Ye gujarati dish hai bhai hamare yahan aisa hi banta hai, iska invention is liye hua taki jo gujarati dal bach jati hai kabhi to usme aise dhokli bana ke use kar lene ka. Bhai dono alag dish hai. Jis baat ka pata na ho to bolna nahi chahiye. Pehle information le lo fir jo bolna hai bolo. Rajasthani aur gujarati dishes similar hi hoti hai bas fark itna hai rajasthani tikha aur gujarati me thoda meetha hota hai.
Garmi me best ha , rasoi me kam rahna padta hai, pariwar bhi khush rahta ha ,sabka favourite.❤
Yah to bahut testi dikh rahi hai main bhi TRAI Karke Dekhun👌👌
Very nice waheguruji blees you all be happy with your family and friends ❤😂🎉😢
👌👌 દાળ ઢોકળી 👌👌
U r doing so good sir in laughter chef ♥️😄
Yahi khana h es k sath or kuch nahi, tummy bhar jayegi😮😮
Super tasty
Nice recipe
Nice
फुल सपोर्टप्लीज
Hello chef. Yummy yummy
Excellent
बहुत टेस्टी रेसिपी है 👌👌🙏🏻
Gao me ise daal k farra kehte he... Ubalti dal me farra dalte he bad me tadka lgate he
Nice ...
Sir tried jackfruit kebab at your restaurant in gurgaon Kari garima they were sweet did not like ,dahi kebab were toooo good.
Yummy
I love it❤
Sir! Aapka restaurant launch hua hei ADVANT,Noida mei.
Sabko bahot pasand aaya.
I am your new friend 🙏🙏
Dal dhokli me kali urad Or chane ki dal dalte hai or dhokli m gehu ka aata suji oil namak dalke gundlo fir bnatee
Yegujrat ,rajastthan ,m.p ,sabhii jagah banaii jaatii h .
First comment
🏅
Dal dhokla gujarati dish hai aur dal ka masala thoda different hota hai
Ajwaen bhi dali jati hai.
Bahot achhi hai lekin thoda lal rang hota to acha lagta 😊
👌🏻👌🏻😋
Muje Bhot Pasand Hay
Thanks ji. X
Ek daal dhokali banane ke liye kitni chillamchilli . .
Daal dhokali mein daal pahle ubalen ke aur dhokali Agar bad mein dalenge to aate ki patti to vah kacchi rah Jayegi
Supper
par ye rajasthani style dal dhokli nhi hai
kuch bhi add kar diya gud
Ye Rajasthani dish he dhokli gol hoti he sardarji
कुछ जगह से दाल के फरे या दाल के दूल्हा कहते है
Maine toh asi daal dokali nhi bante dekhi😂😂
Dough should b bit tight n rotis should b cooked bit on tava n then cut n added.
Cn b md in cooker.
V don't add onions
Add ajvain in dough
Ye kaisi dal ढोकली है
Dikhne mein kitni gandi lag rahi hai to khane mein kitni gandi hogi
Leftover roti ko daal me daal do ho gayi daaldhokli. Bus tadka aurlaga do.
Bt fresh ka taste hi alg hota he
Ye dal dhokli nahi hai dal thepli bolo isko
दाल ढोकली तो राजस्थानी डिश होती हैं और दाल भी मुंग छिलका व चने की मिक्स होती है । बेसन तो डलता ही नहीं । इसे तो सब गुड गोबर कर दिया ।
અરે નહીં..દાળ ઢોકળી ગુજરાતી ડીશ છે 😂
😂😂😂
Ye gujarati dish hai bhai hamare yahan aisa hi banta hai, iska invention is liye hua taki jo gujarati dal bach jati hai kabhi to usme aise dhokli bana ke use kar lene ka. Bhai dono alag dish hai. Jis baat ka pata na ho to bolna nahi chahiye. Pehle information le lo fir jo bolna hai bolo. Rajasthani aur gujarati dishes similar hi hoti hai bas fark itna hai rajasthani tikha aur gujarati me thoda meetha hota hai.
Yes esehi bantihe Gujarat dish he naki rajshaahi
Bakwaas 😂
जंगली दाल ढोकली बना दिया। बनाना नहीं आता है। यें डिस गुजराती नहीं राजस्थानी है।
Nice❤❤