Це відео не доступне.
Перепрошуємо.

Allah Ki Zaat Hr Jagh Mojud Hy | اکابر علماء کا موقف | Molana Ilyas Ghuman

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 лип 2018
  • Allah Ki Zaat Hr Jagh Mojud Hy | اکابر علماء کا موقف | Molana Ilyas Ghuman

КОМЕНТАРІ • 53

  • @malikimranyaseen3285
    @malikimranyaseen3285 5 місяців тому

    عمدہ❤❤❤

  • @logicallythink2416
    @logicallythink2416 Рік тому +3

    Islam ka clear message hain...." Allah har jagah mojud nehi hain" Allah ka knowledge har jagah per hain "

  • @sahilrazakhan1704
    @sahilrazakhan1704 3 роки тому +4

    استغفر اللہ

  • @medresem-online
    @medresem-online 2 місяці тому

    Maşallah hocam ağzına sağlık

  • @skamd9369
    @skamd9369 6 років тому +2

    اللہ تعالی حضرت جی کے علم و عمل اور عمر میں برکت عطا فرمائے آمین یا الرحم الراحمین

  • @hamidsaeed337
    @hamidsaeed337 3 роки тому +1

    Me baghair prhay or sunay is nateeja pr ponhchaa, K Allah Arsh pr bhi or hr jga bhi, Alhamdulillah aaj tasdeeq bhi ho gai..

  • @khairulwarseenomane302
    @khairulwarseenomane302 6 років тому +1

    masha Allah hazrat ne
    bahot achhe andaz me baat samjhayi

  • @ziyaofislam7590
    @ziyaofislam7590 3 роки тому +1

    بارک اللہ فیک

  • @ziyaofislam7590
    @ziyaofislam7590 3 роки тому +1

    جزاك الله خيرا

  • @shahabalvialvi
    @shahabalvialvi 6 років тому +1

    Mashallah bahut khoob

  • @faisalqureshi3914
    @faisalqureshi3914 6 років тому +1

    Allah aap ke Umar me brkat Ata farme maulana Ilyas gumhan

  • @waseembaloch2230
    @waseembaloch2230 4 роки тому +1

    Ma shaa Allah

  • @rhharun-nm5om
    @rhharun-nm5om Рік тому

    মাশা আল্লাহ 🇧🇩🇧🇩🇧🇩

  • @zamzamTV535
    @zamzamTV535 2 роки тому

    استغفراللہ

  • @muneebahmad3380
    @muneebahmad3380 6 років тому +2

    ماشاءاللہ
    بہت خوب
    اللہ تعالی شیخ کی عمر میں برکت عطاء فرمائے۔
    جناب یہ عبارت کس کتاب کی ہے؟؟؟؟؟

  • @abdulmalikkhan6388
    @abdulmalikkhan6388 6 років тому +1

    Suhhanlla

  • @mohamedarief49
    @mohamedarief49 Місяць тому

    Allah hafiz Baqqi sabur Shakur Baqqi ghani Baqqi

  • @shakeelahmed1913
    @shakeelahmed1913 6 років тому +2

    Hazrat mein el baat arz kerna chahta hun ki jin hazraat ko ALLAH TA'LA key her jagah maujood honay mey ishkaal hey, kya woh hazraat bataa saktey hein ki jo machhli(fish) samander (sea) ki gahrayi mey maujood hey, paani(water) us machhli key kis taraf hey? Zahir baat hey woh yahi kahengey ki her taraf maujood hey. Bus "ALLAHTA'LA her jagah her jagah maujood hey" isko samajh ney key ye misaal kisi qadr munasib hey.(InshaAllah)

