Jadeed Urdu Shayari - Jadeed Urdu Nazm - Nayi Shayari - Nai Shayari - Nai Nazm - Nayi Nazam - Modern Urdu Shayari - Jadeed Adab - Jadeed Shayari - Urdu Shayari Reading - Inqilabi Nazm - Progressive Poetry - Urdu Progressive Poetry - Progressive Movement in Urdu - Taraqqi Pasand Tehreek - Urdu Progressive Movement - Inqilabi Shayari - Inqilabi Nazam - Revolutionary Urdu Poets - Modern Urdu Poets - Progress Urdu Poetry - Progressive Urdu Poets - Urdu Poetry Voice - Urdu Shayari Voice - Urdu Poetry Voice Over - Urdu Shayari Voice Over - Best Urdu Poetry Voice
    فیض احمد فیضؔ - فیض کی شاعری - فیض اردو شاعری - فیض کی نظم - رقیب سے - کلامِ فیض - جدید اردو شاعری - ترقی پسند اردو ادب - ترقی پسند تحریک - ترقی پسند شاعری - جدید اردو نظم - نئی اردو نظم - ترقی پسند شعرا - انقلابی شاعری - اردو شعر و ادب - لہجہ
    #UrduPoetry #FaizAhmedFaiz #UrduReadings #Faiz #FaizPoetry #FaizShayari #KalameFaiz #FaizPoem #UrduNazm #ModernUrduPoetry #NazmShayari #Nazm #Urdu #Shayari #UrduShayari #UrduPoetryReading #UrduRecitation #UrduReadings

КОМЕНТАРІ • 48

  • @WasimKhan-kk6qu
    @WasimKhan-kk6qu 3 роки тому +8

    جب کہیں بیٹھ کے روتے ہیں وہ سبکیں جن کے۔۔۔
    اشک آنکھوں میں بلکتے ہوِئَے سوجاتے ہیں۔۔

  • @mobeenahmad4711
    @mobeenahmad4711 4 роки тому +6

    Itna khoobsoorat nazam itne khoobsoorat andaax mn pehle khabi nahi suna thaa.

  • @aasifbalsing8534
    @aasifbalsing8534 Рік тому +1

    اردو کا عظیم شاعر۔۔

  • @aurangzaibqazi1851
    @aurangzaibqazi1851 3 роки тому +3

    Ufff bhot khoob...

  • @sirajwalele3251
    @sirajwalele3251 Рік тому +2

    Faiz ahmed faiz is very very big poet, this poetry is best poetry of poet. The poet name will be remembered forever in the world.

  • @tasneemkhan7830
    @tasneemkhan7830 Рік тому +1

    Heart touching words and voice thanks a lot for shairing this video

  • @sultanzafar2418
    @sultanzafar2418 Рік тому +2

    Poetry of Faiz Ahmed Faiz and sweet Awaz

  • @funfactor2131
    @funfactor2131 3 роки тому +5

    mashAllah 😍 , Kya meethi awaaz payi hai aap ne.

  • @waridaahmed1076
    @waridaahmed1076 3 роки тому +2

    Boht khoobsoorat andaz o aawaz

  • @IntizarHussainWrites
    @IntizarHussainWrites 2 роки тому

    ماشاءاللہ ماشاءاللہ جزاك اللهُ‎ اللہ نگہبان
    🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺

  • @SajidKhan-jg8bk
    @SajidKhan-jg8bk 2 роки тому +2

    Bahut khoob ❤️❤️❤️

  • @arstudiourdu
    @arstudiourdu 2 роки тому

    wahh

  • @rehanraees1766
    @rehanraees1766 Рік тому

    Is nazam n mairi zindagi badaldi

  • @ivaantech4199
    @ivaantech4199 3 роки тому +1

    plz like this ...
    Is sy behtar koi ni padh skta

  • @thegeneralview1101
    @thegeneralview1101 5 місяців тому

    Faiz 💔 oh Faiz 💔 khahn kho gya tu..................
    ................,.

  • @taimoorkhurshid7140
    @taimoorkhurshid7140 5 років тому +5

    "رقیب سے" کیا ہی عمدہ نظم ہے۔
    تجھ کو معلوم ہے کیوں عمر لُٹا دی ہم نے

    • @Urdu
      @Urdu  5 років тому +2

      یہ فیضؔ کی وہ نظم ہے جس کی وجہ سے ہم نے نسخہ ہائے وفا خریدی تھی۔ 😊

    • @taimoorkhurshid7140
      @taimoorkhurshid7140 5 років тому +1

      @@Urdu آج ہم بھی سوچ رہے ہیں کہ فیض کو پڑھا جائے۔کیونکہ ہم نے فیض کو بالکل بھی نہیں پڑھا۔۔۔خریدتے ہیں ہم بھی کتب فیض کی۔۔۔

    • @Urdu
      @Urdu  5 років тому +1

      Taimoor Khurshid
      ضرور۔ 😊

  • @tasbeetzainab2011
    @tasbeetzainab2011 4 роки тому +2

    Zindgi jin k tswar mai lutta di hum ny 💓

    • @lifeissorrow5644
      @lifeissorrow5644 3 роки тому

      aaho bilkul yehi line kisi female ne padhi thi at fm radio..once upon a time....

