Ritik tum bhi papa se sikh lo,gloves phn ke kam kro,aaram se kro lekin sikho jrur,ye ak art he. Your father is best artist. Ye sab bna ke apne vlog se sell bhi ke sakte ho.aajkal metro city me log asi chij showpiece se ghar sjate he, bhut income hogi, sochna jrur
Ritik I watch your vlogs from USA. I never comment usually but this vlog is just the best. Itne sunder baskets to aap city me bhi sell kar sakte ho. Bade bade antique furniture ke jo shops hote hai waha pe aise antique hand weaved baskets ko bohot value hai. City me log ise apne laundry baskets aur book baskets ke taur pe use kar sakte hai. Bohot hi badhiya karigari ka kaam kiya uncle ji ne! Try making vlogs on these baskets and market it, it will for sure be a good source of income and will gain more popularity for your cultural heritage!!
Nice vlog. Uncle ji ko pranam🙏aap sahjan ka bhi ped lagana. Uske patte bhi bahut kam aate he aur Faliya bhi dal me dal sakte ho. Ringal se bahut sare product bante he aur exibition me bhi milte he. Bahut hi badhiya vlog❤
Rithik aap apna papa jaisa dekhta ho aap apna papa ka carban copy ho aaga chalkar aap apna papa jaisa dekhoge kawal hair ka difference hai 😂😂😂same to same
Hello Hrithik.apko.main Cool pahadi Deepak se janti hu ,janti hu matlab follow karti hu .az subscribe Kiya hai 😊.mujhe lagta hai apke yahan ap log Jo basket banaya hai vo apko online bechna chahiye ..sale.ke hisab se ap bana sakte hai 😊 Thank you 👍
भाई अगर आपको ऐसे प्रोडक्ट बनाने के ऑर्डर दे तो क्या आप बनाओगे। गमले, गोबर के किले, कुर्सी और भी कई प्रोडक्ट बना सकते हैं बहुत टैलेंट है, बनाओगे और प्राइस क्या होगा उस पर video बनाए
वाह!!!! पारंपरिक धरोहर के गुणी संवाहक का अच्छे प्रदर्शन के साथ बहुत अच्छा परिचय.सम्मान सहित अभिवादन 🎉🙏
बहुत सुन्दर प्रस्तुति, स्वलटा बनाने की जानकारी बहुत रोचक लगी इस कला को नवयुवकों को भी सीखना चाहिए , वरना यह धीरे-धीरे विलुप्त हो जायेगी
Uncle jee ne bahut hi mehnat se bahut hi sundar swalta banaya.
Apke papa ji k pass bhut badhiya art he ye kya sundar daliya bnaya hai apke papa bhut mehnati hai ❤❤❤
बड़े काम की चीज बनाई, और विडियो भी संरक्षित करने योग्य है। पारम्परिक धरोहर के गुणवान संवाहक।❤ जय सियाराम 🙏🙏
Mast banai Rigal ki Solti Malkhani. Hatho se hi mejarment. Aur hatho ki hi karigari. Lajawab shandar 🙏👌
Ritik tum bhi papa se sikh lo,gloves phn ke kam kro,aaram se kro lekin sikho jrur,ye ak art he. Your father is best artist. Ye sab bna ke apne vlog se sell bhi ke sakte ho.aajkal metro city me log asi chij showpiece se ghar sjate he, bhut income hogi, sochna jrur
❤❤
Beautiful work Uncle is so hard working and so good in making such beautiful baskets
जय देव भूमि उत्तराखंड। बहुत ही प्यारा ब्लॉग। जय बाबा केदारनाथ जी।🙏🙏👏👏
So beautiful no words uncle ji ki mehnat bahut sunder hai 😊
वाह बेहद मजबूत और खूबसूरत।
Wonderful, environment friendly product
Apke papa bhut hi pyare hai 😊bhaiya aur solta to bhut hi achha bna hai ,aur bhut mehnat bhi lga hai 😨 hats off you 🫡
Making bamboo baskets 🧺 so charming. Lovely pitaji much love.pitaji ki namastee,accha lagta,dil si piar.shamim 🕊🌹💔🤝🆗️💫💑🧝🦅
Haa yeh hua na Video.. Very informative video, Good One...
आपके पिताजी बहूत प्यारे,मेहनती और हॅन्डसम इन्सान है।
बहूत बढी़या उन्होने सिखाया।
बहूत बढी़या
Namaste bhai bhut badiya sunder vlog gaon ke kubh sunder najaro ke sath meion nice 👌 🎉🎉🎉🎉❤❤❤
Very nice 👍👍👍 super mehnati father Sahab.
Bahut hi badhiya ritik bhai aaj papa ji ke bhi darsha ho gye❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhut accha laga vlog ❤ swalta bhut acche banaye
Aaj ka video bahot hi mast hai aap ke papa bahot hi bade artist hai 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
ये बास्केट बनाना कितना कठिन होता है। ये भी एक कला है.
हम लोग तो चीज़ों पर ध्यान ही नहीं देते
waah
बहुत बढ़िया आपके पिता बहुत अच्छे कलाकार हैं।
Bahut badhiya vlog .. hardworking uncle 👏👏👏👏
Ritik I watch your vlogs from USA. I never comment usually but this vlog is just the best.
Itne sunder baskets to aap city me bhi sell kar sakte ho. Bade bade antique furniture ke jo shops hote hai waha pe aise antique hand weaved baskets ko bohot value hai. City me log ise apne laundry baskets aur book baskets ke taur pe use kar sakte hai.