  • @abdulmalikkhan6388
    @abdulmalikkhan6388 6 років тому

    Mshalla

  • @mohammadkafeel9792
    @mohammadkafeel9792 4 роки тому +3

    ALLAH ARSH PAR HAI (QURAN SE DALEEL) PART 1
    Bismillahirrahmanirraheem
    1. Beshaq Tumhara Rab Wo Hai Jisne Aasmano Aur Zameen Ki Takhleeq 6 Din Mai Ki Phir Arsh Par Qayam Hua Wo Din Ko Raat Se Is Tarha Chipa Deta Hai K Raat Din Ko Jaldi Se Aa Leti Hai Aur Suraj Aur Chaand Aur Dusre Sitaro Ko Is Tarha Banaya K Wo Sab Allah K Hukm K Tabay Hai, To Kya Us K Liye Hi Nhi Hai Khaliq Hona Aur Hakim Hona Badi Hi Khubiyo Wala Tamaam Jahano Ka Rabb.(Surah Aaraaf Surah No. 7 Ayat No. 54)
    2. Beshaq Tumhara Rabb Wo Hai Jisne Aasmano Aur Zameen Ki Takhleeq 6 Din Mai Ki Phir Arsh Par Qayam Hua (Waha Se Tamaam) Kaam Ki Tadbeer Karta Hai Koi Uski Ijazat K Bagair (Uske Saamne) Shifa'at Karne Wala Nhi Hai, Aesa Hai Tum Sab Ka Rabb Lihaza Uski Ibadat Karo Kya Tum Phir Bhi Soochte Nhi. (Surah Younus Surah No. 10 Ayat No. 3)
    3. Allah Wo Hai Jin Ne Aasmano Ko Bagair Satoono K Buland Kiya (Jesa K) Tum Is (Aasmani Dunya) Ko Dekh Rahe Ho Phir Allah Arsh Par Qayam Hua Aur Suraj Aur Chand Ko Is Tarha Apne Ma'tahat Kiya K Wo Ek Muqarrar Shuda Waqt Tak K Liye Chal Rahe Hai Allah Hi Kaam Ki Tadbeer Karta Hai (Aur) Wazahat K Sath Nishaniya Bata Raha Hai Takey Tum Loog Apne Rabb Se Milne Par Yakeen Kar Lo. (Surah Ra'ad Surah No. 13 Ayat No. 2)
    4. Rahman (Wo Hai Jo) Arsh Par Qayam Hai. (Surah Taha Surah No. 20 Ayat No. 5)
    5. Rahman Wo Hai Jisne Aasmano Aur Zameen Aur Jo Kuch Bhi In K Darmiyan Hai (Sab) Ki Takhleeq 6 Din Mai Ki Phir Arsh Par Qayam Hua Pas Aap Us K Baare Mai Kisi Khabargeer Se Hi Puchey. (Surah Furqaan Surah No. 25 Ayat No. 59)
    6. Allah Wo Hai Jisne Aasmano Aur Zameen Aur Jo Kuch Bhi In K Darmiyan Hai (Sab) Ki Takhleeq 6 Din Mai Ki Phir Arsh Par Qayam Hua (Allah K Saamne) Allah K Elawa Tum Sabka Koi Madadgaar Nahi Aur Na Hi Koi Sifarish Karne Wala Kya Tum Loog Yaad Nhi Rakhte.(Surah Sajda Surah No. 32 Ayat No. 4)
    7. Allah Wo Hai Jisne Aasmano Aur Zameen Ki Takhleeq 6 Din Mai Ki Phir Arsh Par Qayam Hua Wo Janta Hai Jo Kuch Zameen Mai Dakhil Hota Hai Aur Jo Kuch Zameen Se Nikalta Hai, Aur Jo Kuch Aasmano Se Utarta Hai Aur Aasman Mai Chadta Hai Aur Tum Lood Jaha Kahi Bhi Ho Wo Tum Loogo K Sath Hai Aur Jo Kuch Tum Loog Karte Ho Allah Wo Sab Dekhta Hai.(Surah Hadeed Surah No. 57 Ayat No. 4)