  • @azimmalik2084
    @azimmalik2084 5 років тому +5

    You.dedicated me your favrt ghazal thanks love u 😍
    sat 9 Nov 2019

  • @haiqakhan741
    @haiqakhan741 2 роки тому

    Hayee 🥺❤️

  • @syedtassadquehussain4438
    @syedtassadquehussain4438 Рік тому

    Excellent

  • @waridaahmed1076
    @waridaahmed1076 3 роки тому

    Wah kya kahne

  • @sardarfarhankhan1626
    @sardarfarhankhan1626 6 років тому +3

    بہت خوبصورت انداز و آواز

  • @aazmeerahmed1039
    @aazmeerahmed1039 4 роки тому +4

    Amazing

  • @adabperwar5395
    @adabperwar5395 2 роки тому

    بہت خوب

  • @jayantpriyadarshi9266
    @jayantpriyadarshi9266 4 роки тому +1

    Thanks Raheel bhai..

  • @Thepublicservicecommission
    @Thepublicservicecommission 5 років тому +3

    Kamal

  • @silaraniurdupoetry
    @silaraniurdupoetry 2 роки тому

    Zaberdast....very informative channel

  • @MohamadMohamad-mx1wp
    @MohamadMohamad-mx1wp 2 роки тому

    Good great poetry

  • @pk.girlmuslim1970
    @pk.girlmuslim1970 4 роки тому +1

    Love,🌸🌸🌸

  • @Spartacus66966
    @Spartacus66966 3 роки тому

    ❣❣❣

  • @FatimaAli-hp7hi
    @FatimaAli-hp7hi 4 роки тому +4

    Can anyone explain how the last part of the poem makes sense and what does all of that have to do with the girl he is talking about.

    • @Urdu
      @Urdu  4 роки тому +14

      The poet is addressing his rival. First he explains the beauty of the darling who swept both him and his rival off their feet. Later, he attends to a singular commonality, i.e., the empathy her love has produced in both of them. Last part describes the world beyond love that the poet and the rival are able to see after love has softened their hearts and opened their eyes.
      The poem is extraordinary in the sense that Faiz, going against the tradition of Urdu poetry, has found, addressed and appreciated common values between rivals.

    • @muhammadbilalabdulghani1651
      @muhammadbilalabdulghani1651 4 роки тому

      well explained

    • @muhammadbilalabdulghani1651
      @muhammadbilalabdulghani1651 4 роки тому

      pleaze recite parveen shakir

    • @aurangzaibqazi1851
      @aurangzaibqazi1851 3 роки тому

      This is the speciality of faiz.

    • @kidding77
      @kidding77 Рік тому

      Just feel it like it's you who recite you will find out the meanings.

  • @nadeemakhtar1982
    @nadeemakhtar1982 4 роки тому +1

    Sir r u from Abdul Hakeem???

    • @Urdu
      @Urdu  4 роки тому

      Yes, sir. Raheel Farooq from Abdul Hakim. Your former colleague in DSD. 😊
      How're you doing?

    • @nadeemakhtar1982
      @nadeemakhtar1982 4 роки тому +1

      Really good to hear your beautiful voice.
      I'm fine sir.

  • @murtadah6327
    @murtadah6327 5 місяців тому

    کیا آپ یہ خوبصورت نظم فیض صاحب کی خود کی آواز میں تلاش کر سکتے ہیں؟ اگر انہونے کسی مشاعرے میں پڑھی ہو یہ نظم، جیسا کہ انکی دوسری چند نظمیں دستیاب ہیں "یو ٹیوب" پر؛ میں بھی کوشش کر رہا ہوں اپنی طرف سے۰ شکریہ۰

  • @mujahidshah1910
    @mujahidshah1910 5 років тому

    MA

  • @naddesigns101
    @naddesigns101 Рік тому

    بھائی براہ مہربانی اس کو ایک بار دوبارہ پڑھیں اور بیک گراؤنڈ موسیقی تبدیل کردیں یا پھر بیک گراؤنڈ میوزک کو ہٹا دیں ۔۔۔۔ احسان ہوگا