Sir ji ek 8.5 ton duct machine hai nitrogen 350 pressure hold ki thi pr check krne pr manifold gauge mein suction 350 h pr discharge pressure 320 h to leakage h ya nhi
Sir, Kya ye dikkat R22 gas wale ac ke saath bhi ho sakti hai? Mere ac (non inverter) mein bhi chilledness wala thanda nhi karta, grill temperature proper aata hai but cooling proper nhi hota. Kamre ka temperature bhi nhi down karta. Ac technician se bola ki system vacuum nhi kiya us wajah se to nhi, vo bola R32 and 410A ke liya vacuum zaruri hai, R22 ke liye nhi. Suction pressure 60 ke aas paas bata raha hai. Amp bhi proper hi le raha hai. Kuch dino mein compressor ki pumping check karunga.
Nice Information👍
Nice Bihar bhai
good
Sir ji ek 8.5 ton duct machine hai nitrogen 350 pressure hold ki thi pr check krne pr manifold gauge mein suction 350 h pr discharge pressure 320 h to leakage h ya nhi
Jab nitrogen app ne hold Kiya tha tab discharge pressure kitna tha
WhatsApp par details send kriye kitna app ne pressure hold Kiya tha WhatsApp no 9833936811
Sir, Kya ye dikkat R22 gas wale ac ke saath bhi ho sakti hai? Mere ac (non inverter) mein bhi chilledness wala thanda nhi karta, grill temperature proper aata hai but cooling proper nhi hota. Kamre ka temperature bhi nhi down karta.
Ac technician se bola ki system vacuum nhi kiya us wajah se to nhi, vo bola R32 and 410A ke liya vacuum zaruri hai, R22 ke liye nhi. Suction pressure 60 ke aas paas bata raha hai. Amp bhi proper hi le raha hai. Kuch dino mein compressor ki pumping check karunga.
R22 ke liye bhi vaqum karna jaruri hai ac ka koi bhi gas ho vaqum jaruri hota hai
Sir aap fridge ke bare me video banavo
Ok
Ok
Hi