    Is Mandarja Bala Aayat E Mubaraka Mai Hamare Is Rawa Mouzu Ki Daleel K Sath Sath Ek Aur Baat Ki Bhi Wazahat Hai, Jis K Bare Mai Aksar Loog Galat Fehmi Ka Shikaar Hote Hai, Aur Wo Hai Allah Ki "Ma'iyat" Yani Uska Sath Hona Jis K Bare Mai Amuman Ye Khayal Kiya Jata Hai K Allah Subhanahu Wa Ta'ala Apni Zaate Mubarak K Zariye Kisi K Sath Hota Hai, Jo Ki Durust Nhi Hai Kyunki Allah Ne Khud Hi Apni "Ma'iyat" Ki Kefiyat Bayan Farmate Hue Irshad Farmaya: WALLAHU BIMA TAMALOONA BASEER Aur Jo Kuch Tum Loog Karte Ho Allah Wo Sab Dekhta Hai Yani Allah Ka Sath Hona Uske Ilm Wa Kudrat, Simaat Wa Basarat K Zariye Hai, Na K Uski Zaat E Mubarak K Wajood Paak K Sath Kisi K Sath Hona Hai.
    8. Jo Koi Izzat Chahta Hai To (Wo Ye Jaan Le K) Tamaam Tar Izzat Allah K Liye Hai (Yani Izzat Dene Wala Wahi Hai) Paak Batey Us (Allah) Ki Taraf Chadti Hai Aur Nek Amal Apne Karne Wale Ko Buland Karta Hai Aur Jo Loog Buraiya Karte Hai Unke Liye Shadeed Azaab Hai Aur Unki Buri Haali Hi Nestey Nabood Hogi. (Surah Fatir Surah No. 35 Ayat No. 10)
    9. Sawal Karne Wale Ne Azaab K Bare Mai Sawal Kiya Jo Wakai Hone Wala Hai Kafiro K Liye Us Azaab Ko Door Karne Wala Koi Bhi Nahi Allah Ki Taraf Se (Allah Hi Hai) Jo (Aasmano Ki) Sidhiyo Ka Malik Hai Us (Allah) Ki Taraf Farishte Aur Rooh (Unhe Seediyo K Zariye) Chadhte Hai Ek (Aese) Din Mai Jis Ki Mikdaar (Tumhari Ginti K Mutabik) 50 Hazaar Saal K Barabar Hai. (Surah Ma'arij Surah No. 70 Ayat No. 1 Se 4 Tak)
    10. Wo (Allah) Aasman Se Le Kar Zameen (Har) Kaam Ki Tadbeer Farmata Hai Phir Wo (Kaam) Ek Aese Din Mai Jis Ki Mikdaar Tumhari Ginti K Mutabik 1000 Saal Hai Allah Ki Taraf Chadh Jata Hai. (Surah Sajda Surah No. 32 Ayat No. 5)
    11. Wo (Yani Farishte) Apne Oopar Se Apne Rabb Se Darte Hai Aur Jo Huqm Unhe Diya Jata Hai Usi K Mutabik (Har) Kaam Karte Hai. (Surah Nahal Surah No. 16 Ayat No. 50)
    Allah Ta'ala K Mandarja Bala Farameen Se Saaf Wazey Toor Par Samajh Ata Hai K Allah Apni Tamaam Tar Makhlook K Upar Us Se Juda Aur Buland Hai Kisi Lafz Ki Koi Tashrih Ya Taweel Karne Se Pehle Hame Allah K Ye Darj Zael Farameen Bhi Zehan Mai Rakhne Chahiye Jin Mai Allah Ne Apne Rasool Muhmmad SAW Ko Mukhatib Farma Kar Unke Ummatiyo Ko Unki Aap Saw K Mansab Risalat Ki Zimmedariyo Mai Se Sab Se Aham Zimmedar Batai Hai Aur Hame Ye Samjhaya K Allah K Farameen Mubaraka Ko Allah K Rasool SAW Ki Bayan Karda Qauli Aur Amli Tafseer, Sharah Aur Talimaat K Mutabik Samjha Hai Na K Apni Akal Wa Sooch, Mijaaz Pasand Na Pasand Aur Apne Khud Saakta Jahalat Zuda Falsafo K Mutabik.