Bohot hi badhiya karigari ka kaam kiya uncle ji ne!
Try making vlogs on these baskets and market it, it will for sure be a good source of income and will gain more popularity for your cultural heritage!!
Bohot badhiya banaya hai bhulla uncle ji ne 👍🏻
रूबी पापा की तरह है। दोनो बहुत प्यारे है। दिल के सभी साफ है।🙏🙏
🎉nice blog ritihk betayese tokika bhoth accha istemal hota hi shadi me be iska upyog karte hi pooja me
Very beautiful very hardworking
Good evening. Beautiful routine vlog ❤
Papa ji ko 🙏❤️🎉 god bless you bro ❤️
Bahut Sundar bana hai aapke papa badiya kalakar hai 🙏🙏
Bahut sundar
Thanks bhaiya app apne papa ko dikhne ke liye 😊
शानदार कारीगरी.. अंकल प्रणाम l
Nice vlog. Uncle ji ko pranam🙏aap sahjan ka bhi ped lagana. Uske patte bhi bahut kam aate he aur Faliya bhi dal me dal sakte ho. Ringal se bahut sare product bante he aur exibition me bhi milte he. Bahut hi badhiya vlog❤
Pahadu me bhut Kam hoti h aajkal phle is ka kam karte thi log aur ab bhut kam karte h aapki papa bhut mihanat karte h
Ritik bhai aap ka papa mera ka jasa hi simple acha hai unka pass baut acha Art hai ❤❤JMU
Bhut hi acchi kala h bhai ❤
Woow बहुत ही सुंदर ❤
Bahut hi accha hai kitne mahnat se banaye
Your father is very hardworking 🙏
Ritik beta aapke papa bahut acche Hain puri family aapki bahut acchi hai😊
Pehli br Uncle ji ko dekhrahi hu or uncle ji bht accha banaya swalta.
Uncle ji first time aaye vlog me...pranam uncle ji 🙏
Bahut sundar tokri
Hello ji mai bahrain me rahta hu aur aapki saari videoes dekhta hu
Bahut sundar kaam hi aap seekho lo ritik bhai
Wahhhh
Aj pahali bar papa ko dekha🎉
Excellent
Good morning bhai 🌞 Nice vlog ❤
Beautiful view waw
❤nice. Bro. From. Punjab. ❤
👍
Bahut hi barik kam he ye sikhne me hi 5saal to lag hi jayenge
❤❤❤❤❤
Sab मेहनत कर rahe hai
Bahut sundar ❤❤
बहुत सुन्दर👌
Jay Ho devbhumi Uttrakhand ❤❤❤❤
Who superhit ❤🎉
Nice❤❤❤
Aap ke pure pariwar ke liye dil se and friends khaas kar maa papa ke liye ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Nice
❤🎉
🎉🎉🎉❤❤❤nice video 🎉🎉🎉❤❤ bhai 🎉🎉🎉
First to like ur video ❤
Rithik aap apna papa jaisa dekhta ho aap apna papa ka carban copy ho aaga chalkar aap apna papa jaisa dekhoge kawal hair ka difference hai 😂😂😂same to same
जै बाबा केदार
Nice vlog!
Nice.
Jay devbhumi Jay Uttrakhand❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Hello Hrithik.apko.main Cool pahadi Deepak se janti hu ,janti hu matlab follow karti hu .az subscribe Kiya hai 😊.mujhe lagta hai apke yahan ap log Jo basket banaya hai vo apko online bechna chahiye ..sale.ke hisab se ap bana sakte hai 😊
Thank you 👍
🕉🙏🙏🙏🕉
Sahi baat Kah rahe ho 🙏🙏
Ok bhai sahab Ram Ram
Aapke papa bahut kalakar hai
Bhai mai September me aaunga aapke vha ,aapke ghae hi rukungs,i want to live village life
So beautiful ❤️❤️❤️❤️
👍👍👍
Uncle ji bahut mehnati hai
❤💖🙏
Yah bhi kalakari hai bhai sahab aapki dhanyvad
Hand gloves pahan kar katana chahiye, safety ke liye ❤
भाई अगर आपको ऐसे प्रोडक्ट बनाने के ऑर्डर दे तो क्या आप बनाओगे। गमले, गोबर के किले, कुर्सी और भी कई प्रोडक्ट बना सकते हैं बहुत टैलेंट है, बनाओगे और प्राइस क्या होगा उस पर video बनाए
Ek basket mujhe bhi bhej do bna kr rittik bhaiya from anamika Punjab.
Bhaiya aapka sara video dekhte hai aap utrakhand me kaha rahte hai bataye
Ritik bhai akki bhai ghar pe aaye ga❤
yeh Basket banana kitna tough hota hai. Yeh bhi ek kala hai.
hum log to dhyan hi nahi dete the in cheezon par
You ❤️ 🌹 ❤️ 🌹 ❤️ 🌹 ruby ❤
Namaste 🙏 🙏 🎉
Bro...hum 3 kuch din apke gain me ana chahte hai...local food aur gain ki zindagi dekhna chahte hai. My family
Namaste Bhai
आपके पापा कलाकार है
Namaskar 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻rutikbhai kese he aap ham vaha ghumane ayenge to aapki mulakat karege
Aap sikho yeah km aage aap v esko aage lekr chlo
Ritik bhai ek mere liye Veer rakhna
Bhai Kya aap ise bech sakte ho...From Pune Maharashtra
1 टोकरी कितने की मिलती है
Bariya🤍