Es ke liye hame ye dekhana padega ki charger kitne ampere ka hai or aap ko Sam pcb me dekhna padega ki ic kis number ki lagi hai bas osi number ki ic aap ko apne charger me lagani hai.agar aap ne dusre number ki ic lagadi to Bo burn ho jayegi Ok brother. Thank you
Sir mere pass 1 एम्पीयर oppo kampni ka charjar date ho gaya hai jiska skotty diode 100 ya102 riding bata raha hai kya ye thik hai ya kharab hai please batsoye
Agar aap ka charger dead ho gaya hai to uski primary side ko check kijiye. Skotty diode ki reading pcb me lage hone par alag reading aati hai or pcb se bhar nikal kar check karne par alag reading aati hai sahi hone par 100 se 150 Tak reading aati hai kharab hoga to sort batayega.ok brother thank you
Jada voltage ka capacitor laga sakte hai.jhada voltage aane par Bo damege nahi hoga capacitor sir filter ke liye lagaya jata hai or brother aap ke liye mujhe kaphi topic par video bna ni hai thoda sa wait Karo transistor.diode.capasitor. Or bhi jitne components hai . Thank you brother
Aap sabhi knowledge details मे देते. हो....आप की बातो से ही सबसे तेज जाणकारी प्राप्त होती है...धन्यवाद... मै आप की सरी व्हिडिओ देखता हू....
Thank you brother
Very very nice very very good teaching sir.
Waoooooo it's amazing laley
आपने बहुत अच्छी विडिओ बनायी हैं.... सर..
Good explanation
Bro ake indriod mobile charger 5.45 volt out put dy rha hy sulotion
Bhai voltage kha kitni aayegi is par video banao
Nice brother
1A ki jagah 2A ka daoid lagaya jaye to work karega ki nahi
Brother bilkul work karega aap 1a ki jagah 2amp, 3amp ka bhi laga sakte ho. Lekin 2amp ki jagah 1amp ka nahi laga sakte ho
Very nice sir
Dear thanks for your vedeo
If primary section 8 pin smd ic burnt and number not visible then which ic will fix pls guide . awaiting your reply
Tks
Es ke liye hame ye dekhana padega ki charger kitne ampere ka hai or aap ko Sam pcb me dekhna padega ki ic kis number ki lagi hai bas osi number ki ic aap ko apne charger me lagani hai.agar aap ne dusre number ki ic lagadi to Bo burn ho jayegi Ok brother. Thank you
Scooty daybot 108 um so kar raha hai kya ye kharab ho Gaya hai kya
Uska output voltage me lage wire ko change karke dhekh ligiye or output capacitor ko change karke dekh ligiye. Ok brother thank you
Bhai jaan india k soldring kawia buhaT acha ha.
Ic ke collector pin vi hote hay .
Sir Mera mobile charger 5 voltage de rahe hai magar MA 80 se 100 hi de rahe hai kya karu
Nice bhaiya
Switching IC ka number to bataiye
Bhai ji isme kaun sa ic laga hai
Brother mobile charger me ic charger ke ampere ke anusar lagai jati hai ampere ke hisab se ic ke number bhi alag hote hai. thank you brother
Veri good sar charger riperig
Thank you
Sir mere pass 1 एम्पीयर oppo kampni ka charjar date ho gaya hai jiska skotty diode 100 ya102 riding bata raha hai kya ye thik hai ya kharab hai please batsoye
Agar aap ka charger dead ho gaya hai to uski primary side ko check kijiye. Skotty diode ki reading pcb me lage hone par alag reading aati hai or pcb se bhar nikal kar check karne par alag reading aati hai sahi hone par 100 se 150 Tak reading aati hai kharab hoga to sort batayega.ok brother thank you
IC change karne wali video upload kareye na
Jaldi video upload krunga brother video me ye bhi mensan hoga ki kis ic ko kis me lga sakte ho bas thoda sa wait karo
@@skmobileandelectronic1922 ok sir
SR IC CHANGE KORNA DEKOU BHI27. 06.2022
Ic ko change karne ki video jaldi hi Ane Bali hai. Jisme ic ko change kese kare,ic no,ic pin out sab kuchh hoga video me. ok brother. Thank you
IC KAHA MILEGAA MOBILE PHONE CHARGER ICNO. IC JALGIYA KA KRU. 27.06.2022
kesay pta chala k 83 ohm
Gut
Stair charzar me Jada vltez ka kepisitr laga sakte
Jada voltage ka capacitor laga sakte hai.jhada voltage aane par Bo damege nahi hoga capacitor sir filter ke liye lagaya jata hai or brother aap ke liye mujhe kaphi topic par video bna ni hai thoda sa wait Karo transistor.diode.capasitor.
Or bhi jitne components hai . Thank you brother
चार्जर का करंट हिट कर रहा है कि कैसे रीपर किया जाए
👌👌👌👍
Very nice
Op
Tumhari maa ko pranam
Time waste
Gut