    • @qasimchuhan8725
      @qasimchuhan8725 3 роки тому

      ارے بھائی پہلے قرآن کریم کی آیات کا تو ادب سیکھلے قرآن کریم کی آیات لکھنے کا تو تجھے ادب ہے نہیں اور تو چلا ہے علمائے حق کے عقیدے اور انکے دلائل کو رد کرنے،
      اب تیرے جیسے ناقص العلم کو بات سمجھ میں نہیں آرہی اور تو چلاہے قران و حدیث سمجھانے،
      پہلے اپنےاندر کی ہڈدھرمی اور علمائے حق کیلئیے جو بغض و عداوت ہے اسکو ختم کر اسکے بات اخلاص دل کے ساتھ علمائے حق کی بات سن سمجھ میں آجائے گی،
      اور ہاں اگر تیری سمجھ میں یہ بات نہیں آرہی کہ اللہ کی ذات ہر جگہ موجود ہے ذات و صفات کے اعتبار سے تو آپ یہ ہی عقیدہ رکھلیں کہ اللہ اپنے علم و قدرت کے اعتبار سے ہر جگہ موجود ہے جیساکہ علمائے حق نے فرمایا۔۔۔۔۔

    • @Spark12429
      @Spark12429 2 місяці тому

      ​@@qasimchuhan8725 Allah( swbt) wujud essence dhaat is above his throne separated from his creation...
      If Allah( swbt) dhaat wujud wasn't above his throne then why who gave the prophet( swaws) the 3 gifts in the night of mirage...

  • @UbaidKhan-gp3fd
    @UbaidKhan-gp3fd Рік тому

    Zalem insan

  • @sulemanuddin4032
    @sulemanuddin4032 3 роки тому +1

    Dev ke bando se ham ko kya garaz
    Hum hai abd e mustafa phir tujh ku kya
    Shirk tahre jisme tazeem e habeeb
    Us bura mazhab pe laanat kijiya
    Ghaiz me jal jaaya be deeno ka dil
    Ya rasoolallah ki kasrat kijiya

  • @alislamwalahlussunnah578
    @alislamwalahlussunnah578 2 роки тому

    SEE

  • @samadwani405
    @samadwani405 4 роки тому +3

    Hahaha, or Jin ki taqleed karty Hai imam Abu hanifa RH ki kia Raye Hai??? Wo tu bataya nahe Balky aj k molvio sy start Kia zra Salaf sy start tu Kary.... Laqin kabi be nahe

  • @abdullaabbas718
    @abdullaabbas718 3 роки тому +2

    Allah apni zat k aetbar se hr jagah mojud nahi he ,
    Allah apni zat k aetbar se arsh pr mojud he ,
    Allah apni sifat ( ilm ) k aetbar se hr jagah mojud he ,
    Gumrah woh he jo ye manta he k allah apni zat aur ilm dono k aetbar se hr jagah mojud he , ye aqida deobandiyo hanfiyo ka he jo k galat he .

    • @ibnmuhammad9027
      @ibnmuhammad9027 2 роки тому

      Toh sifat aur zaat alag hai? Lol

    • @Alhamdulillah_..
      @Alhamdulillah_.. 8 місяців тому

      Jhoot mat bolo bhai maulana Ashraf Ali thanvi RA ka aqeedah voi h ke Allah ki zaat Arsh pe h aur ilm aur qudrat har jagah maujood h

  • @esseandessence4421
    @esseandessence4421 3 роки тому

    Allah Maujud Bila Makan he , Azal me bhi aur Azal ke Ba'd bhi , Allam Maujud Har Jagah Kis ma'ni me hai . Akabir ke yeh AQWAL QABIL E TA'WIL hai. Sirf ikhtilaf yehe keh Allamah Ghumman jis ko Haqiqah Maante he us ko Baqi Majaz kehte hain.

  • @moinuddinkhan928
    @moinuddinkhan928 Рік тому

    Mge lag rha he me bhi Allah k ilm se bna hua makhlook hun aur phr sabit hua k meri khaal yani jism pr bhi khuda he......jab mera jism khuda sabit hua to ......mge lag rha he k me hi khuda na ho jao....(moazallah astagfarullah)

  • @Shams_Tabrezii
    @Shams_Tabrezii 3 роки тому +2

    علماء دیوبند کے نہیں دلائل علم الکلام کے آئمہ کرام کے پیش کرو

  • @muzzammil9041
    @muzzammil9041 6 місяців тому

    وهو يعلم الطلاب العقيدة الفاسدة.

  • @marblestudios2017
    @marblestudios2017 2 роки тому +1

    Yeh aqeedah jahmiyyah waala hai

  • @esseandessence4421
    @esseandessence4421 3 роки тому

    Har Jagah Mutnahi he , Jami Amkanah MUTNAHI hain,Allah ka Makan me hona muhal e AQLI he. Kia Har Jagah AZALI O Qadim he?

  • @esseandessence4421
    @esseandessence4421 3 роки тому

    Jami Amkanah Makhluq he, ALLAH ZATAN MAUJUD BILA MAKAN E HADITH HE, Takhliq e Alam se Allah ki Azla Lamakainah meFarq nahi Aya.
    Allah Ta'ala ke Bar se Allamah Sajid Deobandi Naqshbandi ka bayan zayadah Wazih he:
    Masala istwa alalarsh aor Allah ke har jagah hazir o Nazir hona By allama Sajid Khan naqshbandi sb۔ - UA-cam

  • @UbaidKhan-gp3fd
    @UbaidKhan-gp3fd Рік тому +1

    Choro ye bati sahaba ka aqeda keya ta,qayamt Tak jawab nahy de sakti

  • @manjooralam9331
    @manjooralam9331 3 роки тому +1

    Quran hadish ke samne koi molana gomani ho ya koi bhi na tumhara kisi ka bhi baat nahi mana jayega chahe jitna bhi dimaag ghoda chala o dewand log sab aise nahi hote bahut se dewand ko samjha ne samjha jate hai ye dhit hai ye agar bahut se sahi baten man jayege to ye apna firqa kese chalayege

  • @mohdmahboob236
    @mohdmahboob236 2 місяці тому

    ghumman sahab itna mat ghumao Allah arsh par jaise us ki shan k layeq hai aur har chiz us k ilm mei hai

  • @AAZinvicto
    @AAZinvicto 3 роки тому

    Tumhaare akaabir ne ye Ahle Sunnat wal jama'at ki ijma ke khilaaf baat likhi hai ke Allah Ta'ala ki Zaat har jagah maujood hai.
    Aisi baat na Ashari, na Maturidi aur na Hanbali Ulema ne kabhi itihaas me kahi hai.
    Allah Ta'ala samt aur makaan se paak hai. Samajh lo is baat ko.

  • @zamzamTV535
    @zamzamTV535 2 роки тому +1

    جھالت کا نام ہے دیوبند والے

    • @user-bs9nk4wb4k
      @user-bs9nk4wb4k Місяць тому +1

      او کمینے !
      پیٹ بچاریوں کے دھندے بند کرنے والوں کا نام ہ دیوبند والے ،
      فرق ضالہ کے ناپاک وجود کو مٹانے والوں کانام ہے دیوبند والے ،
      حنفیت کو عام کرنے والوں کا نام ہے دیوبند والے،
      نانوتوی ، گنگوہی ، سہارنپوری ، اور تھانوی کے جانشینوں کا نام ہے دیوبند والے ،
      گھمن حفظہ اللہ کی بات پر لبیک کہنے والوں کا نام ہے دیوبند والے،

  • @shaikziyyal9459
    @shaikziyyal9459 7 місяців тому

    فطرت یے ہے کہ اگر ایک معصوم بچے سے بھی پوچھا جائے کہ اللہ کہاں ہے تو وہ آسمان کی جانب انگلی اٹھاے گا
    کیا یار ایسا عقیدہ سیکھا رہے ہیں طلبہ کو

  • @mohdmahboob236
    @mohdmahboob236 2 місяці тому

    ye kuffar ka aqida h har kankar mei Shankar isliye taqlid se baher aao Quran aur sunnat se aao

  • @safimulasafimula6003
    @safimulasafimula6003 6 місяців тому

    و هو القاهر فوق عباده. الآية
    الرحمن على العرش استوى.الاية
    أأمنتم من في السماء أن يخسف بكم الأرض. الآية
    أم أمنتم من في السماء أن يرسل عليكم حاصبا..الآية
    إليه يصعد الكلم الطيب و العمل الصالح يرفعه...الآية
    ألله نزل أحسن الحديث....الآية
    و هو العلي العظيم...الآية علو الذات علوالقدر علو المنزلة.
    يدبر الأمر من السماء إلى الأرض . الآية
    قول الجارية لما سألها النبي عليه الصلاة والسلام أين الله قالت في السماء فقال أعتقها فإنها مؤمنة..الحديث.
    يه دلائل مولوى الياس كو دكهاؤ اسكا مطلب كيا هے؟لوگوں کو گمراہ کر رہے ہو

  • @zamzamTV535
    @zamzamTV535 2 роки тому

    اپ لوگ عقل پرست ہو قرآن وحدیث سے اپکو کوی سروکار نہیں